Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri Ki Paathshaala

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 5 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#641)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
20th August 2014, 08:26 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
kuch haseeN khwaab saja bethe haiN tere sung ae koyal!
yeH qafas ab humeN jaaN se bhi piyaara lagne laga hai!
Waaaaaahhhh !!!!! Behad hi khoobsurat khayaal !!! Beautifullllll !!! Qafas mein kisi se pyaar ho jaaye to qafas se dilkash jagah aur kaun si hogi !!! Dheron daad Hassan bhai !!!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#642)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Exclamation 20th August 2014, 08:42 PM

Change of mood zarraa saheb…

qafas meiN beetay sitam, tumhe dikhaa to nahi saktay!
bas itnaa jaan loH, andar se toot ke chhuur ho chukka hooN….

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 20th August 2014 at 08:49 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#643)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
20th August 2014, 09:08 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Change of mood zarraa saheb…

qafas meiN beetay sitam, tumhe dikhaa to nahi saktay!
bas itnaa jaan loH, andar se toot ke chhuur ho chukka hooN….
Ye to pooraa 180 degree U-turn maar diya hai Hassan bhai !! Par waah !! Kya turn hai waah !! jo sitam andar se torh dein unhein koyee kaise dikhaaye !! Bahaut khoob Hassan bhai !!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#644)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
20th August 2014, 09:12 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Ye to pooraa 180 degree U-turn maar diya hai Hassan bhai !! Par waah !! Kya turn hai waah !! jo sitam andar se torh dein unhein koyee kaise dikhaaye !! Bahaut khoob Hassan bhai !!
haha!

Jee bikul Zarraa saheb.... dard hotaa to hai lekin dikhta nahi hai......
kuch iss taraH ki kafiyat shair meiN biyaaN karne ki koshish ki hai..
aap ko pasand aaya .. bohat acha laga!

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
lafz "qafas" par members ke aashaar ...
Old
  (#645)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
lafz "qafas" par members ke aashaar ... - 20th August 2014, 09:29 PM

doston ... lafz "qafas"par members ke khud ke kahe huwe aashaar ...

na qafas kaa kHauf jinko na chaman kii chaah rakhte
maiN guloN se puchhtaa hooN wo parinde ab kahaaN hai
Aadeil

ye qafas hai raen-basera aur maiN taaIr e dil
jo chaman se uD ke khud aa mila sayyaad se
Aadeil

kamar se baandh ke wo khinch rahaa suunaa qafas e ruuh
kise uthaanee hai azaab is sard murde baar ki
Aadeil

ab sabaa bhii azaab lagne lagii
ye qafas aashiyaanaa lagne lagaa
Aadeil

naye naye ashiyaane ko maiN saraab samjhaa
qafas qafas-aaraa samjhe maiN to azaab samjhaa
Aadeil

jabiin e khaaksii meN ek jabiin e saNg bhii aisa
yahaaN nazr e qafas jaaN aur safhaa e dahr dikhaataa hai
Aadeil

chaman meN baith ke jo kar rahaa thaa roz guloN se baat
qafas kii tiiliyoN ke saath baaNtoo wo puraani yaad
Aadeil

teri yaadoN ke qafas meiN aise jakray haiN jese
zanjeereN jo lipti haiN paaoN se humeN virsaa meiN mili hooN
Hassan

pade saiyyaad jab piichhe parinde ko samajh aaya
Qafas me'n hi raha hota bhala hota bura hota
Ufaq

mujhko rahane hi De baaho.n me yu apni daayam
Tu qafas kholke panchhi ko udaata kyun hai
Ufaq

deed e falak navardee ki lazzat chali gayi
To kyaa huya qafas me'n agar andliib hai
Ufaq

Qafas meiN qaid panchi ki khaber rakhna, ae saheb!
mazloom ki aah farsh to kia arsh tak hilaa deti hai
Hassan

Rooh ka dard kisiii ko nazar nahii aataa
Qafas me qaid ye bulbul bahot tadaptee hai
Shaad

shaq o gumaaN ke qafas khud bana liye hum ne
falak ko choomte girne ka jo n dar hota
Zarraa

sabhi hum nasheen e chaman mere deiN qafas ki haNs ke mubaarakeiN
mujhe baaghbaaN saiyaad ki hai barhe jatan se safaayee de
Zarraa

shehar meiN badhati khusk saali ko dekhte
parindoN ka aik tolaa sir joD ke betha hai
num aankhoN se kar raha hai aah o fugaaN
Qafas meiN do waQt ka rizQ to naseeb ho jata tha
Hassan

