Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ab hum jaate hain...!!
Old
  (#1)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
ab hum jaate hain...!! - 2nd June 2004, 10:18 PM

Ab hum jaate hain

ek shahar aisa bhee hai, tumko hum btaate hain
jahaan log mujhe rind samajh-ker,apna muh chupaate hain
sochte hain ki aaj phir hum usska naam len,
bahoot keh chuke yaaron, ab hum jaate hain,

her mehfil me jaaker,hum usske kisse sunaate hain
jo kabhee nahi bann sakta, aisa ghar bnaate hain
phir sochte hain ki aaj usska naam le he len,
bahoot keh chuke yaaron , ab hum jaate hain,

mere naam se na jud jaaye, wo apna naam chupaate hain
hum kasoorwaar hoker bhee, sabse nazren milaate hain
aaj to sochte hain ki usska naam le he len
ufff bahoot keh chuke sabse ab hum jaate hain,

hum itne badnaam hue ki may-khaane sharmaate hain
her roz tanhaai ki kabr me apna jism dafnaate hain
phir khyaal aata hai ki usska naam le he len
haan bahoot keh chuke , ab hum jaate hain,

karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Sanskruti
A Hard Core Geminian
Sanskruti will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 146
Join Date: Mar 2004
Location: Mumbai.
Rep Power: 21
4th June 2004, 04:50 PM

karan.............i liked this lines a lot


hum itne badnaam hue ki may-khaane sharmaate hain
her roz tanhaai ki kabr me apna jism dafnaate hain

specially the last line.....
"her roz tanhaai ki kabr me apna jism dafnaate hain"

its so meaningful n touchy...........

~*~ Sanskruti ~*~


"Live your life as an exclamation!......and not as an explanation"
   
Reply With Quote
Tum tum he ho
Old
  (#3)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Love Tum tum he ho - 4th June 2004, 06:23 PM

hiii sweets, hum itne badnaam hue ki maikhaane sharmate hain
waise...apko kab se maikhaane jaane ki jaroorat pad gayi... waise maikhaane to hum bhee nahi jaate, you know iss line ka meaning? maikhaana when ever i use in my poetrys i use this word for woman's eyes
har shabh mud( sharaab) ke nashe me jhoomta houn mai

harr shabh mud ke nashe me jhoomta houn main
mai nahi peeta mujhko tera husn pilaata hai

hum inte badnaam hue ki maikhaane sharmaate hain,
mean shahar ki harr husn waali ne hume paaro ka perwana samjhaa or usski nazar se utar ker kissi ki nazar me jagah na rahee kissi ne jagah na di...itne badnaam ho gaye ki kissi ne pyaar ke laayak na samjha,
roz tanhaai ki kabr me apna jism dafnaate hain
roz roz aane waali tanhaai... ab kabr ki tarah ho gayi hai, or koi raasta nahi.... tanha rehne ke siva ....phir ye sochte hain ki usska naam le he len. means jisske kaaran ye sab huaa , hum barbaad hue, kitna sochte hai ki usska naam sabko btaa ker usse bhee badnaam karen,
uuuffffff bahoot ho chuka ab hum jaate hain,
izzazat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
15th February 2005, 08:28 AM

Great!
   
Reply With Quote
One of my fav.
Old
  (#5)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
One of my fav. - 16th February 2005, 01:14 AM

hii parul
this is again .. mine old one but very fav. one
I worte this to read in mushaira---
i wanted to read this like a drunkerd
But then i worte many after this
acchi poerty ki yaad kerwai
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#6)
naina_cooleyes
Registered User
naina_cooleyes is just really nicenaina_cooleyes is just really nicenaina_cooleyes is just really nicenaina_cooleyes is just really nice
 
naina_cooleyes's Avatar
 
Offline
Posts: 311
Join Date: Feb 2005
Location: Canada
Rep Power: 23
8th November 2005, 05:49 AM

Karan...

Zindagi hum tujhko aazmaate hain...
apna gham sabko hum sunaate hain...
teri khaamosh nigaahon ke afsaane...
lekin hum sab se hi chupaate hain...

uuuffffff bahoot ho chuka ab hum jaate hain...

Waah!

Mohabbat...
Naina


Ek se musaafir hain, Ek sa muqaddar hai...
Main zameen pe tanha, aur woh aasmaano mein...
  Send a message via Yahoo to naina_cooleyes  
Reply With Quote
Re: ab hum jaate hain...!!
Old
  (#7)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Re: ab hum jaate hain...!! - 9th November 2005, 12:15 AM

Quote:
Originally posted by karan q
Ab hum jaate hain

ek shahar aisa bhee hai, tumko hum btaate hain
jahaan log mujhe rind samajh-ker,apna muh chupaate hain
sochte hain ki aaj phir hum usska naam len,
bahoot keh chuke yaaron, ab hum jaate hain,

her mehfil me jaaker,hum usske kisse sunaate hain
jo kabhee nahi bann sakta, aisa ghar bnaate hain
phir sochte hain ki aaj usska naam le he len,
bahoot keh chuke yaaron , ab hum jaate hain,

mere naam se na jud jaaye, wo apna naam chupaate hain
hum kasoorwaar hoker bhee, sabse nazren milaate hain
aaj to sochte hain ki usska naam le he len
ufff bahoot keh chuke sabse ab hum jaate hain,

hum itne badnaam hue ki may-khaane sharmaate hain
her roz tanhaai ki kabr me apna jism dafnaate hain
phir khyaal aata hai ki usska naam le he len
haan bahoot keh chuke , ab hum jaate hain,

karan.q
-------------------------------------------------------------------------------------------------------------

kya baat hai karan.....bada accha likkha hai aapne...
saare sher behad umda hain......
dil se daad kubul karein...
take care.bye


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ruk jaate hain qadam.. sameer'shaad' Shayri-e-Dard 12 12th November 2010 08:16 AM
politician ban jaate hain SHIVANSH Humourous Shayri 0 29th March 2007 10:48 AM
dil jalaye jaate hain land_cruiser Shayri-e-Ishq 0 21st February 2005 04:50 PM
tanha reh jaate hain VIKRANT Shayri-e-Dard 0 14th September 2004 02:33 PM
Is Mod Se Jaate Hain... Roshan Hindi/Urdu Lyrics 0 23rd May 2003 09:35 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com