Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ungliya'n thakti nahi'n
Old
  (#1)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
Ungliya'n thakti nahi'n - 9th October 2009, 03:13 PM

Sab Dosto’n ko merasalaam………………………………Kuchh din pehle ek thread par kisi sathi ne ek baat kahi thi “likhte likhte aap logo’n ki ungliya’n nahi’n thakti” …………..Is baat par maine ek sher kaha tha jo ki is ghazal ka akhiri sher hai………phir kuchh aur sher bhi ho gaye……….. jinh’ne mai’n aaj apke samne pesh kar raha hu’n ………….
mulaheza farmaye’n…………………………

uDte-uDte pyari-pyari titliya’n thakti nahi’n
tairti rehti hai’n har dam machhliya’n thakti nahi’n

saKhtiyo’n ko jhelti hai’n rasta-rasta gaam-gaam
pao’n chahe thak bhi jaye’n jutiya’n thakti nahi’n

har andheri raat ko roshan bana deti hai’n yeh
jagmagate-jagmagate battiya’n thakti nahi’n

TanTanaTan –TanTanaTan bajti rehti hai’n sada
Bajte-bajte mandiro’n ki ghanTiya’n thakti nahi’n

kamsini ki shoKhiyo’n mei’n kho gayee sharm-o-haya
khilkhilate- khilkhilate laDkiya’n thakti nahi’n

dana-dana leke jati hai’n ye manzil ki taraf
chhoTi- chhoTi nanhi-nanhi chintiiya’n thakti nahi’n

lamha-lamha do dilo’n ke faasle miTte gaye
dooriyo'n ke baad ab nazdikiya’n thakti nahi’n

paDhte-paDhte log thak jate hai’n meri shayri
likhte-likhte phir bhi meri ungliya’n thakti nahi’n

.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
9th October 2009, 03:19 PM

Quote:
Originally Posted by fezan View Post
Sab Dosto’n ko merasalaam………………………………Kuchh din pehle ek thread par kisi sathi ne ek baat kahi thi “likhte likhte aap logo’n ki ungliya’n nahi’n thakti” …………..Is baat par maine ek sher kaha tha jo ki is ghazal ka akhiri sher hai………phir kuchh aur sher bhi ho gaye……….. jinh’ne mai’n aaj apke samne pesh kar raha hu’n ………….
mulaheza farmaye’n…………………………

uDte-uDte pyari-pyari titliya’n thakti nahi’n
tairti rehti hai’n har dam machhliya’n thakti nahi’n

saKhtiyo’n ko jhelti hai’n rasta-rasta gaam-gaam
pao’n chahe thak bhi jaye’n jutiya’n thakti nahi’n

har andheri raat ko roshan bana deti hai’n yeh
jagmagate-jagmagate battiya’n thakti nahi’n

TanTanaTan –TanTanaTan bajti rehti hai’n sada
Bajte-bajte mandiro’n ki ghanTiya’n thakti nahi’n

kamsini ki shoKhiyo’n mei’n kho gayee sharm-o-haya
khilkhilate- khilkhilate laDkiya’n thakti nahi’n

dana-dana leke jati hai’n ye manzil ki taraf
chhoTi- chhoTi nanhi-nanhi chintiiya’n thakti nahi’n

lamha-lamha do dilo’n ke faasle miTte gaye
dooriyo'n ke baad ab nazdikiya’n thakti nahi’n

paDhte-paDhte log thak jate hai’n meri shayri
likhte-likhte phir bhi meri ungliya’n thakti nahi’n
paDhte-paDhte log thak jate hai’n meri shayri
likhte-likhte phir bhi meri ungliya’n thakti nahi’n

wah ,fezan sahab.........wakai bahut accha sher likha hai apne........
daad kabool kijiye........

regards
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
9th October 2009, 03:50 PM

