Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
"milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya"
Old
  (#1)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
"milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya" - 18th September 2006, 09:36 AM

mere sabhi dosto ko namaskar....!

dosto aaj mai ek pyar mai dubhi hue, phele mulakaat ka jikar jaha kar rahi hu, vaise yeh meri imagination hai umeed hai appko pasand aayegi.


Jiske aane ki umeedo mai gujarey thy lamhaat,
Jab woh paas aakar bethy to bulaya na gaya….

Socha tha milney par karugi bahut si baatey,
Jab woh miley to haal-e-dil bhi bataya na gaya..

Socha tha uske izhaar par sataugi, tadpaugi usko,
Jab usne haath pakda to mujse chudaya na gaya…

Bahut arzoo thi ki us main hi samma jau mai,
Par jab woh kareeb aaye to galey lagaya na gaya…

Aapne pyar se usko main madhosh kar deti magar,
Par jab miley to hontho se ek jam pilaya na gaya..

Uske liye likhi thi “Sunita” ne gazley aur nazmey,
Par milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya….

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: "milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya"
Old
  (#2)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
Re: "milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya" - 18th September 2006, 09:43 AM

Quote:
Originally posted by sunita virender
mere sabhi dosto ko namaskar....!

dosto aaj mai ek pyar mai dubhi hue, phele mulakaat ka jikar jaha kar rahi hu, vaise yeh meri imagination hai umeed hai appko pasand aayegi.


Jiske aane ki umeedo mai gujarey thy lamhaat,
Jab woh paas aakar bethy to bulaya na gaya….

Socha tha milney par karugi bahut si baatey,
Jab woh miley to haal-e-dil bhi bataya na gaya..

Socha tha uske izhaar par sataugi, tadpaugi usko,
Jab usne haath pakda to mujse chudaya na gaya…

Bahut arzoo thi ki us main hi samma jau mai,
Par jab woh kareeb aaye to galey lagaya na gaya…

Aapne pyar se usko main madhosh kar deti magar,
Par jab miley to hontho se ek jam pilaya na gaya..

Uske liye likhi thi “Sunita” ne gazley aur nazmey,
Par milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya….

aapki dost
hi didi kaisi hai.n aap
aaj ek lambe samay baad aapki gazal padne ko mili....
har bar ki tarah behad nayab gazal pesh ki hai aapne....
aapka imagination bahut khoob hai.... bakai main aapse bahut khuch seekha hai or aage bhi bahut kuch seekhunga........
aap yu.n hi hamesha behtreen likhti rahe.n ye meri us uper wale se dua hai.......

apna khyal rakhna

aapka
dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya

Last edited by dilip200; 18th September 2006 at 09:52 AM..
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
18th September 2006, 10:25 AM

Uske liye likhi thi “Sunita” ne gazley aur nazmey,
Par milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya….



hello sister kais ho aap?

subha subha aapki gazal par nazar padi

aur aapki gazal to ye wakehi khubsurat hai
bahot hi pyare andaz me pesh ki hai aapne sister , sach me bahot hi achhi hai............mujhe pasand aayi aap uhi likhte rahiyega sister aapko padhna achha lagta hai

aapka chhotasa bhai aur dost
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Re: "milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya"
Old
  (#4)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
Re: "milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya" - 18th September 2006, 02:40 PM

Quote:
Originally posted by sunita virender
mere sabhi dosto ko namaskar....!

dosto aaj mai ek pyar mai dubhi hue, phele mulakaat ka jikar jaha kar rahi hu, vaise yeh meri imagination hai umeed hai appko pasand aayegi.


Jiske aane ki umeedo mai gujarey thy lamhaat,
Jab woh paas aakar bethy to bulaya na gaya….

Socha tha milney par karugi bahut si baatey,
Jab woh miley to haal-e-dil bhi bataya na gaya..