ik khooon me bheege qafas ko dekh kar sochaa kiye
Mar mar miTey kitne parinde zindagee ke waaste
Shaad

ae insaan hum haiN aadi e qafas azaadi nahi humeN matloob
yeHi guzar basar hai apna! bahir nikle to mar na jayeN gay
Hassan

na chaman rahaa na qafas rahe ye parinde aaj yateem hue
mere saamne ye ujaR gayaa mere saamne wo tabaah hue
Aadeil

par katartaa kyuN hai ae saiyaad tu
jab qafas hi hai thikaanaa ban gayaa
Aadeil

sajaane do qafas-aaraa ko phir aaj
qafas meN bhii zaraa si taazgii ho
Aadeil

qafas-ba-dosh hi to saiyaad ka azaab rahaa
mera to aaj qafas-zaad phir khitaab rahaa
Aadeil

tiiliyaaN ginte ginte chaman tang hue
waaN bayaabaaN hue yaaN qafas zang hue
Aadeil

shor-e-parind sun, ki kahiN ittihaam mera
leke qafas na aaye ho saiyaad baaG meN
Aadeil

Kis tarah maiN todta qafas ka aasraa
Aye kaash key yaad hota ghar ka raastaa
N@zneen

kuch haseeN khwaab saja bethe haiN tere sung ae koyal
yeH qafas ab humeN jaaN se bhi piyaara lagne laga hai
Hassan

qafas meiN beetay sitam, tumhe dikhaa to nahi saktay
bas itnaa jaan loH, andar se toot ke chhuur ho chukka hooN
Hassan

aap sabhi shora ka behad mamnoon o mashqoor hoon ki aap ke khoobsurat qalaam se "qafas" ko bhi gulshan bana diya Aadeil bhai ne phir se aashaar ki ek anjuman bana di, unhone 13 aashaar farmaaye.

jin meherbaanon ne tashreef laakar hum shora ki hausla afzaayee kari aur jin saathiyon ne is koshish ko pardhne ki izzat bakshi, un ka bhi tah e dil se shukrguzaar hoon !!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#646)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
20th August 2014, 10:47 PM

dostoN ... is baar hum 1 naheen balki 2 lafzon par ek saath ghaur karenge ye donon lafz saath mil kar ek jumle ki shakl ikhtiyaar kar lete hain, so hum us jumle par bhi ghaur karenge

ye 2 lafz hain "nasheb" aur "faraaz" aur in se jumla banta hai "nasheb-o-faraaz".

chaliye, is mushkil se dikhne waale jumle ko deconstruct karte hain ... ye asal mein bilkul hi aasaan sa hai

nasheb = descent / lows / downward slope / utaar / neeche jaana

o = and / aur

faraaz = ascent / highs / upward slope / chardhaav / oopar aana

hence, "nasheb-o-faraaz" simply means "descent and ascent", "lows and highs", "utaar aur chardhaav"

hum "nasheb-o-faraaz" ke equivalent jumlon ko hindi aur english mein aam bolchaal mein istemaal karte rehte hain, jaise "lows and highs" ya "utaar-chardhaav".

ye jumla kis khoobsurti se kisi bhi safar ya raah ki daastaan keh jaata hai.

ye jumla aksar metaphorically use hota hai, zindagi ke safar ya zindagi ki raah ke liye .... ya zindagi se jurhe pehluon ke safar/raah ke liye .... jaise ki mohabbat ka, junoon ka, hayaat ka, rishton ka, hasraton ka, armaanon ka wagairah wagairah wagairah ....

kisi bhi safar ke nasheb-o-faraaz hi use kathin bhi banaate hain magar dilchasp bhi ... maayoos bhi karte hain magar umeed bhi jagaate hain ... nasheb-o-faraaz se kuchh log dar bhi jaate hain par kuchh usey chunauti ki tarah lete hain ... nasheb-o-faraaz thakan bhi paida karte hain magar hausla bhi mazboot karte hain ... kuchh logon ko nasheb-o-faraaz ki fikr sataati hai aur kuchh log us se beparwaah rehte hain ...

par jo kuchh bhi ho ...nasheb-o-faraaz se guzar ke hi insaan ko zindagi aur us ke pehluon ki asli pehchaan ho paati hai, asli samajh aa paati hai.

is baar hum "nasheb-o-faraaz" par shayari karenge aur saath saath shayari par guftagoo bhi karenge har baar ki tarah.

aap apne qalaam mein "nasheb" aur "faraaz" ka alag alag istemaal bhi kar sakte hain, bas donon lafz qalaam mein shaamil hone chaahiye. aap in lafz ke natural variations jaise "nasheboN","faraazoN" ka bhi istemaal kar sakte haiN. aur ya phir in 2 lafzon ko "nasheb-o-faraaz" ke jumle ki shakl mein istemaal kar sakte hain.

