Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri Ki Paathshaala

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 5 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#801)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
27th August 2014, 09:14 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
waahhhhhhhhhhhhh! Ananth sir.. kamal hi kamal hai!
daad hi daad...............
Bohat bohat shukriya Hassan bhai

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#802)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
27th August 2014, 09:15 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Wwwwwaaaahhhhhh !!!!! Sundar aur nirmal sher !!! Dheron daad Aadeil bhai !!
aapka teh-e-dil se shukr guzaar hooN

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Ab ye sher pardh ke misra-e-saanee se to sehmat hona hi pardhega waah bahaut hi umdah sher !! Bahaut si daad Aadeil sahab aap ko !!!!!
haa haa haa.....
iis qadr navaazish ke liye aapka mamnoon hooN, Zarraasaab

hamaari jaanibse dheroN duaaeN qubul farmaaiye
Adil

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#803)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
27th August 2014, 09:17 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Wah wah wah wah Ananthpak sahab !!! Bahaut hi khoobsurat qit'a farmaaya hai !!! Aap ke qalaam mein barjastagi, thehraav aur gehraayee hoti hai jo inhein dilkash bana deti hai !!! Bahaut si daad .... aur aap ko aur Pari ji ko dheron duaein aur anekon sunhkaamnaaein !!!
Bohat bohat shukriya Zarraa sahab...aap ki in alfaazo mere hausla aur bulandh kar diya..thanx for the wishes for both of us

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#804)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
27th August 2014, 09:18 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
waaaaaaaaaaaaaahh! waaaaaaaaaaaaah!

Adil bhai.. bohat bohat khoob.... daad ka nazraana qabool kejiye!
Aapka bahot bahot shukriya, Hassanbhai.. milte rahiye
Adil

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#805)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 27th August 2014, 09:46 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Wah wah wah wah Ananthpak sahab !!! Bahaut hi khoobsurat qit'a farmaaya hai !!! Aap ke qalaam mein barjastagi, thehraav aur gehraayee hoti hai jo inhein dilkash bana deti hai !!! Bahaut si daad .... aur aap ko aur Pari ji ko dheron duaein aur anekon sunhkaamnaaein !!!
thanks a lot zarraa ji aap ke wishes ke liye..

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#806)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Love 27th August 2014, 10:58 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
wwwwwwwwwaaaaaaaahhhhhhhh !!!!!

bahaaaaauuuuuuut hi khoobsurat ghazal pesh ki hai Hassan bhai !!

ye ek prem geet bhi hai, ek afsaana-e-ulfat bhi, ek kahaani bhi, ek tasweer bhi, ek mahakta huwa phool bhi aur bahaar-e-gulshan bhi !!!

is ke fusoon se mehfil-e-fusoon-e-alfaaz charaaghaan ho uthee aur bazm-e-SDC naghmon mein doob gayee !!

bahaut se pyaar ke saath dheron dheron daad aap ko Hassan bhai !!! ummeed hai isee tarah sher-o-sukhan ke panghat par aap hunar ki pyaas bujhaate bhi rahein aur us ki tishnagi bardhaate bhi rahein !!

Zarraa saheb..

aap ne na-cheez ke kalaam ko jitni pazeeraayi bakhshi hai,
shayed maiN is ke qaabil nahi tha...
aur jis andaaz se aap ne khaak alfaazoN ki tareef ki hai..
dil khushi se baagh baagh ho gaya...

bas younhi humeN milte rahiye,
aap ka saaaya sir pe aik ghanay shajar sa lagta hai!