Socha tha uske izhaar par sataugi, tadpaugi usko,
Jab usne haath pakda to mujse chudaya na gaya…

Bahut arzoo thi ki us main hi samma jau mai,
Par jab woh kareeb aaye to galey lagaya na gaya…

Aapne pyar se usko main madhosh kar deti magar,
Par jab miley to hontho se ek jam pilaya na gaya..

Uske liye likhi thi “Sunita” ne gazley aur nazmey,
Par milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya….

aapki dost
hey sunita di bahot pyara likha hai aapne.

aapne aaj yahan pyaar bhara kalaam lkhke dil khush kar diya. sach me aapko padhna bahot achha lagta hai sirf dhaval ji ko hi nahi mujhe bhi.

likhiye likhiye bahot achha likha hai aapne. meri daad kabool kijiye.

gratse

aapki chhoti bahan
pooja


===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#5)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
hi - 19th September 2006, 12:28 PM

sunita ji appko raj ka dil ki gehriyon se namasar...appki is soach ke liye kaya kahu mujhe lagta hai ki appe mera he haal-e-dil apni kalam ki zubaani likh diya hai....kasam se main bhee jab apne pyar se mila thaa to bilkul aise hee jajbaat or ehsaas mehsoos kiyethay....app ko is khubsurat gazal ke liye of in umda ehsaaso ke liye dil se daad pesh karta hoon........umeed hai ki aise he ehsaaso or jajbato se app is bazm ko mehkati rahog.......raj....


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
HIiiiiiii
Old
  (#6)
someonly1
Registered User
someonly1 will become famous soon enoughsomeonly1 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 115
Join Date: Sep 2005
Location: Mumbai
Rep Power: 20
HIiiiiiii - 19th September 2006, 02:56 PM

Hi Sunitaji

kesi hai aap? behot khub sunita ji behot khub har lafz dil mey chupe pyaar ko beya karta hai aur saath hi saath dil mey chupi dalil bhi pesh karta hai aap ne jo likha wake hi kabile taarif hai is kalaam ke har lafz ki nezakat behot hi umda hai aap khati hai na ke mey aap ke kalaam ki tarif kuch is kader karta hu ke aap ko aap ka likha fir padhna padta hai na?

Mager is baar aap jerur padhiye mera ye jewab aap padhne ke baad fir se ek baar apna kalaam padhiyega tho aap ko peta chal jayega ke SOME ONE aap ke har lafz ki tarif ku karta hai kuki aap ka likha har lafz dil ko chu kar tho jata hi hai mager dar is baat ka hai ke kehi ek deen dil hi na lejaye aur ager dil le geya tho shayed hum aap ke likhe kalaam fir kabhi na padh paaye .....mager mey chahta hu ke aap ka her kalaam esha ho jo dil ko chu jaye apni jaan ki fikr nehi muje tho aap ke likhe kalaam na padh paane ka gum hai


chalta hu

SOME ONE
  Send a message via Yahoo to someonly1  
Reply With Quote
hi
Old
  (#7)
chem
Reader
chem is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 82
Join Date: Jul 2005
Rep Power: 19
hi - 20th September 2006, 05:14 PM

Dear sunita,

Very good explanation in the way of emotions through expressions.. i must congratulate you...some feeling has comes out from your writting that really you have not got this stage in reality even you have also mention the theme in the starting point.. but your writting create a lovely image of our counterpart... its the words which express that after looking your counterpart.. you will become speechless and that feeling you have expresses it in the words.This is absolutly a fantastic moment for each person who really feel love in his life..its my pleasure that i have seen your post..

take care.



A human...

To understand me... its better to understand yourself...
   
