|
|
|
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
jo pyaar bewafa se hota -
28th February 2010, 02:31 PM
Jo pyaar bewafa se hota wahi asal pyaar hota hai jaha me
pyaar karnewaale kaha nibhate hai pyaar dil ke is jaha me.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 34
|
28th February 2010, 05:05 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Jo pyaar bewafa se hota wahi asal pyaar hota hai jaha me
pyaar karnewaale kaha nibhate hai pyaar dil ke is jaha me.
|
maiN bewafaa tha to kiyoN choR gaya mujhko ?
woh jo ba-wafaa tha wafaa mujhse kerta
Ali raasikh
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Tujh se vo wafaa -
1st March 2010, 03:08 PM
Tujh se vo wafaa isliye na kar saka mere dost
tujhe samjhne ka koi to sila us mila hota.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
2nd March 2010, 04:36 PM
hamdardiyaaN, khuloos, dilaasay, tassaliyaaN...
dil toot'ne k baad tamaashe boht huay....!
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Teri har baat ka -
2nd March 2010, 09:23 PM
Teri har baat ka jawaab tere hee jahan me aata hai
ye aur baat hai ki teri nazar ke dayre hi simat jaate hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
3rd March 2010, 08:36 AM
kitna bebas insaan qismat k aagay!
hur sapna toot jata hai haqeeqat k aagay,
jis ne kabhi jhukna siikha nahi tha dunia ka aagay,
woh bhi jhuk jata hai apni mohabbat k aagay....
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 155
Join Date: Nov 2009
Rep Power: 16
|
3rd March 2010, 01:27 PM
Sabhi ko khuda ki khudaayi ne mara,
mujhe yaar teri judaai ne mara... NM
(๏̯͡๏) (๏̯͡๏)
Hasratein dilo ki chupaye nahi chupti hai,
dard juba par bankar bayan sab karti hai.....
*****************************
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai..
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai.......
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai....
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
3rd March 2010, 04:29 PM
Quote:
Originally Posted by hasrat
Sabhi ko khuda ki khudaayi ne mara,
mujhe yaar teri judaai ne mara... NM
|
jo khela tha apni saheli se holi
use aaj uski lugaai ne maara
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
4th March 2010, 01:27 PM
kese ajeeb log bastay haiN tere shehr meiN, HSN!
zauq-e-dil-lagi bhi rakhte haiN aur yaad bhi nahi karte???
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
4th March 2010, 03:40 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
kese ajeeb log bastay haiN tere shehr meiN, HSN!
zauq-e-dil-lagi bhi rakhte haiN aur yaad bhi nahi karte???
|
Hum naam bhi hai kayiN aur badnaam bhi hai
Tere muluk ki hi nahi mere shahar ki baat hai
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 45
|
5th March 2010, 09:29 AM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Hum naam bhi hai kayiN aur badnaam bhi hai
Tere muluk ki hi nahi mere shahar ki baat hai
|
kal shab main ne apne dil se bhi rishta tod diya "Mohsin"!
kam-bakhat tujhe bhoolne ki baat kar raha tha......
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 155
Join Date: Nov 2009
Rep Power: 16
|
5th March 2010, 12:02 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
kal shab main ne apne dil se bhi rishta tod diya "Mohsin"!
kam-bakhat tujhe bhoolne ki baat kar raha tha......
|
Jab bhi Koi Baat Chedi Bedard Zamane Ne,
Waqt Kaam Aaya Un Zakhmoon Par Marhum Lgane Mein,
Agar Zindagi Mein Wo Nahi To Hum Jeena Nahi Chahte,
Ab kiska Intezaar Kar Rahe Ho Dostoon MujhKo Dafnane Mein !! NM
(๏̯͡๏) (๏̯͡๏)
Hasratein dilo ki chupaye nahi chupti hai,
dard juba par bankar bayan sab karti hai.....
*****************************
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai..
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai.......
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai....