Apna bohat ziyada khiyaal rakhiye ga,

DuaooN ke saath,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#807)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 27th August 2014, 12:49 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Muhabbat kii nasheb-o-faraaz se guzraa
Kabhii raah par tha dil kabhii gumraah
Naazuk!... mohabbat meiN dil kabhi be-raaH-ravi ka shikaar ho jata hai,
yeH to soola aanay sacch baat keH di tum ne.......
iss khoobsorat khiyaal ke liye dherooN daad-o-mubarakbaad

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 27th August 2014 at 01:07 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#808)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Love 27th August 2014, 02:04 PM

reshmi poshaak zeyb tan kiye aik husn-e-be-naqaab!
humeN dekhte hi khil uthaa uss ka rukh-e-mahtaab
baad us ke! na nasheeb ki fikr rahi na faraaz ki..
mozu-e-sukhan tab se ab tak bas ik gul-e-gulaab

poshaak : clothes
zeyb tan : wear
mozu-e-shukhan : topic of speech

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#809)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
27th August 2014, 02:22 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
reshmi poshaak zeyb tan kiye aik husn-e-be-naqaab!
humeN dekhte hi khil uthaa uss ka rukh-e-mahtaab
baad us ke! na nasheeb ki fikr rahi na faraaz ki..
mozu-e-sukhan tab se ab tak bas ik gul-e-gulaab

poshaak : clothes
zeyb tan : wear
mozu-e-shukhan : topic of speech
behad khubsurat qi'ta, Hassanbhai.... kya nazaakat hai, kya shokhii aur kya adaayegiii.... waaaaaaaah hi waaaaaah nikaltii hai dilse.....

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 27th August 2014 at 02:54 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#810)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
27th August 2014, 02:41 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
reshmi poshaak zeyb tan kiye aik husn-e-be-naqaab!
humeN dekhte hi khil uthaa uss ka rukh-e-mahtaab
baad us ke! na nasheeb ki fikr rahi na faraaz ki..
mozu-e-sukhan tab se ab tak bas ik gul-e-gulaab

poshaak : clothes
zeyb tan : wear
mozu-e-shukhan : topic of speech
Waaaahhhhhhh....kya baat hai Hassan bhai...bohat umda...dheron daad

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#811)

27th August 2014, 02:44 PM

grr na guzarta ishq jo kabhi nasheb-o-faraaz se

heer ranjhe se mil gayi hoti, shirin, farhaad se

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#812)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
27th August 2014, 02:55 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
grr na guzarta ishq jo kabhi nasheb-o-faraaz se

heer ranjhe se mil gayi hoti, shirin, farhaad se
waaah! Ananthji,
bahot khub...

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#813)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 27th August 2014, 04:10 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
grr na guzarta ishq jo kabhi nasheb-o-faraaz se

heer ranjhe se mil gayi hoti, shirin, farhaad se
waaaaaaaaaaaaah!!
Kia andaaz e bayaaN hai Ananth sir..... Bohat bohat khoob!

Daad hi daad is besh-qeemati shair ke liye!

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#814)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
27th August 2014, 04:33 PM

guzar rahii hai nasheboN se aaj
merii faraaz-e-muhabbat phir se
zaraa sambhal, ke kahiN dil-shikan*
daraaz-e-shab** na mile but*** phir se

(*heart-breaking; **long night; ***lover [metaphorical])

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#815)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 27th August 2014, 09:26 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
guzar rahii hai nasheboN se aaj
merii faraaz-e-muhabbat phir se
zaraa sambhal, ke kahiN dil-shikan*
daraaz-e-shab** na mile but*** phir se

(*heart-breaking; **long night; ***lover [metaphorical])
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaahhhhh!

Adil bhai... kamal ka kamal hai... yeH khiyaal khoob raha..
DherooN daad ka toHfaa qabool kejiye...!

DuaooN ke saath,,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 27th August 2014 at 09:29 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#816)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
27th August 2014, 09:43 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
Zaraasaab,
aapme hum flaws kya nikaalenge? , bas hamaari koshish thi ki kahiN 'faraazoN' lafz miil jaaye ya phir sahi plural form mil jaaye. aur aapne bilkul sahi farmaayaa ki kaii lafz hote haiN jisme hum 'oN' lagaa ke plural form banaa sakte haiN.. aur usii ko zehn meN rakhaa tha jab 'faraaz' kii plural dhund rahe the

aapka bahot bahot shukriya aur Ananthji ka bhii iis mudde pe discussion karne ke liye. waakaii is thread pe hameN bahot kuchh sikhne ko mila hai aur uske liye Zarraasaab aapka jitna bhii shukriya adaa kareN utna kam hoga.

