Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Personal Messages > Introduction Forum

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Old
  (#121)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
20th July 2015, 10:13 PM

Rajinder ji aapko mera salaam jis tarah aap sab sawaalon ka jawaab de rahe hai mujhe padhkar bahut khushi ho rahi hai...........mere bhi chand sawaal jo zehan mein uth rahe hai unhe rakhnaa chahungaa

1. aapke parivaar agar naresh ji ko chod de, to baakiyon ki aapke shayri ke prati kya pratikriyaa hai? Kitna support milta hai aapko unse?

2. Kya aap mushaiyara ya kisi kavi sammelan mein shaamil huye hai? Agar haan to kaisa raha vo anubhav aapke liye?

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#122)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
21st July 2015, 12:41 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Rajinder ji.........aapki baatoN se zindgi ka tajurba saaf khalkta hai, aapke jawaab padkar sach meiN maiN to ni-shabad ho jaati hu

Rajinder ji....aik sawaal aur

kya aap shaadi se pehle kisi ishq-vishq ke chakaar meiN rhe ? agar haa to jara tafseel se bayaan kijiye wo afsana...
Sunita jee ishq vishq ka koi chakkar to tha nahi raha par ek ghatna hai use aap log kya samjhe yeh aap jaano. 1974 to 76 tak ek company ham 6 log kaam karte the 2 girls and 4 guys sabhi ek doosre ke saath helping bhi the khoob enjoy kiya us period me hamne uske baad dheere dheere sab company change karte chale gaye aur group khatam ho gaya mai bhi boisar maharashtr me chala gaya 1978 me marriage ke ek mahine baad mai boisar se delhi vaapas aaya aur ek nayee company me job join kari us company me job join kare ek mahina hua tha us office me meri puraani couleege interview dene aayee interview lene waale ne dekha ki use past experience me wahi company hai jisme mai kaam kar chuka tha to vo mujhse milvaane le aaya badhi khushi hui ek doosre ko dekhkar puraani yaade us group ki taaza ho gayee. baat cheet karte karte bas antim prashn usne poocha ki shaadi ho gayee maine kaha haan ho gayee bas vo kuchh kahe bagair chali gayee aur vahan usne job bhi join nahi kari. mujhe us samay laga ki shayad uske dil me kuchh tha par vo kah na saki. ghar aakar maine apni wife se yeh ghatna share ki to unhone kaha ki bhavna ko samajh naa paane ka hi nateeja hai. mai jab bhi is ghatna ko yaad karta hoon to apni naasamjhi par afsos hota hai ki meri vajah se kisi ka dil dukha. Bas yahi soch kar sabr karta hoon jaisi prabhu ichchha.

Radhe radhe

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#123)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
21st July 2015, 12:54 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Rajinder ji aapko mera salaam jis tarah aap sab sawaalon ka jawaab de rahe hai mujhe padhkar bahut khushi ho rahi hai...........mere bhi chand sawaal jo zehan mein uth rahe hai unhe rakhnaa chahungaa

1. aapke parivaar agar naresh ji ko chod de, to baakiyon ki aapke shayri ke prati kya pratikriyaa hai? Kitna support milta hai aapko unse?

2. Kya aap mushaiyara ya kisi kavi sammelan mein shaamil huye hai? Agar haan to kaisa raha vo anubhav aapke liye?
Anu bhai achha laga aapko prashn karte dekh.
Mere parivaar me naresh jee ke alawa kisi ko shayri ka shauk nahi hai par achhe puraane gaane sunne ka shauk jaroor hai meri wife ko to kabhi kabhi jab mai likhta hoon to unse share kar leta hoon. lekin koi is maamle me support jaisi baat nahi hai.

ek do chhote chhote mushaiyra kahen ya shayron ka ek saath baithna jaroor unme shirkat ki hai jyada to nahi kar paaya lekin maine anubhav kiya ki padhne se jyada sunne me bahut anand aata hai. Meri nazar me har shayar ya shayri ka shauk rakhne waale ko mushairon ko attend jaroor karna chahiye. Isse ek nayee chetna ka janm hota hai. aur ab retire hone ke baad meri koshish rahegi ki mai jyada se jyada shayron ke sang shirkat kar sakun.

