Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Zindagi, Tujhse Aaj...
Old
  (#1)
Anupama18
Registered User
Anupama18 will become famous soon enoughAnupama18 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 285
Join Date: Apr 2004
Location: USA
Rep Power: 21
Zindagi, Tujhse Aaj... - 7th May 2007, 06:38 AM

Zindagi, tujhse aaj kuch kehna hai mujhe,
Kitna rulaaya, kitna sataaya hai mujhe.
Khushi jab jab paane ki koshish kari maine,
Aansoon ko jab muskurahat main badalna chaha maine,
Saamne khade kar diye mushkilon ki deewaaren,
Kheench di dukh aur pareshaani ki hazaar lakeeren.
Dushmani hai to itna bhi na nibhaa apni dushmani mujhse,
Qatil ko bhi jeena ka mauka ek aur baar milta hai tujhse.
Zindagi, tujhse aaj bas itna aur kahoongi main,
Zindagi di hai to aadhi jaan se jee rahi hoon main.


*~*Yaadon se azaadi maangti hoon*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
7th May 2007, 08:15 AM

bahoot khoob anupama ji..aapne apne dard ko bahoot khoob tareeke se bayaan kiyahai....

Zindagi tune muzhe ab kitna rulaya hai
apne ghar ke aangan main bithaya hai
Kya Bhool paooNgi kisi bhi khsan ko
dard ka koi ehsaas nahi lagta paraya hai


Harash
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
7th May 2007, 09:22 AM

anupama jee namaskaaR:

kaisi haiN aap ? kaafi waQT baad aapko yahaaN deKhaa shaayad maShroofiyaT ki w^ajH se aap waQt nahiiN deN paa rahe haiN ..sab kheriyaT to hainaa? aapkii teHreer haMeShaa dil ko chhu jaane waali hotii hai ees baar bhi aSh'aar ko aapne bahot hi khoob peSh kiYe haiN..bas ummid kartaa hooN aap aage bhi yuuN liKhte raheNge aur yahaaN aate raheNge apne dostoN ke beech..!khuShii huYii

apnaa khayaal raKheN aur khuSh raheN..

duaoN ke saath ijaazaT

aapkaa dost
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
7th May 2007, 12:05 PM

hi anupama ji

kese ho aap?

aaj aap kai dino baad nazar aaye, aapke ehsas mujhe bahut hi achchhe lage, pyaar jalakta hai aapki is rachna se.

hamensa yuhi likhte rahe
aapka dost
Merul




Quote:
Originally Posted by Anupama18 View Post
Zindagi, tujhse aaj kuch kehna hai mujhe,
Kitna rulaaya, kitna sataaya hai mujhe.
Khushi jab jab paane ki koshish kari maine,
Aansoon ko jab muskurahat main badalna chaha maine,
Saamne khade kar diye mushkilon ki deewaaren,
Kheench di dukh aur pareshaani ki hazaar lakeeren.
Dushmani hai to itna bhi na nibhaa apni dushmani mujhse,
Qatil ko bhi jeena ka mauka ek aur baar milta hai tujhse.
Zindagi, tujhse aaj bas itna aur kahoongi main,
Zindagi di hai to aadhi jaan se jee rahi hoon main.


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Anupama18
Registered User
Anupama18 will become famous soon enoughAnupama18 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 285
Join Date: Apr 2004
Location: USA
Rep Power: 21
8th May 2007, 07:36 AM

Harash ji,

Humain padhne ka bahut shukriya. Aapka yeh sher bhi pasand aaya...khushi hui padh kar.

,
Anupama




Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan View Post
bahoot khoob anupama ji..aapne apne dard ko bahoot khoob tareeke se bayaan kiyahai....

