Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 3 votes, 4.67 average. Display Modes
Raat Bher Rahi ....
Old
  (#1)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
Raat Bher Rahi .... - 10th June 2008, 01:56 AM

Aslam u alaikum ,

kaisy hain app sab dosto ...ajj phir mehfil ke pesh-e-khdmat apna likha kuch kalam pesh kerna chahta hon , mujhe maloom hai ke mein Soraj ki roshni main ik chota sa diya roshan kerne ki bewaqoofi ker raha hon ... mager phir bhi tasali-e-dil ke liye app azeem shayron ke dermiyan pesh ker raha hon .


muntazir tere jawab ki main, raat bher rahi
udaasi ! chai mere angan pe ,raat bher rahi

le ker koi paigham Qasid aata ho ga
dekhti rasta meri nigah , raat bher rahi

shabnam se bheeg raha tha Gulshan
os girti meri ankhon se ,raat bher rahi

alam-e-tanhai mein tha jab sannata
tadpati ik aahat mujhe , raat bher rahi

Halat-e-bebasi mein jab tujko pukara
Goonjti wohi awaz , raat bher rahi

Woh bewafa nahi , bhool gaya ho shayad
Zuban per yehi baat ,raat bher rahi

karke roshni teri raah mein , Rab Kasam
jalati main apna ashyana , raat bher rahi

mujhe app ki raaey ka intazar rahy ga
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#2)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
10th June 2008, 02:37 AM

bahot khoob......wakay acchi ghazal hai.....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#3)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
10th June 2008, 01:03 PM

Woh bewafa nahi , bhool gaya ho shayad
Zuban per yehi baat ,raat bher rahi


dil ko behlane ke liye akshar yahin socha jaata hain .....

bahut khoob mujeeb.....

yeh ghazal bhi bahut khoob rahin......yunhi likhte raho..

mausam



Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
10th June 2008, 01:12 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
bahot khoob......wakay acchi ghazal hai.....


Aslam u alaikum ,

Mohterma ...


mujh nacheez ki koshish per waqt dene ka behad shukriya mujhe acha laga app ko yahan dekh ker , or us se bhi zyada khushi howi ...keh app ko mera kalam acha laga ...

bus younhi saath dete rahiye

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#5)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
10th June 2008, 01:15 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
Woh bewafa nahi , bhool gaya ho shayad
Zuban per yehi baat ,raat bher rahi

dil ko behlane ke liye akshar yahin socha jaata hain .....

bahut khoob mujeeb.....

yeh ghazal bhi bahut khoob rahin......yunhi likhte raho..

mausam

Aslam u alaikum ,


Sahi kaha baji akhir dil ko bhi to behlana hota hai ....Waqt dene ka behad shukriya ... ajj mere to waare nihaare ho gae app ko apni ghazal per jawab dete howe dekh ker ...younhi saath dete rahiye ...


koshish kerta raho ga likhne ki

khush rahiye
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#6)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
10th June 2008, 03:12 PM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Aslam u alaikum ,

kaisy hain app sab dosto ...ajj phir mehfil ke pesh-e-khdmat apna likha kuch kalam pesh kerna chahta hon , mujhe maloom hai ke mein Soraj ki roshni main ik chota sa diya roshan kerne ki bewaqoofi ker raha hon ... mager phir bhi tasali-e-dil ke liye app azeem shayron ke dermiyan pesh ker raha hon .


muntazir tere jawab ki main, raat bher rahi
udaasi ! chai mere angan pe ,raat bher rahi

le ker koi paigham Qasid aata ho ga
dekhti rasta meri nigah , raat bher rahi

shabnam se bheeg raha tha Gulshan
os girti meri ankhon se ,raat bher rahi

alam-e-tanhai mein tha jab sannata
tadpati ik aahat mujhe , raat bher rahi

Halat-e-bebasi mein jab tujko pukara
Goonjti wohi awaz , raat bher rahi

Woh bewafa nahi , bhool gaya ho shayad
Zuban per yehi baat ,raat bher rahi

karke roshni teri raah mein , Rab Kasam
jalati main apna ashyana , raat bher rahi

mujhe app ki raaey ka intazar rahy ga
Mujeeb

Mujeeb bhaaii, behad mushil raadeef ko aap ne behad aasani ke saath nibhaaya hai... saadagiii ke saath bayaan huye yeh aap ke yeh ehsaas achchhe lage... sabhi sher achchhe lage... aur khaas kar yeh sher...
.