Radhe Radhe

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#124)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
21st July 2015, 04:09 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
Anu bhai achha laga aapko prashn karte dekh.
Mere parivaar me naresh jee ke alawa kisi ko shayri ka shauk nahi hai par achhe puraane gaane sunne ka shauk jaroor hai meri wife ko to kabhi kabhi jab mai likhta hoon to unse share kar leta hoon. lekin koi is maamle me support jaisi baat nahi hai.

ek do chhote chhote mushaiyra kahen ya shayron ka ek saath baithna jaroor unme shirkat ki hai jyada to nahi kar paaya lekin maine anubhav kiya ki padhne se jyada sunne me bahut anand aata hai. Meri nazar me har shayar ya shayri ka shauk rakhne waale ko mushairon ko attend jaroor karna chahiye. Isse ek nayee chetna ka janm hota hai. aur ab retire hone ke baad meri koshish rahegi ki mai jyada se jyada shayron ke sang shirkat kar sakun.

Radhe Radhe
Bahut khoob Rajinder ji shukriyaa ki aapne mere sawaalon ko tavaajo di aur apne zehan ki baat saamne rakhi...

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#125)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
22nd July 2015, 04:10 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
Sunita jee ishq vishq ka koi chakkar to tha nahi raha par ek ghatna hai use aap log kya samjhe yeh aap jaano. 1974 to 76 tak ek company ham 6 log kaam karte the 2 girls and 4 guys sabhi ek doosre ke saath helping bhi the khoob enjoy kiya us period me hamne uske baad dheere dheere sab company change karte chale gaye aur group khatam ho gaya mai bhi boisar maharashtr me chala gaya 1978 me marriage ke ek mahine baad mai boisar se delhi vaapas aaya aur ek nayee company me job join kari us company me job join kare ek mahina hua tha us office me meri puraani couleege interview dene aayee interview lene waale ne dekha ki use past experience me wahi company hai jisme mai kaam kar chuka tha to vo mujhse milvaane le aaya badhi khushi hui ek doosre ko dekhkar puraani yaade us group ki taaza ho gayee. baat cheet karte karte bas antim prashn usne poocha ki shaadi ho gayee maine kaha haan ho gayee bas vo kuchh kahe bagair chali gayee aur vahan usne job bhi join nahi kari. mujhe us samay laga ki shayad uske dil me kuchh tha par vo kah na saki. ghar aakar maine apni wife se yeh ghatna share ki to unhone kaha ki bhavna ko samajh naa paane ka hi nateeja hai. mai jab bhi is ghatna ko yaad karta hoon to apni naasamjhi par afsos hota hai ki meri vajah se kisi ka dil dukha. Bas yahi soch kar sabr karta hoon jaisi prabhu ichchha.

Radhe radhe

hmmmmm...aik geet yaad aa rha hai aapki yeh baat padkar

wo afsaana jisey anjaam tak laana na ho mumkin,
usey ek khoobsurat naam dekar chordna behtar...!

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#126)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
22nd July 2015, 04:28 PM

Rajinder ji

1. "maa aur baap" enko apne ehsaasoN se bayaan Kijiye ?

2. "Aulaad" esko bhi apne ehsaas dekar lafzoN meiN bayaan kijiye ?

3. "Patni" esko bhi apne ehsaasoN meiN bayaan kijiye ?

4. "Dost" esko bhi apne ehsaasoN meiN bayaan kijiye ?

5. "SDC" par agar aap na aaye hote to aaj aap apne aapko kis shayri ki site par paate ?

