Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Doob jaayen to kia tamaasha ho
Old
  (#1)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
Doob jaayen to kia tamaasha ho - 10th January 2013, 11:58 AM

Arbaab-e-Zauq Ko Aadaab….!Saaghar Siddiqui Sahab Ki Ghazal Ke Misra "Doob Jaayen To Kia Tamaasha Ho" Par Tahri Ghazal Kehnay Ki Koshish Ki Hai

DOOB JAAYEN TO KIA TAMAASHA HO

Gham Sunaayen To Kia Tamaasha Ho
Hum Rulaayen To Kia Tamaasha Ho

Hum Bhi Un Ki Tarah Unhen Ik Din
Aazmaayen To Kia Tamaasha Ho

Aaj Hum Bhi Kisi Ki Aankhon Me
"Doob Jaayen To Kia Tamasha Ho"

Khail Chaahat Ko Jan'nay Walay
Dil Lagaayen To Kia Tamasha Ho

Un Ke Har Ik Sitam Ke Badlay Hum
Muskuraayen To Kia Tamaasha Ho

Maah-o-Anjum,Zameen,Sayyaray Sab
Toot Jaayen To Kia Tamaasha Ho

AHMAD ALI SHAKIL




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
10th January 2013, 12:11 PM

Aadaab o tasleemaat !
umda ghazal per meri daad qabool fermaaieN , bahut hi khoob nibhaya hai appne terhi miCra' ko .

youNhi apny kalaam se ru ba ru hony ka mauqa daity rahieN
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#3)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
10th January 2013, 12:22 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Arbaab-e-Zauq Ko Aadaab….!Saaghar Siddiqui Sahab Ki Ghazal Ke Misra "Doob Jaayen To Kia Tamaasha Ho" Par Tahri Ghazal Kehnay Ki Koshish Ki Hai

DOOB JAAYEN TO KIA TAMAASHA HO

Gham Sunaayen To Kia Tamaasha Ho
Hum Rulaayen To Kia Tamaasha Ho

Hum Bhi Un Ki Tarah Unhen Ik Din
Aazmaayen To Kia Tamaasha Ho

Aaj Hum Bhi Kisi Ki Aankhon Me
"Doob Jaayen To Kia Tamasha Ho"

Khail Chaahat Ko Jan'nay Walay
Dil Lagaayen To Kia Tamasha Ho

Un Ke Har Ik Sitam Ke Badlay Hum
Muskuraayen To Kia Tamaasha Ho

Maah-o-Anjum,Zameen,Sayyaray Sab
Toot Jaayen To Kia Tamaasha Ho

AHMAD ALI SHAKIL
MashaAllah bohat khoob Ahmed sahab...................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
10th January 2013, 01:05 PM

Hum Bhi Un Ki Tarah Unhen Ik Din
Aazmaayen To Kia Tamaasha Ho



kamaal ka asar hai is sher me... mubaarakbaad...

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
10th January 2013, 03:19 PM

aadaab Ahmad Shakil saheb,

matley ne jo samaaN baaNdhaa voh aage bhi barqaraar hi rahaa, Ghazal padh kar behadd lutf-aNdoz huaa, kya hi kehne!

tam'aam ash'aar pasaNd aaye aur pur-asar rahe

maqta bhi agar usii mauzoo par hota to ek hisaab se Ghazal musalsal ho jaati


khaaksaar ki daad "Tikaa" lijiye


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#6)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
14th January 2013, 01:18 PM

Quote:
Originally Posted by Mujeeb View Post
Aadaab o tasleemaat !
umda ghazal per meri daad qabool fermaaieN , bahut hi khoob nibhaya hai appne terhi miCra' ko .

youNhi apny kalaam se ru ba ru hony ka mauqa daity rahieN
Janab Mujeeb Sahab...!

Aap Ka Tah-e-Dil Se Mashkoor-o-Mamnoon HUn Jo Aap ne Is Kalaam KO Waqt Dia Aur Khaksaar Ki Is Adnaa Si Kaawish Ko Saraaha....

Sada Khush Rahiye

Yunhi Sath Banaaye Rakhiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
14th January 2013, 01:42 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
MashaAllah bohat khoob Ahmed sahab...................
Zainy JI.......!

Aap Ki Hausla-Afzaayi PAr Tah-e-Dil Se Mashkoor Hun...

Sada Khush Rahiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
14th January 2013, 01:56 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Hum Bhi Un Ki Tarah Unhen Ik Din
Aazmaayen To Kia Tamaasha Ho


kamaal ka asar hai is sher me... mubaarakbaad...

Shaad...
Sameer Shaad Sahab...!

