|
|
|
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
23rd May 2010, 10:37 AM
Quote:
Originally Posted by aakash4u
aitbaar khud par se to kya khuda se bhi uthh chuka hai
wakt ki karwat ka intezaar karna bhi ek wakt ki baat thi
aakash
|
waqt waqt ki sab baat hai
baki jiska jaisa haath hai
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
23rd May 2010, 10:45 AM
Quote:
Originally Posted by zidd
waqt waqt ki sab baat hai
baki jiska jaisa haath hai
|
wakt bhi kam hai or aankh bhi nam hai
ishk ke bazaar me aaj gham hi gham hai
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
23rd May 2010, 10:49 AM
Quote:
Originally Posted by aakash4u
wakt bhi kam hai or aankh bhi nam hai
ishk ke bazaar me aaj gham hi gham hai
|
nice one
aankh nam hai honth bhi sukhaa hua
tod kar dil poochte hai kya hua
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
23rd May 2010, 11:08 AM
Quote:
Originally Posted by zidd
nice one
aankh nam hai honth bhi sukhaa hua
tod kar dil poochte hai kya hua
|
shukriya dost
zidd ye hai larazte labon ke fariyaad mere
naam usi ka aaye jab khuda ki ibaadat karun
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
23rd May 2010, 11:19 AM
Quote:
Originally Posted by aakash4u
shukriya dost
zidd ye hai larazte labon ke fariyaad mere
naam usi ka aaye jab khuda ki ibaadat karun
|
aa dil dukhaane ke liye aa ,kash
mere paas saikDo dil hote
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
23rd May 2010, 11:25 AM
Quote:
Originally Posted by zidd
aa dil dukhaane ke liye aa ,kash
mere paas saikDo dil hote
|
saikdo dil ki kya jarurat, wo ek baar laut to aaye aakash
zakhmi dil nikaal ke saamne rakh denge unka dil behlaane ko
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
23rd May 2010, 11:39 AM
Quote:
Originally Posted by aakash4u
saikdo dil ki kya jarurat, wo ek baar laut to aaye aakash
zakhmi dil nikaal ke saamne rakh denge unka dil behlaane ko
|
aakaash set nahi hua line me
phir se koshish kijiye
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
23rd May 2010, 12:22 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
aakaash set nahi hua line me
phir se koshish kijiye
|
ok jii koshish karta hun..
saikdo dilon ka pyaar aakash khud me samaaye baitha hai
wo laut ke to aaye hum khud ko hi unke hawaale kar denge
dekhiye ab thik hai ya fir aap ise thik kar de...
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2
Join Date: May 2010
Rep Power: 0
|
23rd May 2010, 03:03 PM
mai tere dil me rahoon ya teri aankho me rahoon
zindagi ban ke sanam mai teri saanson me rahoon
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
23rd May 2010, 11:42 PM
Nazar se Nazar ki baaten ho rahi hai
Zamee se falak ki baaten ho rahi hai
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 30
|
24th May 2010, 11:14 AM
Quote:
Originally Posted by Parwaazz
Nazar se Nazar ki baaten ho rahi hai
Zamee se falak ki baaten ho rahi hai
|
Lagta hai agaz ho raha hai mohabbat ka,
azad paNchhi bhi qaid hone ki dua kar rahe haiN....
"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Teri nazar -
24th May 2010, 01:36 PM
Teri nazar ke parwaaz me bayaan baaki hai
abhi tere yakeen kee asal uadaan baaki hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
24th May 2010, 05:36 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Teri nazar ke parwaaz me bayaan baaki hai
abhi tere yakeen kee asal uadaan baaki hai.
|
bahut sahi kaha aapne..
rehna ajay hi zindagi ka falsafa nahi parwaaz
seekhta wo hi hai jo gir ke uthna jaanta ho
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
25th May 2010, 02:11 AM
Quote:
Originally Posted by aakash4u
bahut sahi kaha aapne..
rehna ajay hi zindagi ka falsafa nahi parwaaz
seekhta wo hi hai jo gir ke uthna jaanta ho
|
Nice one .............. akash
Humari haden aakaash talak ajay hai
Hum Parwaaz hai adhure Insaan nahi
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
25th May 2010, 08:04 AM
Quote:
Originally Posted by Parwaazz
Nice one .............. akash
Humari haden aakaash talak ajay hai
Hum Parwaaz hai adhure Insaan nahi
|
shukriya ji..
apka sher bhi bahut khoob raha
mumkin nahi koi meri hadon ko bandh sake parwaaz
adhure sapno ko poora karne wala aakash hun main
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Badhne ka dar -
25th May 2010, 02:14 PM
Badhne ka dar har seema ko tod deta hai aakash
baagi hai tevar chahat ke jiski jami me nami hai.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
25th May 2010, 06:12 PM
Quote:
Originally Posted by ajay nidaan
Badhne ka dar har seema ko tod deta hai aakash
baagi hai tevar chahat ke jiski jami me nami hai.
|
jis chahat me josh-o-junoon naa ho shamil Ajay,
us mohabbat me fir wo sukoon-o-lazzat kaha......
lamha....
