Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 16 votes, 4.56 average. Display Modes
By Munavvar Rana
Old
  (#1)
talib
Registered User
talib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to beholdtalib is a splendid one to behold
 
talib's Avatar
 
Offline
Posts: 775
Join Date: Aug 2001
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 29
By Munavvar Rana - 29th July 2003, 02:17 AM

This is one of my favourites...hope u all like it..i came accross a book written by this Poet and this one is out of the same book..


Sab ke kehne se irada nahi badla jaata,
Har saheli se dupatta nahi badla jaata.

Hum ke shayar hai sihyasat nahi aati humko
Humse muh dekh ke lehza hai badla jaata.

(sihyasat=politics)

Hum fakiron ko fakiri ka nasha rehta hai,
Warna kya sheher mein shajra nahi badla jata..?

Aisa lagta hai ke woh Bhool gaya hai humko,
Ab kabhi khidki ka parda nahi badla jaata.

Jab rulaya hai to hasne pe na majboor karo,
Roz bimar ka nuskha nahi badla jaata.

Ghum se fursat hi kahan hai ke tujhe yaad karoon,
Itni laashen hai to kadhan nahi badla jaata.

Umrr ek talkh haqiqat hai doston phir bhi.
Jitne tum Badle ho Utna nahi badla jaata..

(talkh=bitter/hard)



Ta-Gaur-Tumhara


Talib.


Ta- Gor Tumhara

Talib.
  Send a message via Yahoo to talib  
Reply With Quote
Old
  (#2)
badnaam007
Registered User
badnaam007 is on a distinguished road
 
badnaam007's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Mar 2010
Location: mumbai
Rep Power: 0
23rd March 2010, 03:19 PM

Masoom Bacchon Ki Zubaan Ban Jaaoonga,main Mit Bhi Gaya Toh Dastaan Ban Jaaonga, Phayloonga Toh Saare Kaunain Pe Chaa Jaaoonga Suraj Hun Main Kisi Deewar Ka Saaya Nahi.
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
badnaam007
Registered User
badnaam007 is on a distinguished road
 
badnaam007's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Mar 2010
Location: mumbai
Rep Power: 0
23rd March 2010, 03:21 PM

Woh Banke Aks Meri Chashm-e-tar Mein Rahta Hai
Ajeeb Shaks Hai Paani Ke Ghar Mein Rahta Hai!
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
badnaam007
Registered User
badnaam007 is on a distinguished road
 
badnaam007's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Mar 2010
Location: mumbai
Rep Power: 0
23rd March 2010, 03:24 PM

Raat Ek Ajeeb Sa Bojh Mere Zahen Ke Parde Peh Tha,
Chandni Chaat Pe Main Bistar Pe Aur Dil Mera Sadkon Pe Tha,
Kabr Ke Patthar Ke Neeche Laytee Thi Meri Ayyashian Aur Mere Aamal Ka Saaya Mere Bacchon Pe Tha.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
badnaam007
Registered User
badnaam007 is on a distinguished road
 
badnaam007's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Mar 2010
Location: mumbai
Rep Power: 0
23rd March 2010, 03:27 PM

Shafak,dhanak,mahtaab,ghataayen,taare ,nagme,bijli,phool
Us Daaman Mein Kya-kya Hai Woh Daman Toh Haat Aaye.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
badnaam007
Registered User
badnaam007 is on a distinguished road
 
badnaam007's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Mar 2010
Location: mumbai
Rep Power: 0
23rd March 2010, 03:33 PM

Kabhi Khushi Se Khushi Ki Taraf Nahi Dekha,
Tumhare Baad Phir Kisi Ki Taraf Nahi Dekha.
Yeh Soch Kar Ke Tera Intizaar Laazim Hai
Tamam Umr Ghadi Ki Taraf Nahi Dekha.
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
badnaam007
Registered User
badnaam007 is on a distinguished road
 
badnaam007's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Mar 2010
Location: mumbai
Rep Power: 0
23rd March 2010, 03:40 PM

