|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
24th August 2009, 03:20 PM
ham sunaayeN to kahaani aur hai
yaar logoN kii zubaani aur hai
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
24th August 2009, 05:12 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
ham sunaayeN to kahaani aur hai
yaar logoN kii zubaani aur hai
|
terii bazm-e-tarab men soz-e-pinhaaN leke aayaa huN
chaman men yaad-e-ayyaam-e-bahaaraaN leke aayaa huN
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
24th August 2009, 08:51 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
terii bazm-e-tarab men soz-e-pinhaaN leke aayaa huN
chaman men yaad-e-ayyaam-e-bahaaraaN leke aayaa huN
|
terii aarazuu terii justajuu me.n bhaTak rahaa thaa galii galii
merii daastaa.N terii zulf hai jo bikhar biklhar ke sa.Nvar ga_ii
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
24th August 2009, 08:59 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
terii bazm-e-tarab men soz-e-pinhaaN leke aayaa huN
chaman men yaad-e-ayyaam-e-bahaaraaN leke aayaa huN
|
yeh qafas hii mujhko aziiz hai maiN jii to looNga qaraar se
mujhe ab chaman meN na le chalo maiN Dara huaa hooN bahaar se
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
24th August 2009, 08:59 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
terii aarazuu terii justajuu me.n bhaTak rahaa thaa galii galii
merii daastaa.N terii zulf hai jo bikhar biklhar ke sa.Nvar ga_ii
|
aah ko chaahiye ik umr asar hone tak
kaun jiitaa hai teri zulf ke sar hone tak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
24th August 2009, 09:06 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
terii aarazuu terii justajuu me.n bhaTak rahaa thaa galii galii
merii daastaa.N terii zulf hai jo bikhar biklhar ke sa.Nvar ga_ii
|
jyoN tyoN ''Asad'' ko laaye the us kii gali se ham
Khaana_Kharaab raah meiN phir se machal gaya
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
24th August 2009, 09:07 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
terii aarazuu terii justajuu me.n bhaTak rahaa thaa galii galii
merii daastaa.N terii zulf hai jo bikhar biklhar ke sa.Nvar ga_ii
|
justuju jiski thee usko tou na paya humne
is bahanae se magar dekh lee dunia humne
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
24th August 2009, 09:09 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
jyoN tyoN ''Asad'' ko laaye the us kii gali se ham
Khaana_Kharaab raah meiN phir se machal gaya
|
dair-o-kharam ke raah me dil bach gaya magar
teri gali me aake saudaii ban gaya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
24th August 2009, 09:10 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
yeh qafas hii mujhko aziiz hai maiN jii to looNga qaraar se
mujhe ab chaman meN na le chalo maiN Dara huaa hooN bahaar se
|
bahaar ayi to jaise ek baar
lauT aaye hain phir adam se
vo Khvaab saare, shabaab saare
jo tere honTon pe mar miTe the
jo miT ke har baar phir jiiye the
nikhar gaye hain gulaab saare
jo terii yaadon se mushkbu hain
jo tere ushshaaq kaa lahu hain
ubal paDe hain azaab saare
malaal-e-ahavaal-e-dostaaN bhi
Khumaar-e-aaGosh-e-mahavashaaN bhii
Ghubaar-e-Khaatir ke baab saare
tere hamaare
savaal saare, javaab saare
bahaar ayi to khul gaye hai.n
naye sire se hisaab saare
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
24th August 2009, 09:14 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
aah ko chaahiye ik umr asar hone tak
kaun jiitaa hai teri zulf ke sar hone tak
|
un ka vada wafa hoga maana magar
ziNdagii muKhtasar ho to kyaa kiijiye
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
24th August 2009, 09:24 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
un ka vada wafa hoga maana magar
ziNdagii muKhtasar ho to kyaa kiijiye
|
zindagii men to sabhi pyaar kiya karte hain
main to mar kar bhi merii jaan tujhe chahuNga
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
24th August 2009, 09:29 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
dair-o-kharam ke raah me dil bach gaya magar
teri gali me aake saudaii ban gaya
|
us ne kahaa tha pyaar se paagal bas ek baar
ham umr bhar banay rahe saudaaii dosto
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
24th August 2009, 09:33 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
us ne kahaa tha pyaar se paagal bas ek baar
ham umr bhar banay rahe saudaaii dosto
|
ishq mujko nahin wehshat hi sahi
meri wehshat teri shohrat hi sahi
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
24th August 2009, 09:34 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
zindagii men to sabhi pyaar kiya karte hain
main to mar kar bhi merii jaan tujhe chahuNga
|
maiN dil kaa dard hooN, kyuN mujh ko le aaya hai aankhoN meiN?
