Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Teri nazaron se augar jo gir jaayen
Old
  (#1)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Teri nazaron se augar jo gir jaayen - 8th December 2004, 02:54 PM

Teri nazron se augar


Teri nazron se agar jo gir jaayen
To bata de hume ‘kidhar jaayen
Zinda rahe to paas aate rahenge
Itna kar sakte hain ki marr jaayen

Hum to marz hai jo jaan ke saath chutega
koi bukhaar nahi jo do din me utar jayen
Teri nazron se agar jo gir jaayen
To bata de hume ‘kidhar jaayen’

Aankhen raaton me kaise khwaab buune
Jo ujala hote he ‘ bikhar jaayen
Teri nazron se agar jo gir jaayen
To bata de hume ‘ kidhar jaayen

Her ik shakhs me tera chehra dhoondh lete hain
Tu he bata hume ab kaun se nagar jaayen
Teri nazaron se agar jo gir jaayen
To bata de hume kidhar jaayen

Jaise utthti ho koi maiyyat usske darwaje se
Hum usske kooche se iss kadar jaayen
Teri nazaron se agar jo gir jaayen
To bata de hume kidhar jaayen

Safar-e-vafaa me karan maikhane tak aa gaye,
Sochte hain yaheen thahar jaayen,
Teri nazron se augar jo gir jaayen
To bata de hume kidhar jaayen

Karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Pyaar mein aise hi hota hain :)
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Pyaar mein aise hi hota hain :) - 8th December 2004, 04:48 PM

Aadab, Ummeed karti houn Aap theek honge(health I ment) Wo ek gana post ki hain maine, Title: Ham Banjaron ki Baat...Wo yaad aa gaayi hain...Ham jo karte hain Tum wo kehte ho*gehraaiyan...(short reply kar rahi houn...hope You will understand*Dil se Daad aur shukriya quboul kijiyega. Kuch lines yaad aayi jo kuch youn hain: Jaaye tou jaaye kahan Samjhega-kaun yeaha Dard bhare dil ki zuban~Talat Mahmood Jee ki aawaaz mein hain lekin Duet song*Khush rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat chahoungi. Take care...God Bless You.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
adaab
Old
  (#3)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
adaab - 9th December 2004, 06:59 PM

Shayri showk hai ...
Mausiki rog hai
likhna aadat hai
or ussper tera jawab
qayamat hai
huzoor iss khayal se aapke zehan ki jamee per paanv rakhte hain,
ki aapke dil me baharon ka mausam aaye..
aap nahi jaante aapka replly apne qalaam per dekh ker kitna khush huaa karta houn...
Bas you samajhiye ki shayri mukammal ho gayi aapke jawaab ke saath...aap jiss gehrai se shayri se tallukaat rakhti hain.......humara kayaash ke augar aap manzil ho to phir muntazir shayri hai...
aap youn he aate rahiye humari mehfil me
Or humare her qalaam ko mukammal banate rahiye
Hum marr gaye to kaun jaanega karan kaun thaa
Magar jamane ko bataiyega...
Bura he sahi...magar shayar thaa
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#4)
friendnidhi
Registered User
friendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to behold
 
friendnidhi's Avatar
 
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 28
10th December 2004, 10:16 PM

Hi Karan
Good shayri

Dushmani jam kar karo magar ye gunjayish rahe
jab kabhi hum dost ho jaye to sharminda na ho

sochti hoon gar koi aisa raasta hota,
ki har haseen ko samajhna kuch aasan hota
to hota har shaksh aashique, sabka hota fasana
aur fir isque ki keemat na samajhta ye zamana


Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............


Friend Nidhi - A Silent Tear

"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
  Send a message via Yahoo to friendnidhi  
Reply With Quote
I do read all of Your writings**
Old
  (#5)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
I do read all of Your writings** - 11th December 2004, 12:45 AM