Quote:
Originally Posted by fezan View Post
Sab Dosto’n ko merasalaam………………………………Kuchh din pehle ek thread par kisi sathi ne ek baat kahi thi “likhte likhte aap logo’n ki ungliya’n nahi’n thakti” …………..Is baat par maine ek sher kaha tha jo ki is ghazal ka akhiri sher hai………phir kuchh aur sher bhi ho gaye……….. jinh’ne mai’n aaj apke samne pesh kar raha hu’n ………….
mulaheza farmaye’n…………………………

uDte-uDte pyari-pyari titliya’n thakti nahi’n
tairti rehti hai’n har dam machhliya’n thakti nahi’n

saKhtiyo’n ko jhelti hai’n rasta-rasta gaam-gaam
pao’n chahe thak bhi jaye’n jutiya’n thakti nahi’n

har andheri raat ko roshan bana deti hai’n yeh
jagmagate-jagmagate battiya’n thakti nahi’n

TanTanaTan –TanTanaTan bajti rehti hai’n sada
Bajte-bajte mandiro’n ki ghanTiya’n thakti nahi’n

kamsini ki shoKhiyo’n mei’n kho gayee sharm-o-haya
khilkhilate- khilkhilate laDkiya’n thakti nahi’n

dana-dana leke jati hai’n ye manzil ki taraf
chhoTi- chhoTi nanhi-nanhi chintiiya’n thakti nahi’n

lamha-lamha do dilo’n ke faasle miTte gaye
dooriyo'n ke baad ab nazdikiya’n thakti nahi’n

paDhte-paDhte log thak jate hai’n meri shayri
likhte-likhte phir bhi meri ungliya’n thakti nahi’n
Faizan Sahab Aadaab.........

Mudat baad aapko padhne ka maukha mila hai........ Behad khushi mehsus hui aapki Gazal padhker...
Bahut hi khoobsurat aur pur kashish ahsaas hai aapki is gazal ke sabhi sher achche lage
but is sher mein aap ne ladkiyoN ke saath jyadti ki hai, shayad isliye yeh sher pasand nahi aaya..

Baqi sabhi sheroN per dil se daad kabool kijiye....

Aate rahiye...
Bazm ko roshan karte rahiye..
Khuda Hafez..

  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 9th October 2009, 04:01 PM

bahot khub........................kya jawab diya hai aapne
achcha laga padh kar

Regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#5)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
17th October 2009, 04:34 PM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
paDhte-paDhte log thak jate hai’n meri shayri
likhte-likhte phir bhi meri ungliya’n thakti nahi’n

wah ,fezan sahab.........wakai bahut accha sher likha hai apne........
daad kabool kijiye........

regards
Daad ke liye bahot bahot shukriya Zidd ji

khush rahiye

Fezan

.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
17th October 2009, 05:59 PM

amha-lamha do dilo’n ke faasle miTte gaye
dooriyo'n ke baad ab nazdikiya’n thakti nahi’n

paDhte-paDhte log thak jate hai’n meri shayri
likhte-likhte phir bhi meri ungliya’n thakti nahi’n

dan dana dan, tan tana tan...hahaha.....:: ))...bohat hi musical ghazal likhi hai aapne fezan saheb.....

aakhri 2 sher zyada acche lage mujhe..

yuhi likhte rahiye...

Zainy

PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#7)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
20th October 2009, 08:39 PM

Fezan ji....Aadaab.....Main kiya kahu is ghazal ke baare mai....aapne kuch kehne ke liye chhoda hi nahi......bahut khub likha hai aapne...har sher...lajawaab kar diya sach mai.....aise hi likhte rahiye....

yeh sher toh mujhe khaas pasand aaya......

paDhte-paDhte log thak jate hai’n meri shayri
likhte-likhte phir bhi meri ungliya’n thakti nahi’n

tahe dil se daad....kabul kijiye....

khush rahiye....
duaaon ke saath....

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
23rd October 2009, 09:14 PM

Fezan Jii,,

Very nice....

I like your composition a lot....

Keep writing,,

Take care,,

GOD BLESS YOU,,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
26th October 2009, 03:48 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
Faizan Sahab Aadaab.........

Mudat baad aapko padhne ka maukha mila hai........ Behad khushi mehsus hui aapki Gazal padhker...
Bahut hi khoobsurat aur pur kashish ahsaas hai aapki is gazal ke sabhi sher achche lage
but is sher mein aap ne ladkiyoN ke saath jyadti ki hai, shayad isliye yeh sher pasand nahi aaya..

kamsini ki shoKhiyo’n mei’n kho gayee sharm-o-haya
khilkhilate- khilkhilate laDkiya’n thakti nahi’n

Baqi sabhi sheroN per dil se daad kabool kijiye....

