Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 35
Mujhe..... -
16th July 2003, 01:58 AM
Hi, hosh meh ajaiye. Chale yeh bhi achha bayan tha aapka.
Hota hein, yeh Pyaar meh kuch bhi hosakte hein.
Thanks for sharing. God bless.
Regards, Shimul.
*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**
hi shimul
thanks 4 reply.hausla hafzai ke liye shukriya.aap ne theek farmaya "hosh mein aa jaiyee".mujhe aap ki is baat par mashoor shayar Nida Fazli ka ek sher yaad aa gaya
hosh walon ko khabar kya bekhudi kya cheez hai
ishq keeje phir samajhiye zindagi kya cheez hai.
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 35
Mujhe..... -
16th July 2003, 12:50 PM
Manoj Jee, Yaad toh mujhe bhi kuch kuch ata hein.
Par mein likh nehi sakti, ke aisa na kisiko lage ke mein gane ki bol sunaya hein.
Keya karu, mein jo bhi bolti hu woh kuch aap jeisa baat ho jati hein.
Take care. God bless.
Shimul.
*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**
hi shimul ji
aap ka reply padh kar bahoot sukoon mila.bahoot bahoot shukriya.
aap ne likha hai ki aap likh sakti hai magar magar gaane ke bol.... shaayad aap ne mere sher ke upar kaha hai...meine yeh mantion kara hai ki yeh sher Nida Fazli ka hai.waise agar aap kabhi gaur karo to purani hindi films songs mein sabse achi shaayari paoge.
mein aap ke kalaam ka intezaar karunga..umeed hai aap mujhe jyada intezaar nahin karaoge.
bye
take car
-Manoj Kureel
Last edited by manoj kureel; 17th July 2003 at 04:57 PM..
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 35
6th August 2003, 03:47 PM
Dear Manoj Jee,
You got me wrong. I was talking about myself.
I hope you can understand. Thanks for reply.
Take care. God bless.
Shimul.
*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 35
6th August 2003, 09:48 PM
Dear Raj Jee, I understood what you ment.
Sharab meh woh nasha kidhar,
jo Pyaar ka nashe meh hein.
Jise hua hein usko poocho,
ke yeh nasha kaisa nasha hein.