Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
likha hain kuch ehsaason par jo bhulaye nahi bhulte...
Old
  (#1)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
likha hain kuch ehsaason par jo bhulaye nahi bhulte... - 4th February 2008, 07:33 AM

namaste, adab sas ria kaal

aaj bahut dino k baad, hum mehfil mein kuch pesh karne jah rahein hain. ek aarse k baad kuch likha....jo dil mein aaya...bass likh diya.....kuch yaadein nahi jaati....kuch ehsaas nahi jaate.....bass unhi kuch ehsaason par kuch likha hai.....

umeed hai aapko humara likha pasand ayega. aur humari galtyion ko app humein batayeinge.




Mohabaat mein fanna hona aabi baaki hai
Aansuon ka hisab karna aabi baaki hai
Dhundte hai usse hum andheron mein b
Uski ghalyion mein khona abbi baaki hai


Dard-e-dil sunkar kaamp uthe badal bi
Dard se inka rona abbi baaki hai

Zikr to kiya sirf unki bewaffai ka
Unki beruki se niqaab uthana aabi baaki hai

Inzehaar kiya zindagi saath bitane ka unse
Par unka inkaar karna aabi baaki hai

Chup reh kar shehi saaja humne
Bewaffai ka zurm karna aabi baaki hai

kyun chahta hain sab k hum duniya chod de
seene mein ek saans abbi baaki hai


pee liya humne zehar unki bewaffai kai
uski baahon mein girna abbi baaki hai


Nah samaj paye wo humara dard is ghazal mein
Iss ghazal ka aahkir sher abbi baaki hai


Kaise chod dun main iss duniya ko…
Bewaffa se aakri mulakat aabi baaki hai…...

.................................................. .................................................. ............................


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 4th February 2008, 01:25 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaste, adab sas ria kaal

aaj bahut dino k baad, hum mehfil mein kuch pesh karne jah rahein hain. ek aarse k baad kuch likha....jo dil mein aaya...bass likh diya.....kuch yaadein nahi jaati....kuch ehsaas nahi jaate.....bass unhi kuch ehsaason par kuch likha hai.....

umeed hai aapko humara likha pasand ayega. aur humari galtyion ko app humein batayeinge.




Mohabaat mein fanna hona aabi baaki hai
Aansuon ka hisab karna aabi baaki hai
Dhundte hai usse hum andheron mein b
Uski ghalyion mein khona abbi baaki hai


Dard-e-dil sunkar kaamp uthe badal bi
Dard se inka rona abbi baaki hai

Zikr to kiya sirf unki bewaffai ka
Unki beruki se niqaab uthana aabi baaki hai

Inzehaar kiya zindagi saath bitane ka unse
Par unka inkaar karna aabi baaki hai

Chup reh kar shehi saaja humne
Bewaffai ka zurm karna aabi baaki hai

kyun chahta hain sab k hum duniya chod de
seene mein ek saans abbi baaki hai


pee liya humne zehar unki bewaffai kai
uski baahon mein girna abbi baaki hai


Nah samaj paye wo humara dard is ghazal mein
Iss ghazal ka aahkir sher abbi baaki hai


Kaise chod dun main iss duniya ko…
Bewaffa se aakri mulakat aabi baaki hai…...

.................................................. .................................................. ............................
Aadaab Manish bhai kese hain aur kanha hain aap itne time baad dekh raha hoon aapko dekhkar bahut khushi hui ..............Aap ek bahut umda gazal lekar hazir hue jo dil ko chu gayi meri daad kubool kariye aur yanha atey rahiyega


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#3)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
4th February 2008, 04:44 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaste, adab sas ria kaal

aaj bahut dino k baad, hum mehfil mein kuch pesh karne jah rahein hain. ek aarse k baad kuch likha....jo dil mein aaya...bass likh diya.....kuch yaadein nahi jaati....kuch ehsaas nahi jaate.....bass unhi kuch ehsaason par kuch likha hai.....

umeed hai aapko humara likha pasand ayega. aur humari galtyion ko app humein batayeinge.