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#127)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
23rd July 2015, 01:18 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Rajinder ji

Sunita jee is baar aapne mushkil sawaal pesh kar diye jinka jabaab asaan nahi hai bahut gahre rishte hain rishton par likhna vakai mushkil hota hai fir bhi koshish karte hain apne ehsaason ko bayaan karne ki.

1. "maa aur baap" enko apne ehsaasoN se bayaan Kijiye ?

Maa isse pavitr rishta to sansaar me hai hi nahi kaha bhi hai maa baraabar naata nahi aur bhagwaan baraabar daata nahi. Maa ko thode shabdon me agar define karun to yahi kaha jaa sakta hai ki bachhe ke janm se lekar aur jab tak vo jeevit rahti hamesha apni mamta ki chhatr chhaaya me usko dunyaavi thapedon se bachaaye rakhti hai vo maa. Jo apne liye kabhi nahi sochti hamesha apne bachhon ka hi dhyaan uske dil me rahta hai. bachha kitna ganda ho raha ho usko koi lene ki himmat nahi karega godi me par maa ke saamne padte hai maa use seene se laga leti hai. Apni santaan ke liye pratham guru maa hi hai vo hi use chalna sikhaati hai bolna sikhaati hai aur jo andar sanskaar deti hai vo bhi maa hi deti hai. Maa ke liye kuchh shabd ek baar maine likhe the uska link de raha hoon vo mere real bhav hi hain.
http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=69944

Baap ya pita vo kareegar hai jo apni santaan ko taraashta hai duniya ki andhiyon se samasyaaon se mushkilon se ladne ke liye tyaar karta hai. Pita santaan ke paalan poshan me uske aage badhne me jo bhi baadhaayen hoti hai unhe door karta hai jisse uski santaan apne lakshy ko prapt kar sake. Ek pita hi is sansaar me aisa hai jo apni santaan ko apne se aage dekhna chahta hai baaki sansaar to aage badhne waale se irshya hi karta hai. Pita hi chahta hai ki log jaane ye uska pita hai yeh naa jaane ki yeh uski santaan hai.

sankshep me itna hi kahunga ki maata pita ke charno me preeti rakhne se hi sansaar ke saare theerath aur saari pooja ka fal mil jaata hai.

2. "Aulaad" esko bhi apne ehsaas dekar lafzoN meiN bayaan kijiye ?

Aulaad yaani santaan, manushy ko apne prarbdh se santaan milti hai vo uttam ho sakti hai ya madhyam ya nikrisht ho sakti hai yeh unke prarbdh ka fal hi hai. uttam santaan vo hai jo maa baap ki sewa apna kartavy samajh kar nishkaam bhav se karte hain. Madhyam shreni unki hai jo sakaam bhav se sewa karte hain ya apne par bhoj maankar samaaj dikhaave ke liye karte hain aur nikrisht shreni ki santaan vo hai jo sewa karna to door hamesha unse demaand karte hain unse kaam lete hain unka sab apne andar karne ke baad bhi unke liye kuchh nahi sochte. Ye santaan ke teen rup hai jise ham saatvik raajsi aur taamsi bhi kah sakte hain. fir bhi shrishti ki sanrachna ko aage badhaane me santaan ka hi mahatv poorn role hai usse hi shrishti aage badhti isiliye har stri maa banna chahti hai aur har purush pita.

3. "Patni" esko bhi apne ehsaasoN meiN bayaan kijiye ?

Patni ek stri ka sampoorn charitr baaki sab rishte ek bhav ko lekar hai ek maatr patni ka rishta hai aisa hai jo apne andar har bhaav ko samete hue hai.
Jab vo pati ko bhojan karaati hai to uske andar maa ka bhav jaagrit ho jaata hai, Jab vo uski dekhbhaal karti hai uske samaan ka rakh rakhaav karti hai tab usme bahan jaisa bhav hota hai. Jab pati ke upar koi samasya ho ya vo chinta me ho to use ek mitr ki tarah salaah deti hai tab dost waala bhav jaagrit ho jaata hai. Jab Pati beemaar ho jaaye to ek nurse ki tarah beti ki tarah ya daasi ki tarah kuchh bhi kahen sewa karti hai aur antim is shrishti ki sanrachna ke liye garbh bhi wahi dhaaran karti hai pati ke vansh ko aage badaane me usi ka sahyog hai. In paanch bhaavon ko milaakar hi patni ka swarup tyaar hota hai isliye patni se bada rishta is duniya me nahi hai. pati bina patton ka thooth ped hai aur patni bel ki tarah hai jo us ped ko hara bhara kar deti hai.