hence, you can say shayari with the phrase "nasheb-o-faraaz" in it, or the words "nasheb" and "faraaz" can come separately as well (along with its natural variations) but both the words should be present in your shayari.

in case of any doubts or clarification or counter point, request you to please express the same.

jo dost in 2 lafzon / jumle par aur roshni daal sakte hain, ya is ke kuchh aur pehloo saamne laa sakte hain, un se guzaarish hai ki wo aisa kar ke seekhne ka aur bhi zyada mauka dein hum sab ko.

ab dekhte hain ki kaise kuchh maane huwe shora ne apne aashaar mein in ka istemaal kiya hai ...

"NASHEB-O-FARAAZ" EK JUMLE KI TARAH

ik tum ke tum ko fikr-e-nasheb-o-faraaz hai
ik hum ke chal parhe to baharhaal chal parhe
- Kaifi Azmi

jo rah-e-ishq meiN qadam rakkheiN
wo nasheb-o-faraaz kya jaaneiN
- Daagh Dehlevi

rah-e-junooN ke nasheb-o-faraaz meiN "mohsin"
khirad ka phool bhi saNg-e-giraaN se kam to n tha
- Mohsin Naqvi

uljhe to sab nasheb-o-faraaz-e-hayaat meiN
hum the ki un ki zulfoN ke kham dekhte rahe
- Naushad Ali

kya nasheb-o-faraaz thi "tanveer"
zindagi aap ne guzaar hi di
- Habeeb Tanveer

raah-e-ulat n jis ne tay ki ho
wo nasheb-o-faraaz kya jaane
- Jaleel Manikpuri

ise vaasta kya kam-o-besh se
nasheb-o-faraaz-o-pas-o-pesh se
- Iqbaal ki nazm "saaqi-naamah" se

ranjish-o-iltifaat-o-naaz-o-niyaaz
hum ne dekhe bahaut nasheb-o-faraaz
- Hali

"NASHEB" AUR "FARAAZ" ... 2 ALAG LAFZ KE TAUR PE

nasheb-e-hasti se afsos hum ubhar n sake
faraaz-e-daar se paighaam aaye haiN kya kya
- Kaifi Aazmi

nasheb-e-dar ki mahek raaste sajaane lagi
faraaz-e-baam ke mahtaab dil meiN dhalne lage
- Nasir Kazmi

Khuda kare ki mile tujh ko manzil-e-maqsood
faraaz pa ke nasheboN pe bhi nazar rakhna
- Rasikh Irfani

is jumle / 2 lafzon par ghaur karne ka silsila hum agle 6 din tak jaari rakkhenge ... yani 26 August raat 9:00 PM India time ya 3:30 PM GMT

to chaliye, ab hum "nasheb-o-faraaz" ke nasheb-o-faraaz se guzar jaate hain ek doosre ka haath thaam kar

duaon ke saath
zarraa

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha

Last edited by zarraa; 20th August 2014 at 11:21 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#647)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 09:32 AM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Kis tarah maiN todta qafas ka aasraa
Aye kaash key yaad hota ghar ka raastaa
Waaaaaahhhhhhhhhhh!!!!! Naaz,
kitnii khubsurti se aur asaan lafzoN meN ek gehrii baat bayaaN kii hai......
dheroN daad-o-mubaarakbaad.

DuaaoN ke saath, Adil

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#648)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 09:37 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
kuch haseeN khwaab saja bethe haiN tere sung ae koyal!
yeH qafas ab humeN jaaN se bhi piyaara lagne laga hai!
waaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhh!!!! laajawaab, kya khub bayaani huii hai...
dheroN daad, Hassanbhai

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Change of mood zarraa saheb…

qafas meiN beetay sitam, tumhe dikhaa to nahi saktay!
bas itnaa jaan loH, andar se toot ke chhuur ho chukka hooN….
waaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhh!!!!! behad khubsurat, Hassanbhai....
hamaari jaanib se dheroN daad aapko.....

duaaoN ke saath, Adil

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#649)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 10:36 AM

shab ke hone tak yahaaN aaftaab nasheb meN Garq huva
maah na niklaa, tum na aaye, ye samaa taarik* rahaa

(*dark)

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#650)

21st August 2014, 11:05 AM

nasheb-e-chashm-e-tamaashaa* mujhe banaaye kyuN?
faraaz-e-daar-o-rasan* kii havas jagaaye kyuN?

