Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kab Is Dil meiN ...
Old
  (#1)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
Kab Is Dil meiN ... - 5th July 2008, 03:44 AM

kab is dil meiN tamanna-e-jaawedani thi
humne mager kabhi taqdeer ki na mani thi
(jaawedani = Hameshgi)

Gerdesh-e-mudam se nikle bhi hum bar ha
Baaes-e-tameer hum ne na paii, na pani thi
(Gerdesh-e-mudam = musalsal banwar meiN) , (Bar ha = Bar Bar)

tum se bicher ke kabhi , na hon ge gham zada
baare zeest ke , dil meiN humne yahi thani thi
(Baare Zeest ke = Zindagi ke baare meiN)

Guzarish woh humse ker raha tha , najaaNe kiyon
wafa to woh ker na saka , shayad Aabro nibhani thi
(Aabro = izzat , shohrat, shan o shokat)

Dast-o-pa ko junbish nahin per chashm meiN tha dum
tassawur hai hayat , wagerna jan hamari jani thi
(Dast-o-pa = Haath Paaon) (juNbish = Herkat)
(Tassawur = Khayal ) (chashm = aankh )


Aapki Raae ka intezaar rahe ga ...

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#2)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
5th July 2008, 05:48 AM

Hi Mujeeb

aate hi aapki es ghazal per nazar padhi ...
puri ki puri ghazal to mah shah allah bahut aachi hai


tum se bicher ke kabhi , na hon ge gham zada
baare zeest ke , dil meiN humne yahi thani thi


Guzarish woh humse ker raha tha , najaaNe kiyon
wafa to woh ker na saka , shayad Aabro nibhani thi

lekin yeh lines bas mann ko chuu c gayii

so keep writing
take care

mandeep



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
5th July 2008, 02:43 PM

Jo Tu Chahe Vo Tera Ho,
Roshan Raaten Aur Khubsurat Savera Ho,
Jaari Rakhenge Hum Duaao Ka Silsila,
Kaamyab Har Manzil Par Dost Mera Ho,


Nice One There.......bahut Khoobsurat Ghazal Hai.....






Zainy
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
5th July 2008, 04:53 PM

mujeeb BHaa'ii:

asalaam-o-alaikum

aapki Ghazal naZar nawaaz hu'ii.. aur sach maaniYe aik beHteriN koShiSh rahii.. aSh'aar tou dil-fareb raheN... duaa hay aap YuuNhi ees safar meiN aage baRhte raheN... daad hi daad .. !!

YuuNhi bazm ki waunaq afzA'ii karte rahiyeNgaa.. KhUSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...

Last edited by Dhaval; 5th July 2008 at 04:55 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Asif jamil
Registered User
Asif jamil is a jewel in the roughAsif jamil is a jewel in the roughAsif jamil is a jewel in the rough
 
Asif jamil's Avatar
 
Offline
Posts: 46
Join Date: Dec 2006
Location: Aligarh, U.P., India
Rep Power: 0
5th July 2008, 10:58 PM

nice sharing


Asif Jamil
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sanaji
LoVe Is tRu B't N't LoVeR
sanaji is a jewel in the roughsanaji is a jewel in the roughsanaji is a jewel in the roughsanaji is a jewel in the rough
 
sanaji's Avatar
 
Offline
Posts: 274
Join Date: Jan 2008
Location: karachi
Rep Power: 20
6th July 2008, 12:07 AM

very nice thanxxxxxx 4r sharing



New friends are like POEMS..
but old friends are like ALPHABETS...
donot forget ur old friends,
because, u always need ALPHABETS to read POEMS..


S
@N
@
KH@N
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
6th July 2008, 11:53 AM

bahut umda likha hai !
tareef Qabool ki jaye!


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
6th July 2008, 03:18 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
kab is dil meiN tamanna-e-jaawedani thi
humne mager kabhi taqdeer ki na mani thi
(jaawedani = Hameshgi)

Gerdesh-e-mudam se nikle bhi hum bar ha
Baaes-e-tameer hum ne na paii, na pani thi
(Gerdesh-e-mudam = musalsal banwar meiN) , (Bar ha = Bar Bar)

tum se bicher ke kabhi , na hon ge gham zada
baare zeest ke , dil meiN humne yahi thani thi
(Baare Zeest ke = Zindagi ke baare meiN)

Guzarish woh humse ker raha tha , najaaNe kiyon
wafa to woh ker na saka , shayad Aabro nibhani thi
(Aabro = izzat , shohrat, shan o shokat)

Dast-o-pa ko junbish nahin per chashm meiN tha dum
tassawur hai hayat , wagerna jan hamari jani thi
(Dast-o-pa = Haath Paaon) (juNbish = Herkat)
(Tassawur = Khayal ) (chashm = aankh )


Aapki Raae ka intezaar rahe ga ...

