Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ye Mere Khayal Bhar hain
Old
  (#1)
vijaypratap1979
Registered User
vijaypratap1979 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 38
Join Date: Jun 2002
Location: ghaziabad
Rep Power: 0
Post Ye Mere Khayal Bhar hain - 30th October 2003, 03:32 PM

Ye Mere Khayal Bhar hain jo alag alag waqt pe mere jehan main aaye hain.
Aur aaj ye khayal main aap sabhi ko nazar kar raha hoon.
Shayri ki kisi bhi shah ko maine cheda ho to maanf kijiyega

kabool keejiye

I Am Sorry.....

Nafrat se karna yaad mujhe, Zillat se lena naam mera
Be-iradaa hi sahi main Gunehgaar hoon tera

Please........ Go Your Way

Meri nazar main ek chaand roshan hai
Mujhse na jugnu ki roshni ka wada keeje
Mukkammal nahin ye roshni mere tareek jahan ke liye
Aap ab apna kuch aur irada keeje

Khwaish..........

Nahin parda kahin koi Fir bhi pardedari rahe
Khwaish hai ab yahi ki umrbhar teri khumari rahe

When someone compromises.....

Darwaza-a-Dil pe Dastak hai tu sun bhar le,
Chahe to mera deedar na kar
Main har haal main khush hoon,
Bas tu mujhe Dil-a-Daayare se Darkinaar na kar

May be i'll say some day.....

Ho jaate hain teri aakhoan ki khashish main gum
Aur asal baat hamse kabhi kahi nahin jaati
Kai baar huye hain buland hosale mere
Magar meri aawaz ki larzish nahin jaati

I'll be "VIJAY" then.......

Jisane hari ho zindagi ki har baazi
Oos shakhshiyat ko kya kaha jaaye
Koi haare hamse bhi dil apna
To naam-a-shayar 'Vijay" ho jaaye


hai agar tu diljala koi, to tera ek dost aala hoon main
tere har gam main saath doonga,ek mai ka pyala hoon main

Shayer By Mistake
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
30th October 2003, 10:43 PM

Achha likhha hein. Dilki baate hein aur zahir hein aapka iirada.
Khuda Kare aapko bhi aapna Pyaar miljaye. Duwao meh toh aise bhi yehi hoti hein. Dekhte hein kab tak yeh duwa puri ho jaye, kabhi na kabhi toh zaroor hogi. Umeed par toh puri jahan kayam hein. Shukriya. Aapna khayal rakhiyega. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
vijaypratap1979
Registered User
vijaypratap1979 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 38
Join Date: Jun 2002
Location: ghaziabad
Rep Power: 0
1st November 2003, 03:10 PM

shukriya shimuji mere khaloan ko samjhane ke liye unhe sarahne ke liye koshish karta rahoonga ki acchache khayal ke saath unda alfaaz bhi aap ko ko pesh karsakoon


hai agar tu diljala koi, to tera ek dost aala hoon main
tere har gam main saath doonga,ek mai ka pyala hoon main

Shayer By Mistake
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
1st November 2003, 04:43 PM

Mujhe pata hein aap zaroor achhe se achhe aapka dilki kalam zaroor yeaha likhhenge aur hume parne ki mouka denge. Duwao ke sath izazat chahungi. Shukriya. Aapna khayal rakhiyega. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Mere Ahsas mera Khayal kwahish Shayri-e-Ishq 16 16th June 2009 03:15 PM
mere khuwab, mere khayal , mera pyar koi to ho Shayri-e-Dard 18 14th May 2007 06:59 PM
*Mere Khayal Se Tum Bade Khubsurat Ho** Shimul Hindi/Urdu Lyrics 0 28th June 2006 02:59 AM
mere khayal gayathri_d7 Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 5th September 2005 01:52 PM
Phool aur mere Khayal roopali Shayri-e-Dard 20 22nd February 2005 01:05 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com