4. "Dost" esko bhi apne ehsaasoN meiN bayaan kijiye ?

Ek bahut mahatvpoorn rishta dosti ka bina kisi ling jaati ya amiri garibi ke bhed bhav ke dost banaana jjitna mushkil hai usse kahin kathin hai dost bannaa. jeevan me saathi bahut milenge par dost milna asambhav to nahi par kathin avashy hai. Niswarth bhav se doosre ke liye sochne ka naam hi dosti hai. Prem ka hi ek roop dosti hai bas farak itna hai ki prem me mai ka vilay ho jaata hai aur dosti me mai ka bhaan rahta hai.

5. "SDC" par agar aap na aaye hote to aaj aap apne aapko kis shayri ki site par paate ?
Yeh prashn aapka bilkul vaisa hai ki agar tum is ghar me paida na hote to kahan paida hote. Kisi se judna apne haath me nahi hai yeh ishwariye kripa hai jahan usne hame sambandh diye hain vahan jaana hai aur judna hai usne prarbdh me yahi racha hai ki mai SDC se judu aur us judne ka maadhyam usne mere chhote bhai ko banaaya is judne se mere andar ek nayee chetna ka janm hua jise aap sab shayri kahte hain mere liye to ehsaason ki abhivyakti hi hai aur ek khaas baat yahi maine ek naam paaya ISHK. Mai SDC ke alawa aur kahin ho hi nahi sakta tha kyonki yahi se mera prarbdh juda hai. Meri baat achhi naa lage to maafi chahunga.

Radhe Radhe

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#128)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
25th July 2015, 12:39 PM

Rajinder ji, aapki baate padte padte muje aise lagne lag jata hai jaise main kahin kho gye hu...aapki baate etni gehri hoti hai, apne aap ka khayal hi nahi rehta ki kahan hu main...aapke sabhi jawaab dil mein bas jaate hai.

yu hi apna saath aur ahsirwaad banaye rakhiyega

regards

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#129)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
28th July 2015, 11:28 PM

Rajinder ji

1. apni pasand ki 5 filmoN ke naam dijiye.

2. apni pasand ke 5 best hindi geetoN ke mukhde likhiye.

3. apni pasand ki 5 best herions ke naam batayeN.

4. apni pasand ki 5 best gazloN ka jikar kijiye.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#130)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
29th July 2015, 01:15 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Rajinder ji

1. apni pasand ki 5 filmoN ke naam dijiye.

2. apni pasand ke 5 best hindi geetoN ke mukhde likhiye.

3. apni pasand ki 5 best herions ke naam batayeN.

4. apni pasand ki 5 best gazloN ka jikar kijiye.

Sunita jee is baar aapka prashn saagar me se moti chunne jaisa hai, koshish karte hain.:

1. Five Favourate films are MUGHAL-e-AZAM (1960), PYAASA (1957), PAKEEZAAH (1972), CHHOTI SI BAAT (1975) AND TRISHUL (1978).

2. Five Favourate Songs are: O Mehbooba O Mehbooba Tere Dil ke paas hi hai meri manzil-e-mashhood (Sangam), Phool tumhe bhaija hai khat men phool nahi mera dil hai (Saraswati Chander), Chaudvin ka chaand ho ya aaftaab ho (Chaudvin ka Chaand), Main Shayar to nahin magar ai hanseen (Bobby), Mausam hai aashiqaana ai dil kahin se unko dhoond laana (Pakeezaah).