Mohabaat mein fanna hona aabi baaki hai
Aansuon ka hisab karna aabi baaki hai
Dhundte hai usse hum andheron mein b
Uski ghalyion mein khona abbi baaki hai


Dard-e-dil sunkar kaamp uthe badal bi
Dard se inka rona abbi baaki hai

Zikr to kiya sirf unki bewaffai ka
Unki beruki se niqaab uthana aabi baaki hai

Inzehaar kiya zindagi saath bitane ka unse
Par unka inkaar karna aabi baaki hai

Chup reh kar shehi saaja humne
Bewaffai ka zurm karna aabi baaki hai

kyun chahta hain sab k hum duniya chod de
seene mein ek saans abbi baaki hai


pee liya humne zehar unki bewaffai kai
uski baahon mein girna abbi baaki hai


Nah samaj paye wo humara dard is ghazal mein
Iss ghazal ka aahkir sher abbi baaki hai


Kaise chod dun main iss duniya ko…
Bewaffa se aakri mulakat aabi baaki hai…...

.................................................. .................................................. ............................


manish bohat hi acha likha haimujhe bohat ache lage tumhare ahsasaat magar kai jaga spellings aesi hain ke parrhne main diqqat hoi maslan ye sher


Inzehaar kiya zindagi saath bitane ka unse
Par unka inkaar karna aabi baaki hai

Chup reh kar shehi saaja humne
Bewaffai ka zurm karna aabi baaki hai

izhaar main n likha hai woh galat hai doosra sahi ki spelling bhi kuch mushkil samajh aye .....


kyun chahta hain sab k hum duniya chod de
seene mein ek saans abbi baaki hai

yahan chahta nahi chahtay hona chahiye theek na ...... baqi poetry to bohattttt zaberdast lagi khas ker jo dard ka ahsas chupa hai wo bakhubi bayan kia likhte raho khush raho apna khayal rakhna


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
13th February 2008, 06:06 AM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
Aadaab Manish bhai kese hain aur kanha hain aap itne time baad dekh raha hoon aapko dekhkar bahut khushi hui ..............Aap ek bahut umda gazal lekar hazir hue jo dil ko chu gayi meri daad kubool kariye aur yanha atey rahiyega

kashif bhaii kaise hain aap?

aapko humari ghazal pasand aayi, humein bahut khushi hui. hum aab rozana aane ki koshish karenge. yuhin saath dete raheiyga.

aapka

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
13th February 2008, 10:02 AM

mere pyarey munna.........kahaN thy etne din....kaya bahut busy thy?????
humne tumhe bahut miss kiya.....

aapki shayri acchi lagi...aur mani (koi to ho) ke sujao bhi theek lage....ahsaas acchey haiN, yu hi likhtey raho...kush raho aur aatey raha karo....

bahut sare pyar ke saath
aapki diiiii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
13th February 2008, 10:07 AM

Manish bhaiii,, kese hai aap??

aapko merul ka sadar pranaam...

manish bhai bahut hi behtareen aur dard bhare alfaazon se aaj rubaru karwaya hai aapne hamein...

aaj kai dino baad ki wapasi ke baad aapke itne khub ehsaason ko merul ka salam.... ek jita jagta chitra samne rakh diya manish bhai aapne..

ese hi mehfil ko sajate rahiyega
aaapka dost
Merul


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#7)
drashti
Registered User
drashti is a jewel in the roughdrashti is a jewel in the roughdrashti is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 106
Join Date: Sep 2004
Rep Power: 22
13th February 2008, 01:21 PM

kafi accha likha hain apne................

drashti
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
14th February 2008, 01:32 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaste, adab sas ria kaal

aaj bahut dino k baad, hum mehfil mein kuch pesh karne jah rahein hain. ek aarse k baad kuch likha....jo dil mein aaya...bass likh diya.....kuch yaadein nahi jaati....kuch ehsaas nahi jaate.....bass unhi kuch ehsaason par kuch likha hai.....

umeed hai aapko humara likha pasand ayega. aur humari galtyion ko app humein batayeinge.




Mohabaat mein fanna hona aabi baaki hai
Aansuon ka hisab karna aabi baaki hai
Dhundte hai usse hum andheron mein b
Uski ghalyion mein khona abbi baaki hai


Dard-e-dil sunkar kaamp uthe badal bi
Dard se inka rona abbi baaki hai

Zikr to kiya sirf unki bewaffai ka
Unki beruki se niqaab uthana aabi baaki hai

Inzehaar kiya zindagi saath bitane ka unse
Par unka inkaar karna aabi baaki hai

Chup reh kar shehi saaja humne
Bewaffai ka zurm karna aabi baaki hai

kyun chahta hain sab k hum duniya chod de
seene mein ek saans abbi baaki hai


pee liya humne zehar unki bewaffai kai
uski baahon mein girna abbi baaki hai


Nah samaj paye wo humara dard is ghazal mein
Iss ghazal ka aahkir sher abbi baaki hai


Kaise chod dun main iss duniya ko…
Bewaffa se aakri mulakat aabi baaki hai…...