Woh bewafa nahi , bhool gaya ho shayad
Zuban per yehi baat ,raat bher rahi

waah! waah!

yuu.n hi likhate rahe.n.... ek achchhi koshish par daad qubool keejiye....
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#7)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
10th June 2008, 05:35 PM

bohat khoob mujeeb ji acha likha hai bohat hi umda tehreer hai aapki ........likhte rahiye khush rahiye


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
bahut khoob
Old
  (#8)
vaishali
Registered User
vaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of lightvaishali is a glorious beacon of light
 
vaishali's Avatar
 
Offline
Posts: 137
Join Date: Sep 2005
Location: usa, fullerton ca,
Rep Power: 24
bahut khoob - 11th June 2008, 12:10 AM

bahut accha likha hai aapne ,

use bhool jaun, ya yad rakhun
ye kashmakash , rat bher rahi
wo sapna hai ya haqeeqat
tasveer aankhon main, rat bhar rahi
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 15th June 2008, 12:21 PM

muntazir tere jawab ki main, raat bher rahi
udaasi ! chai mere angan pe ,raat bher rahi
waah bahut khoob
le ker koi paigham Qasid aata ho ga
dekhti rasta meri nigah , raat bher rahi
sahi kaha kabhi kabhi intezaar bhi bahut maza deta hai
shabnam se bheeg raha tha Gulshan
os girti meri ankhon se ,raat bher rahi
is sher ki to baat hi alag hai
alam-e-tanhai mein tha jab sannata
tadpati ik aahat mujhe , raat bher rahi
kabhi kabhi har aahat kush ehsaas dilati hai
Halat-e-bebasi mein jab tujko pukara
Goonjti wohi awaz , raat bher rahi
lajwaab
Woh bewafa nahi , bhool gaya ho shayad
Zuban per yehi baat ,raat bher rahi
sahi kaha kisi ko bhul kar bhi nahi bhulaya ja sakta
karke roshni teri raah mein , Rab Kasam
jalati main apna ashyana , raat bher rahi
khuch ummiden zindegi ke liye bahut zarori hain

Mujeeb sahab aapki gazlo ki ab kya tareef ki jaye Alfaaz kam padh jatey hain aapki tareef ke liye aapka yeh kalaam bahut khubsoorat laga meri daad hazir hai


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#10)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 21
17th June 2008, 05:53 PM

bahut khoob


ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
subhan allaha
Old
  (#11)
ALLAHARAKHA
tere raah mein
ALLAHARAKHA is just really niceALLAHARAKHA is just really niceALLAHARAKHA is just really niceALLAHARAKHA is just really nice
 
ALLAHARAKHA's Avatar
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Jun 2008
Location: delhi
Rep Power: 19
subhan allaha - 21st June 2008, 11:06 PM

bahut khubsurat kalam likha hai aapne,

aap hi ke kalam ke beej se nikal ke daad hazir hai

zindagi ne der tak sath diya fir ruuth gayi
tere ane ki raah par nazar mere, umr bhar rahi

likhte rahiye

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Aslam u alaikum ,

kaisy hain app sab dosto ...ajj phir mehfil ke pesh-e-khdmat apna likha kuch kalam pesh kerna chahta hon , mujhe maloom hai ke mein Soraj ki roshni main ik chota sa diya roshan kerne ki bewaqoofi ker raha hon ... mager phir bhi tasali-e-dil ke liye app azeem shayron ke dermiyan pesh ker raha hon .


muntazir tere jawab ki main, raat bher rahi
udaasi ! chai mere angan pe ,raat bher rahi

le ker koi paigham Qasid aata ho ga
dekhti rasta meri nigah , raat bher rahi

shabnam se bheeg raha tha Gulshan
os girti meri ankhon se ,raat bher rahi

alam-e-tanhai mein tha jab sannata
tadpati ik aahat mujhe , raat bher rahi

Halat-e-bebasi mein jab tujko pukara
Goonjti wohi awaz , raat bher rahi

Woh bewafa nahi , bhool gaya ho shayad
Zuban per yehi baat ,raat bher rahi

karke roshni teri raah mein , Rab Kasam
jalati main apna ashyana , raat bher rahi

mujhe app ki raaey ka intazar rahy ga
Mujeeb


tere raah mein
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
zamir
Registered User
zamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura aboutzamir has a spectacular aura about
 
zamir's Avatar
 
Offline
Posts: 176
Join Date: Mar 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
6th July 2008, 12:01 AM

aaj hum aapke har kalaam par tawwajjo de rahe hain

yeh kalaam wah kya kahoon main
shayd mere lafz itni taqat nahi rakhte ki aap ke is kalaam
ki tareef kar saken
sabhi sher umda hain


tishna
  Send a message via Yahoo to zamir Send a message via AIM to zamir  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
6th July 2008, 08:08 PM

