|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
27th September 2009, 08:49 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Us.say baat karta tha to dil ko sukoo.N milta tha
Roz jeene ke liye mujhe naya mouzoo.N milta tha
|
Khoon usne diya mujhko tou ye maloom hua
ik farishte ke lahu se mera khoo.N milta tha
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
28th September 2009, 10:54 AM
Quote:
Originally Posted by fezan
Khoon usne diya mujhko tou ye maloom hua
ik farishte ke lahu se mera khoo.N milta tha
|
Lahoo na ho to kalam tarjuman nahi hota
Hamare dor may ansoo bezuban nahi hota
....wasim barelvi....
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
MaiN Our Meri Tanhaayii
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
|
28th September 2009, 11:17 AM
Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110
Lahoo na ho to kalam tarjuman nahi hota
Hamare dor may ansoo bezuban nahi hota
....wasim barelvi....
|
AshqoN ko palkoN tak yuN hi laya na keejiye
Dil ki baat kisi ko yuN hi bataya na keejiye
Log muthhi maiN namak liye Ghoomte haiN
Apne Zakhm kisi ko yuN hi dikhaya na keejiye
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
28th September 2009, 11:27 AM
Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan
AshqoN ko palkoN tak yuN hi laya na keejiye
Dil ki baat kisi ko yuN hi bataya na keejiye
Log muthhi maiN namak liye Ghoomte haiN
Apne Zakhm kisi ko yuN hi dikhaya na keejiye
|
aankhen mujhe talvon se vo malne nahin dete
armaan mere dil kaa nikalne nahin dete
Khaatir se teri yaad ko talne nahin dete
sach hai ki hamin dil ko sanbhalne nahin dete
--nm--
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
28th September 2009, 02:01 PM
Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110
aankhen mujhe talvon se vo malne nahin dete
armaan mere dil kaa nikalne nahin dete
Khaatir se teri yaad ko talne nahin dete
sach hai ki hamin dil ko sanbhalne nahin dete
--nm--
|
diidaa-o-dil ko sambhaalo ki sar-e-shaam "Firaq"
saaz-o-saamaan baham pahu.Nchaa hai rusvaa_ii kaa
[diidaa-o-dil = sight and heart; baham = togetehr/with one another]
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
28th September 2009, 03:43 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
diidaa-o-dil ko sambhaalo ki sar-e-shaam "Firaq"
saaz-o-saamaan baham pahu.Nchaa hai rusvaa_ii kaa
[diidaa-o-dil = sight and heart; baham = togetehr/with one another]
|
pahle pahal kaa ishq abhii yaad hai ''Faraz''
dil Khud ye chaahta tha k rusvaaiyaaN bhii hoN
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
28th September 2009, 04:02 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
pahle pahal kaa ishq abhii yaad hai ''Faraz''
dil Khud ye chaahta tha k rusvaaiyaaN bhii hoN
|
बंदगी हमने छोड़ दी फ़राज़
क्या करें लोग जब खुदा हो जाएँ
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
28th September 2009, 11:36 PM
Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110
बंदगी हमने छोड़ दी फ़राज़
क्या करें लोग जब खुदा हो जाएँ
|
too pareshaan bahut hai, too pareshaan na ho
in khudaaoN kee khudaa'ii nahiiN jaane vaalee
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
29th September 2009, 12:21 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
too pareshaan bahut hai, too pareshaan na ho
in khudaaoN kee khudaa'ii nahiiN jaane vaalee
|
kyaa vo namaruud kii Khudaaii thii
ba.ndagii me.n meraa bhalaa na huaa
[namarud=Nimrod=a king who used to say that he was God]
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
29th September 2009, 01:14 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
kyaa vo namaruud kii Khudaaii thii
ba.ndagii me.n meraa bhalaa na huaa
[namarud=Nimrod=a king who used to say that he was God]
|
Us ki adatien hi to pasand aa gayi humain,
Warna is shehr mein dil walay aur bhi to hain.
(NM)
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
29th September 2009, 02:37 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Us ki adatien hi to pasand aa gayi humain,
Warna is shehr mein dil walay aur bhi to hain.
(NM)
|
Meri nazar ne usko jaane kahan dekha tha
Kis buniyad pe usko maine dil me rakha tha
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
29th September 2009, 02:41 PM
dil mein basa kar nazar se gira diya
aur kahte hai humne pyar nibha diya
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
29th September 2009, 02:45 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
dil mein basa kar nazar se gira diya
aur kahte hai humne pyar nibha diya
|
Meri zaat mein kahin na kahin woh apna wajood choor gaya hai shayed..
