|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
20th February 2009, 02:09 PM
Ek baar apna banakar tau dekho
hath humse milakar tau dekho
mil jayega sab ghamo se farar
ik baar mujhse dil laga kar tau dekho
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
Last edited by redtears_ocean; 20th February 2009 at 02:20 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 30
|
20th February 2009, 02:18 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
rishte toh bane kai
par apna na hue vo
chubhege ankhon mein sahi
toote hai sapne jo
|
Sapno.n ko aankho me.n na basaya karo,
ye to paani ke saath beh jayenge...
sapno ko to dil me.n bitha ke rakkho,
har dhadkan ke sath yaad ayenge.......
(ritu)
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th February 2009, 02:19 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Ek baar apna banakar tau dekho
hath humse milakar tau dekho
mil jayega sab ghamo se farar
ik baar mujhse dil laga kar tau dekho
|
dekhen hai bahot hi dil lagane wale
beech safar mein saath chhod jaane wale
ab yakin nahi hota kisi par ya 'ali'
har mod par milte hai dil dukhaane wale
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
20th February 2009, 02:24 PM
Dekhe honge tumne kayi dil lagane wale
bhale hi beech bhan.war mai ch.orhne wale
Fannaa ho jaaye sachi mohabbat par 'pari'
hum aise hai mohabbat ko nibhane wale.
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
20th February 2009, 02:32 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Dekhe honge tumne kayi dil lagane wale
bhale hi beech bhan.war mai ch.orhne wale
Fannaa ho jaaye sachi mohabbat par 'pari'
hum aise hai mohabbat ko nibhane wale.
|
Kabhi Phool Kabhi Hawa Banke Chhoo Jayenge,
Hum To Marke Bhi Tera Saath Nibha Jayenge,
Kabhi Tanhai Mein Yaad Karna Hume,
Aansoo Banke Ankhon Se Chhalak Jayenge.
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th February 2009, 02:34 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Dekhe honge tumne kayi dil lagane wale
bhale hi beech bhan.war mai ch.orhne wale
Fannaa ho jaaye sachi mohabbat par 'pari'
hum aise hai mohabbat ko nibhane wale.
|
dum bharte hai jo mohabaat nibhane ke
tarqib aate hai unhe kai dil dukhaane ke
na karna unn par kabhi bharosa ai 'ali'
waqt kam padegi dil ke tukde jutaane ke
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
20th February 2009, 02:57 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
dum bharte hai jo mohabaat nibhane ke
tarqib aate hai unhe kai dil dukhaane ke
na karna unn par kabhi bharosa ai 'ali'
waqt kam padegi dil ke tukde jutaane ke
|
tewar-e-Soch dono ka ek hi hai
mujhe ''Uss'' say aur usay ''Khud'' say fursat nahi milti !
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th February 2009, 03:18 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
tewar-e-Soch dono ka ek hi hai
mujhe ''Uss'' say aur usay ''Khud'' say fursat nahi milti !
|
fursat mein sochenge humne kya paya
jab saath chhod gaya apna hi saya
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
20th February 2009, 03:36 PM
Saaya bhi sath cho.rdh jaayega jo yu.n tanha rahogai
ab to kardo inteha is dard ki 'pari'kab tak aise jiyogai
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th February 2009, 03:39 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Saaya bhi sath cho.rdh jaayega jo yu.n tanha rahogai
ab to kardo inteha is dard ki 'pari'kab tak aise jiyogai
|
yaha jee kaun raha hai hum toh zindagi ke maare hai
khushi apni kismat kaha ya 'ali' dard ke hi sahare hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
20th February 2009, 03:43 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
fursat mein sochenge humne kya paya
jab saath chhod gaya apna hi saya
|
jab bhi aayi teri yaad, jaanam sham ke baad,
kuch sanjida haalat hui, meri sham ke baad....
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th February 2009, 03:48 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
jab bhi aayi teri yaad, jaanam sham ke baad,
kuch sanjida haalat hui, meri sham ke baad....
