Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
*Patthar Sulag~*~Mumtaz Rashid Jee**
Old
  (#1)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
*Patthar Sulag~*~Mumtaz Rashid Jee** - 25th January 2006, 05:28 PM

Patthar sulag rahe the koyii naqsh-e-paaa na thaa
Ham uss taraf chale the jidhar raastaa na thaa

Parchhaaiyon ke shahar kii tanhaaiiyaan na pouchh
Aapnaa Shariik-e-Gham koyii aapne sivaa na thaa

Youn dekhtii hai goum-shudaa lamhon ke moD se
Iss zindagii se jaise koii waastaa na thaa

Chehron pe jam gayii thii Khayaalon kii uljhanein
Lafzon kii justajuu mein koyii boltaa na thaa

Khurshiid keyaa ubhaarte dil kii aahon? se ham
Iss anjuman mein koyii sahar_aashanaa na thaa...**


*Writer: Mumtaz Rashid Jee**


*Keep Smilling.......**


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
25th January 2006, 06:40 PM

shukria shimul ise share karne k liye.
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Daanish_ Hyd
Registered User
Daanish_ Hyd will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 94
Join Date: Jan 2006
Location: Hyderabad, India
Rep Power: 19
25th January 2006, 08:20 PM

shukriya shimul
Mumtaz Rashid ke apne andaaz ki ghazal.
kya kehne. aap itni mehnat-o-mashaqqat se muntakhib kalaam ko bazm meiN pesh karti haiN.
thanks for sharing it here with all of us.
khair andesh


daanish hyderabadi
  Send a message via Yahoo to Daanish_ Hyd  
Reply With Quote
:) @};-
Old
  (#4)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
:) @};- - 9th March 2006, 03:25 AM

Quote:
Originally posted by meena chheda
shukria shimul ise share karne k liye.
Dear Meena, Hope You Are Well Dil Ki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher Saare Phoul,Shukriya **Khush Rahiye ye Duwaaon ke saath ijaazat... **Take Care... **God bless You.**


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
balvinder
Registered User
balvinder has a spectacular aura aboutbalvinder has a spectacular aura aboutbalvinder has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 226
Join Date: Jan 2006
Location: indore(mp)india
Rep Power: 21
10th March 2006, 10:54 PM

pankaj udhas ki gayee rashid sahab kee iss ghazal ke baad unka ek kalaam hamaaree jaanib se aap ke liye.......

aaj bhii hai.n mere qadamo.n ke nishaa.N aavaaraa
terii galiyo.n me.n bhaTakate the jahaa.N aavaaraa

tujh se kyaa bichha.De to ye ho ga_ii apanii haalat
jaise ho jaaye havaao.n me.n dhuaa.N aavaaraa

mere shero.n kii thii pahachaan usii ke dam se
us ko kho kar hue benaam-o-nishaa.N aavaaraa

jis ko bhii chaahaa use TuuT ke chaahaa "Raashid"
kam mile.nge tumhe.n ham jaise yahaa.N aavaaraa


mazahab ko_ii lauTaale aur uskii jagah de-de
taHzeeb saleeke kee, insaan qareene ke
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Rimjhim gire sawan sulag sulag jaye man!Join Maham in this thread!!!!!!!!! MahamAzmi Anjuman-e-Shayri 27 3rd January 2010 12:08 PM
patthar ke Khudaa patthar ke sanam patthar ke hii insaa.N paaye hai.n Mayank Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 18th May 2008 05:56 PM
*mujh se mera kya rishta hai har ik rishta bhool gaya.."Mumtaz Rashid jee"* Diggaj_Dave Ghazal Section 1 10th September 2006 05:37 PM
*Kabhi Dosti.......Mumtaz Rashid Jee** Shimul Shayri-e-Mashahoor Shayar 4 28th January 2006 04:42 PM
patthar sulag rahe the ko_ii naqsh-e-paaa na thaa - by Mumtaz Mirza Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 14th May 2003 08:48 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com