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
25th May 2010, 06:24 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
jis chahat me josh-o-junoon naa ho shamil Ajay,
us mohabbat me fir wo sukoon-o-lazzat kaha......
lamha....
|
bahut khoob lamha jee..
mohabbat me junoon se haasil hua kise yahaan lamha
roz hoti hain ibadatein laakhon dil e sukoon paane ko
aakash
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
25th May 2010, 06:35 PM
Quote:
Originally Posted by aakash4u
bahut khoob lamha jee..
mohabbat me junoon se haasil hua kise yahaan lamha
roz hoti hain ibadatein laakhon dil e sukoon paane ko
aakash
|
good one Aakash....
gar karni hai haasil mohabbat aur paana hai mehboob, Aakash
to khel jao apni jaan ki baazi aur lad guzro apne khuda se.....
lamha.................
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
25th May 2010, 06:44 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
good one Aakash....
gar karni hai haasil mohabbat aur paana hai mehboob, Aakash
to khel jao apni jaan ki baazi aur lad guzro apne khuda se.....
lamha.................
|
acha to aisa baat hai.. to lijiye
har lamha usse milne ka gila nahi karta aakash
aankhein band karte hi usey paa leta hun main
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
25th May 2010, 06:53 PM
Quote:
Originally Posted by aakash4u
acha to aisa baat hai.. to lijiye
har lamha usse milne ka gila nahi karta aakash
aankhein band karte hi usey paa leta hun main
|
hmmmmmmmm...... not bad
lijiye aapke sher ka jawaab hamare andaaz me............
itna socha hai tujhe Shaam-o-sahar
khud par bhi tere hone kaa Gumaan hota hai....
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
25th May 2010, 07:17 PM
Kisko pata tha pehlu mein rakha dil aisa paji bhi hoga
Hum to samjhjte the koi hum jaisa ki haji bhi hoga
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
25th May 2010, 07:21 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
hmmmmmmmm...... not bad
lijiye aapke sher ka jawaab hamare andaaz me............
itna socha hai tujhe Shaam-o-sahar
khud par bhi tere hone kaa Gumaan hota hai....
|
kya baat hai jee..
ab ye hi silsilaa sar e aam hota hai
jami pyasi rehti jab aakash rota hai
kaise bujhegi pyas do dilon ki lamha
ek kuch mila nahi or dusra khota hai
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
25th May 2010, 07:23 PM
Quote:
Originally Posted by Parwaazz
Kisko pata tha pehlu mein rakha dil aisa paji bhi hoga
Hum to samjhjte the koi hum jaisa ki haji bhi hoga
|
umar ek aisi hoti hai ke jis main dil ko
her baat achi lagti hai haqiqat ke siwa.
nm
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
25th May 2010, 07:29 PM
Quote:
Originally Posted by aakash4u
kya baat hai jee..
ab ye hi silsilaa sar e aam hota hai
jami pyasi rehti jab aakash rota hai
kaise bujhegi pyas do dilon ki lamha
ek kuch mila nahi or dusra khota hai
|
good one Aakash.................
kal raat chand hu ba hu tuj jaisa tha
wohi husn, wohi ghuroor or wohi doori......
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
bye tc -
25th May 2010, 07:39 PM
Quote:
Originally Posted by LAMHA
good one Aakash.................
kal raat chand hu ba hu tuj jaisa tha
wohi husn, wohi ghuroor or wohi doori......
|
its awesome
"Kon Takoun Main Raha, Kon Sar-e-Rah Guzaar";
"Shehar Kay Saaray Charaghon Ko Hawa Jaanti Hay.
nm
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Gahare samandar -
25th May 2010, 09:05 PM
Gahare samandar khamosh hote hai jose-e-junoon me aakash
utha de gar waqt ki lahar to karvat badal jaati pal zindagi bhi .