duaaoN ke saath,
Adil
mujhe zyada nahi maloom,magar meri soch hai ki bhasha ek behti nadi ki tarah hain jo jahan se guzarti hai wahan ke paani ko apne me shamil kar leti hai. agar woh naye paani ko apne me shamil karne se daregi aur behna band kar degi toh uss talaab mein taabdeel ho jayegi jiska paani kabhi na kabhi sad jata hai. so waqt ke saath bhasha mein naye shabdon ka shamil hona uski progress ki nishani hai as long as words are conveying it's meaning.

jaise ki faraazon ka matlab hum sab ko samajh bhi aa raha hai aur sher ki khoobsoorti bhi badaa raha hai toh phir sochna kya? let's include this word.

kuch baat galat lagi ho to maaf karna.

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#817)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
27th August 2014, 10:00 PM

Doston ... behad maazrat ke saath arz kar raha hoon ki aaj naya lafz pesh naheen kar pa raha hoon ... main ne naya lafz identify kar liya hai ... par ain waqt par kuchh kaam aa gaya hai that needs immediate and urgent attention ...to tafseel se us par aaj baat naheen kar paoonga ... kal raat lafz le kar haazir hounga ... tab tak aap nasheb o faraaz par guftagoo jaaree rakh sakte hain ... sorry again and thanks for understanding !!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#818)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
28th August 2014, 09:57 AM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
mujhe zyada nahi maloom,magar meri soch hai ki bhasha ek behti nadi ki tarah hain jo jahan se guzarti hai wahan ke paani ko apne me shamil kar leti hai. agar woh naye paani ko apne me shamil karne se daregi aur behna band kar degi toh uss talaab mein taabdeel ho jayegi jiska paani kabhi na kabhi sad jata hai. so waqt ke saath bhasha mein naye shabdon ka shamil hona uski progress ki nishani hai as long as words are conveying it's meaning.

jaise ki faraazon ka matlab hum sab ko samajh bhi aa raha hai aur sher ki khoobsoorti bhi badaa raha hai toh phir sochna kya? let's include this word.

kuch baat galat lagi ho to maaf karna.

Sarikaji,
namaskaar

pehle to aapka shukriya adaa karnaa chaahungaa jo aapne iis discussion ko jaari rakhaa. ek tarah se aapkii baat sahi hai ki kisii bhii boli ya zabaan meN naye alfaazoN kaa samaavesh acceptable hai. magar jab koii nayaa lafz include kiya jaa rahaa ho to hameN uus bolii kii tahziib kaa khayaal hona zarurii hai. kaii lafz kisii dusrii boli se hi liye jaate haiN, jaise faraaz farsi (Persian) lafz hai. to uske muul roop ko bhii dhyaan meN rakhnaa hota hai. shaayad faraazoN sahi lafz na ho aur faraazaaN sahi lafz ho? ye bhii ek sochne wali baat hai . kaii lafz aise hote haiN jiis meN agar galat istemaal ho to uske maanii bhii badal jaate haiN. misaal ke taur pe kuch lafz dekhte haiN jo farsi se urdu meN liye gaye haiN aur unpe aage bhii discusion isii thread pe huii bhii hai.

ex.
tifl (child) ka plural hai atfaal (children) magar iska matlab ye nahi ki
fasaanaa ka plural afsaanaa ho ya fusuun (magic) ka plural afsun ho. These words interchangeable. vaise hi kaii aise lafz hote haiN jiske plurals 'oN' se plural bante haiN aur kaii lafz 'aaN' se plural bante haiN. Zarraasaab aur maiN ye nahi kehte haiN ki hum nayaa lafz banaa nahi sakte, magar hamaaraa ye kehna hai ki jab tak hameN thos example na mile tab tak hum use na kareN.