.................................................. .................................................. ............................
keep it up the good work manish, i admire ur creativity,
realli nice to read u, many time when we chat i never imagine that u have such wonderful poet in side u hiding ur creativity and potential. just let it come out.

keep it up the good work
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#9)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
16th February 2008, 02:07 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaste, adab sas ria kaal

aaj bahut dino k baad, hum mehfil mein kuch pesh karne jah rahein hain. ek aarse k baad kuch likha....jo dil mein aaya...bass likh diya.....kuch yaadein nahi jaati....kuch ehsaas nahi jaate.....bass unhi kuch ehsaason par kuch likha hai.....

umeed hai aapko humara likha pasand ayega. aur humari galtyion ko app humein batayeinge.




Mohabaat mein fanna hona aabi baaki hai
Aansuon ka hisab karna aabi baaki hai
Dhundte hai usse hum andheron mein b
Uski ghalyion mein khona abbi baaki hai


Dard-e-dil sunkar kaamp uthe badal bi
Dard se inka rona abbi baaki hai

Zikr to kiya sirf unki bewaffai ka
Unki beruki se niqaab uthana aabi baaki hai

Inzehaar kiya zindagi saath bitane ka unse
Par unka inkaar karna aabi baaki hai

Chup reh kar shehi saaja humne
Bewaffai ka zurm karna aabi baaki hai

kyun chahta hain sab k hum duniya chod de
seene mein ek saans abbi baaki hai


pee liya humne zehar unki bewaffai kai
uski baahon mein girna abbi baaki hai


Nah samaj paye wo humara dard is ghazal mein
Iss ghazal ka aahkir sher abbi baaki hai


Kaise chod dun main iss duniya ko…
Bewaffa se aakri mulakat aabi baaki hai…...

.................................................. .................................................. ............................





Manish ji
der se reply kr rahi hu uske liye maafi chahungi
lekin apki yeh ghazal mujhe bahut pasand aayi hai
aap dusron ki tarreef karte hai yahan toh apki tarreef karne ko mere paas shabd nahi hai... kafi tym baad apka likkha padhne ko mila per behad khoobsoorat likkha hai...umeed hai aage bhi aise hi padhne ka mauqa denge aap...




Inzehaar kiya zindagi saath bitane ka unse
Par unka inkaar karna aabi baaki hai


yeh sher mujhe bahut pasand aaya... aap biti laggii is sher mein
aap u hin likhte rahiye


taek caer


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
frnd 4ever
Old
  (#10)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile frnd 4ever - 16th February 2008, 06:39 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaste, adab sas ria kaal

aaj bahut dino k baad, hum mehfil mein kuch pesh karne jah rahein hain. ek aarse k baad kuch likha....jo dil mein aaya...bass likh diya.....kuch yaadein nahi jaati....kuch ehsaas nahi jaate.....bass unhi kuch ehsaason par kuch likha hai.....

umeed hai aapko humara likha pasand ayega. aur humari galtyion ko app humein batayeinge.




Mohabaat mein fanna hona aabi baaki hai
Aansuon ka hisab karna aabi baaki hai
Dhundte hai usse hum andheron mein b
Uski ghalyion mein khona abbi baaki hai


Dard-e-dil sunkar kaamp uthe badal bi
Dard se inka rona abbi baaki hai

Zikr to kiya sirf unki bewaffai ka
Unki beruki se niqaab uthana aabi baaki hai

Inzehaar kiya zindagi saath bitane ka unse
Par unka inkaar karna aabi baaki hai

Chup reh kar shehi saaja humne
Bewaffai ka zurm karna aabi baaki hai

kyun chahta hain sab k hum duniya chod de
seene mein ek saans abbi baaki hai


pee liya humne zehar unki bewaffai kai
uski baahon mein girna abbi baaki hai


Nah samaj paye wo humara dard is ghazal mein
Iss ghazal ka aahkir sher abbi baaki hai


Kaise chod dun main iss duniya ko…
Bewaffa se aakri mulakat aabi baaki hai…...

.................................................. .................................................. ............................