Zindagi tune muzhe ab kitna rulaya hai
apne ghar ke aangan main bithaya hai
Kya Bhool paooNgi kisi bhi khsan ko
dard ka koi ehsaas nahi lagta paraya hai


Harash


*~*Yaadon se azaadi maangti hoon*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Anupama18
Registered User
Anupama18 will become famous soon enoughAnupama18 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 285
Join Date: Apr 2004
Location: USA
Rep Power: 21
8th May 2007, 07:39 AM

Merulji,

Bahut samay ke baad mann kiya kuch likhne ka. Apni yaadon ko bhulaane ki koshish kar rahi thi, isiliyain nahin aayi yahaan shayri likhne. Shayri likhti hoon to zindagi ke kuch haseen lamhe yaad aate hain jo bas sapna ban kar reh gaya...

Khair, padhne ka bahut shukriya...ab aapki kuch shayri padhti hoon jo main padh na paayi in dinon main...

,
Anupama

Quote:
Originally Posted by Merul View Post
hi anupama ji

kese ho aap?

aaj aap kai dino baad nazar aaye, aapke ehsas mujhe bahut hi achchhe lage, pyaar jalakta hai aapki is rachna se.

hamensa yuhi likhte rahe
aapka dost
Merul


*~*Yaadon se azaadi maangti hoon*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Anupama18
Registered User
Anupama18 will become famous soon enoughAnupama18 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 285
Join Date: Apr 2004
Location: USA
Rep Power: 21
8th May 2007, 07:41 AM

Dhavalji,

Main achchi hoon. Sach keh rahe ho ke main shayri ko kuch khaas waqt nahin de paayi thi kaafi dinon tak. Lekin ab shayad yahaan aane ka mann phirse hogaya hai.

Padhne ka bahut shukriya...aapki tareef dil ko khush kar gayi.

Milte rehna shayri ki duniya main,
Anupama


Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
anupama jee namaskaaR:

kaisi haiN aap ? kaafi waQT baad aapko yahaaN deKhaa shaayad maShroofiyaT ki w^ajH se aap waQt nahiiN deN paa rahe haiN ..sab kheriyaT to hainaa? aapkii teHreer haMeShaa dil ko chhu jaane waali hotii hai ees baar bhi aSh'aar ko aapne bahot hi khoob peSh kiYe haiN..bas ummid kartaa hooN aap aage bhi yuuN liKhte raheNge aur yahaaN aate raheNge apne dostoN ke beech..!khuShii huYii

apnaa khayaal raKheN aur khuSh raheN..

duaoN ke saath ijaazaT

aapkaa dost
dhaval


*~*Yaadon se azaadi maangti hoon*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
8th May 2007, 11:06 AM

hi anupama ji

aapko pranaam

anupama ji mene aksar dekha hai yaha reh ke log yaha apne dard ko bhulane ke liye aate hai par aaj aapko padh to aap keh rahe hai ki aap yaha se ja rahe hai apna gum bhulane ke liye,

anupama ji aap yaha hamare sath rehke apne sare dard bhula denge ye hamara aapse wada raha, bas is pariver ko apna maniye sare gum dur ho jayenge pata bhi nahi chalega

mein aaapka meri post pe intezaar karuga

milte rehna
aapka dost
Merul




Quote:
Originally Posted by Anupama18 View Post
Merulji,

Bahut samay ke baad mann kiya kuch likhne ka. Apni yaadon ko bhulaane ki koshish kar rahi thi, isiliyain nahin aayi yahaan shayri likhne. Shayri likhti hoon to zindagi ke kuch haseen lamhe yaad aate hain jo bas sapna ban kar reh gaya...

Khair, padhne ka bahut shukriya...ab aapki kuch shayri padhti hoon jo main padh na paayi in dinon main...

,
Anupama


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
~Tujhse naaraaz nahi zindagi~ Devangi Hindi/Urdu Lyrics 1 18th March 2006 01:05 PM
tujhse dil lagake anmol singh Shayri-e-Dard 0 21st July 2005 05:29 AM
Meri Zindagi Tujhse Hai SAMEER_ARYA Shayri-e-Ishq 1 18th April 2005 01:44 PM
Zindagi tujhse ... Ajay Kedia Shayri-e-Dard 0 19th May 2004 05:52 PM
Tujhse naaraaz nahi zindagi.. Afshan Hindi/Urdu Lyrics 3 31st March 2004 07:29 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com