Quote:
Originally Posted by tishna View Post
aaj hum aapke har kalaam par tawwajjo de rahe hain

yeh kalaam wah kya kahoon main
shayd mere lafz itni taqat nahi rakhte ki aap ke is kalaam
ki tareef kar saken
sabhi sher umda hain


Arre tishna sahab , app ka shukriya kese ada kero.n ??? mujh nacheez ke kalam per waqt innayat kerne ka behad shukriya ... mere kalam itni bhi tareef ke hamil nahi the jitni appne tareef ker daali ... behad shukriya is nawazish ka

younhi saath dete rehna ...Khush rahien hamesha

duago
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
8th July 2008, 09:53 AM

Quote:
Originally Posted by eyesflicker View Post
Aslam u alaikum ,

[FONT=Verdana][COLOR=#000080][COLOR=#ff0000]

muntazir tere jawab ki main, raat bher rahi
udaasi ! chai mere angan pe ,raat bher rahi

le ker koi paigham Qasid aata ho ga
dekhti rasta meri nigah , raat bher rahi

shabnam se bheeg raha tha Gulshan
os girti meri ankhon se ,raat bher rahi

alam-e-tanhai mein tha jab sannata
tadpati ik aahat mujhe , raat bher rahi

Halat-e-bebasi mein jab tujko pukara
Goonjti wohi awaz , raat bher rahi

Woh bewafa nahi , bhool gaya ho shayad
Zuban per yehi baat ,raat bher rahi

karke roshni teri raah mein , Rab Kasam
jalati main apna ashyana , raat bher rahi

mujhe app ki raaey ka intazar rahy ga
Mujeeb

mujeeb bhai....wah kaya khoob likha hai aapne....har sher kabiley tareef hai

shabnam se bheeg raha tha Gulshan
os girti meri ankhon se ,raat bher rahi

mere dil ki baat aapki kalam se.....

alam-e-tanhai mein tha jab sannata
tadpati ik aahat mujhe , raat bher rahi

tanha raato.n ka hisaab bahut lamba hai bhai...

Woh bewafa nahi , bhool gaya ho shayad
Zuban per yehi baat ,raat bher rahi

dil bhalane ko gahlib khayal accha hai....


yoon hi likhtey raho aur mahfil ki jaaN bane raho....!


aapki baaji


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
10th October 2008, 07:27 PM

Quote:
Originally Posted by Mayank View Post
Mujeeb bhaaii, behad mushil raadeef ko aap ne behad aasani ke saath nibhaaya hai... saadagiii ke saath bayaan huye yeh aap ke yeh ehsaas achchhe lage... sabhi sher achchhe lage... aur khaas kar yeh sher....


Woh bewafa nahi , bhool gaya ho shayad
Zuban per yehi baat ,raat bher rahi

waah! waah!

yuu.n hi likhate rahe.n.... ek achchhi koshish par daad qubool keejiye....

moHteram mayanK saheb ,

jab meN ne yeh ghazal likhi thi tab mujhe na to radeef ka pata tha aur na hi Qaafia ka . ab bhi kuch khaas e'lm nahieN hai is baare meN mager ab in baatoN se thoRa sa waaqif zaroor ho gya hoN


daad dene ka behad shukriya saath dete rahiye ...

Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Bahut khoob.....
Old
  (#16)
Ritu18525
Registered User
Ritu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud ofRitu18525 has much to be proud of
 
Ritu18525's Avatar
 
Offline
Posts: 839
Join Date: Sep 2008
Location: India
Rep Power: 30
Talking Bahut khoob..... - 10th October 2008, 08:00 PM

Bahut bahut khoob mujeeb sahab.....itni tadap,itni tapish......laga ek pyasi rooh us allah se subah ki dua kar rhi hai.........ek aisa jajba hai apki shayri me.n jise baya.n krna mere liye to namumkin hai.......Khuda ki mehar aap par yunhi bani rahe.....khuda hafiz


"Life laughs at you when you are unhappy...
Life smiles at you when you are happy..
But,
Life salutes you when you make others happy!!"
# Feel The Difference #
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Tahir kkkhan
A SOUL OF LOVE
Tahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to beholdTahir kkkhan is a splendid one to behold
 
