Aap ka matla thora change ker raha huN.. .radeef ok ho jayega
Aaj fir koi muhabbat ki keemat ada kar de
Sare bazar ek baar meri wafa ko neelaam kar de.
regds
Sanjay Sehgal
Sanjay ji namaste
Aapki housala afzahi ka tahe dil se shukriya..........kya khoob changes shuzhaye hai.......bhai aap ki sangat me kuch to rang hame bhi lag hi jayega.......inayat banaye rakhe