3.Five favourate heroins: MADHUBAALA, MEENA KUMAARI, NUTAN, REKHA AND MADHURI DIXIT.

4. Five favourate ghazals:

1.hamen kaash tumse muhabbat na hoti ( Shakeel Badayun)
kahaani hamaari haqeeqat na hoti

2.Kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta (Nida Fazli)
Kahin zameen to kahin aasman nahin milta

3.Aankh Se Door Na Ho, Dil Se Utar JayeGaa (Faraz Ahmed Faraz)
Waqt Ka Kya Hai Guzarta Hai Guzar JayeGaa

4.Chaandii jaisa rang hai tera, sone jaise baal (Qateel Shifai)
Aek tu hi dhanvaan hai gori, baqi sab kangaal

5.Jhuki Jhuki see nazar bekaraar hai ke naheen (sung by Jagjeet Singh)
dabaa dabaa saa sahee dil mein pyaar hai ke naheen

radhe radhe

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#131)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
29th July 2015, 02:01 PM

areeee wahhhh....Rajinder ji, aapne yeh jo sagar se moti chune hai hame behad pasand aaye

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#132)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
29th July 2015, 02:08 PM

Rajinder ji

1. aapki nazar meiN love marriage jayada sahi hai ya arrange marriage ?

es jawaab ke saath agar eske fayade aur nuksaan bhi batayeNge aap to jaroor kuch seekhne ko milega...so plssssssss vistaar se batayeN.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#133)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
29th July 2015, 10:22 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Rajinder ji

1. aapki nazar meiN love marriage jayada sahi hai ya arrange marriage ?

es jawaab ke saath agar eske fayade aur nuksaan bhi batayeNge aap to jaroor kuch seekhne ko milega...so plssssssss vistaar se batayeN.
Sunita jee,
Love marriage and arrange marriage me ek baat common hai marriage. Love ek alokik bhav hai aur marriage ek sansaarik karm hai. Love aur vishwaas ke bina to koi bhi marriage safal nahi ho sakti. Sansarik karm bhi alokikta ke bina adhure hain. Isliye baat ye honi chahiye ki kya ham marriage ke liye tyaar hai shaaririk bhi aur maansik bhi. Kya marriage ke baad aane wali jimmedariyon ko uthaane ke liye hamne apne aapko tyaar kiya hai.

Love aur arrange me farak sirf itna hai ki love me ham apne saathi ko pahle se kuchh jaante hain kuchh isliye likha hai ki jab tak 24 ghante saath na rahe tab tak ham aupchaarik hi rahte hain. Aur arrange me marriage ke baad jaanne samajhne ki koshish karte hain. Aur dono hi tarah ki marriage safal bhi hain aur asfal bhi hain aisa nahi ki love marriage kam safal hai aur arrange marriage jyada kyonki abhi hamaare samaaj me arranage marriage jyada hoti hai to aisa lagta hai ki love marriage kam safal hoti hai par aisa hai nahi.

Pahle love marriage ki hi baat karte hain isme jab tak marriage nahi hoti tab tak ek doosre ke prati hamaare kartavy nirdhaarit nahi hote isliye ham kalpnaao me jyada rahte hain aur ek doosre se khoob vaade karte hain kai baar to apni pahunch se baahar ke bhi kar dete hain. jaise hi ham kartavyon ki sthiti me aa jaate hain to hame apne adhikaar jyaada nazar aane lagte hain. Agar ham adhikaar aur kartavy me saamanjasy bitha lete hain to love marriage se jyada success koi marriage ho hi nahi sakti. Maine apne jeevan me kai love marriages ko poori tarah success hote dekha hai aur mera maanna hai ki agar couple samajhdaar ho to love marriage behatar hai. Lekin ek hi nuksaan hai iska ki jab bhi matbhed honge to ghar ke log yeh kahne lagte hain tum jaano tumne hi chuna hai ek doosre ko aur apna palla jhaad lete hain. Yaani ghar ka samaaj ka support kam milta hai.