'faraaz' lafz ke lihaaz me dekheN to Zarraasaab ne ek unknown shaayar kii misaal dii hai jisne lafz 'faraazoN' ka istemaal kiya hai jo uskii khud kii tehriir hai aur usne FB pe post kii thii, magar kisii shura ne aise lafz ka istemaal nahi kiya hai. aur maine ek misaal di thii 'Betaab' saab ke ek sher kii jahaaN unhoN ne 'faraaz' lafz ko hi plural meN bhii use kiya hai. uske alaavaa ek persian link pe mujhe 'faraazaaN' lafz dekhne ko mila hai. I am unable to post that link here because wo ek download link hai aur jo file download hoti hai uskii extn. alag hai. actual word istemaal huaa hai 'sar-faraazaaN'. to agar hum galat lafz ka istemaal kareN to wo us boli kii tehziib meN nahi hoga. aur isii wajah se hamaaraa maannaa hai ki jab tak hameN koii thos example na mile, hum iiska istemaal nahi karenge.

dusroN kii raaye bhii hum jaannaa chaahenge

duaaoN ke saath,
Adil

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#819)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
28th August 2014, 10:02 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaahhhhh!

Adil bhai... kamal ka kamal hai... yeH khiyaal khoob raha..
DherooN daad ka toHfaa qabool kejiye...!

DuaooN ke saath,,
Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Waah! Waah! Ji this is nice n romantic, bahot khoob
Hassanbhai & Naaz,
dostoN aap dono ka behad shukr guzaar hooN....
khush rahiye, aabaad rahiye..
duaaGo
Adil

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#820)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
28th August 2014, 11:29 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
guzar rahii hai nasheboN se aaj
merii faraaz-e-muhabbat phir se
zaraa sambhal, ke kahiN dil-shikan*
daraaz-e-shab** na mile but*** phir se

(*heart-breaking; **long night; ***lover [metaphorical])

Waaaaaahhhhhhhhhh!!!! Good lines Aadeil sahab....dheron daad aur mubarakhbaad

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#821)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
28th August 2014, 12:54 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Waaaaaahhhhhhhhhh!!!! Good lines Aadeil sahab....dheron daad aur mubarakhbaad
Ananthji,

aapka bahot bahot shukriya....
milte rahiyega
Adil

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#822)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
28th August 2014, 12:57 PM

hum mile ek zan* se jiskii hansii bhii kamaal thii
wo nasheb-o-faraaz kii ek sachchii misaal thii

(*woman)

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#823)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Love 28th August 2014, 12:58 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post

Enchanting, captivating, mesmerising, just beyond any verbal praise...it can be just felt, heart touching....tumhare har lafz meiN fusooN hai, apne qalaam ki khusbu yunhi mehfil meiN pehlatay rahiye aur faza ko moat'tar kartey rahiye
Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
behad khubsurat qi'ta, Hassanbhai.... kya nazaakat hai, kya shokhii aur kya adaayegiii.... waaaaaaaah hi waaaaaah nikaltii hai dilse.....
Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Waaaahhhhhhh....kya baat hai Hassan bhai...bohat umda...dheron daad
Jiss taraH aap dostoN ne hausla afzaai ki hai,
mere paas alfaaz nahi haiN shukriyaaH ke liye ..
bas Allah se dua hai ke aise hi mujhe milte raheN aap sabhi! (ameen)

DuaooN ke saath,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#824)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Exclamation 28th August 2014, 01:05 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post

hum mile ek zan* se jiskii hansii bhii kamaal thii
wo nasheb-o-faraaz kii ek sachchii misaal thii

(*woman)
waaahh.. wahhh!... be-had umdaH..... lajawaab..... dherooN daad is ba-kamaal shair ke liye!

kathiN nasheeb-o-faraaz se guzartay mehsoos tak na hua!
ghar pohanche to be-hisaab dukhne lagay paaoN ke chaalay..!