* look at spectacle with slanted eyes
** eminence of crucifixion

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 21st August 2014 at 11:14 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#651)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 21st August 2014, 11:18 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
shab ke hone tak yahaaN aaftaab nasheb meN Garq huva
maah na niklaa, tum na aaye, ye samaa taarik* rahaa

(*dark)
Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
nasheb-e-chashm-e-tamaashaa* mujhe banaaye kyuN?
faraaz-e-daar-o-rasan* kii havas jagaaye kyuN?

*looking at spectacle with slanted eyes
** eminence of crucifixion
waaaaaaaaaaah!

Adil bhai! Aik ke baad aik khoobsorat ashaar pesh kiye aap ne!

Daad beshumaar ka tohfaa qabool kejiye!

Younhi fusoon meiN jalwa-gar hoty rahiye!

DuaooN ke saath,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#652)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 11:29 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
waaaaaaaaaaah!

Adil bhai! Aik ke baad aik khoobsorat ashaar pesh kiye aap ne!

Daad beshumaar ka tohfaa qabool kejiye!

Younhi fusoon meiN jalwa-gar hoty rahiye!

DuaooN ke saath,
Hassanbhai,
aapka teh-e-dil se shukr guzaar hooN....

duaaoN ke saath,
Adil

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#653)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 11:46 AM

safeer, nasheb-o-faraaz to hai umr kii haqiiqat
faraaz-e-koh-saar* bhii to nasheb se hi utHte aaye

* height of mountain

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#654)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 12:08 PM

muhabbat nasheb-o-faraaz kii na hotii
mazaa bhii na aataa udaasii na hotii

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 21st August 2014 at 12:12 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#655)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 12:54 PM

wo bachpan tha faraaz aur nasheb javaani thii
fareb ye bhii, ki budhaape kii zindagaanii thii

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 21st August 2014 at 01:18 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#656)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
21st August 2014, 01:16 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
wo bachpan tha faraaz aur nasheb javaani thii
fareb hua ki budhaape kii zindagaanii thii

Waaaaaahhhhhh!!!! Aadeil sahab ...kya baat hai...mindblowing

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#657)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
21st August 2014, 01:25 PM

Ek koshish ...main ye pehli baar try kar raha hoon..corrections and suggestions are most welcome

Niyaz-o-naz-o-nasheb-o-faraaz-o-ranj-o-gham

Musaahib, zindagi inke baghair kya hai ?

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#658)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 21st August 2014, 01:32 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Ek koshish ...main ye pehli baar try kar raha hoon..corrections and suggestions are most welcome

Niyaz-o-naz-o-nasheb-o-faraaz-o-ranj-o-gham

Musaahib, zindagi inke baghair kya hai ?
waah waah wahh sir!

Aap ka yeH alag andaaz bohat acha laga!
Dil se nikli dherooN daad pesh-e-khidmat hai,

MeHfil ki rounaQ younhi badhaatay rahiye,

DuaooN ke saath,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#659)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
21st August 2014, 01:33 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Jiju meaning bhi bata do thodi aasaani hogi
desire and pride ,ups and downs, anger and sadness
Comrade ,what is life without them ?

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#660)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 21st August 2014, 01:34 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
wo bachpan tha faraaz aur nasheb javaani thii
fareb ye bhii, ki budhaape kii zindagaanii thii
waaaaaaaaaaaah!

Adil bhai... Kamaal hai lajawaab hai bemisaal hai yeH verse!

Daad hi daad,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#661)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 21st August 2014, 01:35 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
desire and pride ,ups and downs, anger and sadness

Comarade ,what is life without them ?
English version ne ziada mazaa diya saaheb!

You must try some English poetry...

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#662)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 01:36 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Ek koshish ...main ye pehli baar try kar raha hoon..corrections and suggestions are most welcome

Niyaz-o-naz-o-nasheb-o-faraaz-o-ranj-o-gham

Musaahib, zindagi inke baghair kya hai ?
waaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhh!!!!
Ananthji,
kya khub kahaa....
sahi meN ye sab cheezoN ke bagair zindagii be-zaar hoti.......

waaahhhh... behadd khubsurat khayaal se aapne iis mehfil ko navaazaa hai.

daad hi daad meri jaanib se...
Adil

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#663)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 01:38 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Waaahhhhh! bahot khoob, ek se badhkar ek sher, waise yaar is thread ka naam badal kar fusooN-e-aadeil rakh dena chahiye
haa haaa haaa... Naaz,
daad dene ka ye andaaz bhii pasand aayaa.. Thanks dear
vaise bilkul fursat meN hooN iis liye yahiN dataa hooN

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#664)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 01:40 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
desire and pride ,ups and downs, anger and sadness
Comrade ,what is life without them ?
Superb, Ananthji....
very true...

