Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujhko- ISRAR ANSARI
Old
  (#1)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Exclamation Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujhko- ISRAR ANSARI - 6th December 2005, 12:40 AM

Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko,
Apni nazron mein basa kar na giraana mujhko !

Tumko aankho mein tasavur ki tarah rakhta hoon,
Dil mein dadkan ki tarah tum bhi basana mujhko !

Baat karnay mein jo mushkil ho tumhay mehfil mein,
Main samajh jaaonga nazron say bataana mujhko !

Vaada utna hi karo jitna nibha saktay ho,
Khawab poora jo na ho woh na dikhana mujhko !

Apnay rishtay ki nazaakat ka baram rakh lena,
Main to aashiq hoon deewana na banana mujhko !

Kachi deewar hoon thokar na lagana mujko,
Apni nazron mein basa kar na giraana mujhko !


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
hiii
Old
  (#2)
shoaib_malik21
Registered User
shoaib_malik21 will become famous soon enough
 
shoaib_malik21's Avatar
 
Offline
Posts: 186
Join Date: Oct 2005
Location: bhopal(mp)
Rep Power: 19
hiii - 12th December 2005, 03:58 PM

farhana ye ghazal aapko bhi paand hai ye meri bhi pasandida ghazal hai janab ghulam ali sahab gaate hi esa hain ki bade bade log unke aashiq ho jate hain....
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
12th December 2005, 10:55 PM

dear shoaib...m happy to c ur reply.....tumhari aur pasand pasand ek hai is ghazal ko leke jaanke khushi hui.take care.bye


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Tareef
Old
  (#4)
Irfan_sh27
Registered User
Irfan_sh27 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 13
Join Date: Dec 2005
Location: India
Rep Power: 0
Tareef - 15th December 2005, 04:09 PM

wah baby farhana wah tumne to bas sirf ek hi kam rakha he aajkal Shayri me jyada masgool ho gayi ho, aur gazal ki kafi keetabe bhi padhti hogi chalo aur koi kam nahi to yahi sahi, yeh bhi sahi he logo ka dil to behla rahi ho, good work, always write the same.

yaha ek compitition chal raha he,
har koi apni post ke reply ki tadat dekhte he,
reply dene walo ke shabdo ko nahi.

Agar likho to kisiko muskurahat do,
na likho aisa ke kisi marte ko maut do.

good writing farhana.

bye friend take care

Irfan Shaikh


M.A. Shaikh
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
16th December 2005, 03:30 AM

hmmm irfan saahab..likhna mera shauk hai...aapko kyun lagta ke mujhe aur koi kaam nahi hai..mera manna hai ki insaan apni zindagi ke aur bhi zaruri kaam saath saath karte hue apne shauk ko bhi kaayam rakh sakta hai....khair mujhe khushi is baat ki hai ke aapko mera likhna pasand aata hai...aur haan agar mujhe padhke kisika dil behelta hai toh yeh meri khushnaseebi hai.
aur jahan tak post pe reply ke competition ka sawaal hai toh mein iske baare mein kuch keh nahi sakti kyunki doosron ki soch pe mera bas nahi hai aur meri soch Allah(swt) ke fazal se aise nahi hai..likhna mujhe sukoon deta hai.aapne mujhe reply kiya jaanke accha laga...aate rahiyega aage bhi...take care


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Tumne bulaya aur ham chale aaye
Old
  (#6)
Irfan_sh27
Registered User
Irfan_sh27 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 13
Join Date: Dec 2005
Location: India
Rep Power: 0
Tumne bulaya aur ham chale aaye - 20th December 2005, 03:35 PM

hi Farhana,
Tumne pukara aur hum chale aaye, wah Farhana wah kya khoob likha he badhiya jawab bhi diya he, acchi bat he kam ke sath sokh bhi pura karti ho, are hum aapke sokh nahi rok rahe he hum to keh rahe he likho magar kuch muskurahat bhare sher likho take log haste rahe, aapto itne dard bhare sher likhti ho ke koi samaj jaye to apni jaan se jaye, thik he ek aur warning khas tumhare liye me koi shayar nahi hu phir bhi me sabhi ki post padhta hu aur reply karta hu waise hi tumhe bhi reply karta hu agar meri koi bat tumhe pasand na aaye to misundestanding mat karna sirf undestanding hi rehna kyoki ho sakta he mere se koi majak ho jaye, mine well rakhna hamesha.

ok bye friend

take care

fir milenge

allah hafiz fe-aman-e-allah


M.A. Shaikh
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
samir khan
Registered User
samir khan is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 1
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 0
6th June 2008, 01:35 PM

hi
im israr ansari fan and i like this ghazal
kachi deewar hoon
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
jinal
Registered User
jinal is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 3
Join Date: May 2008
Rep Power: 0
Thumbs up 9th June 2008, 05:08 PM

i like your shayri and whatever u had expressed in that is really a truth
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
dineshdharvi
ek dost
dineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud ofdineshdharvi has much to be proud of
 
dineshdharvi's Avatar
 
Offline
Posts: 5,566
Join Date: Nov 2007
Location: gujarat (india)
Rep Power: 34
9th June 2008, 05:40 PM

Quote:
Originally Posted by farhana View Post
Kachi deewar hoon thokar na lagana mujhko,
Apni nazron mein basa kar na giraana mujhko !

Tumko aankho mein tasavur ki tarah rakhta hoon,
Dil mein dadkan ki tarah tum bhi basana mujhko !

Baat karnay mein jo mushkil ho tumhay mehfil mein,
Main samajh jaaonga nazron say bataana mujhko !

Vaada utna hi karo jitna nibha saktay ho,
Khawab poora jo na ho woh na dikhana mujhko !

Apnay rishtay ki nazaakat ka baram rakh lena,
Main to aashiq hoon deewana na banana mujhko !

Kachi deewar hoon thokar na lagana mujko,
Apni nazron mein basa kar na giraana mujhko !
wah dost bahut acha likha hai tumne tumari gazal dil ko chhu jaati hai aur tumara ye share to muje bahut acha laga yaar.

Baat karnay mein jo mushkil ho tumhay mehfil mein,
Main samajh jaaonga nazron say bataana mujhko !


AankheN khuleeN to jaag uTheeN hasrateN tamaam
Uss ko bhi kho diyaa jissay paya thaa khwaab mein
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
10th June 2008, 03:45 PM

nice sharing farhana, yeh Ghazal behad achchhi lagii....

Mayank
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
13th June 2010, 12:01 PM

Thanks for Sharing .. Farhana jee!

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
kachi deewar hoon sanaji Shayri-e-Ishq 3 17th February 2008 06:40 PM
Kachi deewar hoon...... durrani_honda Shayri-e-Ishq 0 1st October 2006 11:07 AM
****~~~Kachi Diwar Hoon~~~**** acharya_mj Shayri-e-Dard 4 11th March 2006 02:36 AM
kachi dewar hoon thokar na laga na mujko... faiq Shayri-e-Dard 0 23rd July 2005 10:37 AM
Mein To Ashique Hoon Deewana Na Bana Dena Mujhko khaksaar Shayri-e-Ishq 1 12th February 2005 02:32 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com