Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kuch nahi haasil mujhe tere mohabbat ke siwa
Old
  (#1)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
Kuch nahi haasil mujhe tere mohabbat ke siwa - 20th November 2016, 12:23 PM

Kuch nahi haasil mujhe tere mohabbat ke siwa
Warna duniya ne diya hai kya adaavat ke siwa

Ab toh iss aazaar ka yaaraa dawa mumkin nahi
Kuch nahi chaara terey lams-e-lataafat ke siwa

Mutmaein hu iss qadar tere panaaho mai sanam
Kuch zaroorat hi nahi terey inaayat ke siwa

Ladkharaney bhi lagey hai dosto merey qadam
Hai magar dil ko tajurba par museebat ke siwa

Hasrat-e-dil aye khuda laayi mujhe ab dasht mai
Be-kasaaN phirta raha mai toh hidaayat ke siwa

Aarzuu ab kuch nahi baaqi mujahid karney ko
Sab kiya hai zaaiqa par dard- e -furqat ke siwa


FEW MEANINGS

• Adaavat= hate/animosity/nafrat
• Aazaar= disease
• Lams-e-lataafat= delicate touch
• Mutmaein= satisfied
• Inaayat= favour/karam
• Dasht= desert
• Be-kasaaN= alone
• Hidaayat= instructions


Kya ishaara karey ye hawaaiye
Gaur se sun zara tu sadaaiye

Khushk pattey bhi kehte bohat kuch
Shabnami phool jo keh na paaiye
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
21st November 2016, 03:15 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Kuch nahi haasil mujhe tere mohabbat ke siwa
Warna duniya ne diya hai kya adaavat ke siwa

Ab toh iss aazaar ka yaaraa dawa mumkin nahi
Kuch nahi chaara terey lams-e-lataafat ke siwa

Mutmaein hu iss qadar tere panaaho mai sanam
Kuch zaroorat hi nahi terey inaayat ke siwa

Ladkharaney bhi lagey hai dosto merey qadam
Hai magar dil ko tajurba par museebat ke siwa

Hasrat-e-dil aye khuda laayi mujhe ab dasht mai
Be-kasaaN phirta raha mai toh hidaayat ke siwa

Aarzuu ab kuch nahi baaqi mujahid karney ko
Sab kiya hai zaaiqa par dard- e -furqat ke siwa


FEW MEANINGS

• Adaavat= hate/animosity/nafrat
• Aazaar= disease
• Lams-e-lataafat= delicate touch
• Mutmaein= satisfied
• Inaayat= favour/karam
• Dasht= desert
• Be-kasaaN= alone
• Hidaayat= instructions
Waah waah!!!mujahid sahab...alag hee andaaz hai apka.....bahot khoob ashaar rahe is baar bhi...khoobsoorat ghazal pesh ki hai....

Likhte rahiye....

Madhu..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd November 2016, 12:23 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Kuch nahi haasil mujhe tere mohabbat ke siwa
Warna duniya ne diya hai kya adaavat ke siwa

Ab toh iss aazaar ka yaaraa dawa mumkin nahi
Kuch nahi chaara terey lams-e-lataafat ke siwa

Mutmaein hu iss qadar tere panaaho mai sanam
Kuch zaroorat hi nahi terey inaayat ke siwa

Ladkharaney bhi lagey hai dosto merey qadam
Hai magar dil ko tajurba par museebat ke siwa

Hasrat-e-dil aye khuda laayi mujhe ab dasht mai
Be-kasaaN phirta raha mai toh hidaayat ke siwa

Aarzuu ab kuch nahi baaqi mujahid karney ko
Sab kiya hai zaaiqa par dard- e -furqat ke siwa


FEW MEANINGS

• Adaavat= hate/animosity/nafrat
• Aazaar= disease
• Lams-e-lataafat= delicate touch
• Mutmaein= satisfied
• Inaayat= favour/karam
• Dasht= desert
• Be-kasaaN= alone
• Hidaayat= instructions

aapki gazal padkar aik hi lafz nikla...wahhhhhhhhhhhhh


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
23rd November 2016, 11:04 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Kuch nahi haasil mujhe tere mohabbat ke siwa
Warna duniya ne diya hai kya adaavat ke siwa

Ab toh iss aazaar ka yaaraa dawa mumkin nahi
Kuch nahi chaara terey lams-e-lataafat ke siwa

Mutmaein hu iss qadar tere panaaho mai sanam
Kuch zaroorat hi nahi terey inaayat ke siwa

Ladkharaney bhi lagey hai dosto merey qadam
Hai magar dil ko tajurba par museebat ke siwa

Hasrat-e-dil aye khuda laayi mujhe ab dasht mai
Be-kasaaN phirta raha mai toh hidaayat ke siwa

Aarzuu ab kuch nahi baaqi mujahid karney ko
Sab kiya hai zaaiqa par dard- e -furqat ke siwa


FEW MEANINGS

• Adaavat= hate/animosity/nafrat
• Aazaar= disease
• Lams-e-lataafat= delicate touch
• Mutmaein= satisfied
• Inaayat= favour/karam
• Dasht= desert
• Be-kasaaN= alone
• Hidaayat= instructions

bahot hi aalaa peshkash huii janaab......


Ladkharaney bhi lagey hai dosto merey qadam
Hai magar dil ko tajurba par museebat ke siwa


kya abaat hai waahhhh.......... likhte rahiye

Shaad............


Shaad...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com