Aankhon Mein Koi Khawaab Sunhera Nahi Aata,
Ab Is Jheel Par Koi Parinda Nahi Aata,
Barson Se Tamannayen Saji Baithi Hai Dil Mein,
Is Ghar Mein Bade Loogon Ka Rishta Nahi Aata.
Haalaat Ne Chehre Ki Chamak Cheen Li Warna,
Do Chaar Baras Main Toh Budhapaa Nahi Aata.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
badnaam007
Registered User
badnaam007 is on a distinguished road
 
badnaam007's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Mar 2010
Location: mumbai
Rep Power: 0
23rd March 2010, 03:43 PM

Jab Kisi Se Dosti Ki Jaay,
Toh Dushmanon Ki Bhi Rai Lee Jaay.
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
badnaam007
Registered User
badnaam007 is on a distinguished road
 
badnaam007's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Mar 2010
Location: mumbai
Rep Power: 0
23rd March 2010, 03:45 PM

Hum Fakiron Se Koi Dua Le Jaay,
Phir Na Jane Kahan Humko Yeh Hawa Le Jaay,
Hum Sar-e- Raah Liye Baithe Hai Ek Chingari,
Jis Ka Jee Chaaye Charagon Ko Jala Le Jaay.
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
badnaam007
Registered User
badnaam007 is on a distinguished road
 
badnaam007's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Mar 2010
Location: mumbai
Rep Power: 0
23rd March 2010, 03:56 PM

Aiyaari,makkari,chaaplusi Nahi Laate,
Hum Apne Fan Mein Rang Darbari Nahi Laate.
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
badnaam007
Registered User
badnaam007 is on a distinguished road
 
badnaam007's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Mar 2010
Location: mumbai
Rep Power: 0
23rd March 2010, 03:58 PM

Bas Us Mukaam Pe Mera Junoon Aa Jaaye,
Tujhe Pukaron Mere Muh Se Khoon Aa Jaaye.
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
badnaam007
Registered User
badnaam007 is on a distinguished road
 
badnaam007's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Mar 2010
Location: mumbai
Rep Power: 0
23rd March 2010, 04:08 PM

Ek Neewale Ke Liye Maine Jise Maar Diya,
Woh Parinda Bhi Kai Roz Ka Bhukha Nikla.
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
badnaam007
Registered User
badnaam007 is on a distinguished road
 
badnaam007's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Mar 2010
Location: mumbai
Rep Power: 0
23rd March 2010, 04:21 PM

Aye Gareebi Dekh Raste Mein Hume Mat ****na,
Aye Amiri Door Rah Napaak Ho Jaayenge Hum.
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
badnaam007
Registered User
badnaam007 is on a distinguished road
 
badnaam007's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Mar 2010
Location: mumbai
Rep Power: 0
23rd March 2010, 04:25 PM

Kisi Ko Ghar Mila Hisse Mein Ya Koi Dukaan Aayee,
Main Sab Se CHOTA Tha Ghar Mein Mere Hisse Mein Maa Aayee.

Last edited by badnaam007; 23rd March 2010 at 04:27 PM.. Reason: SEEN AS ASTERIK
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
badnaam007
Registered User
badnaam007 is on a distinguished road
 
badnaam007's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Mar 2010
Location: mumbai
Rep Power: 0
23rd March 2010, 04:47 PM

sar se chaadar badan se kaba le gayee,
zindagi hum fakiron se kya le gayee?
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
badnaam007
Registered User
badnaam007 is on a distinguished road
 
badnaam007's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Mar 2010
Location: mumbai
Rep Power: 0
23rd March 2010, 05:55 PM

aakhon mein raha dil mein utarke nahi dekha,
kashti ke musafir ne samandar nahi dekha.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Rana(ashiq Tha Mein To Tera) ranawaqas Shayri-e-Ishq 0 8th June 2008 05:00 PM
munavvar rana qqplus Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 17th September 2006 06:54 AM
Harsh Rana sharukh khan 2 Shayri-e-Ishq 0 23rd August 2005 05:04 PM
Beautiful work by munavvar Rana talib Shayri-e-Mashahoor Shayar 5 22nd September 2003 04:55 PM
By Munavvar Rana talib Shayri-e-Mashahoor Shayar 0 30th August 2003 06:32 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com