Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
gam ka sabab..
Old
  (#1)
vinaydahiya
Registered User
vinaydahiya will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 79
Join Date: Apr 2003
Location: delhi
Rep Power: 22
gam ka sabab.. - 21st April 2003, 09:25 PM

hi friends,
theres somthing coming straight from my heart for u................


gam ka sabab..

mat puch mere gam ka sabab saki
tamam umar guzari humne jinke liye
wo gair ke ho gaye
magar darr hai humko
ke ilzam na lag jaaye
hum bewafa ho gaye

gum is baat ka nahi
wo gaur ke huye
gum to ye hai
wo humare na huye

gair wo na jaane kaun hai
pher kar pani hamari asaoon par maun hai
gar wo mil jaaye mujko ek baar
maang lun unhe jaan bhi dekar
magar main jee nahi sakta
bewafai ka iljam leker
.............................vinaydahiya
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
neil
Registered User
neil is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 13
Join Date: Sep 2002
Location: Uttranchal
Rep Power: 0
21st April 2003, 11:56 PM

hi vinay ji,

kaise hai aap? aapki shayri bahut bahut bahut pasand aayi, sach me kuch dard hai kahin na kahin chipa hai isme.

gum is baat ka nahi
wo gaur ke huye
gum to ye hai
wo humare na huye



take good care of urself
neil
  Send a message via Yahoo to neil  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Sharaabi
madhoSH shaKHs
Sharaabi has a spectacular aura aboutSharaabi has a spectacular aura about
 
Sharaabi's Avatar
 
Offline
Posts: 974
Join Date: Oct 2002
Rep Power: 23
22nd April 2003, 03:13 AM

dil se nikalii hui cheezeN hamesha dard-bhari hoti haiN..
bahot achcha likha hai aapne vinay saahab!

ummeed hai ki mehfil meiN isi taraH raunak laate raheN ge!

taareef ke saath,
aman



"je tu akhiiyaaN de saamne naii rehnaa,
te bibba saada dil moD de..!"


kya karooN? aisa hi hooN maiN..
  Send a message via Yahoo to Sharaabi  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Rani
Registered User
Rani is on a distinguished road
 
Rani's Avatar
 
Offline
Posts: 124
Join Date: Apr 2003
Location: Canada
Rep Power: 22
22nd April 2003, 04:24 AM

gum is baat ka nahi
wo gaur ke huye
gum to ye hai
wo humare na huye


Very nice

tc
ws
Rani


Log Kehtein hain mujhe aadat hai muskurane ki,
Par woh yeh nahi jaante ki yeh bhi ek adaa hai gam chupaane ki.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
22nd April 2003, 06:08 PM

hello vinayji,

gar wo mil jaaye mujko ek baar
maang lun unhe jaan bhi dekar
magar main jee nahi sakta
bewafai ka iljam leker

ye wala bahot hi atchha tha. it was really touchable. apne halat aur apni soch ko ek sath bayan karne ka aapka andaj wakai tareefe kabil hai
aise hi likhte rahiye
sanam


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
bedilMusafir
Registered User
bedilMusafir will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 405
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 22
30th April 2003, 09:27 PM

mat puch mere gam ka sabab saki
tamam umar guzari humne jinke liye
wo gair ke ho gaye
magar darr hai humko
ke ilzam na lag jaaye
hum bewafa ho gaye


waah Vinay sahab... bohat achcha likha hai aapne...
in lafzo ne to hila ker rakh diya...

shukriya ise pesh kerne ka....

likhte rahiye aur muskuraate rahiye...


mai 'bedil'
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
khamoshi ka sabab ABABBU Aapki Shayri 2 21st February 2009 02:35 PM
Dil Dharakne Ka Sabab udaas_muskaan Ghazal Section 0 9th February 2009 03:46 AM
Sabab MohsinAli Aapki Shayri 2 20th December 2005 07:48 PM
Dil dhadakne ka sabab.... naina_cooleyes Ghazal Section 4 3rd April 2005 12:52 AM
Be Sabab pyaasa Shayri-e-Dard 5 5th April 2003 12:14 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com