Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Dosti Kr To Lein Nibhayen Kaise
Old
  (#1)
Baghbaan
Registered User
Baghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to all
 
Offline
Posts: 112
Join Date: Nov 2010
Location: Delhi
Rep Power: 20
Dosti Kr To Lein Nibhayen Kaise - 29th August 2014, 10:37 PM

Doston, bhut Dino Ke baad kuch likh rha hoon. Umeed Krta Hoon Aapko Pasand Aayega.

Dosti Kr To Lein Nibhayen Kaise
Zakhm Gehra Hai Abhi Isko Chupayen Kaise

Koi Kanta Mere Daaman Se Lipat Jata Hai
Woh Koi Phool Nahin Usko Samjhayen Kaise

Sun Rha Hoon Main Fir Sda Kisi Ke Aane Ki
Khwab To Khwab Hai Hum Inko Sjayen Kaise

Gherti Hain Mujhko Yadon Ki Bastiyan Hardum
Koi Keh De Zra Hum Unko Bhulayen Kaise

Bekhudi Mein 'Yash' Bhut Kuch Hai Bahak Jane Ko
Aaj Hum Hosh Mein Ashkon Ko Bhayen Kaise

(Baghbaan)
Jaspal

Last edited by zainy; 14th September 2014 at 08:36 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
30th August 2014, 01:00 PM

Yash ji...Bohat khoob surat ghazal hai

Dil se dheron daad qubool kijiye

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Baghbaan
Registered User
Baghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to all
 
Offline
Posts: 112
Join Date: Nov 2010
Location: Delhi
Rep Power: 20
3rd September 2014, 02:35 PM

Zainy ji, bhut bhut shukriya aapke shbdon ke liye. Mujhe taarif hi nhin aalochanyen bhi pasand hain. Kyonki aalochnayen insaan ko mazboot bnati hain usey aur acchha krne ke liye. Meri shayri mey jo kmiyan ho to zrur btaiyega. Main jyada nhin likhta pr koshish hoti hai ki acchha likhoon.

Regards,
Baghbaan (Jaspal)
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
3rd September 2014, 04:32 PM

Koi Kanta Mere Daaman Se Lipat Jata Hai
Woh Koi Phool Nahin Usko Samjhayen Kaise

wahhh wahhhh! Jaspal jee,

Bohat bohat khoob....... kamal ki peshkash hai aap ki!
bohat achaa likha hai aap ne...
DherooN daad qabool kejiye iss khoobsorat kalaam ke liye!

Likhte rahiye,
Aate rahiye,

DuaooN ke saath,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Baghbaan
Registered User
Baghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to all
 
Offline
Posts: 112
Join Date: Nov 2010
Location: Delhi
Rep Power: 20
5th September 2014, 11:57 AM

Hassan Ji,
Bhut bhut shukriya aapka. Aaap sbhi ka housla bdate rehte hain, yeh bhut hi acchhi baat hai. Isey kayam rkhiyega.
Regards,
Jaspal
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
9th September 2014, 11:52 AM

Bohut achha kalam Jaspal ji. Mubarak ho.

Likhte rahiye.
Mujeeb Parwaaz.
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
13th September 2014, 06:53 AM

Quote:
Originally Posted by Baghbaan View Post
Doston, bhut Dino Ke baad kuch likh rha hoon. Umeed Krta Hoon Aapko Pasand Aayega.

Dosti Kr To Lein Nibhayen Kaise
Zakhm Gehra Hai Abhi Isko Chupayen Kaise

Koi Kanta Mere Daaman Se Lipat Jata Hai
Woh Koi Phool Nahin Usko Samjhayen Kaise

Sun Rha Hoon Main Fir Sda Kisi Ke Aane Ki
Khwab To Khwab Hai Hum Inko Sjayen Kaise

Gherti Hain Mujhko Yadon Ki Bastiyan Hardum
Koi Keh De Zra Hum Unko Bhulayen Kaise

Bekhudi Mein 'Yash' Bhut Kuch Hai Bahak Jano Ko
Aaj Hum Hosh Mein Ashkon Ko Bhayen Kaise

(Baghbaan)
Jaspal
Waaah ! Jaspal ji

Behadd pasand aayi mujhe aapki ghajal. Ajeeb se kashmakash bayaan kar rahi hai apki ye ghazal.

Dheron daad.

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
13th September 2014, 09:00 AM

Quote:
Originally Posted by Baghbaan View Post
Doston, bhut Dino Ke baad kuch likh rha hoon. Umeed Krta Hoon Aapko Pasand Aayega.

Dosti Kr To Lein Nibhayen Kaise
Zakhm Gehra Hai Abhi Isko Chupayen Kaise

Koi Kanta Mere Daaman Se Lipat Jata Hai
Woh Koi Phool Nahin Usko Samjhayen Kaise

Sun Rha Hoon Main Fir Sda Kisi Ke Aane Ki
Khwab To Khwab Hai Hum Inko Sjayen Kaise

Gherti Hain Mujhko Yadon Ki Bastiyan Hardum
Koi Keh De Zra Hum Unko Bhulayen Kaise

Bekhudi Mein 'Yash' Bhut Kuch Hai Bahak Jano Ko
Aaj Hum Hosh Mein Ashkon Ko Bhayen Kaise

(Baghbaan)
Jaspal

Kyaa andaaz hai baghbaan saahab... waaahhhhhhhh

bahot hi ummdaa peshkash , bahot hi aalaa ehsaasaat aur bayaanaat.... likhte rahen

Shaad...

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Baghbaan
Registered User
Baghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to all
 
Offline
Posts: 112
Join Date: Nov 2010
Location: Delhi
Rep Power: 20
13th September 2014, 01:27 PM

Mujib Ji, Sarika Ji aur Shaad ji,

Aap sbhi ka bhut bhut shukriya. Aap sbhi ne Ghazal Pdi aur apni beshkeemti raay mujhe bheji. Main koshish krta rhunga aur behatar likhne ka.

Aapka

Baghbaan (Jaspal)
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Baghbaan
Registered User
Baghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to all
 
Offline
Posts: 112
Join Date: Nov 2010
Location: Delhi
Rep Power: 20
14th September 2014, 12:06 PM

Naazuk ji,

Bhut bhut shukriya, aapne ghazal pdi aur apni raay bheji. Maqte mey ek galti rh gyi. 'Jano' k badle 'Jane' hona chahiye tha. Isme main yeh kehna chahta hoon ki bekhudi mey insaan presaani ke haalaat mey bhut kuch kr baithta hai. Kbhi bethasa rone lgta hai, kbhi bhut gussa kr baithta hai etc. etc. Lekiin ek akalmand insaan lakhon dukhon ke hote huye bhi kbhi hosh nhin khota. Woh hr mumkeen koshish krta hai haalat ko samjhne ki aur us par kaboo paane ki. Aansoo is baat ka symbol hai jise maine maqte mey use kiya hai.

Umeed krta hoon merey is explanation se aap ittefaq rkhti hongi.

Aapka

Baghbaan (Jaspal)
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Baghbaan
Registered User
Baghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to all
 
Offline
Posts: 112
Join Date: Nov 2010
Location: Delhi
Rep Power: 20
14th September 2014, 12:09 PM

  (#12)
Baghbaan
Registered User
Baghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to allBaghbaan is a name known to all
 
Offline
Posts: 112
Join Date: Nov 2010
Location: Delhi
Rep Power: 20
17th September 2014, 12:26 PM

Zainy ji, thanks for editing Maqta.

Regards,

Baghbaan (Jaspal)
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com