|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
9th September 2009, 08:04 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
ishq ne siikh hii lii vaqt kii taqsiim ke ab,
voh mujhe yaad to aata hai, magar kaam ke baad
|
kaam ishq ke aa.De aataa rahaa
aur ishq se kaam ulajhataa rahaa
phir aaKhir tang aakar ham ne
dono.n ko adhuuraa chho.D diyaa
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
9th September 2009, 08:13 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
ishq ne siikh hii lii vaqt kii taqsiim ke ab,
voh mujhe yaad to aata hai, magar kaam ke baad
|
Itni si baat pe Dil ki dharkan hi ruk gayi "HSN"
Ik pal jo tassawur kiya us ke bagier jeney ka....!
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
9th September 2009, 10:43 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Itni si baat pe Dil ki dharkan hi ruk gayi "HSN"
Ik pal jo tassawur kiya us ke bagier jeney ka....!
|
bahut khoob sher hai aapka
aankh tar hai honth bhi sukha hua
tod kar dil puchte hai kya hau
Last edited by zidd; 9th September 2009 at 10:52 PM..
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
9th September 2009, 10:52 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
bahut khoob sher hai.....
aankh tar hai honth bhi sukha hua
tod kar dil puchte hai kya hau
|
"aapko dekh kar aa jati hai chehre pe ronak,
aap sochte haiN ki bimaar ka haal accha hai"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
9th September 2009, 10:58 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"aapko dekh kar aa jati hai chehre pe ronak,
aap sochte haiN ki bimaar ka haal accha hai"
|
haal uska tere chehre pe likha lagta hai
vo chup chaap khada hai tera kya lagta hai ?
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
9th September 2009, 11:00 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
haal uska tere chehre pe likha lagta hai
vo chup chaap khada hai tera kya lagta hai ?
|
"Sar-e-mahfil na poocha kijiye aise sawaal,
maine diya gar jawaab to ho jayega bawaal"
-Sunita Virender
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
9th September 2009, 11:02 PM
jo tune chupa rakkha hai tere dil me vo raaz
kya tera dil janta hai tere dil ki baat?
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
9th September 2009, 11:03 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
jo tune chupa rakkha hai tere dil me vo raaz
kya tera dil janta hai tere dil ki baat?
|
"dil meiN jo hai mere woh raaz, raaz hi rahega,
gar tu mera dost hai to bata mere dil ka haal"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
Last edited by sunita thakur; 9th September 2009 at 11:07 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
9th September 2009, 11:10 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"dil meiN jo hai mere woh raaz, raaz hi rahega,
gar tu mera dost hai to bata mere dil ka haal"
|
sau sau umide bandhati hai ik ik nigaah par
mujhko na aise pyaar se dekha kare koii
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
9th September 2009, 11:12 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
sau sau umide bandhati hai ik ik nigaah par
mujhko na aise pyaar se dekha kare koii
|
"ashiqi mein har ashiq ho jata hai majboor,
es mein dil ka, mere dil ka kya kasoor"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
9th September 2009, 11:34 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"ashiqi mein har ashiq ho jata hai majboor,
es mein dil ka, mere dil ka kya kasoor"
|
Agar woh choor gaya to mat kaho bura us ko
Kasoor us ka nahi aitebaar hum ne kiya...
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
10th September 2009, 10:10 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Agar woh choor gaya to mat kaho bura us ko
Kasoor us ka nahi aitebaar hum ne kiya...
|
"kisi nazar ko tera intzaar aaj bhi hai,
kahan ho tum ki yeh dil beqaraar aaj bhi hai"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
10th September 2009, 10:21 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"kisi nazar ko tera intzaar aaj bhi hai,
kahan ho tum ki yeh dil beqaraar aaj bhi hai"
|
mohterma hang ho gaqya tha
hansa hansa ke shab-e-vasl ashk-baar kiya
tasaliya mujhe de de ke beqaraar kiyaa
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
10th September 2009, 10:26 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
mohterma hang ho gaqya tha
hansa hansa ke shab-e-vasl ashk-baar kiya
tasaliya mujhe de de ke beqaraar kiyaa
|
"aap humse etni mohabat mat karna,
ki naam se aapke hum mashhoor ho jayeN,
aur na kabhi hume bewaffa kehna,
ki hum marne ko majboor ho jayeN"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
10th September 2009, 10:28 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"aap humse etni mohabat mat karna,
ki naam se aapke hum mashhoor ho jayeN,
aur na kabhi hume bewaffa kehna,
ki hum marne ko majboor ho jayeN"
|
tu maangta raha mujse muhabbaton ka daam
jaa,tujhe di bewafaii eid ke kairaat me !!!