Tahir kkkhan's Avatar
 
Offline
Posts: 698
Join Date: Aug 2008
Location: jaipur
Rep Power: 23
10th October 2008, 10:13 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Aslam u alaikum ,

kaisy hain app sab dosto ...ajj phir mehfil ke pesh-e-khdmat apna likha kuch kalam pesh kerna chahta hon , mujhe maloom hai ke mein Soraj ki roshni main ik chota sa diya roshan kerne ki bewaqoofi ker raha hon ... mager phir bhi tasali-e-dil ke liye app azeem shayron ke dermiyan pesh ker raha hon .


muntazir tere jawab ki main, raat bher rahi
udaasi ! chai mere angan pe ,raat bher rahi

le ker koi paigham Qasid aata ho ga
dekhti rasta meri nigah , raat bher rahi

shabnam se bheeg raha tha Gulshan
os girti meri ankhon se ,raat bher rahi

alam-e-tanhai mein tha jab sannata
tadpati ik aahat mujhe , raat bher rahi

Halat-e-bebasi mein jab tujko pukara
Goonjti wohi awaz , raat bher rahi

Woh bewafa nahi , bhool gaya ho shayad
Zuban per yehi baat ,raat bher rahi

karke roshni teri raah mein , Rab Kasam
jalati main apna ashyana , raat bher rahi

mujhe app ki raaey ka intazar rahy ga
Mujeeb
va alaikum assalam va rahmatullahi va barakatuhu, mujeeb sahab yeh humari pehli mulaqaat hai, aapki misaal us darakht ki si hai jis ki shaakh per jaise jaise fal lagte gaye woh waise he jhukta gaya,jis tarah se aapna tarruff hum jaise haqeer shayer'o se keraya isse yeh saaf zaahir hota hai ki aap ek achchhe shayer k saath ek behetreen shaksiyat bhie hai,or haa aapka qalaam padha padhker aisa mehsoos hua ki aapka qalaam mujh jaise haqeer shayer se ki gai tareef ka mustahiq nahi, waqai'atan bahetreen qalaam hai aapka or ek behtreen shayer hai aap,
haqeer shayer
TAHIR kkkhan


shayer mit jaate hain jahaa se magar unka qall fanaah nahi hota,
Tanhaai bhie tanha hoti hain magar,TAHIR tanha nahi hota................./
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
10th October 2008, 11:18 PM

ek behtareen ghazal par ..

daad humaari taraf se bhi hai !

Qabool farmaayeiN !


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
11th October 2008, 12:14 AM

Mujeeb Sahib

Purasar Ghazal Pesh Kii AaPne!! Pad kar BahuT accha leGa... Alfaaz Kam hai .. Tareef ke Liye!

Daad Qabool Kare!


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
9th January 2013, 10:56 PM

Dear Mujeeb....aaj aik baar phir tumhari yeh gazal padi...acchalga padna phir se...!


tumhari baaji


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#21)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
10th January 2013, 09:35 AM

Waaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh...... kya baat hai

Is ghazal ki tareef na karun to be-adbi hogee... aur tareef karnaa chahun to alfaazon ke intekhaab me maat khaa jaaunga.... behad asardaar ghazal hai Mujeeb bhai... Meri jaanib se daad ka nazraaana peshe aqeeedat hai.... Likhte raheN.

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
10th January 2013, 12:04 PM

Quote:
Originally Posted by Ritu18525 View Post
Bahut bahut khoob mujeeb sahab.....itni tadap,itni tapish......laga ek pyasi rooh us allah se subah ki dua kar rhi hai.........ek aisa jajba hai apki shayri me.n jise baya.n krna mere liye to namumkin hai.......Khuda ki mehar aap par yunhi bani rahe.....khuda hafiz
is TooTy phooTy lafzoN ko passand kerny ka shukriyah
Quote:
Originally Posted by kshitiz View Post
ek behtareen ghazal par ..

daad humaari taraf se bhi hai !

Qabool farmaayeiN !
Hazoor appse bahut kuch seekhna hai , daad ke saath saath rahnumaii ka talabgaar
Quote:
Originally Posted by amrit_sharad View Post
Mujeeb Sahib

Purasar Ghazal Pesh Kii AaPne!! Pad kar BahuT accha leGa... Alfaaz Kam hai .. Tareef ke Liye!

Daad Qabool Kare!
bahut bahut shukriyah .

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dear Mujeeb....aaj aik baar phir tumhari yeh gazal padi...acchalga padna phir se...!


tumhari baaji
Baaji , yeh ghazal to na Thehrii albata ahsaas appko passand aaye haiN shayad , acha laga , aainda bhi koshish karoNga ke kuch aHsaas bhara mager ghazal ki soorat mai pesh karoN
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Waaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhhhhhhhh...... kya baat hai

Is ghazal ki tareef na karun to be-adbi hogee... aur tareef karnaa chahun to alfaazon ke intekhaab me maat khaa jaaunga.... behad asardaar ghazal hai Mujeeb bhai... Meri jaanib se daad ka nazraaana peshe aqeeedat hai.... Likhte raheN.

