Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ek koshish aap ke naam..
Old
  (#1)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
ek koshish aap ke naam.. - 6th May 2015, 10:50 PM

mahfil ko madhu ka adaab pahunche...
yoon to sdc me kai umda shayar huye hain par kyon ki main sabko nahi padh saki is baat ka afsos hai mujhe..
par is baat ki khushi hai kuch behtareen shayar aaj bhi yahaan par hain..jjinka sath milne se yakeenan hausla bhi milta raha hai mujhe....
Hassan ji ki farmaish par aap sab ke naam par kuch likhne ki koshish ki hai...koi gustakhi ho to mafi ki talabgaar hoon........


Andaaz e bayaan jinka sabse he nirala hai.
Un 'shaad'ki ghazlon se mahfil me ujala hai.

Hai 'mast' ka jadu dilkash hain tarane bhi
Jisne bhi padha dil ko mushkil se sambhala hai.

Ho ishq ki baatein ya koi dard ki ho mahfil
'Hsn' Dil me sama jaye har sher he aala hai.

Kuch aur sama khilta ek vo jo chali aayein
ham sab ke liye 'dii' ne haan vaqt nikala hai.

Jazbaat se bhari ye kavitayein 'aru ji'kii.
Hai inka nasha gahra koi jadu jo kala hai.

Har nazm me muhabbat jo mahkati dilon ko hai.
kya baat ki hairat me 'masti'ne bhi daala hai.

'Hamdam' hai takhallus aur shokhi bhi hai baton me
Ashaar hasiin jaise kamsin si koi bala hai.

Kahte hain 'sagar'ke nagmo me rawani hai.
Jazbaat pirote hain ya moti ki mala hai.

Sab shauk karein poore mumkin he kahaan aisa.
Padhti hai 'madhu' sab ko bas shauk ye pala hai.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..

Last edited by Madhu 14; 14th May 2015 at 06:29 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
6th May 2015, 11:28 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
mahfil ko madhu ka adaab pahunche...
yoon to sdc me kai umda shayar huye hain par kyon ki main sabko nahi padh saki is baat ka afsos hai mujhe..
par is baat ki khushi hai kuch behtareen shayar aaj bhi yahaan par hain..jjinka sath milne se yakeenan hausla bhi milta raha hai mujhe....
Hassan ji ki farmaish par aap sab ke naam par kuch likhne ki koshish ki hai...koi gustakhi ho to mafi ki talabgaar hoon........


Andaaz e bayaan jinka sabse he nirala hai.
Un 'shaad'ki ghazlon se mahfil me ujala hai.

Hai 'mast' ka jadu dilkash hain tarane bhi
Jisne bhi padha dil ko mushkil se sambhala hai.

Ho ishq ki baatein ya koi dard ki ho mahfil
'Hsn' Dil me sama jaye har sher he aala hai.

Kuch aur sama khilta ek vo jo chali aayein
ham sab ke liye 'dii' ne haan vaqt nikala hai.

Jazbaton se bhari ye kavitayein 'aru ji'kii.
Hai inka nasha gahra koi jadu jo kala hai.

Har nazm me muhabbat jo mahkati dilon ko hai.
kya baat ki hairat me 'masti'ne bhi daala hai.

'Hamdam' hai takhallus aur shokhi bhi hai baton me
Ashaar hasiin jaise kamsin si koi bala hai.

Kahte hain 'sagar'ke nagmo me rawani hai.
Jazbaat pirote hain ya moti ki mala hai.

Sab shauk karein poore mumkin he kahaan aisa.
Padhti hai 'madhu' sab ko bas shauk ye pala hai.
Madhu ji aapne to wakaai hairaan kar diya humhe...kya khoob alfaazon mein har shaa.iraa.n ki adaa piroyii hai aapne..bhai waah maan Gayee..sar jhukakar adaab karta hoon

khaaksaar ko aapne apne is beshqimti kalaam mein shirkat di mamnooN hooN...aage kuch kehne ko lafz nahi hai mere paas..

Dua rahegi ki aap salamaat raheiN aur yunhi likhti raheiN.



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#3)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
7th May 2015, 12:10 AM

L
Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
mahfil ko madhu ka adaab pahunche...
yoon to sdc me kai umda shayar huye hain par kyon ki main sabko nahi padh saki is baat ka afsos hai mujhe..
par is baat ki khushi hai kuch behtareen shayar aaj bhi yahaan par hain..jjinka sath milne se yakeenan hausla bhi milta raha hai mujhe....
Hassan ji ki farmaish par aap sab ke naam par kuch likhne ki koshish ki hai...koi gustakhi ho to mafi ki talabgaar hoon........