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
10th September 2009, 10:32 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
mohterma hang ho gaqya tha
hansa hansa ke shab-e-vasl ashk-baar kiya
tasaliya mujhe de de ke beqaraar kiyaa
|
Youn to wo qismat ka sitara thi magar akhir-e-shab
Meray hathon ki lakeroon mein simat jati thi....
(Mohsin Naqvi)
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
10th September 2009, 10:33 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
tu maangta raha mujse muhabbaton ka daam
jaa,tujhe di bewafaii eid ke kairaat me !!!
|
"hoon khatabaar Sahiib sitam kijiye,
mujhe meri har waffa ka silaa dijiye,
jo nibha na pao Sahiib aap waffa,
to hume hi bewaffa ilzaam dijiye"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
10th September 2009, 10:34 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Youn to wo qismat ka sitara thi magar akhir-e-shab
Meray hathon ki lakeroon mein simat jati thi....
(Mohsin Naqvi)
|
apne hathon ki lakiron me basa le mukjko
mai hu tera ,tu naseeb apna banale mujko
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
10th September 2009, 10:36 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
apne hathon ki lakiron me basa le mukjko
mai hu tera ,tu naseeb apna banale mujko
|
"hum unke ho nahi sakte yeh unko na batana yaaro,
Warna ! woh apne haatho.n ki lakeereN jala deNge"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
10th September 2009, 10:39 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"hum unke ho nahi sakte yeh unko na batana yaaro,
Warna ! woh apne haatho.n ki lakeereN jala deNge"
|
phirse wahi jawab..........
a apne hathon ki lakiron me basa le mukjko
mai hu tera ,tu naseeb apna banale mujko
|
|
|
|
|
Loquacious Adonis
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
|
10th September 2009, 10:40 PM
Wo hameiin chahe na chahey kya ghum hai
hum unhein chahatey hai ye kya kaam hai
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
10th September 2009, 10:41 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
phirse wahi jawab..........
a apne hathon ki lakiron me basa le mukjko
mai hu tera ,tu naseeb apna banale mujko
|
hehehe.....ek sher 2 baar
yuu.N Khudaa ke liye chhiino na mere hosh-o-havaas
aisii nazaro.n se na dekho ki Khumaar aa jaaye
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
10th September 2009, 10:46 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
hehehe.....ek sher 2 baar
yuu.N Khudaa ke liye chhiino na mere hosh-o-havaas
aisii nazaro.n se na dekho ki Khumaar aa jaaye
|
ab jawab fit tha ,,kya kare?
ab khumaar me is qadar na kho do apna hosh
ki khumaar,khumari ki tauba karne lage
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
10th September 2009, 10:50 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
ab jawab fit tha ,,kya kare?
ab khumaar me is qadar na kho do apna hosh
ki khumaar,khumari ki tauba karne lage
|
ko_ii tamannaa ko_ii masarrat dil ke qariib aane hii na dii
kisane kii hai ishq me.n yaaro.n Gam se muhabbat ham se ziyaadaa
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
10th September 2009, 10:50 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
hehehe.....ek sher 2 baar
yuu.N Khudaa ke liye chhiino na mere hosh-o-havaas
aisii nazaro.n se na dekho ki Khumaar aa jaaye
|
Wah kia sher hai....
Ishq kiya hai to hosh-o-havaas khona pare ga....
Main ne agar aisi nazaron se na dekha to kon dekhe ga...?
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
10th September 2009, 10:53 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
ko_ii tamannaa ko_ii masarrat dil ke qariib aane hii na dii
kisane kii hai ishq me.n yaaro.n Gam se muhabbat ham se ziyaadaa
|
ibtidaa-e-muhabbat hai rota hai kya
agee agee dekhiye ab hota hai kya
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
10th September 2009, 10:56 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Wah kia sher hai....
Ishq kiya hai to hosh-o-havaas khona pare ga....
Main ne agar aisi nazaron se na dekha to kon dekhe ga...?
|
Quote:
Originally Posted by zidd
ibtidaa-e-muhabbat hai rota hai kya
agee agee dekhiye ab hota hai kya
|
"manzil door dekh kar himmat na haarna,
ishq ki raah bahut dusbriyaN bhi haiN"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
10th September 2009, 10:58 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"manzil door dekh kar himmat na haarna,
ishq ki raah bahut dusbriyaN bhi haiN"
|
mai akela hi chala tha janibe manzil par
log milte gaye ,karvaa badta gaya
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
10th September 2009, 11:05 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
mai akela hi chala tha janibe manzil par
log milte gaye ,karvaa badta gaya
|
Tum ne ik baat kahi thi youn hi kisi din ghar aanay ki
Meray darwazay per aa kar aik zamana thehr gaya....