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#825)

Exclamation 28th August 2014, 01:25 PM

na nasheeb hai na faraaz hai...
nahi aati kahiN se us ki awaaz hai
zindagi mujhe raas nahi shayed!
bohat oonchhi meri parwaaz hai..

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#826)

Exclamation 28th August 2014, 01:33 PM

bazm-e-yaaraaN se uth aaye haiN yeH soch kar ke!
faraaz ke to hum laaiQ nahi, nasheyb meiN hi jeete haiN!

nasheyb : low, down.. (pasti)

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 28th August 2014 at 01:48 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#827)

Exclamation 28th August 2014, 01:45 PM

ae mere maseeha, chaara-gar-o-ghum-khwaar!
mera yaar faraaz pe hai aur maiN pasti meiN
in halaat meiN tu hi bata maiN kia karooN
hansooN ya jee bhar ke aankheN bhigo.oN?

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 28th August 2014 at 01:48 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#828)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
28th August 2014, 03:25 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
ae mere maseeha, chaara-gar-o-ghum-khwaar!
mera yaar faraaz pe hai aur maiN pasti meiN
in halaat meiN tu hi bata maiN kia karooN
hansooN ya jee bhar ke aankheN bhigo.oN?

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
bazm-e-yaaraaN se uth aaye haiN yeH soch kar ke!
faraaz ke to hum laaiQ nahi, nasheyb meiN hi jeete haiN!

nasheyb : low, down.. (pasti)

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
na nasheeb hai na faraaz hai...
nahi aati kahiN se us ki awaaz hai
zindagi mujhe raas nahi shayed!
bohat oonchhi meri parwaaz hai..

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
waaahh.. wahhh!... be-had umdaH..... lajawaab..... dherooN daad is ba-kamaal shair ke liye!

kathiN nasheeb-o-faraaz se guzartay mehsoos tak na hua!
ghar pohanche to be-hisaab dukhne lagay paaoN ke chaalay..!

Hasanbhai,

waah! kya ek ke baad ek nazraane pesh kiye haiN! laajavaab....

aur aapkii pyar bharii daad ke liye shukriya

sunaatii rahii wo suhaane fasaane
ghamoN ko jo apne chhipaanaa tha usko
jahaaN gham faraaz pe, ragoN meN, nigaah meN,
nasheboN meN laRnaa gavaaraa tha usko

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 28th August 2014 at 03:41 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#829)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
28th August 2014, 05:29 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Hassan & Adil bahot khoob guys....you both did fab job
Thanks dear............................

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#830)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
28th August 2014, 07:14 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post

hum mile ek zan* se jiskii hansii bhii kamaal thii
wo nasheb-o-faraaz kii ek sachchii misaal thii

(*woman)
Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
Hasanbhai,

waah! kya ek ke baad ek nazraane pesh kiye haiN! laajavaab....

aur aapkii pyar bharii daad ke liye shukriya

sunaatii rahii wo suhaane fasaane
ghamoN ko jo apne chhipaanaa tha usko
jahaaN gham faraaz pe, ragoN meN, nigaah meN,
nasheboN meN laRnaa gavaaraa tha usko

Waaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhh.....bohat khoob Aadeil sahab....dheron daad

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#831)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
28th August 2014, 07:19 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
waaahh.. wahhh!... be-had umdaH..... lajawaab..... dherooN daad is ba-kamaal shair ke liye!

kathiN nasheeb-o-faraaz se guzartay mehsoos tak na hua!
ghar pohanche to be-hisaab dukhne lagay paaoN ke chaalay..!

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
na nasheeb hai na faraaz hai...
nahi aati kahiN se us ki awaaz hai
zindagi mujhe raas nahi shayed!
bohat oonchhi meri parwaaz hai..

