Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Benaam Sa Ye Dard
Old
  (#1)
hammadjaved6
Registered User
hammadjaved6 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 35
Join Date: Apr 2006
Location: Lahore
Rep Power: 0
Post Benaam Sa Ye Dard - 30th April 2006, 11:59 PM

Benaam Sa Ye Dard, Thehar Kyon Nahi Jata,
Jo Beet Gaya Hai, Woh Guzar Kyon Nahi Jata,

Sab Kuch To Hai, Kya Dhundti Rahti Hai Nigahe,
Kya Baat Hai Main Waqt Pe Ghar Kyon Nahi Jata,

Woh Ek Hi Chera To, Nahi Sare Jahan Mein,
Jo Dur Hai Woh Dil Se Utar Kyon Nahi Jata,

Main Apni Hi Uljhi Hui Raho Ka Tamasha,
Jate Hain Jidhar Sab, Main Udhar Kyon Nahi Jata,

Woh Naam Jo Barso Se, Na Chehra Na Badan Hai,
Woh Khawaab Agar Hai To Bikhar Kyo Nahi Jata


HAMI

Bas Itna Hi Kaha Tha Barso Ke Hain Piasay
Honto Pe Rakh Ke Hont Us Ne Khamosh Kar Dia
  Send a message via Yahoo to hammadjaved6  
Reply With Quote
:)
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 34
:) - 1st May 2006, 01:49 AM

Welcome To This Beautiful Shayri Pareevar~Hope You will enjoy being here~Good luck **

Benaam Sa Ye Dard~"Nida Fazli" Jee Ki Likhhi Houi Hain **
Sang By Jagjit Singh Jee**

Aapne Yahaan Ke "Rules" Nahiin Padhe Honge~Shayaar Jee Ki Naam Likhhiyega Aur Agar Naam Nahiin Jaante Hain Aap To "Not Mine" Likhh Dijiyega **Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher Saare Phoul,Shukriya **Khush Rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat...**God bless You.**


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
hammadjaved6
Registered User
hammadjaved6 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 35
Join Date: Apr 2006
Location: Lahore
Rep Power: 0
1st May 2006, 08:47 PM

rules wakai me ne nai parhe.bas kahi parhi thi or yaad re gai so likh di.naam yaad hota to zaroor likhta.


HAMI

Bas Itna Hi Kaha Tha Barso Ke Hain Piasay
Honto Pe Rakh Ke Hont Us Ne Khamosh Kar Dia
  Send a message via Yahoo to hammadjaved6  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 34
8th May 2006, 05:27 PM

Quote:
Originally posted by hammadjaved6
rules wakai me ne nai parhe.bas kahi parhi thi or yaad re gai so likh di.naam yaad hota to zaroor likhta.
"Not Mine" Or "N.M" Likhh Dijiyega, Ok ? Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher Saare Phoul,Shukriya **Khush Rahiye ye Duwaaon Ke Saath Ijaazat...**God bless You.**


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Benaam-sa yeh dard by NIDA FAZLI.. mausam Shayri-e-Mashahoor Shayar 9 3rd March 2010 06:05 PM
Benaam Dard taqdeer.786 Shayri-e-Dard 0 2nd October 2007 03:46 PM
Benaam sa ye dard... Parastaar Shayri-e-Mashahoor Shayar 12 29th April 2005 01:01 PM
benaam sa dard meena chheda Ghazal Section 9 28th January 2005 08:42 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com