Aate rahiye...
Bazm ko roshan karte rahiye..
Khuda Hafez..
Khwahish Sahab Adab

Kaise hain aap

Daad ke liye behad shukrguzar hun aur der se jawab dene ke liye mazrat bhi chahta hun.....................................
jahan tak is sher ta talluq hai, ye sher sirf kamsin ladkiyon ke liye kaha gaya lai......................
kyonki ladkiyan to 10 saal se lekar.......... 40-45 saal tak ki ho sakti hain (WO bhi apne ko ladki kahelwana hi pasand karti hain)..........

lekin ye sher maine sirf 15-16 saal tak ki ladkiyon ke liye kaha hai........isliye isse badi ladkiyon ko bura manne ki koi zururat nahin hai....................

Khush rahiye

Khuda Haafiz

Fezan

.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Smile 27th October 2009, 01:38 AM

Quote:
Originally Posted by fezan View Post
Sab Doston ko merasalaamKuchh din pehle ek thread par kisi sathi ne ek baat kahi thi likhte likhte aap logon ki ungliyan nahin thakti ..Is baat par maine ek sher kaha tha jo ki is ghazal ka akhiri sher haiphir kuchh aur sher bhi ho gaye.. jinhne main aaj apke samne pesh kar raha hun .
mulaheza farmayen

uDte-uDte pyari-pyari titliyan thakti nahin
tairti rehti hain har dam machhliyan thakti nahin

saKhtiyon ko jhelti hain rasta-rasta gaam-gaam
paon chahe thak bhi jayen jutiyan thakti nahin

har andheri raat ko roshan bana deti hain yeh
jagmagate-jagmagate battiyan thakti nahin

TanTanaTan TanTanaTan bajti rehti hain sada
Bajte-bajte mandiron ki ghanTiyan thakti nahin

kamsini ki shoKhiyon mein kho gayee sharm-o-haya
khilkhilate- khilkhilate laDkiyan thakti nahin

dana-dana leke jati hain ye manzil ki taraf
chhoTi- chhoTi nanhi-nanhi chintiiyan thakti nahin

lamha-lamha do dilon ke faasle miTte gaye
dooriyo'n ke baad ab nazdikiyan thakti nahin

paDhte-paDhte log thak jate hain meri shayri
likhte-likhte phir bhi meri ungliyan thakti nahin
Fezan saheb,

Aapko pdhne ka mauka pehli martba mila hai, achha laga pdh kar...

Vikram Jethi

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#11)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
5th November 2009, 03:48 PM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
bahot khub........................kya jawab diya hai aapne
achcha laga padh kar

Regards
Parineeta jii

Zarranawazi ke liye shukriya........................................

Aise hi sath deti rahiye...

Duaon ke sath

Apka Dost

Fezan

.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
kabir_shayer
Aapka Dost
kabir_shayer has a spectacular aura aboutkabir_shayer has a spectacular aura aboutkabir_shayer has a spectacular aura about
 
kabir_shayer's Avatar
 
Offline
Posts: 55
Join Date: Oct 2009
Location: Delhi
Rep Power: 17
12th November 2009, 07:59 PM

bohot khoob
likhte rahiye
main naya naya shayar hoon kuch hint miljaye to maza aajayega
  Send a message via Yahoo to kabir_shayer  
Reply With Quote
Old
  (#13)
noor_noor
Registered User
noor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to beholdnoor_noor is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 545
Join Date: Feb 2009
Rep Power: 25
24th November 2009, 06:17 PM

lamha-lamha do dilo’n ke faasle miTte gaye
dooriyo'n ke baad ab nazdikiya’n thakti nahi’n

kya baat hai Fezan sahab bhut hi khoob daad hazir hai janaab qubool farmaaiye

aslam

you.n na samjhoge kinare pe khade rehkar tum
behta dariya hu.n mujhy haath se choo kar daikho
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
rajinderseep
Registered User
rajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud of
 
Offline
Posts: 748
Join Date: Oct 2009
Location: new york U.S.A.
Rep Power: 28
25th November 2009, 10:10 AM

this is ammazing
wow
just wonderfull
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
hasrat
Registered User
hasrat has a spectacular aura abouthasrat has a spectacular aura about
 
hasrat's Avatar
 
Offline
Posts: 155
Join Date: Nov 2009
Rep Power: 16
26th November 2009, 01:13 PM