maiN chaahooN bhii to terii chashm-e-tar meiN reh nahiiN saktaa
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
24th August 2009, 09:59 PM
Jaati Hai Kisi Jheel Ki Gehrayi Kahan Tak
Ankhon Mein Teri Doob Ke Dekhengey Kis Din...nm
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 24
|
24th August 2009, 11:07 PM
Quote:
Originally Posted by zainy
Jaati Hai Kisi Jheel Ki Gehrayi Kahan Tak
Ankhon Mein Teri Doob Ke Dekhengey Kis Din...nm
|
Pathther chhipe hai isme ki Moti kise khaber,
Dil toh samandaro se bhi gehre hai DOSTO.................NM
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
25th August 2009, 05:31 AM
Quote:
Originally Posted by balvinder
maiN dil kaa dard hooN, kyuN mujh ko le aaya hai aankhoN meiN?
maiN chaahooN bhii to terii chashm-e-tar meiN reh nahiiN saktaa
|
raat bhar deeda e namnaak mein lehraate rahe
sans ki tarhe se aap aate rahe jaate rahe
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
25th August 2009, 05:34 AM
Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan
Pathther chhipe hai isme ki Moti kise khaber,
Dil toh samandaro se bhi gehre hai DOSTO.................NM
|
Dhundhh ujhrahe hue logon men vafaa ke motii
ye Khazaane tujhe mumkin hai Kharaabon men milen
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
25th August 2009, 05:38 AM
Quote:
Originally Posted by zainy
Jaati Hai Kisi Jheel Ki Gehrayi Kahan Tak
Ankhon Mein Teri Doob Ke Dekhengey Kis Din...nm
|
apnee ankhon ke samandar mein utar jaane de mujhe
tera mujrim hon dub ke mar jaanae de mujhe
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
25th August 2009, 05:42 AM
Quote:
Originally Posted by zidd
ishq mujko nahin wehshat hi sahi
meri wehshat teri shohrat hi sahi
|
vo mere naam ki nicbat se mautabar thehre
gali gali meri ruswayion ka saathi ho
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
25th August 2009, 09:40 AM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
vo mere naam ki nicbat se mautabar thehre
gali gali meri ruswayion ka saathi ho
|
Maham ji, aapkos sher ke jawaab mein sher likhna hai aur apna sher post karne ke baad kisi doosre member ke jawaab ka intzaar karna karna, aap ek saath 2 sher post nahi kar sakte.
aapke sher ka jawaab:
"kaun yaad karta hai kisi ko umr bhar,
waqt ke saath doondle se chehre b bhool jate haiN"
-nm
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
25th August 2009, 11:47 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Maham ji, aapkos sher ke jawaab mein sher likhna hai aur apna sher post karne ke baad kisi doosre member ke jawaab ka intzaar karna karna, aap ek saath 2 sher post nahi kar sakte.
aapke sher ka jawaab:
"kaun yaad karta hai kisi ko umr bhar,
waqt ke saath doondle se chehre b bhool jate haiN"
-nm
|
zindagi jeene ke liye to ik pal hi kafi hai
phir marne ke liye to sari umr baki hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
|
25th August 2009, 12:44 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
Maham ji, aapkos sher ke jawaab mein sher likhna hai aur apna sher post karne ke baad kisi doosre member ke jawaab ka intzaar karna karna, aap ek saath 2 sher post nahi kar sakte.
|
Hazur, mein ne mukhtalif posters ke ashaar ke javab mein ashaar kahe hein , na ke apne hee sher ke baad sher pe sher post kiye hein ,
anywayz that made sense to me and besides that bas jiske sher parhe zehan mein jaavab aye aur mein likhtee gayee aur mere khayal mein buahat khub javab diye hein jinse mein khud hee bauhat lutfandoz hoee , kher if it does nt make sense to u that i posted replies to different coupltes than U RE THE LAST WORD cuz its ur forum, , ho sakta hei yehe rule ho is larhi ka jis se mein naawaaqif thee ,
bahahrhaal .....
ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka
mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
25th August 2009, 01:16 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
raat bhar deeda e namnaak mein lehraate rahe
sans ki tarhe se aap aate rahe jaate rahe
|
aap kii yaad aati rahii raat bhar!
chashm-e-nam muskuraati rahii raat bhar
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
25th August 2009, 01:19 PM
Quote:
Originally Posted by MahamAzmi
Hazur, mein ne mukhtalif posters ke ashaar ke javab mein ashaar kahe hein , na ke apne hee sher ke baad sher pe sher post kiye hein ,
anywayz that made sense to me and besides that bas jiske sher parhe zehan mein jaavab aye aur mein likhtee gayee aur mere khayal mein buahat khub javab diye hein jinse mein khud hee bauhat lutfandoz hoee , kher if it does nt make sense to u that i posted replies to different coupltes than U RE THE LAST WORD cuz its ur forum, , ho sakta hei yehe rule ho is larhi ka jis se mein naawaaqif thee ,
bahahrhaal .....
|
maiN bhii ''Maham'' saahiba kii baat se ittefaaq rakhta hooN....muKhtalif ash'aar ka jawaab ek saath dene meN mujhe ko_ii harz nahiiN lagtaa....baaqi intezaamiya-e-bazm ka hukm sar-aaNkhoN par...
