Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Romantic Innocence.......The Poetic Expaundation...
Old
  (#1)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
Romantic Innocence.......The Poetic Expaundation... - 3rd December 2014, 09:29 PM

Ghazlon me siyasat hoti agar shayad meri ho jati !
Har sher fasana tha dil ka khwabon se bagawat ho jati !!

Ashqo ki gawaahi kagaz par kuch shkl bana si leti hai !
Tum padh leti aye janewafa tumhe khud se shikayat ho jati !!

Aankhon ka sailaab kayi rasmon ko nibhakar baitha hai !
Dariya hai koi ye jaam nahi ke jispe hukumat ho jati !!

Ye shaher bahut mashoor sahi veeran pada hai barso se !
Cham cham paayal tum chankati ..aati to qayamat ho jati !!

Badnaam hoon main har simt jahan galiyon me tumhare charche hain !
Milti jo kahin ek baar sahi to zor-e-sharafat ho jaati !!

Ab kaun hai kiska diwana kiske dil me hai aag lagi !
Sab chod ke jo milti aankhen tujhe mujhse mohobbat ho jati !!

Ye khwab nahi to phir kya hai ke tumko tumhi se mangta hoon !
Aur tum ho ke kuch kehti hi nahi kehti to ibaadat ho jati !!



Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
3rd December 2014, 09:49 PM

Waah waah pankaj ji..bahut lutf aaya padkar

Ab kaun hai kiska diwana kiske dil me hai aag lagi !
Sab chod ke jo milti aankhen tujhe mujhse mohobbat ho jati !!

Ye khwab nahi to phir kya hai ke tumko tumhi se mangta hoon !
Aur tum ho ke kuch kehti hi nahi kehti to ibaadat ho jati !!

Ye lines dil k kareeb rahi..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
4th December 2014, 08:50 PM

Bahuat hee sundar ehsaas pankaj jee....,..saare aashaar dil ke behad kareeb rahe ....likhte rahiye.,..khush rahiye



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
8th December 2014, 01:38 PM

Quote:
Originally Posted by Pankaj Mishra View Post
Ghazlon me siyasat hoti agar shayad meri ho jati !
Har sher fasana tha dil ka khwabon se bagawat ho jati !!

Ashqo ki gawaahi kagaz par kuch shkl bana si leti hai !
Tum padh leti aye janewafa tumhe khud se shikayat ho jati !!

Aankhon ka sailaab kayi rasmon ko nibhakar baitha hai !
Dariya hai koi ye jaam nahi ke jispe hukumat ho jati !!

Ye shaher bahut mashoor sahi veeran pada hai barso se !
Cham cham paayal tum chankati ..aati to qayamat ho jati !!

Badnaam hoon main har simt jahan galiyon me tumhare charche hain !
Milti jo kahin ek baar sahi to zor-e-sharafat ho jaati !!

Ab kaun hai kiska diwana kiske dil me hai aag lagi !
Sab chod ke jo milti aankhen tujhe mujhse mohobbat ho jati !!

Ye khwab nahi to phir kya hai ke tumko tumhi se mangta hoon !
Aur tum ho ke kuch kehti hi nahi kehti to ibaadat ho jati !!

Bakhoob pyaar ke rang ko aapne chunindaa alfaazon ke saath se yeh bemisaal nazm banayii hai

Pankaj ji hum to aapke kaayal ho gaye

yunhi likhte rahiYeGaa sahaab



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
9th December 2014, 11:35 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Waah waah pankaj ji..bahut lutf aaya padkar

Ab kaun hai kiska diwana kiske dil me hai aag lagi !
Sab chod ke jo milti aankhen tujhe mujhse mohobbat ho jati !!

Ye khwab nahi to phir kya hai ke tumko tumhi se mangta hoon !
Aur tum ho ke kuch kehti hi nahi kehti to ibaadat ho jati !!

Ye lines dil k kareeb rahi..
Bahut shukriya Madhu ji !!!!!!!!!!


Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
9th December 2014, 11:36 AM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Bahuat hee sundar ehsaas pankaj jee....,..saare aashaar dil ke behad kareeb rahe ....likhte rahiye.,..khush rahiye
Bahut bahut shukriya janaab.....sorry 4 responding late.......


Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Pankaj Mishra
Registered User
Pankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of lightPankaj Mishra is a glorious beacon of light
 
Pankaj Mishra's Avatar
 
Offline
Posts: 244
Join Date: Sep 2014
Location: New Delhi
Rep Power: 14
9th December 2014, 11:37 AM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Bakhoob pyaar ke rang ko aapne chunindaa alfaazon ke saath se yeh bemisaal nazm banayii hai

Pankaj ji hum to aapke kaayal ho gaye

yunhi likhte rahiYeGaa sahaab
Hamaare ehsaason ko apanane ke liye bahut bahut shukriya janaab .......Thank you so much


Bahut gumraah karna chahta hai aaina mujhko !
Magar wo apni hi fitrat se hardam haar jaata hai !!
(Pankaj Mishra 'Nawaab')
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com