Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Na kisi tareef ki chahat mujhe na shikawaya-e-gila kisi se hai
Old
  (#1)
naresh
Registered User
naresh is on a distinguished road
 
naresh's Avatar
 
Offline
Posts: 193
Join Date: Mar 2005
Location: Punjab(Hoshiarpur)
Rep Power: 20
Thumbs up Na kisi tareef ki chahat mujhe na shikawaya-e-gila kisi se hai - 20th April 2005, 06:54 PM

Na kisi tareef ki chahat mujhe na shikawaya-e-gila kisi se hai
Ye sher-o-shayri bhi e doston hai shaunk jo nikla usi se hai
Usi ne shikaya mujhko lafzon ko alfazon mein byan karna
Hume thi kab khabar ye shayri hoti hai kya cheeze barna



naresh



!!!!! Ek nayee SAHAR ek naya kalaam !!!!!
!!!!! Laya hun Doston aapke naaam !!!!!
  Send a message via Yahoo to naresh  
Reply With Quote
Old
  (#2)
jaf
Registered User
jaf will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 76
Join Date: May 2003
Location: lucknow
Rep Power: 21
20th April 2005, 07:10 PM

oh Naresh Ji walla Likte to aap bhi achha hai

Na kisi tareef ki chahat mujhe na shikawaya-e-gila kisi se hai
Ye sher-o-shayri bhi e doston hai shaunk jo nikla usi se hai
Usi ne shikaya mujhko lafzon ko alfazon mein byan karna
Hume thi kab khabar ye shayri hoti hai kya cheeze barna

waise sher or shayari karnna bachho ka kam hai
bas alfaaz ho aap ke paas or soch
kuch shayrana andaanz main kaho to
shayari kuch aaise hoti hai

ghor farmaiyega

Alfaaz dhal rahe hai
muh se nikal rahe hai
jazbaa utha to dil main
hum sher kah rahe hai
ye raaz ki hai baatain
tum ko agar bata doon
tum chor do ge shayari
daawe se kah rahe hai

chalta hoon khush raho
Hasan' Jaf the great' Jafri
from the land of poets
Lucknow India
  Send a message via Yahoo to jaf  
Reply With Quote
Thx jaf Sahib
Old
  (#3)
naresh
Registered User
naresh is on a distinguished road
 
naresh's Avatar
 
Offline
Posts: 193
Join Date: Mar 2005
Location: Punjab(Hoshiarpur)
Rep Power: 20
Thx jaf Sahib - 20th April 2005, 07:15 PM

Thx Jaf Sahib

Aapki hosla afzai ke liye shukarguzar hun. Umeed karta hun aap isi tarah se mera hosla badate rahenge aur mujhe guide karte rahenge


naresh
  Send a message via Yahoo to naresh  
Reply With Quote
Old
  (#4)
soni_sonal
kuch baatein kuch yaadein
soni_sonal is on a distinguished road
 
soni_sonal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: May 2003
Rep Power: 22
13th May 2005, 11:33 PM

naresh

well yeh to hum bhi maante hain
ki unse milne se pehle humein pata hi nahi tha ki yeh shayre-o-shayri kya hai

sonal


~~ u never know where ur destiny takes u ~~


There would come a time when
we have to stop loving a person
not because that person started hating us .....
but because we found out that they'd be happier if we let me go.....
   
Reply With Quote
thx
Old
  (#5)
naresh
Registered User
naresh is on a distinguished road
 
naresh's Avatar
 
Offline
Posts: 193
Join Date: Mar 2005
Location: Punjab(Hoshiarpur)
Rep Power: 20
thx - 19th May 2005, 09:56 PM

Thx Sonal


naresh
  Send a message via Yahoo to naresh  
Reply With Quote
Re: Na kisi tareef ki chahat mujhe na shikawaya-e-gila kisi se hai
Old
  (#6)
shalini
Tanha
shalini is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 528
Join Date: Sep 2004
Location: Uttaranchal
Rep Power: 20
Re: Na kisi tareef ki chahat mujhe na shikawaya-e-gila kisi se hai - 20th May 2005, 10:55 AM

Quote:
Originally posted by naresh
Na kisi tareef ki chahat mujhe na shikawaya-e-gila kisi se hai
Ye sher-o-shayri bhi e doston hai shaunk jo nikla usi se hai
Usi ne shikaya mujhko lafzon ko alfazon mein byan karna
Hume thi kab khabar ye shayri hoti hai kya cheeze barna



naresh



!!!!! Ek nayee SAHAR ek naya kalaam !!!!!
!!!!! Laya hun Doston aapke naaam !!!!!
Bohot khoob!!!


[color=dark brown]Mujhse pehle kitne shayar aaye aur aa kar chale gaye,
Kuch nagme gaa kar chale gaye kuch aahe bhar kar laut gaye,

Wo bhi ek pal ka kissa the mein bhi ek pal ka kissa hoon,
Kal tumse juda ho jaaonga jo aaj tumhara hisa hoon[/color]
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
naresh
Registered User
naresh is on a distinguished road
 
naresh's Avatar
 
Offline
Posts: 193
Join Date: Mar 2005
Location: Punjab(Hoshiarpur)
Rep Power: 20
20th May 2005, 02:32 PM

thx shalini jii


naresh
  Send a message via Yahoo to naresh  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
kyoun koi gila - shiqwa hum kisi se karenge, Mohammad Kashif Shayri-e-Dard 13 14th January 2008 10:33 PM
~*~*ab Kisi Se Koi Gila Nahi~*~* nice_off_me Anjuman-e-Shayri 5 19th February 2005 09:42 PM
jab kisi se gila rakhna!! Qasid Hindi/Urdu Lyrics 3 28th October 2004 03:56 PM
Hasan gila karo na kisi bewafi ka jaf Shayri-e-Dard 10 9th June 2003 05:55 PM
jab kisi se koi gila rakhna===>>comments? opinions? anything? fari Shayri-e-Ishq 3 11th January 2002 10:02 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com