Aur arrange marriage me kalpna ki udaan hoti hai marriage se pahle ek anjaan saathi ke liye yeh adbhut hai ek doosre se anjaan hote hue janmo ke rishte me bandh jaate hain yeh hamaari parampara bhi hai.Is marriage par ek song ki ek line yaad aa gayee
"Kal tak jo begaane the janmon ke meet hain"

Isme bhi asfal aur safalta dono hi hai par jab koi marriage asfalta ki taraf badhti hai to samaaj aur ghar dono use rokne ki koshish karte hain. Love marriage ki tarah isme kisi tarah ke vaade ya pooravagrah nahi hote isliye isme ek doosre ko samajhne aur jaanne ke liye ham mukt hote hain apne ko ek doosre ke anooroop dhaal sakte hain. Nuksaan yeh hai ki yeh ek lottery ki tarah hai agar saamanjasay baith gaya to jeevan swarg nahi to saari zindagi samjhota hi hai samaaj aur ghar ka dabaab jyada rahta hai.

Mera maanna hai aajkal love marriages jyada behtar hain. Yahi chhota sa view hai mere in dono marriages ke baare me

Radhe radhe

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#134)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
30th July 2015, 11:35 AM

shukriya Rajinder ji, aapke vichaar jaankar hame acha lga

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#135)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
30th July 2015, 11:43 AM

Rajinder ji

aaj-kal log ladke aur ladkiyoN ko siksha aik jaisi dilwa rhe hai, unka khaan-paan, sab aik jaisa hai...meri b 2 betiyaa hai...kahin koi kami nahi rekhte ham unki jaroortoN ko poori karne meiN...phir bhi...kabhi na kabhi kahin na kahin...koi keh hi deta hai ki hai to betiyaa hi...jitna marji kar lo bete nahi ban sakti yeh main es baat se sehmat nahi hoti hu kabhi bhi.

aap es baat se kahan tak sehmat hai...kya unka aisa kehna sahi hai ?

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#136)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
30th July 2015, 12:20 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Rajinder ji

aaj-kal log ladke aur ladkiyoN ko siksha aik jaisi dilwa rhe hai, unka khaan-paan, sab aik jaisa hai...meri b 2 betiyaa hai...kahin koi kami nahi rekhte ham unki jaroortoN ko poori karne meiN...phir bhi...kabhi na kabhi kahin na kahin...koi keh hi deta hai ki hai to betiyaa hi...jitna marji kar lo bete nahi ban sakti yeh main es baat se sehmat nahi hoti hu kabhi bhi.

aap es baat se kahan tak sehmat hai...kya unka aisa kehna sahi hai ?
muaaf kijiyega............main beech mein apni taang lekar aa gayi.

Magar aisa logon par mujhe bout gussa aaata hai jo dusre ki dukhti rag par haath rakhte hain. jaan kar koi na koi aisi baat keh dete hain jo chubh jaaye.
inhi logo se aap puchiye ki unke bete unke liye kya kar rahe hain to niruttar ho jayenge.

aksar dekha hai ki doosra bacha ladki ho to mubarak bhi aise denge ki shok prakat kar rahe hon....haye duja munda ho jaanda te family complete ho jaandi..........aise logo ko jawaab dena bohut zaruri ho gaya hai.

aur jawaab ye hai ki bete ho ya beti aap apna karm karo aur apka karm hai dono ko ek samaan palna bina kisi iccha ke.....baaki jeewan mein sukh likha hai to beti se bhi mil jayega aur dukh likha hai to chaar bete bhi jeena haraam kar denge. aur baghbaan film bhi dikha do.......lol

sorry main bhi doosri beti hun aur mujhse pehle ek bhai ho kar guzar gaya tha......to mere aane par bhi zyada khush koi nahi tha......hahaha . haan ye baat alag hai ki sabse zyada pyar bhi maine hi paya aur mere papa jitna close mujhse hai kisi aur se nahi hain.