Quote:
Originally Posted by fezan View Post
Sab Dosto’n ko merasalaam………………………………Kuchh din pehle ek thread par kisi sathi ne ek baat kahi thi “likhte likhte aap logo’n ki ungliya’n nahi’n thakti” …………..Is baat par maine ek sher kaha tha jo ki is ghazal ka akhiri sher hai………phir kuchh aur sher bhi ho gaye……….. jinh’ne mai’n aaj apke samne pesh kar raha hu’n ………….
mulaheza farmaye’n…………………………

uDte-uDte pyari-pyari titliya’n thakti nahi’n
tairti rehti hai’n har dam machhliya’n thakti nahi’n

saKhtiyo’n ko jhelti hai’n rasta-rasta gaam-gaam
pao’n chahe thak bhi jaye’n jutiya’n thakti nahi’n

har andheri raat ko roshan bana deti hai’n yeh
jagmagate-jagmagate battiya’n thakti nahi’n

TanTanaTan –TanTanaTan bajti rehti hai’n sada
Bajte-bajte mandiro’n ki ghanTiya’n thakti nahi’n

kamsini ki shoKhiyo’n mei’n kho gayee sharm-o-haya
khilkhilate- khilkhilate laDkiya’n thakti nahi’n

dana-dana leke jati hai’n ye manzil ki taraf
chhoTi- chhoTi nanhi-nanhi chintiiya’n thakti nahi’n

lamha-lamha do dilo’n ke faasle miTte gaye
dooriyo'n ke baad ab nazdikiya’n thakti nahi’n

paDhte-paDhte log thak jate hai’n meri shayri
likhte-likhte phir bhi meri ungliya’n thakti nahi’n
deri ke liye gustakhi chahte hai par kya kare or kya kahe.................. hame aapki ye gazal bahut hi khubsurat lagi, kis andaaz se aapne isse likha, isme padhne me mujhe bahut khushi hui aapne kitni aasani se sabke dard ko bayan bhi kar diya ........................................... or aapki tarif likhte likhte mere hath thake nahi ........................

(๏̯͡๏) (๏̯͡๏)

Hasratein dilo ki chupaye nahi chupti hai,
dard juba par bankar bayan sab karti hai.....

*****************************
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai..
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai.......
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai....
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
5th March 2010, 09:32 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
amha-lamha do dilo’n ke faasle miTte gaye
dooriyo'n ke baad ab nazdikiya’n thakti nahi’n

paDhte-paDhte log thak jate hai’n meri shayri
likhte-likhte phir bhi meri ungliya’n thakti nahi’n

dan dana dan, tan tana tan...hahaha.....:: ))...bohat hi musical ghazal likhi hai aapne fezan saheb.....

aakhri 2 sher zyada acche lage mujhe..

yuhi likhte rahiye...
Mohtarma Zainy Sahiba..................zarranawazi ke liye tahe dil se shukrguzaar hun.................

Aise hi sath deti rahiye........................

Duaon ke sath

Apka dost

Fezan

.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
5th March 2010, 09:38 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Fezan ji....Aadaab.....Main kiya kahu is ghazal ke baare mai....aapne kuch kehne ke liye chhoda hi nahi......bahut khub likha hai aapne...har sher...lajawaab kar diya sach mai.....aise hi likhte rahiye....
yeh sher toh mujhe khaas pasand aaya......
paDhte-paDhte log thak jate hai’n meri shayri
likhte-likhte phir bhi meri ungliya’n thakti nahi’n
tahe dil se daad....kabul kijiye....
khush rahiye....
duaaon ke saath....
Naresh bhai.............Aadab

Aap ki is mohabbat aur qadrdani ka shukriya ada karne ke liye mere paas alfaaz nahin hain....... tahe dil se apka mamnoon aur shukr guzaar hun.....................

Aise hi hausla afzaai karte rahiye..................

Khush rahiye..............

