tu meri ansu main teri yaad -
22nd November 2008, 07:46 AM
tu meri nind hai , main tera khwab hun
tu meri kal bani , par main tera aaj hun .
tum bane gul kabhi , hum wahi aftab hai .
tu meri nind hai main tera khawab hun.
tum baras gaye kabhi ankho se badlo ki tarah.
tum to ansu ho meri par main teri yaad hun .
tu meri nind hai main tera khawab hun .
tum to bhul gaye hame , hum ye jante the magar.
tum akele ho kahin , par main tere sath hun .
akhiri salaam bhi hamne tera le liya.
tum to ho anjaan , par main teri jaan hun
ish kore kagaj par sabdo ki suruat aap se ho . hum bahut tadpe aab tadpne ki suruat aap se ho. tamana hai sanso ki aap ban jaye meri jindagi. meri har subah har saam har raat aapse ho .
|