Andaaz e bayaan jinka sabse he nirala hai.
Un 'shaad'ki ghazlon se mahfil me ujala hai.

Hai 'mast' ka jadu dilkash hain tarane bhi
Jisne bhi padha dil ko mushkil se sambhala hai.

Ho ishq ki baatein ya koi dard ki ho mahfil
'Hsn' Dil me sama jaye har sher he aala hai.

Kuch aur sama khilta ek vo jo chali aayein
ham sab ke liye 'dii' ne haan vaqt nikala hai.

Jazbaton se bhari ye kavitayein 'aru ji'kii.
Hai inka nasha gahra koi jadu jo kala hai.

Har nazm me muhabbat jo mahkati dilon ko hai.
kya baat ki hairat me 'masti'ne bhi daala hai.

'Hamdam' hai takhallus aur shokhi bhi hai baton me
Ashaar hasiin jaise kamsin si koi bala hai.

Kahte hain 'sagar'ke nagmo me rawani hai.
Jazbaat pirote hain ya moti ki mala hai.

Sab shauk karein poore mumkin he kahaan aisa.
Padhti hai 'madhu' sab ko bas shauk ye pala hai.
Kya baat kya baat kya baat!

Madhu. Aap paas hoti to gale se lagaa leti iss pyari si koshish ke liye. in sab bade naamo mujh nacheez ko jagah dene ke liye tumhara shukriya.

Kuch tumhare liye
Woh kalam ki shokhi se dil mein utar si gayi
Har sher hai misri sa aur naam madhubala hai


-Apki Dost
Sarika

Last edited by masti; 7th May 2015 at 12:12 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
7th May 2015, 09:37 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
mahfil ko madhu ka adaab pahunche...
yoon to sdc me kai umda shayar huye hain par kyon ki main sabko nahi padh saki is baat ka afsos hai mujhe..
par is baat ki khushi hai kuch behtareen shayar aaj bhi yahaan par hain..jjinka sath milne se yakeenan hausla bhi milta raha hai mujhe....
Hassan ji ki farmaish par aap sab ke naam par kuch likhne ki koshish ki hai...koi gustakhi ho to mafi ki talabgaar hoon........


Andaaz e bayaan jinka sabse he nirala hai.
Un 'shaad'ki ghazlon se mahfil me ujala hai.

Hai 'mast' ka jadu dilkash hain tarane bhi
Jisne bhi padha dil ko mushkil se sambhala hai.

Ho ishq ki baatein ya koi dard ki ho mahfil
'Hsn' Dil me sama jaye har sher he aala hai.

Kuch aur sama khilta ek vo jo chali aayein
ham sab ke liye 'dii' ne haan vaqt nikala hai.

Jazbaton se bhari ye kavitayein 'aru ji'kii.
Hai inka nasha gahra koi jadu jo kala hai.

Har nazm me muhabbat jo mahkati dilon ko hai.
kya baat ki hairat me 'masti'ne bhi daala hai.

'Hamdam' hai takhallus aur shokhi bhi hai baton me
Ashaar hasiin jaise kamsin si koi bala hai.

Kahte hain 'sagar'ke nagmo me rawani hai.
Jazbaat pirote hain ya moti ki mala hai.

Sab shauk karein poore mumkin he kahaan aisa.
Padhti hai 'madhu' sab ko bas shauk ye pala hai.

wowwwwwwwwwwwwww i am speechless Madhu ji.......... simply superb and mind blowing..... behad gahraai se aapne sabhii doston ke hunar ko bayaan kiyaa hai.... aur meri khushkismatii jo aapne mujh nakaara ko bhi apni khoobsurat ghazal me panaah dii........ main jiske laayaq bhi nahi samjahta khud ko......

duaa hai rab se ke aap accha aur acchaa likhtii rahen, khush rahen salaamat rahen.. likhtiii rahiyegaa.....

Shaad........


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 7th May 2015, 11:56 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
mahfil ko madhu ka adaab pahunche...
yoon to sdc me kai umda shayar huye hain par kyon ki main sabko nahi padh saki is baat ka afsos hai mujhe..
par is baat ki khushi hai kuch behtareen shayar aaj bhi yahaan par hain..jjinka sath milne se yakeenan hausla bhi milta raha hai mujhe....
Hassan ji ki farmaish par aap sab ke naam par kuch likhne ki koshish ki hai...koi gustakhi ho to mafi ki talabgaar hoon........


Andaaz e bayaan jinka sabse he nirala hai.
Un 'shaad'ki ghazlon se mahfil me ujala hai.