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
25th May 2010, 11:49 PM
Hinai dashat ne abr e siya se motiya ro li
Huye jab raat ke do tukde to ek suraj hua paida
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
26th May 2010, 08:13 AM
Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya
Woh shaks aisa gaya phir nazar nahee aaya
nm
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
26th May 2010, 03:58 PM
Quote:
Originally Posted by aakash4u
Koi lamha bhi kabhi laut kar nahee aaya
Woh shaks aisa gaya phir nazar nahee aaya
nm
|
Bite lamhe dobara aaya naih karte...... Jaane wale lauta nahi karte...
Hum milte to roz hai har shaks se... Par phir milne ka wada nahi karte...
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
|
26th May 2010, 04:08 PM
Quote:
Originally Posted by Parwaazz
Bite lamhe dobara aaya naih karte...... Jaane wale lauta nahi karte...
Hum milte to roz hai har shaks se... Par phir milne ka wada nahi karte...
|
wada kar ke bhi toh yaha koi nibhata kaha hai
log chale jate hai par unki yaad jata kaha hai
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
|
26th May 2010, 04:17 PM
Quote:
Originally Posted by Parwaazz
Bite lamhe dobara aaya naih karte...... Jaane wale lauta nahi karte...
Hum milte to roz hai har shaks se... Par phir milne ka wada nahi karte...
|
aapne takleef kyu ki hum to aane wale the
hum samajh aur soch kar hi dhoka khane wale the
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
|
26th May 2010, 04:57 PM
Quote:
Originally Posted by zidd
aapne takleef kyu ki hum to aane wale the
hum samajh aur soch kar hi dhoka khane wale the
|
Rait mai ghar banata hai pagal
kha liya dhokha ya ki khaana hai
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
26th May 2010, 05:20 PM
Bekhabar huye dil ke itne laparwa aise kaise
Jaan hai dil mein bhi yeh jante nahi hai kya
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
26th May 2010, 05:39 PM
humne dil hi todd dala dhadkano ke khauf se
apni basti hi mita daali baarishon ke khauf se
nm
|
|
|
|
|
beautiful moment.........
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 43
|
26th May 2010, 07:46 PM
Quote:
Originally Posted by aakash4u
humne dil hi todd dala dhadkano ke khauf se
apni basti hi mita daali baarishon ke khauf se
nm
|
ai kaash tu bhi sunta kabhi aahaton ki goonj
tu bhi meri tarha se kabhi dhoondhta mujhe
nm
"LAMHA"
mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
aap hi late aaye ho.. aapko dhundha tha humne -
26th May 2010, 08:24 PM
Na Chhedo Humein hum Sataye Howay Hain
Mohabbat Ke Sadmein Uthaye Howay Hain
Uthaao Khanjar Aur Qatal Karo Humein
Badi Muddat Say Sar Jhukaye Howay Hain
nm
|
|
|
|
|
Aazaad Panchi
Offline
Posts: 312
Join Date: May 2010
Location: SKY
Rep Power: 18
|
27th May 2010, 12:04 AM
Quote:
Originally Posted by aakash4u
Na Chhedo Humein hum Sataye Howay Hain
Mohabbat Ke Sadmein Uthaye Howay Hain
Uthaao Khanjar Aur Qatal Karo Humein
Badi Muddat Say Sar Jhukaye Howay Hain
nm
|
Ye sir jhuke mehboob ke zaano par khushnaseebi hogi
Sanse akhari hai aur nazar unhe ab bhi dhund rahi hai
Faisle taqdeer ke lakeere badal nahi sakti
Eh insaan teri uske aage hargiz chal nahi sakti
Aaj tu zameen par hai kal zameen mein hoga
Maut tujhe aani hai har roz tal nahi sakti
|
|
|
|
|
Banned
Offline
Posts: 134
Join Date: Feb 2010
Rep Power: 0
|
27th May 2010, 08:22 AM
kaat kar zuba kehne laga zalim
ab haal-e-dil sunane ki ijazat hai tujhe
nm
|
|
|
|
|
nida
Offline
Posts: 1,824
Join Date: Aug 2009
Location: Vaishali Nagar,Bhilai ,(Deep Vision & Analysis Thinkings then way )
Rep Power: 28
|
Har baar sar jhuka kar apni -
27th May 2010, 01:22 PM
Har baar sar jhuka kar apni mohbbat kaa inteha na liya kar
ek baar kaha tere siwa koi nahi baar-2 hamse na pucha kar.
Ajay Nidaan (09630819356)
http://www.anidaan.@gmail.com
All right reserved with Poet@Ajay nidaan
Kisi ek chehare ki talash me bhatakti rahee zindagi
par mila nahi zindagi ko apni pahchaan ka chehara.
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is On
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
|