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
6th March 2010, 09:17 AM
wo zehar deta to duniya ki najar me aa jata faraaz
toh usney yeh kiyaa ki wakt par duwaa naa dii
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
6th March 2010, 01:36 PM
Mohobbat, adawat, bagawat yaa shararat
raah e ulfat hai yaa zindahi ka akhri rasta
|
|
|
|
|
Loquacious Adonis
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
|
6th March 2010, 02:01 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Mohobbat, adawat, bagawat yaa shararat
raah e ulfat hai yaa zindahi ka akhri rasta
|
kuchh tabiiyat hii milii thi aisii
cha'in se jeene ki suurat na huii
jisko chaaha usey apnaa na sakey
jo milaa uss se mohabbat na huii
------------maikasH
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
6th March 2010, 02:22 PM
Quote:
Originally Posted by Baqtiar
kuchh tabiiyat hii milii thi aisii
cha'in se jeene ki suurat na huii
jisko chaaha usey apnaa na sakey
jo milaa uss se mohabbat na huii
------------maikasH
|
Younhi dillagi mein dil laga liya humne
Khud apne dil ko aise jala liya humne
|
|
|
|
|
Loquacious Adonis
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
|
6th March 2010, 02:33 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Younhi dillagi mein dil laga liya humne
Khud apne dil ko aise jala liya humne
|
Dil lagaya tha dil lagi ke liye
Ban gaya rog zindagi ke liye
Jo na karna tha voh bhi kar daala
Hamne zaalim teri khushi ke liye
DIL LAGAYA THA DILLAGI KE LIYE- Ataullah Essakhilvi
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Kya ualfat ,kya rasme -
7th March 2010, 08:44 PM
Kya ualfat ,kya rasme ,kya kasme aur kya muhhabat,
sab kuch bik chuka jab neelam hua pyaar ek deewane ka.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
8th March 2010, 03:29 PM
Quote:
Originally Posted by Baqtiar
kuchh tabiiyat hii milii thi aisii
cha'in se jeene ki suurat na huii
jisko chaaha usey apnaa na sakey
jo milaa uss se mohabbat na huii
------------maikasH
|
Baqtiar bhayee
ye nida fazli ji ka sher hai
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 64
|
8th March 2010, 04:12 PM
Quote:
Originally Posted by Baqtiar
Dil lagaya tha dil lagi ke liye
Ban gaya rog zindagi ke liye
Jo na karna tha voh bhi kar daala
Hamne zaalim teri khushi ke liye
DIL LAGAYA THA DILLAGI KE LIYE- Ataullah Essakhilvi
|
"kahiN to ek nazar meiN ho jata hai pyar,
kahiN umr bhar saath rah ke bhi nahi hota"
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
8th March 2010, 04:25 PM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
"kahiN to ek nazar meiN ho jata hai pyar,
kahiN umr bhar saath rah ke bhi nahi hota"
|
ik shayri mai hai, ik zindgi mai hai
dono ki khushi meri khshi mai hai
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
8th March 2010, 08:35 PM
Quote:
Originally Posted by janumanu
ik shayri mai hai, ik zindgi mai hai
dono ki khushi meri khshi mai hai
|
Kuch aur nahi hai dil mein armaanoN ke siwa
Khawab jale dil jala phir bhi kwahish baki hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
12th March 2010, 03:35 PM
Bahot nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle
hazaro'n khwahishe'n aisi ke har khwahish pa dum nikle........NM
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
12th March 2010, 03:53 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Bahot nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle
hazaro'n khwahishe'n aisi ke har khwahish pa dum nikle........NM
|
Hazaron khwahishen aisi har khawahish pe dum nikle
Nikle mere armaan phir bhi bahut kam nikle
.......... Shayad yeh sher aisa hai..... Mirza Galib
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Teri har baat ka -
13th March 2010, 12:12 PM
Teri har baat ka bahut talabagaar hu mai zindagi
aaj bhi teri ek nazar me gunahagaar hu mai zindagi.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
14th March 2010, 12:30 AM
Yaad beete dinoN ki dilaate ho kyoN
maiN bahut ro chuka , ab rulaate ho kyoN
Gar nahiiN ho kisi ke gunahgaar tum
apna chehra jahaaN se chhupaate ho kyoN
--Maikash jii
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
Last edited by zainy; 14th March 2010 at 12:37 AM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
15th March 2010, 08:56 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Hazaron khwahishen aisi har khawahish pe dum nikle
Nikle mere armaan phir bhi bahut kam nikle
.......... Shayad yeh sher aisa hai..... Mirza Galib
|
Maine ghalti se Mirza Ghalib ke is khoobsurat matle ka doosra misrah pehle likh diya tha....halanki usse iski khoobsurti par koi farq nahin padta hai......sahih sher yun hai....