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
10th September 2009, 11:11 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Tum ne ik baat kahi thi youn hi kisi din ghar aanay ki
Meray darwazay per aa kar aik zamana thehr gaya....
|
koi diwana dikhe to zara thehar lena tum
meri diwangi bhi thodi yaad kar lena tum
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
10th September 2009, 11:15 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Wah kia sher hai....
Ishq kiya hai to hosh-o-havaas khona pare ga....
Main ne agar aisi nazaron se na dekha to kon dekhe ga...?
|
yeh dekhne ka saliiqah bhii kis ko aata hai?
ke us ne dekha mujhe, aur dekhta na laga
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
10th September 2009, 11:18 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
yeh dekhne ka saliiqah bhii kis ko aata hai?
ke us ne dekha mujhe, aur dekhta na laga
|
dekhna usko to tum duuuur se dekhaa karna
shewa-e-ishq nahi husn ko ruswaa karnaa
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
10th September 2009, 11:34 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
dekhna usko to tum duuuur se dekhaa karna
shewa-e-ishq nahi husn ko ruswaa karnaa
|
Hum woh Anaa parast hain jo Haar k bhi kehtay hain "Faraz"
Woh Manzil hi bad'naseeb thi jo hum ko na pa saki....
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
11th September 2009, 11:18 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Hum woh Anaa parast hain jo Haar k bhi kehtay hain "Faraz"
Woh Manzil hi bad'naseeb thi jo hum ko na pa saki....
|
maiN kyaa karooN ki terii anaa ko sukooN mile?
gir jaaooN, TooT jaaooN, bikhar jaaooN, kyaa karooN?
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
11th September 2009, 11:29 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
maiN kyaa karooN ki terii anaa ko sukooN mile?
gir jaaooN, TooT jaaooN, bikhar jaaooN, kyaa karooN?
|
Na giro, na tooto, na bikhro, kuch bhi na karo,
Tumhe ISHQ kar ke pachtana parega ye bhool na karo!
HSN
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
12th September 2009, 03:17 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Na giro, na tooto, na bikhro, kuch bhi na karo, Tumhe ISHQ kar ke pachtana parega ye bhool na karo! HSN
|
ishq kyaa chiiz hai ye puuchhiye paravaane se
zindagii jis ko mayassar hu_ii jal jaane se
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 166
Join Date: Aug 2009
Location: Duniya ki gehrai me
Rep Power: 17
|
12th September 2009, 06:12 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
ishq kyaa chiiz hai ye puuchhiye paravaane se
zindagii jis ko mayassar hu_ii jal jaane se
|
Shukriya nachiz ka naam liya apne
kitni muhobbat hai tujhse dek to le
Jala hun kitni bar ek bar puch to le
PARWANA
Abed Farooqui
Jalegi shammaye tere naam se qamar
Parwaana hun tera naam jo liya karun
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
12th September 2009, 08:11 PM
Quote:
Originally Posted by abed_farooqui
Shukriya nachiz ka naam liya apne
kitni muhobbat hai tujhse dek to le
Jala hun kitni bar ek bar puch to le
|
dil apne aap dhaRhakta hai, dhaRhkaaya nahiiN jaata
yeh raaz-e-muhabbat har ek ko bataaya nahiiN jaata
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
Last edited by balvinder; 12th September 2009 at 08:20 PM..
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
13th September 2009, 01:02 AM
Quote:
Originally Posted by balvinder
dil apne aap dhaRhakta hai, dhaRhkaaya nahiiN jaata
yeh raaz-e-muhabbat har ek ko bataaya nahiiN jaata
|
Ae maut tu thehr zara aakhir main unko dekh to lonh!
Baat fakat ik pal ki hai inkaar nahi mar jane say....
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
13th September 2009, 11:51 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Ae maut tu thehr zara aakhir main unko dekh to lonh!
Baat fakat ik pal ki hai inkaar nahi mar jane say....
|
zindagii jabr-e-musalasal kii tarah kaTatii hai
jaane kis jurm kii paa_ii hai sazaa yaad nahii.n
--------sagar-------
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|