Mujeeb
mujeeb ji achi koshish rahi aapki khaas tor per ye sher bohat acha laga ..........


Guzarish woh humse ker raha tha , najaaNe kiyon
wafa to woh ker na saka , shayad Aabro nibhani thi


umeed hai jald hi shayri main acha muqaam hasil karenge likhte rahiye


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 21
6th July 2008, 05:05 PM

bahut khuub mujeeb bhai,bahut acchi lagi apki gazhal,naye ahsaas,bahut khuub kaha likhte rahe.....baagi


ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
25th July 2008, 01:52 AM

Quote:
Originally Posted by mann_chand View Post
Hi Mujeeb

aate hi aapki es ghazal per nazar padhi ...
puri ki puri ghazal to mah shah allah bahut aachi hai


tum se bicher ke kabhi , na hon ge gham zada
baare zeest ke , dil meiN humne yahi thani thi


Guzarish woh humse ker raha tha , najaaNe kiyon
wafa to woh ker na saka , shayad Aabro nibhani thi

lekin yeh lines bas mann ko chuu c gayii

so keep writing
take care

mandeep

Thanx Mandeep ,

aapko apni ghazal per dekha to behad khushi howi , younhi saath dete rahiye , meri koshish rahe gi ke kuch na kuch likhta rahoN


Khush raho

duago
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#11)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
25th July 2008, 12:14 PM

Guzarish woh humse ker raha tha , najaaNe kiyon
wafa to woh ker na saka , shayad Aabro nibhani thi



yeh sher bahut khub raha!

Bahut accha likhte ho tum......thodi urdu zara ismein jyada ho gayi mujh jaiso ke liye...............

Baaes-e-tameer ...iska matlab kya haiN....................

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
5th August 2008, 04:43 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
kab is dil meiN tamanna-e-jaawedani thi
humne mager kabhi taqdeer ki na mani thi
(jaawedani = Hameshgi)

Gerdesh-e-mudam se nikle bhi hum bar ha
Baaes-e-tameer hum ne na paii, na pani thi
(Gerdesh-e-mudam = musalsal banwar meiN) , (Bar ha = Bar Bar)

tum se bicher ke kabhi , na hon ge gham zada
baare zeest ke , dil meiN humne yahi thani thi
(Baare Zeest ke = Zindagi ke baare meiN)

Guzarish woh humse ker raha tha , najaaNe kiyon
wafa to woh ker na saka , shayad Aabro nibhani thi
(Aabro = izzat , shohrat, shan o shokat)

Dast-o-pa ko junbish nahin per chashm meiN tha dum
tassawur hai hayat , wagerna jan hamari jani thi
(Dast-o-pa = Haath Paaon) (juNbish = Herkat)
(Tassawur = Khayal ) (chashm = aankh )


Aapki Raae ka intezaar rahe ga ...

Mujeeb
ufffff....... bahut mashakat karni padi es gazal ko padne ke liye....2-3 baar padkar to aisa laga ki sar ke opper se nikal gaye.....etni mushkil urdu...allah....bhai bahut accha kiya jo aapne saath mein meanings bata diye....warna main roz padti aur preshaan hokar chali jati ki kaya likha hai....etni mushkil urdu samjani mere bas ki baat nahi hai

ab jab gazal samaj mein aa gaye hai to sach mein bahut accha lag raha hai...bahut acche ahsaas haiN....dua hai yoon hi likhte rahiye.....aur haan etni acchi urdu likhne ke liye......REPS ++++


aapki baaji


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Shayad Mein Teri Zaat Mein Shamil Nahi Raha Mujeeb Shayri-e-Dard 7 8th July 2008 04:30 PM
Dhoonda tumhein har bahaar mein, sehra mein ... Milein aakhirkaar kisi ki bad duaa me vvenomouss Shayri-e-Dard 7 30th November 2004 01:40 AM
baat karne mein jo mushkil ho tumhe mehfil mein mann_chand Shayri-e-Dard 0 17th July 2004 05:33 PM
Seene Mein Jalan Aankhon Mein Toofaan Saa Kyun Hai vvenomouss Shayri-e-Dard 1 25th January 2004 09:46 AM
naye saal mein...asha ka deep sabke jeevan mein jal jaaye sakhi1909 Shayri-e-Dard 10 22nd January 2004 03:00 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com