Quote:
Originally posted by karan q
Shayri showk hai ...
Mausiki rog hai
likhna aadat hai
or ussper tera jawab
qayamat hai
huzoor iss khayal se aapke zehan ki jamee per paanv rakhte hain,
ki aapke dil me baharon ka mausam aaye..
aap nahi jaante aapka replly apne qalaam per dekh ker kitna khush huaa karta houn...
Bas you samajhiye ki shayri mukammal ho gayi aapke jawaab ke saath...aap jiss gehrai se shayri se tallukaat rakhti hain.......humara kayaash ke augar aap manzil ho to phir muntazir shayri hai...
aap youn he aate rahiye humari mehfil me
Or humare her qalaam ko mukammal banate rahiye
Hum marr gaye to kaun jaanega karan kaun thaa
Magar jamane ko bataiyega...
Bura he sahi...magar shayar thaa
izzajat
karan.q
Aadab, Ummeed karti houn Aap theek honge*Dil se shukriya jo Aapne iss qabil samjha... Iss waqt main theek tarah se likh nahin paaoungi lekin phir kabhi sahi Ab ye keya keh rahe hain Aap~Maarne ki baat kyoun? God only Knows, right? Aayenda aisi baat na kijiyega, please**Khush rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat chahoungi...Take care...God bless You.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Hiiiii nidhi
Old
  (#6)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Hiiiii nidhi - 14th December 2004, 06:02 PM

Tum to sach me nazmo ka khazana ho
bahoot acche replly likhti ho
Meri her nazm me tumhari shirkat..
Kya baat hai
Keep writing like this only
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#7)
friendnidhi
Registered User
friendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to behold
 
friendnidhi's Avatar
 
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 28
14th December 2004, 08:40 PM

Thanks Karan,
If it was for me even if was not for me, u really write too good

ek sher arz hai bahut puarana hai
kehte hain

Duniya se jo dare use kayar kehte hain
duniya jisse dare use shayar kehte hain

par kya apko pata hai Duniya shayar se darti kyon hai??????/

Shayra ne jo likha
sach hi likha hai
apne khayalaton ko bayan karke liha hai
jo sach hota hai woh sach hi
par sach to kadwa hota hai

Regards Nidhi


Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............


Friend Nidhi - A Silent Tear

"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
  Send a message via Yahoo to friendnidhi  
Reply With Quote
Baat marne ki thee ya ishq kerne ke...kya fark padta hai
Old
  (#8)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Baat marne ki thee ya ishq kerne ke...kya fark padta hai - 14th December 2004, 10:58 PM

Dil se likhi meri tehreer ke nicche tera naam..
Mere mehmaan tujhe tere her lafz per salaam
Shimul.....Dariya si duniya ..Kitni badi or kitni gehri
ek kinare per tum or ek kinare per hum
Kabhee aisee shaam jaroor aati..
jab tumse baith ker guftgu kerte
Tujhse khud apni justju kerte
Baat to marne ki kar he di hai .. kyunki baat sacchi hai
maine suna hai sach bolna gunaah hai
Humesha khush raha kijiye
Gumnaam galiyon ke badnaam shayar ke paas
Aapke diye kuch nahi siwaye duaaon ke
unhi Ruh se nikalti duaaon ke Saath izzajat maangta hai
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Re: Teri nazaron se augar jo gir jaayen
Old
  (#9)
mrinal
Registered User
mrinal will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 101
Join Date: Nov 2004
Location: planet earth
Rep Power: 20
Re: Teri nazaron se augar jo gir jaayen - 16th December 2004, 03:52 PM

Quote:
Originally posted by karan q
Teri nazron se augar


Teri nazron se agar jo gir jaayen
To bata de hume ‘kidhar jaayen
Zinda rahe to paas aate rahenge
Itna kar sakte hain ki marr jaayen

Hum to marz hai jo jaan ke saath chutega
koi bukhaar nahi jo do din me utar jayen
Teri nazron se agar jo gir jaayen
To bata de hume ‘kidhar jaayen’

Aankhen raaton me kaise khwaab buune
Jo ujala hote he ‘ bikhar jaayen
Teri nazron se agar jo gir jaayen
To bata de hume ‘ kidhar jaayen

Her ik shakhs me tera chehra dhoondh lete hain
Tu he bata hume ab kaun se nagar jaayen
Teri nazaron se agar jo gir jaayen
To bata de hume kidhar jaayen

Jaise utthti ho koi maiyyat usske darwaje se
Hum usske kooche se iss kadar jaayen
Teri nazaron se agar jo gir jaayen
To bata de hume kidhar jaayen

Safar-e-vafaa me karan maikhane tak aa gaye,
Sochte hain yaheen thahar jaayen,
Teri nazron se augar jo gir jaayen
To bata de hume kidhar jaayen

Karan.q

good one
karan ji

mrinal


live and let live
   
Reply With Quote
Thankx mrinal
Old
  (#10)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
Thankx mrinal - 17th December 2004, 12:02 AM