|
tere yaadon ke sahare shaam guzara karte hai
ujdi hai zindagi teri yaad se sawara karte hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
20th February 2009, 03:52 PM
Sahara dard ko banaya tumne
Is dil ko khud tardpaya tumne
bhool jaao is gham ko 'pari'
kyu itna dard dil mai basaya tumne
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th February 2009, 03:57 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Sahara dard ko banaya tumne
Is dil ko khud tardpaya tumne
bhool jaao is gham ko 'pari'
kyu itna dard dil mai basaya tumne
|
kya maloom dil kambakt kya hota hai 'ali'
mere seene mein toh dard hi dhadakta hai
dard se kaise damaan bacha le bole
jab khushiyon se ab dil tadapta hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
20th February 2009, 04:04 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
kya maloom dil kambakt kya hota hai 'ali'
mere seene mein toh dard hi dhadakta hai
dard se kaise damaan bacha le bole
jab khushiyon se ab dil tadapta hai
|
rasm-e-ulfat sikhaa gayaa ko_ii
dil kii duniyaa pe chhaa gayaa ko_ii
taa qayaamat kisii tarah na bujhe
aag aisii lagaa gayaa ko_ii
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
20th February 2009, 04:05 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
tere yaadon ke sahare shaam guzara karte hai
ujdi hai zindagi teri yaad se sawara karte hai
|
Kahan aansoo ki yeh sogaat hogi
Naye log honge nayi baat hogi
Main har haal mian muskurata rahunga
Tumhari mohabbat agar sath hogi
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
Huii Sabse Paraayi
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 45
|
20th February 2009, 04:07 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Kahan aansoo ki yeh sogaat hogi
Naye log honge nayi baat hogi
Main har haal mian muskurata rahunga
Tumhari mohabbat agar sath hogi
|
Shaan ji sirf last sher ka hi jawab diya kijiye yeh game ka rule hai
Khub mohabbat ke paigham pahoncha rahe hain
aap jaise yun aag kisi ke dil mein laga rahe hain
lagta hai dil ke bagheeche mein koi phool khila hai
jabhi aap jahaan mein khushboo mehka rahe hain
nm
Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai
Goodbye SDC
Diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
20th February 2009, 04:08 PM
Kabhi apne dard ka humse khulasa karna
kyu.n ho gham mai mubtila bayaa karna
gehre na sahi mukhtasar sa ek roz 'pari'
dard-e-dil hum se bhi behlaya karna
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th February 2009, 04:11 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Kabhi apne dard ka humse khulasa karna
kyu.n ho gham mai mubtila bayaa karna
gehre na sahi mukhtasar sa ek roz 'pari'
dard-e-dil hum se bhi behlaya karna
|
dhudhe hai bahot si rahat
par sukoon na mila dil ko
koi tarqib tu bhi bata 'ali'
kaise bahelaye dil ko
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
20th February 2009, 04:19 PM
Tarqeeb nahi,guzarish kar malal sakte hain
tere ghamo ko khushi mai dhaal sakte hain
sath chalne ka irada tau karo tum'pari'
tere ujdai chaman ko kar bahal sakte hain
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th February 2009, 04:22 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Tarqeeb nahi,guzarish kar malal sakte hain
tere ghamo ko khushi mai dhaal sakte hain
sath chalne ka irada tau karo tum'pari'
tere ujdai chaman ko kar bahal sakte hain
|
saath chalne ka vada karke
chala gaya vo mujhe chhod kar
toot kar hum rah gaye 'ali'
jab gaya vo dil tod kar
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
20th February 2009, 04:28 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
saath chalne ka vada karke
chala gaya vo mujhe chhod kar
toot kar hum rah gaye 'ali'
jab gaya vo dil tod kar
|
Kyun tum itna udaas rehte ho,
kyun har ghadi kisi ka intezaar karte ho,
bhool jao jo chala gaya tumhe chorkar,
tham lo haath uska jo khada dono haath khol kar ....
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th February 2009, 04:31 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Kyun tum itna udaas rehte ho,
kyun har ghadi kisi ka intezaar karte ho,
bhool jao jo chala gaya tumhe chorkar,
tham lo haath uska jo khada dono haath khol kar ....
|
bhoole kaise usse jo de gaya dard gahera
yaadon pe raheta hai uska hi pahera
dekhen kisi aur ko ab kaise 'shaan'
har chahere mein dikhta hai uska hi chahera
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
20th February 2009, 04:35 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
bhoole kaise usse jo de gaya dard gahera
yaadon pe raheta hai uska hi pahera
dekhen kisi aur ko ab kaise 'shaan'
har chahere mein dikhta hai uska hi chahera
|
Koi dard itna gehra nai hota,
jisko pyar kabhi dhak na paaye,
harr ek baat lubhati hai uski,
jo pyar se hume gale lagaye.. !
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
20th February 2009, 04:37 PM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Koi dard itna gehra nai hota,
jisko pyar kabhi dhak na paaye,
|
kaise dhakoge dard ko pyar se
jab pyar hi dard ban jaye
na hoti hai koi tamana baki
jab zindagi ik badhdua ban jaye
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Ð Amorist
Offline
Posts: 2,283
Join Date: Aug 2008
Rep Power: 27
|
20th February 2009, 04:43 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
kaise dhakoge dard ko pyar se
jab pyar hi dard ban jaye
na hoti hai koi tamana baki
jab zindagi ik badhdua ban jaye
|
Pyar ka dard to bahot meetha hota hai,
duniya main har ek ko pyar milna zaroor hota hai,
tum haath bada kar to dekho,
duniya mein har gum ka ilaaj hota hai !