Youn hanstay hanstay ro dena meri aadat pehlay kabhi na thi....!
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
29th September 2009, 02:48 PM
Is qadar hai woH mere dilo nigaahoN per chaye hua
KaruN jidhar bhi nazar didaar uska harsoo milta hai
Last edited by kwahish; 29th September 2009 at 02:50 PM..
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
29th September 2009, 02:53 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Is qadar hai woH mere dilo nigaahoN per chaye hua
KaruN jidhar bhi nazar didaar uska harsoo milta hai
|
Naam na lena...Faqat itna keh dena ae....Qasid
Jinhien tum bhool bethay ho, Tumhe woh yaad kartay hain...
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
29th September 2009, 02:57 PM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
dil mein basa kar nazar se gira diya
aur kahte hai humne pyar nibha diya
|
Karna mujhe badnaam phir tumhe mujh per haaq hoga
Pahele mere naam se judaa Tumhara Naam to hone do
.............(Judaa= alag)
Last edited by kwahish; 29th September 2009 at 02:59 PM..
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
29th September 2009, 03:00 PM
zindagi sab ko hasaaye yeh zaruri toh nahi
mohabbat sab ko milaaye yeh aruri toh nahi
kuch log hume aksar yaad aate hai zindagi mein
hum bhi unhe yaad aaye yeh zaruri toh nahi
Not Mine
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
29th September 2009, 03:03 PM
Bus Dekhu tujhe Na Karu Pane ki Kwahish
KeH KeR Mere Mayaar Ne mujhko Rok liYa
Last edited by kwahish; 29th September 2009 at 03:05 PM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
|
29th September 2009, 04:16 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Bus Dekhu tujhe Na Karu Pane ki Kwahish
KeH KeR Mere Mayaar Ne mujhko Rok liYa
|
is qadr aasaaN na hogii har kisii se dostii
aashnaaii meN tira meyaar ban jaayeNge ham
mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
29th September 2009, 04:52 PM
Quote:
Originally Posted by balvinder
is qadr aasaaN na hogii har kisii se dostii
aashnaaii meN tira meyaar ban jaayeNge ham
|
Woh to unki nazar e Inayat thi jo khud bhi ladkhada gaye
Mujhe girta dekh ker kadam unke jo dagmaga gaye
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
2nd October 2009, 12:59 AM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Woh to unki nazar e Inayat thi jo khud bhi ladkhada gaye
Mujhe girta dekh ker kadam unke jo dagmaga gaye
|
Ek lamhe mein usne zindagi sawar di, Ek lamhe mein usne zindagi ujar di'
Kasoor us ka nahi mera tha' Jo un do lamho mein zindagi guzar di
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
2nd October 2009, 03:09 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Ek lamhe mein usne zindagi sawar di, Ek lamhe mein usne zindagi ujar di'
Kasoor us ka nahi mera tha' Jo un do lamho mein zindagi guzar di
|
Kabhi khud ke to kabhi auroN ke liye jeena hi zindagi hai
Kabhi khud ke to kabhi auroN ke liye marna hi zindagi hai
|
|
|
|
|
A SOUL OF LOVE
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 24
|
2nd October 2009, 09:25 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
i Ek lamhe mein usne zindagi sawar di, Ek lamhe mein usne zindagi ujar di'
Kasoor us ka nahi mera tha' Jo un do lamho mein zindagi guzar di
|
Unhe pyaar kerna nahi aata,hume pyaar k siva kuchh nahi aata,
zindagi jeene k do raaste hai,ek unhe nahi aata ek hume nahi aata... nm
kkkhantahir
shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
3rd October 2009, 06:41 PM
Quote:
Originally Posted by Tahir kkkhan
Unhe pyaar kerna nahi aata,hume pyaar k siva kuchh nahi aata,
zindagi jeene k do raaste hai,ek unhe nahi aata ek hume nahi aata... nm
kkkhantahir
|
Kya baat hai Bhai... Bahut achcha sher hai... Daad..