Shaad...
Shaad saHb ! teh dil se appki daad ko qabool kiya , youNhi saath banaey rakheiN


Aadaab !

yeh app sabka baRhapan hai ke meri Hosla afzai ki , nahi to yeh ghazal is laiq nahi hai ke tareef ki jaaey kiyoN yeh ghazal hi nahi hai jaisa mai ne mayank saHb ko bataya ke jab is lafzoN ko joR raha tha tab na to mujhy radeef ka pata tha or na hi qaafia ka or jab pata chala to ab kuch likh hi nahi sakta kiyoN ke maiN apne app se jeet nahi paata lafzoN ke intekhaab mai radeef qaafia ko darust karny mai or na jaany kon kon si jang laRni paRti hai . or opper se dosry kaam kaaj keh fursat hi nahi milti , mager ab aik kavish app sab ke saamny bahut jald pesh karoNga .

aik dafa phir app sab ka teh dil se shukriyah. youN hi apna pyar apna saath banaiye rakhiye , or koshish kijiye jahaN ishlaH ho sakti hai ker dijiye takeH mujhy kuch or bhi seekhny ko mily
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#23)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
10th January 2013, 12:16 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post


Aadaab !

mager ab aik kavish app sab ke saamny bahut jald pesh karoNga .
Zehnaseeb mujeeb sahab....salon guzar gaye aapko padhe....besabri se aapke kalaam ka intezaar hai hum sab ko.....




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
waah,
Old
  (#24)
ALLAHARAKHA
tere raah mein
ALLAHARAKHA is just really niceALLAHARAKHA is just really niceALLAHARAKHA is just really niceALLAHARAKHA is just really nice
 
ALLAHARAKHA's Avatar
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Jun 2008
Location: delhi
Rep Power: 19
waah, - 18th June 2013, 05:29 PM

din bhar yeh ghazal padta raha main
khumari iski dimag par, raat bhar rahi


QUOTE=Mujeeb;292209]Aslam u alaikum ,

kaisy hain app sab dosto ...ajj phir mehfil ke pesh-e-khdmat apna likha kuch kalam pesh kerna chahta hon , mujhe maloom hai ke mein Soraj ki roshni main ik chota sa diya roshan kerne ki bewaqoofi ker raha hon ... mager phir bhi tasali-e-dil ke liye app azeem shayron ke dermiyan pesh ker raha hon .


muntazir tere jawab ki main, raat bher rahi
udaasi ! chai mere angan pe ,raat bher rahi

le ker koi paigham Qasid aata ho ga
dekhti rasta meri nigah , raat bher rahi

shabnam se bheeg raha tha Gulshan
os girti meri ankhon se ,raat bher rahi

alam-e-tanhai mein tha jab sannata
tadpati ik aahat mujhe , raat bher rahi

Halat-e-bebasi mein jab tujko pukara
Goonjti wohi awaz , raat bher rahi

Woh bewafa nahi , bhool gaya ho shayad
Zuban per yehi baat ,raat bher rahi

karke roshni teri raah mein , Rab Kasam
jalati main apna ashyana , raat bher rahi

mujhe app ki raaey ka intazar rahy ga
Mujeeb
[/QUOTE]


tere raah mein
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
26th June 2013, 02:17 PM

nice feelings and thought...keep it up.....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#26)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,722
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
30th June 2013, 09:59 AM

waah bahaut hi khoob qalaam kaha Mujeeb ji .... ehsaas aur bayaan donon khoobsurat hain ... soz ka ehsaas jo ismein nihaan hai wo bahaut sundar laga
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Dhal rahi hai raat... sameer'shaad' Shayri-e-Dard 18 25th March 2010 12:43 PM
raat aur JINDGI sath dhalti rahi…. KunaaL Shayri-e-Dard 11 6th July 2007 04:31 PM
Raat bhar sard hawa chalti rahi dil se (~_~) Shayri-e-Ishq 1 1st May 2005 04:14 PM
raat bher jaam se jaam tak raye ga saimrulzzz Shayri-e-Sharaab 6 5th March 2004 12:36 AM
khamosh raat yu karvate badlti rahi mitaparekh1@hot Shayri-e-Dard 6 11th October 2003 12:11 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com