Reply With Quote
Re: Re: "milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya"
Old
  (#8)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Re: "milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya" - 22nd September 2006, 10:40 AM

Quote:
Originally posted by dilip200
hi didi kaisi hai.n aap
aaj ek lambe samay baad aapki gazal padne ko mili....
har bar ki tarah behad nayab gazal pesh ki hai aapne....
aapka imagination bahut khoob hai.... bakai main aapse bahut khuch seekha hai or aage bhi bahut kuch seekhunga........
aap yu.n hi hamesha behtreen likhti rahe.n ye meri us uper wale se dua hai.......

apna khyal rakhna

aapka
dilip
dear dilip

main thik hu, apna bataye...!

aur accha lagga tumhara msg padkar ki tumhey meri yeh imagination pasand aaye. aise baat hai to mai baar baar koshish karugi, aisa likhney ki jo tum logo ko acchi lagey. pyari ci dua ke liye shukriya.

tumhari didi


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
22nd September 2006, 10:42 AM

Quote:
Originally posted by dhavalrami4you
Uske liye likhi thi “Sunita” ne gazley aur nazmey,
Par milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya….



hello sister kais ho aap?

subha subha aapki gazal par nazar padi

aur aapki gazal to ye wakehi khubsurat hai
bahot hi pyare andaz me pesh ki hai aapne sister , sach me bahot hi achhi hai............mujhe pasand aayi aap uhi likhte rahiyega sister aapko padhna achha lagta hai

aapka chhotasa bhai aur dost
dhaval
Dear dhaval

tumhey to yeh gazal 101% pasand aane hi thi, mujhe pata hai. aur ha tum log mere saath ho to main aur behtar likhney ki koshish karugi. samjay naughty boy...................!

tumhari didi


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: Re: "milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya"
Old
  (#10)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Re: "milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya" - 23rd September 2006, 09:38 AM

Quote:
Originally posted by pooja4588
hey sunita di bahot pyara likha hai aapne.

aapne aaj yahan pyaar bhara kalaam lkhke dil khush kar diya. sach me aapko padhna bahot achha lagta hai sirf dhaval ji ko hi nahi mujhe bhi.

likhiye likhiye bahot achha likha hai aapne. meri daad kabool kijiye.

gratse

aapki chhoti bahan
pooja
dear pooja,

mujhe pata hai, ki pooja ko yeh kalaam kyu jayada pasand aaya, par main batugi nahi.................:-)

aur pooja teri daad mujhe kabool hain, yu appni didi ko padtey rahna.

teri didi


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#11)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: hi - 23rd September 2006, 09:50 AM

Quote:
Originally posted by rajveeer
sunita ji appko raj ka dil ki gehriyon se namasar...appki is soach ke liye kaya kahu mujhe lagta hai ki appe mera he haal-e-dil apni kalam ki zubaani likh diya hai....kasam se main bhee jab apne pyar se mila thaa to bilkul aise hee jajbaat or ehsaas mehsoos kiyethay....app ko is khubsurat gazal ke liye of in umda ehsaaso ke liye dil se daad pesh karta hoon........umeed hai ki aise he ehsaaso or jajbato se app is bazm ko mehkati rahog.......raj....
rajveer ji,

bahut bahut shukriya, mere es gazal ko pasand karne ke liye, aur agar esko padker aapko apni phele mulkakaat yaad aaye, to yeh meri kushnseebi hai ki maine aapko aapke beetey dino ki yaad dilla di :-)

yu mujhe padtey rahna......!

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
bahut khoob
Old
  (#12)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bahut khoob - 23rd September 2006, 10:02 AM

bahut khoob kaha sunita jee, dil kee har dharakan ko sahala gayee aap kee shayree bahut khoob
Anil

main ek awaz hoon aur tum ek khamoshi
jab bhee chhoo loonga tumhe tum ko tootna hoga


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: "milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya"
Old
  (#13)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
Re: "milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya" - 24th September 2006, 03:51 AM

Jiske aane ki umeedo mai gujarey thy lamhaat,
Jab woh paas aakar bethy to bulaya na gaya….