Save me from the safety of my SILENCE
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
21st February 2009, 02:09 AM
Quote:
Originally Posted by Fathomless
Pyar ka dard to bahot meetha hota hai,
duniya main har ek ko pyar milna zaroor hota hai,
tum haath bada kar to dekho,
duniya mein har gum ka ilaaj hota hai !
|
ilaaj bahot karaye iss dard-e-dil ka
naam bhula na paye uss qatil ka
kai baar socha katham kare ye silsila
par kaam taihera ye badi mushkil ka
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
21st February 2009, 12:31 PM
Dard-e-maazi tum lekar aaye tau sahi
kal se ab tak shakal dikhaye tau sahi
intezar mai doobti rahi har shaam'pari'
dair se bhale tum wada nibhaye tau sahi
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
21st February 2009, 01:56 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Dard-e-maazi tum lekar aaye tau sahi
kal se ab tak shakal dikhaye tau sahi
intezar mai doobti rahi har shaam'pari'
dair se bhale tum wada nibhaye tau sahi
|
vada nibhana teri fitrat na sahi
hum vaden par apni atal hai
ab tujhe bhool kar kaha jaye 'ali'
itni rumaani jo teri shakal hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
21st February 2009, 02:19 PM
Tere ane se mehfil-e-raunaqe aa gayi
bin badal aaj kuch barsaate aa gayi
is qadar parh gayi hai adat teri ai 'pari'
aye tau laga mosamo mai bahare aa gayi
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
Last edited by redtears_ocean; 21st February 2009 at 02:25 PM..
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
21st February 2009, 02:24 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Tere ane se mehfilo-e-raunaqe aa gayi
bin badal aaj kuch barsaate aa gayi
is qadar parh gayi hai adat teri ai 'pari'
tum jo ate lage mosamo mai bahare aa gayi
|
bahaaren hum se kaha yeh teri ankhon ki inayat hai
varna yaha toh 'pari' se har kisi ko shikayat hai
shukriya ai 'ali' dil se iss ijzat afzaai ka
nacheez ko kkaas kar diya aap ki mohabbat hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
21st February 2009, 02:40 PM
Aap kya hain koi dil se hamare pooche
jaa se guzar jaaye gar aankh utha kar dekhe
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
21st February 2009, 02:42 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Aap kya hain koi dil se hamare pooche
jaa se guzar jaaye gar aankh utha kar dekhe
|
sukoon milta hai teri inn baton se dil ko
kahi tanha kar na jana 'ali' tum bhi mehafil ko
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
21st February 2009, 02:53 PM
~Tanha nahi cho.rdte jab dil mai basi teri surat'pari'
kaise teri mehfilo se yu.n hum uth jaayengai....~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
21st February 2009, 03:02 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Tanha nahi cho.rdte jab dil mai basi teri surat'pari'
kaise teri mehfilo se yu.n hum uth jaayengai....~
|
dhadkano mein basne wale dil tod jate hai
ankhon mein basne wale sapne tod jate hai
yahi hota hai rasam-e-ulfat ai 'ali'
hothon par hasi sajane wale muh mod jate hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
21st February 2009, 03:18 PM
Dekhe hongai tumne kayi rang badalne wale
mlengai har mo.rd par taiwar dikhane wale
Ho jaye jo fanna mohabbat mai ai 'pari'
hum aise hain pyaar ko nibhane wale
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
21st February 2009, 03:23 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
Dekhe hongai tumne kayi rang badalne wale
mlengai har mo.rd par taiwar dikhane wale
Ho jaye jo fanna mohabbat mai ai 'pari'
hum aise hain pyaar ko nibhane wale
|
iss duniya mein pyar kaha nibhate sab hai
bas ik rasm ki tarah pyar jatate sab hai
na ass rakh tu sach mohabbat ka 'ali'
toot jaoge tum bhi kyun ki dil todte sab hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
21st February 2009, 03:30 PM
~Main kuch nahi kehta anjaam-e-mohaabt pai pari
kahunga itna bas itna hi
Aao
Ek mohabbat aur kareii
Ek judayyiii aur sahi~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
21st February 2009, 04:37 PM
Quote:
Originally Posted by redtears_ocean
~Main kuch nahi kehta anjaam-e-mohaabt pai pari
kahunga itna bas itna hi
Aao
Ek mohabbat aur kareii
Ek judayyiii aur sahi~
|
ya 'ali' kar itna ki jab mohabbat ka naam lo
nazren jhuki ho saasen ruki ho aur dil thaam lo
ki mohabaat hai vo bala jisne na baksha kisi ko
zara sambhal kar chal na deewano sa kaam lo
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,502
Join Date: Jan 2009
Location: In YoUr HeArT
Rep Power: 19
|
21st February 2009, 04:47 PM
~Deewanapan nahi dil mai uthe arman ka mulaiza kar rahe the
waqif na huye mere jazbato se'pari' yeh kaisa silsila kar rahe the~
Mera daman jalega tau jalogai tum bhi yeh samajhte ho,phir aag lagate kyu ho
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|