Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
meri pasand ki poetry
Old
  (#1)
subha
Registered User
subha has a spectacular aura aboutsubha has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 172
Join Date: Jul 2008
Location: karachi pakistan
Rep Power: 17
meri pasand ki poetry - 22nd July 2008, 11:56 PM

band dareechay, sooni galyaan an-dekhey anjaney log
kis nagri mein aa nikley hein sajid ham deewaney log

aik hamhi nawaqif thehrey roop nagar ki galyon say
bhes badal kar milney waley sab janey pehchaney log

din ko raat kahein so barhaq,subha ko sham kahein so khoob
aap ki baat ka kehna hi kya, aap huay farzaney log

shikwa kya aur kaisi shikayat,aakhir kuch bunyad to ho
tum par mera haq hi kya hai, ham thehrey beganey log

shehr kahan khali rehta hai, ye darya har dam behta hai
aur bohat say mil jayein gay, ham aisey deewaney log

suna hai usske ehd-e-wafa mein hawa bhi muft nahin milti
un galyon mein har har saans pe bhartey hein jurmaney log
   
Reply With Quote
ak kaam kerna
Old
  (#2)
subha
Registered User
subha has a spectacular aura aboutsubha has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 172
Join Date: Jul 2008
Location: karachi pakistan
Rep Power: 17
ak kaam kerna - 23rd July 2008, 12:09 AM

Guzrey lamhaat sey

Yaadon ki Titliyaan

Chupkey sey jhaankty hain

Aur mujh sey kehty hain

Ab rang mohabat kaaa

Apni palkoan pe sjana nhy

Ab who beetey dilkash baatain

Phir kbhy dohrana nhy

Wo aik khuaab jo

wajaye zeest tha

phir kbhy sanjona nhy

HAAN………

Magar aik kaam karNa……

Jab aankhain dhundlaa sy jaein

Aur dard had sey barhnye lag jaye

To bas usy lamhay………

Maazi k canvass par

Un be-rang yaadon ki Titliyun mein

Phir sey rang bhar daina

HAAN.....

Bus

Yahy aik kaam karna,,,,,,,
   
Reply With Quote
dosti
Old
  (#3)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
Smile dosti - 23rd July 2008, 06:54 PM

Chand lamhaat ki khushi ke liye
Aa gaya hun mein dosti ke liye.............
   
Reply With Quote
kab
Old
  (#4)
subha
Registered User
subha has a spectacular aura aboutsubha has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 172
Join Date: Jul 2008
Location: karachi pakistan
Rep Power: 17
kab - 24th July 2008, 05:04 PM

kab Raat Katay Kab Ho Sahar, Kah Nahi Saktay

Kab Ho Ga Duaaon Mein Aser, Kah Nahi Saktay ....

Chaltay Hain Tu Rasta Hamay Rasta Nahi Deta

Hai Tarfa Sitam , Ghar Ko Bhi Ghar Kah Nahi Saktay ....

Lay Jaye Gi Kis Samt Hawa Kuch Nahi Maloom

Kis Dais Mein Ab Ho Gi Basar, Kah Nahi Saktay ....

Jis Zaat Se Mansoob Kiaye Bethay Hain Khud Ko

Uss Ko Bhi Hai Kuch Iss Ki Khabar, Kah Nahi Saktay ....

Waasif Hai Yehi Har Kas-o-na-kas Ki Zaban Per

Hum Jaantay Sab Kuch Hain Magar, Kah Nahi Saktay
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
Post 28th July 2008, 09:06 PM