Hazaro'n khwahishe'n aisi ke har khwahish pah dum nikle
Bahot nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 27
|
15th March 2010, 08:59 PM
Har ek baat pah kehte hai'n woh ke tu kya hai
Tumhi'n kaho ke yeh andaz-e-guftgu kya hai................Mirza Ghalib
.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
18th March 2010, 12:58 PM
Quote:
Originally Posted by fezan
Har ek baat pah kehte hai'n woh ke tu kya hai
Tumhi'n kaho ke yeh andaz-e-guftgu kya hai................Mirza Ghalib
|
Lab khamosh NigahoN mein sawaal hain uske
Hay! is berukhi se to uska intezaar achcha tha
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
18th March 2010, 03:12 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Lab khamosh NigahoN mein sawaal hain uske
Hay! is berukhi se to uska intezaar achcha tha
|
Kuch Tum Chup Rahe Kuch Hum Chup Rahe
Milke Bhi Yeh Faasle Kyon Barqarar Rahe....
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Ek tera hi gam mujhe -
18th March 2010, 04:36 PM
Ek tera hi gam mujhe satata raha hai har saas me
ab to bas mai abanke raha gaya hu zinda lash me.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
18th March 2010, 09:59 PM
Hum jante hai apni hasti ka shumaal junoob
Mashriqi kahte hai magribi myaar achcha tha
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
18th March 2010, 10:21 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Hum jante hai apni hasti ka shumaal junoob
Mashriqi kahte hai magribi myaar achcha tha
|
Gar Jaante hum khud ki haisiyat ka myaar
Phir naa auron se judaa nazar aate yanhaa
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
19th March 2010, 03:20 PM
Mujhe shikayat nahi tujhse meri kismat hi aisi hai
Mere apne mujhse ruthte hai tu to begane jaisi hai
|
|
|
|
|
Anshumali
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
|
20th March 2010, 08:56 PM
Quote:
Originally Posted by kwahish
Mujhe shikayat nahi tujhse meri kismat hi aisi hai
Mere apne mujhse ruthte hai tu to begane jaisi hai
|
Mayoosi ko kismat ka naam naa do
Haath ki lakeeron me tum mujhe dhund Lo....
YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...
Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...
---Naresh Mehra----
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Log katni muskil -
21st March 2010, 09:48 AM
Log katni muskil se gujarate hai hai ek dost banane me
Aur tumhe ek pal bhi na laga mujhe bhool jaane me.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
|
21st March 2010, 10:32 AM
Na Jaane Kab Meri Duniya MeiN Muskurayega,
Woh Aik Shaks Ke KwaboN MeiN Bhi Khafa Sa Lagey,..NM
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Aisa lagta hai -
21st March 2010, 12:35 PM
Aisa lagata hai jaise saari kayenaat hi ruthi ho hamse
ab kya uthaye kadam jab kamyaab bhi chuti ho hamse.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
An Incomplite Dream
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
|
21st March 2010, 01:41 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Aisa lagata hai jaise saari kayenaat hi ruthi ho hamse
ab kya uthaye kadam jab kamyaab bhi chuti ho hamse.
|
Har shaam sitare gumsum se nazar aate hai
Roothe huye kuch humtum se nazar aate hai
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Kis nazriye se -
21st March 2010, 03:35 PM
Kis nazriye se ham zindagi tere safar tak aa gaye
ek khushi ki talsah me bandagi tere dar tak aa gaye.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|