Maine bhi bachpan se yahi suna tha logo se mere papa ko kehte hue ki haaye do do betiyon ki shadi karni padegi bada bhari kaam hai.....and all. jiska jawaab mere papa humesha yahi kehkar dete the ki betiyan apni kismat lekar aati hain.

Aur apni shadi par meri yahi koshish thi ki main apni shadi ka pura kharch khud uthaoon taaki jo log aisa bol bol kar jeena haraam karte hain humesha ke liye chup ho jaayein aur phir kisi aur ko tang na karein.................

-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#137)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
30th July 2015, 12:45 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post

Meri pyari sarika........tumhare jazbaat ki maiN kadar karti hu.

maine hamesha yehi jawaab diya hai ki maiN 2 betiyaa pakar bahut khush hu (aur sach meiN bahut khushnaseeb hu betiyaa pakar) ....aur muje beteoN ki koi chahat bhi nahi hai...maine logoN ke beteoN ko dekha hai "maa-baap ka haal poochne ki bhi fursat nahi hoti unko" baaki duaa hai ki betiyaa sabki hamesha khush rhe aur zindgi meiN etni kaamyaab hon ki aise sawaal karne ke muh par jordaar thapad ho.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#138)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
30th July 2015, 12:50 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Rajinder ji

aaj-kal log ladke aur ladkiyoN ko siksha aik jaisi dilwa rhe hai, unka khaan-paan, sab aik jaisa hai...meri b 2 betiyaa hai...kahin koi kami nahi rekhte ham unki jaroortoN ko poori karne meiN...phir bhi...kabhi na kabhi kahin na kahin...koi keh hi deta hai ki hai to betiyaa hi...jitna marji kar lo bete nahi ban sakti yeh main es baat se sehmat nahi hoti hu kabhi bhi.

aap es baat se kahan tak sehmat hai...kya unka aisa kehna sahi hai ?
Sunita jee aapka yeh prashn aaj ke sandarbh me bahut mahatvpoorn hai. Aksar maine yeh kahte suna hai ki yeh meri beti nahi beta hai yeh ek tarah ka inferiority complex hai. Isme ek dukh jhalakta hai ki kaash mere beta hota. Hamaare antarman me bete aur beti ke kartvy jo sadiyon se base hue hai vo nikal nahi rahe hain tabhi ham santaan nahi kahte beti bete me baant dete hain. Hame yeh jaanna jaroori hai ki santaan ka kya kartvy hai aur maa baap ka kya. yeh nahi ki yeh kaary bete ka hai aur yeh beti ka. Beti ko bete se compare na kare use beti hi rahne de bete ko beta hi rahne de bas santaan hone ka daayitv unhe bataaye bhed nahi jo naisargik baate hain unhe ham change nahi kar sakte. Sansaar inhi do pahiyon par chal raha hai aur dono hi jaroori hai dono hi ek doosre se kam nahi hai. Is sansaar me dono ki bhoomika itni mahatvpoorn hai iske bina ham sansaar ki kalpna hi nahi kar sakte. Beti ko beti rahne de kabhi yeh kah kar ki bete ke baraabar hai usme heen bhaav na bhare haan uske andar confidence bhare jo bhi kaary vo kare poore aatmvishwaas ke saath aur apni garima ke saath. Hamaara kartvy hai ki ham apni santaan ki parvarish bina kisi bhed bhav ke karen aur unko yeh bhi sikhaayen ki ek doosre se prem aur aadar karna hai. Par ham sikhaate kya hain beti tu padh le apne pairon par khadhi ho jaa par tujhe doosre ghar jaana hai kitchen ka kaam sambhaalna hai. Pati ki sewa karni hai saas sasur ki sewa karni hai aadi aadi. tujhe sahna hai chaahe kuchh ho bas yahi galat hai. Balki sikhaana yeh chahiye tumhe ek naye sansaar ko sanwaarne me sabka sahyog karna par agar koi atyachaar karta hai to use sahna nahi hai uska muqaabla karna hai virodh karna hai. Apne aatmvishwaas ko itna ucha karo ki koi tum par atyaachaar na kare aur apne ko itna vinamr bhi banaao ki har koi tumse baat karne tumhse sahyog lene ke liye aatur rahen. Bete ko sikhaayen ki striyon ka aadar kaise karna hai kaise unko sammaan dena hai usko sahyog dena hai. Vinmrata jeev ka gahna hai uski kamjori nahi bas yahi sikhaana hai apni santaan ko.
Aur ek baat sunita jee striyaan baudhik rup se jyaada majboot hoti hai agar unke andar aatmvishwaas aa jaaye to vo sab kuchh kar sakti hai. 20 saal baad aane wala samay unhi kaa hai uski goonj abhi sunaayee deni shuru ho gayee hai.