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
25th August 2009, 01:20 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
aap kii yaad aati rahii raat bhar!
chashm-e-nam muskuraati rahii raat bhar
|
tere aane ka dhoka sa raha hai
diya ta raat jalta raha hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
25th August 2009, 01:24 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
zindagi jeene ke liye to ik pal hi kafi hai
phir marne ke liye to sari umr baki hai
|
jeene ki aarzoo meiN mare ja rahe haiN log,
marne ki aarzoo meiN jiye ja raha hooN maiN
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
25th August 2009, 01:27 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
tere aane ka dhoka sa raha hai
diya ta raat jalta raha hai
|
raat ke sannaaTe meN ham ne kya-kya dhoke khaaye haiN
apnaa hi jab dil dhaRhka, ham samjhe woh aaye haiN
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
25th August 2009, 01:46 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
raat ke sannaaTe meN ham ne kya-kya dhoke khaaye haiN
apnaa hi jab dil dhaRhka, ham samjhe woh aaye haiN
|
dil dhadakne ka sabab yaad aaya
vo teri yaad thi jo yaad aaya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
25th August 2009, 02:27 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
dil dhadakne ka sabab yaad aaya
vo teri yaad thi ab yaad aaya
|
aisa gum hooN teri yadooN kay biya_banoN meN
dil na dhaRhke to sunaii nhiiN detaa kuchh bhii
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
25th August 2009, 02:41 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
aisa gum hooN teri yadooN kay biya_banoN meN
dil na dhaRhke to sunaii nhiiN detaa kuchh bhii
|
waqt-e-ruksat nala-e-dil aisi sada dene lage
sunne wale raat katne ki dua dene lage
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
25th August 2009, 03:20 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
waqt-e-ruksat nala-e-dil aisi sada dene lage
sunne wale raat katne ki dua dene lage
|
raat baaqii thii jab wo bichhRhe they
kaT ga'ee umr, raat baaqii hai
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
25th August 2009, 03:32 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
raat baaqii thii jab wo bichhRhe they
kaT ga'ee umr, raat baaqii hai
|
ik vo ke aarazuuo.n pe jiite hai.n umr bhar
ik ham ke hai.n abhii se pashemaan-e-aarazuu
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
25th August 2009, 03:46 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
ik vo ke aarazuuo.n pe jiite hai.n umr bhar
ik ham ke hai.n abhii se pashemaan-e-aarazuu
|
mai jahannam ki dua karta hu kuch is tar;ah
umr bhar jalne ki aadat si rahi ho jaise
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
25th August 2009, 07:43 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
mai jahannam ki dua karta hu kuch is tar;ah
umr bhar jalne ki aadat si rahi ho jaise
|
aadat hii banaa lii hai tum ne to ''Muniir'' apnii
jis shahar meN bhii rahna uktaaye hue rahnaa
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
26th August 2009, 12:18 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
aadat hii banaa lii hai tum ne to ''Muniir'' apnii
jis shahar meN bhii rahna uktaaye hue rahnaa
|
tumhare shahar ka mausam bada suhana lage
mai ek shaam chura lu agar bura na lage
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
26th August 2009, 01:00 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
tumhare shahar ka mausam bada suhana lage
mai ek shaam chura lu agar bura na lage
|
maiN khule dar ke kisii ghar ka hooN saamaaN pyaare
too dabe paaoN kabhii aa ke churaa le mujh ko
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
raat ki tanhaii
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
|
26th August 2009, 05:46 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
maiN khule dar ke kisii ghar ka hooN saamaaN pyaare
too dabe paaoN kabhii aa ke churaa le mujh ko
|
ko_ii viiraanii sii viiraanii hai
dasht ko dekh ke ghar yaad aayaa
Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
26th August 2009, 06:23 PM
Quote:
Originally Posted by NISHA_VIRGO16
ko_ii viiraanii sii viiraanii hai
dasht ko dekh ke ghar yaad aayaa
|
ghar meN sab soo rahe hoNge
phool aaNgan meN jal chukaa hogaa
NM
|
|
|
|
|
raat ki tanhaii
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
|
26th August 2009, 06:38 PM
Quote:
Originally Posted by Mujeeb
ghar meN sab soo rahe hoNge
phool aaNgan meN jal chukaa hogaa
NM
|
ilaahii mere dost ho.n Khairiyat se
ye kyuu.N ghar me.n patthar nahii.n aa rahe hai.n
[Khumar Barabankvi]
Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|