Well. meri her shayri me ek paigaam dilon ke liye
muhobbat ke liye
aapne uss paigaam ko samjha ....ye inayat bhee iss shayar per khoob rahee
aate rahiye mehfil ko sajaate rahiye
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
hiiiiiii nidhi
Old
  (#11)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
hiiiiiii nidhi - 31st March 2005, 03:49 AM

hmmmmm sach kaha

duniya jisse dare use shayar kehte hain
or kitne log darte hain humse???
or logon ki chodo
apni batao
tum darrti ho humse?
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#12)
friendnidhi
Registered User
friendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to behold
 
friendnidhi's Avatar
 
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 28
31st March 2005, 07:22 AM

Main tumse dartii hoon,,,,,,,,kisne keh diyya yeh tumse.............haha ha ha ha joe of the day aaj morning mein yeh padha to itni hasi aa rahi hai
thanks for making my day



Regards Nidhi


Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............


Friend Nidhi - A Silent Tear

"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
  Send a message via Yahoo to friendnidhi  
Reply With Quote
hii nidhi
Old
  (#13)
karan q
Registered User
karan q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of lightkaran q is a glorious beacon of light
 
Offline
Posts: 1,098
Join Date: Jun 2004
Location: 238, Jagriti Enclave - Delhi
Rep Power: 26
hii nidhi - 17th April 2005, 10:50 PM

ye kya cum hai ki aapki hansi ke kaam aaye hum?
gayab he ho gayi ho contest ke baad
Khair I m inspired by Your style of writing
Soon you will find me writing in same manner

Poore contest se maine kuch he cheezen seekhi
Magar Tumhara andaaz seekha .. Issliye meri mehnat wasool ho gayi ..
Shayad jyada kuch thaa nahi seekhne ke liye
izzajat
karan.q


Fainsle Qayamat taq multavee ho gaye
Sach kahe na gaye to shayri ho gaye

Mai or samander,do gehre khwaab khuda ke.....
  Send a message via Yahoo to karan q  
Reply With Quote
Old
  (#14)
friendnidhi
Registered User
friendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to beholdfriendnidhi is a splendid one to behold
 
friendnidhi's Avatar
 
Offline
Posts: 962
Join Date: Jul 2004
Location: Delhi
Rep Power: 28
19th April 2005, 10:32 PM

Hi Karan,
Well mere exams hain abhi jis ki wajah se main gayab hoon....abhi bhi exams 2nd may tak hain online ana bhaut mushkil hai par han ek thread zaroor aaj hi post kiya hai shayri-dard mein time mile to padh lena......aur contest ki to baat hi na karo itna gussa aa raha hai...sare replies padhe aisa lag raha tha jaise ki shabdon ka jung ka maidan hai yeh....is liye maine udhar reply bhi nahi kiiya.....na karna chahti thi................. isliye maine apna likha hua post bhi nahi post kiya ab tak...woh to maine tumhe pm karte hue hi likha tha na kuch socha na kuch kilha apka msg padha ki maine contest mein part nahi liya to jaldi se shayri tumhe post kar di.........
par tumhe mere style mein kya acha lagta hai yeh nahi samjh aya main koi shayra nahi hoon bas udas jab hoti hoom to apne khayalon ko shabond mein likh de deti hoon shayra banne ka shauk bhi nahi bas koi hai nahi jisse apni batein kahoon is liye yahan post kar deti hoon...

Regards Nidhi


Na Chaho kisi ko itna ~ ~ ki chahat tumhari majboori ban jaye ~ ~ chaho kisi ko itna ki ~ ~ tumhara pyar us ke liye zaroori ban jaye...............


Friend Nidhi - A Silent Tear

"Shedding a Tear When You are Lonely - So Peaceful yet so Painful...."
  Send a message via Yahoo to friendnidhi  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*~*NaZaRoN sE nAzArOn Ke JaAm PeEtA hUn*~* Taish Shayri-e-Sharaab 0 19th April 2006 07:38 PM
Chaand me daag augar hai karan q Anjuman-e-Shayri 2 12th September 2005 11:55 AM
Augar badan ek makaan hai karan q Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 7th July 2005 12:24 AM
Mast nazaron se... ketan_b Shayri-e-Ishq 0 21st May 2004 05:40 PM
kisi aur ki nazaron ke mutaabik praveen_baliyan Aapki Shayri 2 27th March 2003 08:39 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com