teri ek ada mein ghayal ho gaye, tujhe dekha jabh
dobara tere pyar mein paagal ho gaye.
tu chhod kar jo chali gayi,hum gham ki duniya
mein kahin kho gaye.
teri bewafai ke zakhm abhi bhi dard dard karte
hain,ey bewafa sanam hum tumhe abhi bhi yaad
te hain.
paagal ho chuke hain hum,khud se baatein karne
lage hain hum,gham zindagi mein itna mila hai
ki muskuraahat se darne lage hain hum
aankhon mein hai abhi bhi intazaar,dil mein hai
abhi bhi tere liye pyar,hum to abh bhi tumhe
apnaane ke liye taiyaar hai,chahe thukraana
pade sara sansaar.
baas ek baat kehke jaana chahte hein ki dil
tootne ka gham bahut bura hota,jaise mera toda
kissi aur kaa dil naa todna,karna naa kissi
se jhootha pyar ey bewafa yaar