radhe radhe

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#139)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
30th July 2015, 01:20 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
muaaf kijiyega............main beech mein apni taang lekar aa gayi.

Magar aisa logon par mujhe bout gussa aaata hai jo dusre ki dukhti rag par haath rakhte hain. jaan kar koi na koi aisi baat keh dete hain jo chubh jaaye.
inhi logo se aap puchiye ki unke bete unke liye kya kar rahe hain to niruttar ho jayenge.

aksar dekha hai ki doosra bacha ladki ho to mubarak bhi aise denge ki shok prakat kar rahe hon....haye duja munda ho jaanda te family complete ho jaandi..........aise logo ko jawaab dena bohut zaruri ho gaya hai.

aur jawaab ye hai ki bete ho ya beti aap apna karm karo aur apka karm hai dono ko ek samaan palna bina kisi iccha ke.....baaki jeewan mein sukh likha hai to beti se bhi mil jayega aur dukh likha hai to chaar bete bhi jeena haraam kar denge. aur baghbaan film bhi dikha do.......lol

sorry main bhi doosri beti hun aur mujhse pehle ek bhai ho kar guzar gaya tha......to mere aane par bhi zyada khush koi nahi tha......hahaha . haan ye baat alag hai ki sabse zyada pyar bhi maine hi paya aur mere papa jitna close mujhse hai kisi aur se nahi hain.

Maine bhi bachpan se yahi suna tha logo se mere papa ko kehte hue ki haaye do do betiyon ki shadi karni padegi bada bhari kaam hai.....and all. jiska jawaab mere papa humesha yahi kehkar dete the ki betiyan apni kismat lekar aati hain.

Aur apni shadi par meri yahi koshish thi ki main apni shadi ka pura kharch khud uthaoon taaki jo log aisa bol bol kar jeena haraam karte hain humesha ke liye chup ho jaayein aur phir kisi aur ko tang na karein.................
Sarika jee aapke vichaaron Ki mai kadr Karta hoon saty kaha h aapne ham Abhi tak ander se yeh baat nikaal nahi paaye h Ki beta hamaare vansh ko chalaane wala aur swarg dilaane ka adhikaari h
yahi kahte aaye h beta apna h beti parayee yeh bhaav dheere dheere hi jaayenge bas betion ko apna atmvishwaas nahi khona h

radhe radhe

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#140)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
1st August 2015, 02:36 PM

Rajinder ji namaskaar

muje behad khushi ho rhi hai ki hamne aapko es guftagu ke silsilley meiN bulaya aur hame aapse jaan.ne ko bahut kuch milla, aapne jis tarah har sawaal ka jawaab apne zindgi ke tajurbe ke saath diya hai...wo hamare liye bahut kuch tha.

aaj yeh guftagu ka silsilla yehi khatam ho rha hai, taaki nya silsilla shuru kiya ja sake. ham aapko teh-e-dil se shukriya kehna chahte hai ki aapne apna keemti waqt SDC ko diya

regards

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com