Dua go

Apka dost

Fezan

.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 5th March 2010, 10:36 PM

Quote:
Originally Posted by fezan View Post
Sab Dosto’n ko merasalaam………………………………Kuchh din pehle ek thread par kisi sathi ne ek baat kahi thi “likhte likhte aap logo’n ki ungliya’n nahi’n thakti” …………..Is baat par maine ek sher kaha tha jo ki is ghazal ka akhiri sher hai………phir kuchh aur sher bhi ho gaye……….. jinh’ne mai’n aaj apke samne pesh kar raha hu’n ………….
mulaheza farmaye’n…………………………

uDte-uDte pyari-pyari titliya’n thakti nahi’n
tairti rehti hai’n har dam machhliya’n thakti nahi’n

saKhtiyo’n ko jhelti hai’n rasta-rasta gaam-gaam
pao’n chahe thak bhi jaye’n jutiya’n thakti nahi’n

har andheri raat ko roshan bana deti hai’n yeh
jagmagate-jagmagate battiya’n thakti nahi’n

TanTanaTan –TanTanaTan bajti rehti hai’n sada
Bajte-bajte mandiro’n ki ghanTiya’n thakti nahi’n

kamsini ki shoKhiyo’n mei’n kho gayee sharm-o-haya
khilkhilate- khilkhilate laDkiya’n thakti nahi’n

dana-dana leke jati hai’n ye manzil ki taraf
chhoTi- chhoTi nanhi-nanhi chintiiya’n thakti nahi’n

lamha-lamha do dilo’n ke faasle miTte gaye
dooriyo'n ke baad ab nazdikiya’n thakti nahi’n

paDhte-paDhte log thak jate hai’n meri shayri
likhte-likhte phir bhi meri ungliya’n thakti nahi’n
fezan bhai
radhe radhe

maine pahli baar apko pada hai bahut anand aaya dil se daad hazir hai

Aapka Apna
Ishk

'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है

email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
8th March 2010, 12:39 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Fezan Jii,,

Very nice....

I like your composition a lot....

Keep writing,,

Take care,,

GOD BLESS YOU,,
Thanks a lot Hassan ji,

Aise hi hausla badhate rahiye...........

apna khayal rakhiye....

Apka dost

Fezan

.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
16th October 2010, 08:48 PM

Quote:
Originally Posted by kabir_shayer View Post
bohot khoob
likhte rahiye
main naya naya shayar hoon kuch hint miljaye to maza aajayega
Thanks a lot Kabir sahab..............sabhi ek din naye hote hain...

Khush rahiye...

.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
16th October 2010, 08:50 PM

Quote:
Originally Posted by noor_noor View Post
lamha-lamha do dilo’n ke faasle miTte gaye
dooriyo'n ke baad ab nazdikiya’n thakti nahi’n

kya baat hai Fezan sahab bhut hi khoob daad hazir hai janaab qubool farmaaiye

aslam
Aslam bhai...bahot shukriya...

Jeete rahiye...

.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
18th October 2010, 11:38 AM

Subhan_allah Fezan saheb jis bandish me aapne yeh kalam likha hai uska jawab nahi...........really loved it.

rep++++

Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#23)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
24th February 2011, 09:56 PM

Quote:
Originally Posted by hasrat View Post
deri ke liye gustakhi chahte hai par kya kare or kya kahe.................. hame aapki ye gazal bahut hi khubsurat lagi, kis andaaz se aapne isse likha, isme padhne me mujhe bahut khushi hui aapne kitni aasani se sabke dard ko bayan bhi kar diya ........................................... or aapki tarif likhte likhte mere hath thake nahi ........................
Hasrat ji,

Der se aana koi gustakhi nahin, har ek ki apni masrufiyaat hoti haiN...........Apki mohabbat aur itni taarif ke liye maiN tahe dil se shukrguzaar huN

apna khayal rakhiye....

Apka dost

Fezan

.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
fezan
Registered User
fezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud offezan has much to be proud of
 
fezan's Avatar
 
Offline
Posts: 835
Join Date: Jul 2008
Location: Shehr-e-Adab
Rep Power: 26
24th February 2011, 09:59 PM

Quote:
Originally Posted by sajid_ghayel View Post
Subhan_allah Fezan saheb jis bandish me aapne yeh kalam likha hai uska jawab nahi...........really loved it.

rep++++
Bahot bahot shukriya Sajid sahab,

apna khayal rakhiye....

Apka dost

Fezan

.
.
.
Koi Aisa Kamaal Ho Jaye
Zindigi Be-Misaal Ho Jaye
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com