Quote:
Originally Posted by subha View Post
band dareechay, sooni galyaan an-dekhey anjaney log
kis nagri mein aa nikley hein sajid ham deewaney log

aik hamhi nawaqif thehrey roop nagar ki galyon say
bhes badal kar milney waley sab janey pehchaney log

din ko raat kahein so barhaq,subha ko sham kahein so khoob
aap ki baat ka kehna hi kya, aap huay farzaney log

shikwa kya aur kaisi shikayat,aakhir kuch bunyad to ho
tum par mera haq hi kya hai, ham thehrey beganey log

shehr kahan khali rehta hai, ye darya har dam behta hai
aur bohat say mil jayein gay, ham aisey deewaney log

suna hai usske ehd-e-wafa mein hawa bhi muft nahin milti
un galyon mein har har saans pe bhartey hein jurmaney log
Subha tumhare sher unhein lagte hain kuch auron se alag
Yun to bahot padhte rehte hain, ghazlen aur afsaney log.................
Fezan
   
Reply With Quote
Old
  (#6)

Post 28th July 2008, 09:11 PM

  (#7)
irfantak
Registered User
irfantak will become famous soon enough
 
irfantak's Avatar
 
Offline
Posts: 200
Join Date: Jul 2008
Location: balotra(rajasthan)
Rep Power: 16
29th July 2008, 12:13 PM

kyaa kehataa phirataa hai kuchh na suno to behatar hai
diivaanaa hai diivaane ke muuNh na lago to behatar hai

kal jo thaa vo aaj nahiin jo aaj hai kal miT jaayegaa
ruukhi-suukhii jo mil jaaye shukr karo to behatar hai

kal ye taab-o-tavaaN na rahegii ThanDaa ho jaayegaa lahuu
naam-e-Khudaa ho javaaN abhii kuchh kar guzaro to behatar hai

kyaa jaane kyaa rut badale haalaat kaa ko_ii Theek nahin
ab ke safar mein tum bhii hamaare saath chalo to behatar hai

kaparay badal kar baal banaa kar kahaaN chale ho kis k liye
raat bahut kaali hai 'Nasir' ghar mein raho to behatar hai
  Send a message via Yahoo to irfantak  
Reply With Quote
Old
  (#8)
irfantak
Registered User
irfantak will become famous soon enough
 
irfantak's Avatar
 
Offline
Posts: 200
Join Date: Jul 2008
Location: balotra(rajasthan)
Rep Power: 16
29th July 2008, 12:16 PM

Toota jo dil to nazara hi kuch aur tha..
Ruk gayin yeh saansein to ishara hi kuch aur tha...
Woh samajhte hain ki humein kuch bhi maloom na tha!!
Unki bheegi hui palkoin pe Naam humara tha...

Woh sochte hain ki jo bhi ana hai woh kabhi aaya tha....
Tham gaya dil zamana janta tha....
Meri maiyat pe berukhi a unka chehra tha....
UNHEIN NAHI MALOOM , Us kaafir Ka Har Ek Irada janata tha....
  Send a message via Yahoo to irfantak  
Reply With Quote
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
30th July 2008, 03:51 PM

subha ji aapko padna accha laga....yoon hi mahfil mein aati rahiyega

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
thx
Old
  (#10)
subha
Registered User
subha has a spectacular aura aboutsubha has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 172
Join Date: Jul 2008
Location: karachi pakistan
Rep Power: 17
thx - 30th July 2008, 04:12 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
subha ji aapko padna accha laga....yoon hi mahfil mein aati rahiyega
thx yaar yohi hosla barhaty rahen aap
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
meri pasand ki kavitaayen ek pal Hindi Kavitayen 18 31st August 2010 03:14 PM
" MERI HAR SHAYRI AAPKO PASAND AAYE......" main aap sabka shukriya karna chahta hu.. Dhaval Shayri-e-Ishq 8 25th December 2008 11:05 PM
The legendary Rafi sahab ! Meri Pasand! MahamAzmi Hindi/Urdu Lyrics 0 5th May 2008 11:26 PM
NAZM, jo meri nahin magar mujhe pasand hai aur ummeed hai ki aap bhi pasand karein, R.L.Awasthi Aapki Shayri 0 20th October 2006 10:54 AM
meri pasand aap ke liye balvinder Anjuman-e-Shayri 6 10th March 2006 10:40 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com