Socha tha milney par karugi bahut si baatey,
Jab woh miley to haal-e-dil bhi bataya na gaya..

Socha tha uske izhaar par sataugi, tadpaugi usko,
Jab usne haath pakda to mujse chudaya na gaya…

Bahut arzoo thi ki us main hi samma jau mai,
Par jab woh kareeb aaye to galey lagaya na gaya…

Aapne pyar se usko main madhosh kar deti magar,
Par jab miley to hontho se ek jam pilaya na gaya..

Uske liye likhi thi “Sunita” ne gazley aur nazmey,
Par milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya….


Are Vaah Di....

Maar diya Paapad vaale ko

Hm...... Ab aaya na kuch maza....

Shukar hai bhagwaan ka.. ki kuch pyar bhara likha... jisme gam maharaaj ji nahi the... lol...

Bahut hi khoobsoorat peshkash hai... Behad pasand aayi...

Mere liye jo kara Tumne intzaar...
Bas chaah ke bhi mujhse aaya na gaya...

Saath baandha hai ab Tumhara O di...
Chaaho jitna.. ab woh chudaaya na gaya...."


hm... Jab pyar hota hai.. aur jab woh saath hote hain to aise hi hota hai.. chaah ke bhi muh nahi khulta... kuch bhi nahi hota... bas vakt tham jata hai.. aur jab woh chale jate hain.. to bas vakt vahin hota hai... aur usi mulaakaat ke woh haseen pal dilo dimaag pe haavi hote hain....

Bahut hi khoobsoorat ghazal hai di.....

Aise hi pyar bhare nagme likhte raho...

Take Care..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#14)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
24th September 2006, 08:48 PM

Uske liye likhi thi “Sunita” ne gazley aur nazmey,
Par milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya

hmmmm kya kehne aapke sunita ji,kya baat kehdi aapne.so true.maza aagaya padhkar.bahut hi acha likha aapne her sher hi khoobsurat laga
likhti rahiye yunhin.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Re: HIiiiiiii
Old
  (#15)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: HIiiiiiii - 26th September 2006, 10:56 AM

Quote:
Originally posted by someonly1
Hi Sunitaji

kesi hai aap? behot khub sunita ji behot khub har lafz dil mey chupe pyaar ko beya karta hai aur saath hi saath dil mey chupi dalil bhi pesh karta hai aap ne jo likha wake hi kabile taarif hai is kalaam ke har lafz ki nezakat behot hi umda hai aap khati hai na ke mey aap ke kalaam ki tarif kuch is kader karta hu ke aap ko aap ka likha fir padhna padta hai na?

Mager is baar aap jerur padhiye mera ye jewab aap padhne ke baad fir se ek baar apna kalaam padhiyega tho aap ko peta chal jayega ke SOME ONE aap ke har lafz ki tarif ku karta hai kuki aap ka likha har lafz dil ko chu kar tho jata hi hai mager dar is baat ka hai ke kehi ek deen dil hi na lejaye aur ager dil le geya tho shayed hum aap ke likhe kalaam fir kabhi na padh paaye .....mager mey chahta hu ke aap ka her kalaam esha ho jo dil ko chu jaye apni jaan ki fikr nehi muje tho aap ke likhe kalaam na padh paane ka gum hai


chalta hu

SOME ONE
dost kaya kahu aapko, aap to pata nahi kis nazar se padtey hai.n mera kalaam. ek naya roop nazar aata hai, mujhe apne kalaam ka, aapke padney ke baad. aapke ahsaaso ki mai.n kadar karti hu, aur gujarish karti hu ki aaendha bhi aise hi mujhe padtey raheye.

appki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#16)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: hi - 26th September 2006, 11:00 AM