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#665)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 01:42 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
waaaaaaaaaaaah!

Adil bhai... Kamaal hai lajawaab hai bemisaal hai yeH verse!

Daad hi daad,
aapka bahot bahot shukriya, Hassanbhai.....

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#666)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
21st August 2014, 01:47 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
waah waah wahh sir!

Aap ka yeH alag andaaz bohat acha laga!
Dil se nikli dherooN daad pesh-e-khidmat hai,

MeHfil ki rounaQ younhi badhaatay rahiye,

DuaooN ke saath,
Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
English version ne ziada mazaa diya saaheb!

You must try some English poetry...

bohat bohat shukriya Hassan bhai....may be someday i will try

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#667)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 01:51 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post

Maine tumhara ye sher offline mein padhi thi...its just unbeatable...jitni tareef ki jaye kam hai simply outstanding.

reps nahin deparahi hun i've to spread some.
Thanks a lot, dear...
tumne itnii saraahnaa kii, reps mil gaye

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#668)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 01:52 PM

nasheb se na Darr, wo bhii manzil kii aur hai
achchhaa hai, faraaz warnaa sakHti-e-raah* tha

*difficulty in the path

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 21st August 2014 at 02:29 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#669)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 02:08 PM

uDaa, to faraaz meN paroN ne sambhaalaa
nasheb meN, sabaa kaa sahaaraa nahi tha

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#670)

21st August 2014, 02:13 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Waaaaaahhhhhh!!!! Aadeil sahab ...kya baat hai...mindblowing
Ananthbhai,

aapka bahot bahot shukriya, jo aapko hamaaraa ye sher pasand aaya..

duaaoN ke saath,
Adil

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#671)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
21st August 2014, 02:17 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
waaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhh!!!!
Ananthji,
kya khub kahaa....
sahi meN ye sab cheezoN ke bagair zindagii be-zaar hoti.......

waaahhhh... behadd khubsurat khayaal se aapne iis mehfil ko navaazaa hai.

daad hi daad meri jaanib se...
Adil
Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
Superb, Ananthji....
very true...

bohat bohat shukriya Aadeil sahab...thanx

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#672)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
21st August 2014, 02:20 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Awesome.....bahot khoob jiju, reality par behad umdaa sher banaya hai aapne

thanx ...shukriya saali sahiba................

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#673)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
21st August 2014, 03:07 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
nasheb se na Darr, wo bhii manzil kii aur hai
achchhaa hai, faraaz warnaa sakHti-e-raah* tha

*difficulty in the path

Waaaaaaaaaahhhhhhhh!!!! Bohat khoob dheron daad Aadeil sahab

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#674)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 03:08 PM

arz-o-samaa* haiN naqsh nasheb-o-faraaz ke
milke ufaq pe de jo sabaq irtikaaz** ke

* earth & sky
** convergence (moving toward union from different directions)

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#675)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
21st August 2014, 03:09 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
uDaa, to faraaz meN paroN ne sambhaalaa
nasheb meN, sabaa kaa sahaaraa nahi tha

Waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhh!!!! Ek se badhkar ek...great lines Aadeil sahab

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#676)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 03:10 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Waaaaaaaaaahhhhhhhh!!!! Bohat khoob dheron daad Aadeil sahab
bahot bahot shukriya aapka, Ananthji...

hamaari jaanibse dheroN duaaeN....
Adil

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#677)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
21st August 2014, 03:13 PM

zindagi yuhi imtihaan leti rahegi aksar

kabhi zindagi jeena ka koi falsafa mil jaaye

Faraaz aaye to sabr na kho dena yaaroN

Na jaane nasheb ka saath fhir kahan mil jaaye

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#678)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 03:19 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Waaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhh!!!! Ek se badhkar ek...great lines Aadeil sahab
Thanks a lot, bhaisaab .............

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#679)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 03:20 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
zindagi yuhi imtihaan leti rahegi aksar

kabhi zindagi jeena ka koi falsafa mil jaaye

Faraaz aaye to sabr na kho dena yaaroN

Na jaane nasheb ka saath fhir kahan mil jaaye
waaaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhh!!!!

aapne to jaise hamaare sher ka interpretation hi kar diya

laajavaab........... bahot khub....
dheroN dheroN daad, hamaari jaanibse, Ananthji.....

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#680)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
21st August 2014, 03:52 PM

irtikaaz-e-zaat* meN kiskaa faraaz kiskaa nasheb
aaj wo uncha hua kal jo maa-tahtii** tha tera

*convergence of castes
** subordinate (मा-तहती)

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com