Aadab manish ji,
kaise hai aap?


janab hame kuch kehna baaki hai

wah janab kya baat hain,
itni umda nazm,MASHA ALLAH,
bohot khoob,
ALLAH or tarakki de aapko.

khush rahiye
apna khayal rakhiye
Allah hafiz


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
26th February 2008, 06:11 AM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
manish bohat hi acha likha haimujhe bohat ache lage tumhare ahsasaat magar kai jaga spellings aesi hain ke parrhne main diqqat hoi maslan ye sher


Inzehaar kiya zindagi saath bitane ka unse
Par unka inkaar karna aabi baaki hai

Chup reh kar shehi saaja humne
Bewaffai ka zurm karna aabi baaki hai

izhaar main n likha hai woh galat hai doosra sahi ki spelling bhi kuch mushkil samajh aye .....


kyun chahta hain sab k hum duniya chod de
seene mein ek saans abbi baaki hai

yahan chahta nahi chahtay hona chahiye theek na ...... baqi poetry to bohattttt zaberdast lagi khas ker jo dard ka ahsas chupa hai wo bakhubi bayan kia likhte raho khush raho apna khayal rakhna


diiiiiiiiii............................

kaise hain aap?

thanku for pin pointing my mistakes. next i will keep these little things in mind. aage b yuhin ghaltyion k baare mein please batate raheiyga. and also.....thanku sooooo much for your wonderful words and kind support.

aapka

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#12)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
9th March 2008, 05:49 AM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
manish bohat hi acha likha haimujhe bohat ache lage tumhare ahsasaat magar kai jaga spellings aesi hain ke parrhne main diqqat hoi maslan ye sher


Inzehaar kiya zindagi saath bitane ka unse
Par unka inkaar karna aabi baaki hai

Chup reh kar shehi saaja humne
Bewaffai ka zurm karna aabi baaki hai

izhaar main n likha hai woh galat hai doosra sahi ki spelling bhi kuch mushkil samajh aye .....


kyun chahta hain sab k hum duniya chod de
seene mein ek saans abbi baaki hai

yahan chahta nahi chahtay hona chahiye theek na ...... baqi poetry to bohattttt zaberdast lagi khas ker jo dard ka ahsas chupa hai wo bakhubi bayan kia likhte raho khush raho apna khayal rakhna
mani diiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii

kaise hain aap?

aaapko yaahan dekh-kar bahut khushi hui. di humein khud par bahut gussa aaya...humein yeh mistakes khud pick karni chahiye thi. par hum aapka shukriya aada karte hain k aapne humein humari ghaltyion k baare mein bataya. thanku . hum next time zaruur dayaan denge.

humari koshish ko padne aur sarhane k liye bahut bahut shukriya. umeed hai aap aage bi ess nacheez ko padte rahenge.

Thanku for you support.

Gud bless u

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
9th March 2008, 10:11 AM

ManiSh BHaa'ii:

namaskaaR..!

be-Had KhuShii hu'ii bazm meN aapkii tehreer deKh ke.. aur la-jawaab aNdaaz-e-bayaaN hay aapka.. duaa hay zor-e-qalaam aur baRheN zeyaadaah..! daad..!!

KhuSh raheN. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
udtapanchhi
Guest
 
Posts: n/a
9th March 2008, 08:23 PM

bahut khoob !!! bas likhte jayiye !! all the best !!
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
20th April 2008, 10:33 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
mere pyarey munna.........kahaN thy etne din....kaya bahut busy thy?????
humne tumhe bahut miss kiya.....

aapki shayri acchi lagi...aur mani (koi to ho) ke sujao bhi theek lage....ahsaas acchey haiN, yu hi likhtey raho...kush raho aur aatey raha karo....

bahut sare pyar ke saath
aapki diiiii

didiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii

aap kaise hain? aapko yahan dekh-kar bahut khushi hui. main b manni di k diye hue sujawo k saath sehmat hun. i have learnt my lesson. agli bar galti nahi hogi. thank you for your kind words. aage b yuhin saath dete raheiyga.

aapka

Munna


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Lokesh
Old
  (#16)
lokeshhzb
Registered User
lokeshhzb is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 0
Arrow Lokesh - 20th June 2008, 05:05 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaste, adab sas ria kaal

aaj bahut dino k baad, hum mehfil mein kuch pesh karne jah rahein hain. ek aarse k baad kuch likha....jo dil mein aaya...bass likh diya.....kuch yaadein nahi jaati....kuch ehsaas nahi jaate.....bass unhi kuch ehsaason par kuch likha hai.....

umeed hai aapko humara likha pasand ayega. aur humari galtyion ko app humein batayeinge.