Quote:
Originally posted by chem
Dear sunita,

Very good explanation in the way of emotions through expressions.. i must congratulate you...some feeling has comes out from your writting that really you have not got this stage in reality even you have also mention the theme in the starting point.. but your writting create a lovely image of our counterpart... its the words which express that after looking your counterpart.. you will become speechless and that feeling you have expresses it in the words.This is absolutly a fantastic moment for each person who really feel love in his life..its my pleasure that i have seen your post..

take care.
dost meri post par aane ke liye bahut bahut shukriya, aap phele baar aaye hai.n meri post par umeed hai, ab har baar aayegey. meri housla afjeai karne ke liye shukriya. aapne mera kalaam pasand kiya bahut kushi hue jaan kar, aap jaise dosto se housla milta rahega to koshishey aur bhi hoti rheygi.

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: bahut khoob
Old
  (#17)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: bahut khoob - 26th September 2006, 11:03 AM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
bahut khoob kaha sunita jee, dil kee har dharakan ko sahala gayee aap kee shayree bahut khoob
Anil

main ek awaz hoon aur tum ek khamoshi
jab bhee chhoo loonga tumhe tum ko tootna hoga
anil ji bahut bahut shukriya mujhe padney ke liye aur srahney ke liye. aap ne to bahut kamaal ka share likha hai, es padkar to mujhe apna likha bhool gaya.

yu hi aatey rahiye.....!

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Re: Re: "milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya"
Old
  (#18)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Re: "milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya" - 26th September 2006, 11:09 AM

Quote:
Originally posted by chaahat123
Jiske aane ki umeedo mai gujarey thy lamhaat,
Jab woh paas aakar bethy to bulaya na gaya….

Socha tha milney par karugi bahut si baatey,
Jab woh miley to haal-e-dil bhi bataya na gaya..

Socha tha uske izhaar par sataugi, tadpaugi usko,
Jab usne haath pakda to mujse chudaya na gaya…

Bahut arzoo thi ki us main hi samma jau mai,
Par jab woh kareeb aaye to galey lagaya na gaya…

Aapne pyar se usko main madhosh kar deti magar,
Par jab miley to hontho se ek jam pilaya na gaya..

Uske liye likhi thi “Sunita” ne gazley aur nazmey,
Par milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya….


Are Vaah Di....

Maar diya Paapad vaale ko

Hm...... Ab aaya na kuch maza....

Shukar hai bhagwaan ka.. ki kuch pyar bhara likha... jisme gam maharaaj ji nahi the... lol...

Bahut hi khoobsoorat peshkash hai... Behad pasand aayi...

Mere liye jo kara Tumne intzaar...
Bas chaah ke bhi mujhse aaya na gaya...

Saath baandha hai ab Tumhara O di...
Chaaho jitna.. ab woh chudaaya na gaya...."


hm... Jab pyar hota hai.. aur jab woh saath hote hain to aise hi hota hai.. chaah ke bhi muh nahi khulta... kuch bhi nahi hota... bas vakt tham jata hai.. aur jab woh chale jate hain.. to bas vakt vahin hota hai... aur usi mulaakaat ke woh haseen pal dilo dimaag pe haavi hote hain....

Bahut hi khoobsoorat ghazal hai di.....

Aise hi pyar bhare nagme likhte raho...

Take Care..

~Priya
hey priya yeh maine tere kahney par hi likha hai. vaise yeh mere bas ki baat nahi, mujhe to dard bhari gazaley hi acchi lagti hai.n, aur yeh sab ko pasand aaye hai to en sab ki mubrakbaad ki haqdaar tu hai yaar, tumne hi kaha tha ki ek pyar bhari bhi likho, dard hi dard mat likho. so maine koshish ki thi jo safal rahi.

take care

tumhari didi


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#19)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
26th September 2006, 11:12 AM

Quote:
Originally posted by akelijaan
Uske liye likhi thi “Sunita” ne gazley aur nazmey,
Par milney par ek geet pyar ka gaaya na gaya

hmmmm kya kehne aapke sunita ji,kya baat kehdi aapne.so true.maza aagaya padhkar.bahut hi acha likha aapne her sher hi khoobsurat laga
likhti rahiye yunhin.
hello sara ji,

aap meri har post par aati hai.n aur bahut dhayan se padti hai.n mujhe, bahut aacha lagta hai aapka meri post par aana, umeed hai yeh saath hamesha banna raheyga. bahut bahut shukria.