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
bazm-e-yaaraaN se uth aaye haiN yeH soch kar ke!
faraaz ke to hum laaiQ nahi, nasheyb meiN hi jeete haiN!

nasheyb : low, down.. (pasti)

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
ae mere maseeha, chaara-gar-o-ghum-khwaar!
mera yaar faraaz pe hai aur maiN pasti meiN
in halaat meiN tu hi bata maiN kia karooN
hansooN ya jee bhar ke aankheN bhigo.oN?

waaaaaaaahhhhhhh!!!wwaaaaaaaahhhhhhhhh!!!!! Hassan bhai...ek badhkar ek nayaab heere pesh kiyen hain aap ne...dheron daad

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#832)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
28th August 2014, 07:21 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Muhabbat kii nasheb-o-faraaz meiN haaN roye bahot
khaalii hath tha khaalii daaman phir bhii khoye bahot

waaaaaahhhhhh!!!!! Good one saali sahiba

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#833)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
28th August 2014, 09:14 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Muhabbat kii nasheb-o-faraaz se guzraa
Kabhii raah par tha dil kabhii gumraah
Waaaahhh !!!!! Nasheb-o-faraaz mein gumraah hone ki baat bahaut hi khoob kahi !! Dheron daad N@zneen ji !!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#834)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
28th August 2014, 09:18 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
reshmi poshaak zeyb tan kiye aik husn-e-be-naqaab!
humeN dekhte hi khil uthaa uss ka rukh-e-mahtaab
baad us ke! na nasheeb ki fikr rahi na faraaz ki..
mozu-e-sukhan tab se ab tak bas ik gul-e-gulaab

poshaak : clothes
zeyb tan : wear
mozu-e-shukhan : topic of speech

Wwwwwaaaahhhhh !!!!! Behad hi khoobsurat aur roomaaniyat se bhare alfaaz !!! Bahaut si daad Hassan bhai !!!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#835)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
28th August 2014, 09:21 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
guzar rahii hai nasheboN se aaj
merii faraaz-e-muhabbat phir se
zaraa sambhal, ke kahiN dil-shikan*
daraaz-e-shab** na mile but*** phir se

(*heart-breaking; **long night; ***lover [metaphorical])
Waaaahhh !!!! Gehree fiqr aur khoobsurat alfaaz !!! Khaas baat ye lagi ki nasheb aur faraaz ke beech jo connection banaya hai aap ne, wo ekdum naya sa laga !!! Behad hi khoob Aadeil sahab !!!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#836)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
28th August 2014, 09:23 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
grr na guzarta ishq jo kabhi nasheb-o-faraaz se

heer ranjhe se mil gayi hoti, shirin, farhaad se
WWWWWWAAAAAHHHHHH !!!!! kya soch pesh ki hai Ananthpak sahab !!!! ghazab !!! bahaut si daad !!!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#837)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
28th August 2014, 09:28 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post

hum mile ek zan* se jiskii hansii bhii kamaal thii
wo nasheb-o-faraaz kii ek sachchii misaal thii

(*woman)
Wah wah wah

Bahaut khoob Aadeil sahab

Bahaut si daad

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#838)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
28th August 2014, 09:30 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
waaahh.. wahhh!... be-had umdaH..... lajawaab..... dherooN daad is ba-kamaal shair ke liye!

kathiN nasheeb-o-faraaz se guzartay mehsoos tak na hua!
ghar pohanche to be-hisaab dukhne lagay paaoN ke chaalay..!

Wwwwwwwwaaaaaaahhhhhhhh !!!!!!!! Ye mujhe ek dum taaza khayaal laga .... Bahaut khoob Hassan bhai !!!!!!!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#839)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
28th August 2014, 09:31 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
na nasheeb hai na faraaz hai...
nahi aati kahiN se us ki awaaz hai
zindagi mujhe raas nahi shayed!
bohat oonchhi meri parwaaz hai..

Wah wah wah

Bahaut khoob Hassan bhai

Dher si daad

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#840)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
28th August 2014, 09:33 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
bazm-e-yaaraaN se uth aaye haiN yeH soch kar ke!
faraaz ke to hum laaiQ nahi, nasheyb meiN hi jeete haiN!

nasheyb : low, down.. (pasti)

Waah

Kya baat kahi

Bahaut khoob Hassan bhai

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com