Sher Pasand KArnay Ka Bahot SHukria..
Khush Rahiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
14th January 2013, 02:34 PM

mashalllah ghazal achhi hai rewaayati lab o lehjey ki ghammazz bhi aor aap ke husn e bayaan ki daleel bhi
asaan lab o lehjey ne khaas mota'assir kiya khoob tar rahi aap ki ye ghazal
haan ............. SAIYAAREY ke baas SAB lafz izaafi hai us ko hataa dijie
dheron daad qabool farmaayen
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
14th January 2013, 03:43 PM

Quote:
Originally Posted by maikasH View Post
aadaab Ahmad Shakil saheb,

matley ne jo samaaN baaNdhaa voh aage bhi barqaraar hi rahaa, Ghazal padh kar behadd lutf-aNdoz huaa, kya hi kehne!

tam'aam ash'aar pasaNd aaye aur pur-asar rahe

maqta bhi agar usii mauzoo par hota to ek hisaab se Ghazal musalsal ho jaati


khaaksaar ki daad "Tikaa" lijiye


rab raakha
maikash
Janab Maikash JI....!

Aap Ne Is Khaaksaar Ki Bazm Me Haazri Di, Ye Aap ki Inaayat Hai, Aap Ne Muhabbat Se Daad Ataa Ki, Ye Aap Ki Zarrah-Nawaazi hai...
Tah-e-Dil Se MAshkoor-o-Mamnoon Hun...

Sada KHush Rahiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
14th January 2013, 03:49 PM

Quote:
Originally Posted by masoodhassas View Post
mashalllah ghazal achhi hai rewaayati lab o lehjey ki ghammazz bhi aor aap ke husn e bayaan ki daleel bhi
asaan lab o lehjey ne khaas mota'assir kiya khoob tar rahi aap ki ye ghazal
haan ............. SAIYAAREY ke baas SAB lafz izaafi hai us ko hataa dijie
dheron daad qabool farmaayen
Janab Masood Hassaas Sahab....!

KHush Aamdeeed........... Bahot Muddat Baad Aap Ko Yahan Apni Bazm ME Dekha To Be-had KHushi HUi....
Aap Ki Daad Mere Liye Baais-e-Musarrat Hai Aur Apa Ki Raaye Mere Liye Mash'al-e-Raah Hai....

Aap Ki Hausla-Afzaayi Par Tah-e-Dil Se MAshkoor-o-Mamnoon HUn...

Ji....... Aap Ne Baja Farmaaya.... SAYYARAY Ke Sath Lafz"Sab" Izaafi Hai, Aur Ye Baat Mujhay FB Par Janab Naveed Malik Sahab Bata Chukay Hain, Magar Yahan Edit Ki option Nahi Mili, Is LIye Tabdeel Na Kar Saka....
Wesay Apnay Paas Main Ye Sher Theak KAr Chuka Hun...

Aik Baar Phir Tah-e-Dil Se Mashkoor HUn Aap Ka, Aur Aap Se Multamis Hun Ke Aap Kuch Waqt Nikaal Kar Is KHaksaar Ki Ghazlon Par Nazar Farma Liya Kijye...

Sada Khush Rahiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
14th January 2013, 05:28 PM

Ahmad Bhai,

Bohot hi khoobsurat ghazal.. Ashaar bohot acche lage...
Neeche likhe ashaar dil ke kareeb rahe.... Daad kubool kare...

Hum Bhi Un Ki Tarah Unhen Ik Din
Aazmaayen To Kia Tamaasha Ho


Aaj Hum Bhi Kisi Ki Aankhon Me
"Doob Jaayen To Kia Tamasha Ho"

Un Ke Har Ik Sitam Ke Badlay Hum
Muskuraayen To Kia Tamaasha Ho



Duaon ki guzaarish,

Abrar.




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
14th January 2013, 06:04 PM

ahmad bhai....bahuat hee sundar ghazal hui hai, saare aashaar dil ko choo gaye....dil se nikli daad kubul karein.....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#14)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
16th January 2013, 11:17 AM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Ahmad Bhai,

Bohot hi khoobsurat ghazal.. Ashaar bohot acche lage...
Neeche likhe ashaar dil ke kareeb rahe.... Daad kubool kare...

Hum Bhi Un Ki Tarah Unhen Ik Din
Aazmaayen To Kia Tamaasha Ho

Aaj Hum Bhi Kisi Ki Aankhon Me
"Doob Jaayen To Kia Tamasha Ho"

Un Ke Har Ik Sitam Ke Badlay Hum
Muskuraayen To Kia Tamaasha Ho


Duaon ki guzaarish,

Abrar.
Abraaz Sahab..!

Aap ko APni Is Bazm ME KHush Aamdeed Kehta Hun..
Aap ki HAusla-Afzaayi Ka Bahot Bahot Shukria...
Khush Rahiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
16th January 2013, 11:19 AM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
ahmad bhai....bahuat hee sundar ghazal hui hai, saare aashaar dil ko choo gaye....dil se nikli daad kubul karein.....
Aru Ji....!Aap Bazm Me Aaye Aur Apni Daad Se Nawaaza.. IS INaayat PAr Aap Ka Mashkoor Hun.....Sada Khush Rahiye




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com