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Hi
Old
  (#20)
someonly1
Registered User
someonly1 will become famous soon enoughsomeonly1 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 115
Join Date: Sep 2005
Location: Mumbai
Rep Power: 20
Hi - 26th September 2006, 11:32 PM

Hi Sunitaji

kesi hai aap ?
aap ka reply tho mene pedha hi mager mlagta hai aapne mere kahene se apna hi kalam phir se padh haitabhi aap itni taarif kar rehi ho mager sach kehu tho aap ke kalaam ke saath aap ke likhe huwe har lafz ki gaheri itni umda hoti hai ke ager samjne wala samj jaye tho shayed hi koi esha hoga usme ki uski aakho se ask na nikle kabhi kabhi tho esha bhi hota hai ke aap ke kalaam ko padhte padhte khud ko veha dekh kar padhta hu tho ek alg si feeling hoti hai esha lagta hai ke aap ke is kalaam ka pura taluq humse tho nehi kabhi dil karta hai ke shayed mey samj hi nehi paya fir dobara padhta hu tho esha lagta hai ke ha yehi tho hai meri zindgi kuch is terh se gujar rahi hai ..... aur sunaiye kya chal reha hai

take care of ur self bye

Some one
  Send a message via Yahoo to someonly1  
Reply With Quote
Re: Hi
Old
  (#21)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Re: Hi - 29th September 2006, 02:48 PM

Quote:
Originally posted by someonly1
Hi Sunitaji

kesi hai aap ?
aap ka reply tho mene pedha hi mager mlagta hai aapne mere kahene se apna hi kalam phir se padh haitabhi aap itni taarif kar rehi ho mager sach kehu tho aap ke kalaam ke saath aap ke likhe huwe har lafz ki gaheri itni umda hoti hai ke ager samjne wala samj jaye tho shayed hi koi esha hoga usme ki uski aakho se ask na nikle kabhi kabhi tho esha bhi hota hai ke aap ke kalaam ko padhte padhte khud ko veha dekh kar padhta hu tho ek alg si feeling hoti hai esha lagta hai ke aap ke is kalaam ka pura taluq humse tho nehi kabhi dil karta hai ke shayed mey samj hi nehi paya fir dobara padhta hu tho esha lagta hai ke ha yehi tho hai meri zindgi kuch is terh se gujar rahi hai ..... aur sunaiye kya chal reha hai

take care of ur self bye

Some one
bahut bahut shukriya dost, mujhe etne bareeki se padne ke liye, jayada kaya kahu, samaj nahi aa raha. aap to sach mai.n bahut dhayan se padtey hai.n
aap ne muj nacheez ki shayri ko khaas bana diya hai.

tahe-dil se shukriya

aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
{Dedicated To My Would Be Wife} "Aur Ye Pyar Kaise Ho Gaya....." Tausif shaikh Shayri-e-Ishq 3 18th February 2011 07:27 PM
kaash use bi mere "pyar" se "pyar" ho jaye ADHURI HEER Aapki Shayri 7 4th September 2008 04:39 PM
"Na jao duniya chod ke hum abhi milney attey hai" sunita thakur Shayri-e-Dard 16 25th July 2006 09:55 AM
pyar ke naam per "RUSWAYI" BEWAFAYI" TANHAYI" kuhulika Shayri-e-Dard 23 19th November 2005 09:02 PM
"PYAR, PYar aur PYAR" waqt ke saath sab kuch badal jaya karta hai, PYAR nahi Badalta> shayri12345 Shayri-e-Dard 2 4th December 2002 06:04 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com