Meri adnaa si kwahish ne hi mujhe tabaa kar diya
Jab hua jine ka armaan to khud ko fanaa kar diya
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
3rd October 2009, 11:45 PM
tujh ko chhoo lene ka armaan abhi baaqi hai
Jism mei'n khoon ka dauraan abhi baaqi hai
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
4th October 2009, 10:08 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
tujh ko chhoo lene ka armaan abhi baaqi hai
Jism mei'n khoon ka dauraan abhi baaqi hai
|
tum ne to ek shikast per hi haar maan li kwahish
Kayin shikaston ke tufaan aabhi baaqi hai
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
4th October 2009, 11:26 PM
"Jab tak Zindgi rehti hai Kaarwaan chalta rehta hai
Toofaan aate jaate hai Raasta aage badta rehta hai...."
-naresh mehra-
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
5th October 2009, 08:17 AM
Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110
"Jab tak Zindgi rehti hai Kaarwaan chalta rehta hai
Toofaan aate jaate hai Raasta aage badta rehta hai...."
-naresh mehra-
|
Dil torna humari aadat nahi aur dil hum kissi ka dukhatay nahi
Bharosa rakhna wafaon pe, dil mein basa kar hum bhulatay nahi..
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
raat ki tanhaii
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
|
6th October 2009, 11:43 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
Dil torna humari aadat nahi aur dil hum kissi ka dukhatay nahi
Bharosa rakhna wafaon pe, dil mein basa kar hum bhulatay nahi..
|
tum bhi majabuur ho hum bhi majabuur hai.n
be-vafaa kaun hai baa-vafaa kaun hai
[Bashir Badr]
Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
6th October 2009, 03:00 PM
Quote:
Originally Posted by NISHA_VIRGO16
tum bhi majabuur ho hum bhi majabuur hai.n
be-vafaa kaun hai baa-vafaa kaun hai
[Bashir Badr]
|
Mohobbat ko wafaaoN ke tarazu mein tolaa nahi karte
Mohobbat mein bewafaa ko bhi bewafa bola nahi karte
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
6th October 2009, 09:17 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Mohobbat ko wafaaoN ke tarazu mein tolaa nahi karte
Mohobbat mein bewafaa ko bhi bewafa bola nahi karte
|
Ashiq hai'n jo khud rakhte hai'n woh jeb mei'n paisa
mehboob ki 'pocket' ko tatola nahi'n karte
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
6th October 2009, 10:15 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Ashiq hai'n jo khud rakhte hai'n woh jeb mei'n paisa
mehboob ki 'pocket' ko tatola nahi'n karte
|
"Hain dafan mujh mein meri kitni ronaqien mat pooch"
"Ujar ujar kar jo basta raha woh shehr hon main....!"
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
8th October 2009, 03:57 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed
"Hain dafan mujh mein meri kitni ronaqien mat pooch"
"Ujar ujar kar jo basta raha woh shehr hon main....!"
|
Jane Kiski Bad Dua Lag Gayi Mujh-ko
KyuN AaJ Kal Main PareshaN sa huN
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 27
|
8th October 2009, 10:32 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Jane Kiski Bad Dua Lag Gayi Mujh-ko
KyuN AaJ Kal Main PareshaN sa huN
|
abhi abhi mene signature banayaa hai
ता उम्र रहा इक रोज़-ए -मुकम्मल का इंतज़ार
किसी में शाम न मिली तो किसी में सहर नहीं
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
|
10th October 2009, 12:11 PM
Quote:
आज देखा है हमने 'मायूस' को खुश रंग
उस बदकिस्मत को किसकी नज़र लग गयी है
|
jab vo masaruur nazar aataa hai
har taraf nuur nazar aataa hai
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
10th October 2009, 02:31 PM
Quote:
Originally Posted by Mayank
jab vo masaruur nazar aataa hai
har taraf nuur nazar aataa hai
|
Kya baat hai Mayank sahab.......
Jab koi apna magrur ho jata hai
Dil me rehkar bhi dur ho jata hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
10th October 2009, 02:58 PM
jab sapne chur ho jate hai
log khud majbur ho jate hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
10th October 2009, 03:09 PM
Kar ke majboor khud hi KyuN yeh phir majboori ka naam dete hai
Ajab hi log hai yahan nazron se gira ke dil mein mukhaam dete hai
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
10th October 2009, 03:48 PM
humari aur aasuvon ki kuch ek si hai dastaan
ankhon se girate hai log chup raheti hai zubaan
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
10th October 2009, 04:01 PM
KyuN roye samne tere hi hum aye sitamgar
Jab tujhko meri ek khushi munfareed nahi
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|