Mohabaat mein fanna hona aabi baaki hai
Aansuon ka hisab karna aabi baaki hai
Dhundte hai usse hum andheron mein b
Uski ghalyion mein khona abbi baaki hai


Dard-e-dil sunkar kaamp uthe badal bi
Dard se inka rona abbi baaki hai

Zikr to kiya sirf unki bewaffai ka
Unki beruki se niqaab uthana aabi baaki hai

Inzehaar kiya zindagi saath bitane ka unse
Par unka inkaar karna aabi baaki hai

Chup reh kar shehi saaja humne
Bewaffai ka zurm karna aabi baaki hai

kyun chahta hain sab k hum duniya chod de
seene mein ek saans abbi baaki hai


pee liya humne zehar unki bewaffai kai
uski baahon mein girna abbi baaki hai


Nah samaj paye wo humara dard is ghazal mein
Iss ghazal ka aahkir sher abbi baaki hai


Kaise chod dun main iss duniya ko…
Bewaffa se aakri mulakat aabi baaki hai…...

.................................................. .................................................. ............................
This is lokesh. Dost aaki kalam me abhi bahut jaan baki hai. Keep it up
   
Reply With Quote
dard pe daad dun bhi to kya
Old
  (#17)
ALLAHARAKHA
tere raah mein
ALLAHARAKHA is just really niceALLAHARAKHA is just really niceALLAHARAKHA is just really niceALLAHARAKHA is just really nice
 
ALLAHARAKHA's Avatar
 
Offline
Posts: 73
Join Date: Jun 2008
Location: delhi
Rep Power: 19
dard pe daad dun bhi to kya - 20th June 2008, 11:36 PM

sabhi ka dard sabke liye bada hota hai, aur aapne bahut khuubsoorti se aapne in ehssaso ko sabdon mein ukera hai, sach much aapka kalam daad k kabil hai,

kisi namalum shayar ka sher arz kar rahan hun

jo na mile wahi bewafa
ye badi ajeeb si baat hai
jo chala gaya mujhe chorr ke
wahi aaj tak mujhe yaad hai

allaharakha

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
namaste, adab sas ria kaal

aaj bahut dino k baad, hum mehfil mein kuch pesh karne jah rahein hain. ek aarse k baad kuch likha....jo dil mein aaya...bass likh diya.....kuch yaadein nahi jaati....kuch ehsaas nahi jaate.....bass unhi kuch ehsaason par kuch likha hai.....

umeed hai aapko humara likha pasand ayega. aur humari galtyion ko app humein batayeinge.




Mohabaat mein fanna hona aabi baaki hai
Aansuon ka hisab karna aabi baaki hai
Dhundte hai usse hum andheron mein b
Uski ghalyion mein khona abbi baaki hai


Dard-e-dil sunkar kaamp uthe badal bi
Dard se inka rona abbi baaki hai

Zikr to kiya sirf unki bewaffai ka
Unki beruki se niqaab uthana aabi baaki hai

Inzehaar kiya zindagi saath bitane ka unse
Par unka inkaar karna aabi baaki hai

Chup reh kar shehi saaja humne
Bewaffai ka zurm karna aabi baaki hai

kyun chahta hain sab k hum duniya chod de
seene mein ek saans abbi baaki hai


pee liya humne zehar unki bewaffai kai
uski baahon mein girna abbi baaki hai


Nah samaj paye wo humara dard is ghazal mein
Iss ghazal ka aahkir sher abbi baaki hai


Kaise chod dun main iss duniya ko…
Bewaffa se aakri mulakat aabi baaki hai…...

.................................................. .................................................. ............................


tere raah mein
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Bhulaye nahi jaate shayri12345 Shayri-e-Ishq 3 10th August 2005 01:58 PM
kuch likha hai faiq Shayri-e-Ishq 4 11th June 2005 07:16 AM
Ek Mudat kay baad kuch Dil se likha hay.......... sukanya Shayri-e-Dard 12 30th September 2004 07:51 PM
ishq pe kuch likha hai. SMAH Shayri-e-Ishq 12 24th January 2003 07:20 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com