Hai 'mast' ka jadu dilkash hain tarane bhi
Jisne bhi padha dil ko mushkil se sambhala hai.

Ho ishq ki baatein ya koi dard ki ho mahfil
'Hsn' Dil me sama jaye har sher he aala hai.

Kuch aur sama khilta ek vo jo chali aayein
ham sab ke liye 'dii' ne haan vaqt nikala hai.

Jazbaton se bhari ye kavitayein 'aru ji'kii.
Hai inka nasha gahra koi jadu jo kala hai.

Har nazm me muhabbat jo mahkati dilon ko hai.
kya baat ki hairat me 'masti'ne bhi daala hai.

'Hamdam' hai takhallus aur shokhi bhi hai baton me
Ashaar hasiin jaise kamsin si koi bala hai.

Kahte hain 'sagar'ke nagmo me rawani hai.
Jazbaat pirote hain ya moti ki mala hai.

Sab shauk karein poore mumkin he kahaan aisa.
Padhti hai 'madhu' sab ko bas shauk ye pala hai.
Madhu jee...

Meri baat rakhne ky liye manoon hooN!

aur waaah .. kia khoobsorat ashaaroN sy ghazal sajaayi hy ...
dilkash o dil-nasheeN...

kisi musawwir ki mussawari ki jhalak hy ...
aap kii khoobsorat rooh ki tasveer hy ....

yeh andaaz-e-bayaaN aap ka dil chu gaya ...
aur kia kahooN..

likhte rahiye..
khush rahiye ..


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
7th May 2015, 03:23 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Madhu ji aapne to wakaai hairaan kar diya humhe...kya khoob alfaazon mein har shaa.iraa.n ki adaa piroyii hai aapne..bhai waah maan Gayee..sar jhukakar adaab karta hoon

khaaksaar ko aapne apne is beshqimti kalaam mein shirkat di mamnooN hooN...aage kuch kehne ko lafz nahi hai mere paas..

Dua rahegi ki aap salamaat raheiN aur yunhi likhti raheiN.

are mast jii aap itni tareef na karein..maine to bas koshish hee kee hai...apko pasand aayi is baat se bahut khushi huyi.......

SalaMat rahein.......



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
7th May 2015, 03:26 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
L

Kya baat kya baat kya baat!

Madhu. Aap paas hoti to gale se lagaa leti iss pyari si koshish ke liye. in sab bade naamo mujh nacheez ko jagah dene ke liye tumhara shukriya.

Kuch tumhare liye
Woh kalam ki shokhi se dil mein utar si gayi
Har sher hai misri sa aur naam madhubala hai
Aapka jawaab padhkar jo khushi huyi vo gale lagne se kam nahi sarika dear..kabhi aapke shahar aana hua to ye hasrat bhi poori ho jayegi.......
Aur kya khoob sher kaha hai aapne itni izzat afzai ka behad shukriya...
muskurati rahiye..
aati rahiye...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Love 7th May 2015, 03:27 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
mahfil ko madhu ka adaab pahunche...
yoon to sdc me kai umda shayar huye hain par kyon ki main sabko nahi padh saki is baat ka afsos hai mujhe..
par is baat ki khushi hai kuch behtareen shayar aaj bhi yahaan par hain..jjinka sath milne se yakeenan hausla bhi milta raha hai mujhe....
Hassan ji ki farmaish par aap sab ke naam par kuch likhne ki koshish ki hai...koi gustakhi ho to mafi ki talabgaar hoon........


Andaaz e bayaan jinka sabse he nirala hai.
Un 'shaad'ki ghazlon se mahfil me ujala hai.

Hai 'mast' ka jadu dilkash hain tarane bhi
Jisne bhi padha dil ko mushkil se sambhala hai.

Ho ishq ki baatein ya koi dard ki ho mahfil
'Hsn' Dil me sama jaye har sher he aala hai.

Kuch aur sama khilta ek vo jo chali aayein
ham sab ke liye 'dii' ne haan vaqt nikala hai.


Jazbaton se bhari ye kavitayein 'aru ji'kii.
Hai inka nasha gahra koi jadu jo kala hai.

Har nazm me muhabbat jo mahkati dilon ko hai.
kya baat ki hairat me 'masti'ne bhi daala hai.

'Hamdam' hai takhallus aur shokhi bhi hai baton me
Ashaar hasiin jaise kamsin si koi bala hai.

Kahte hain 'sagar'ke nagmo me rawani hai.
Jazbaat pirote hain ya moti ki mala hai.

Sab shauk karein poore mumkin he kahaan aisa.
Padhti hai 'madhu' sab ko bas shauk ye pala hai.



oye hoye meri MADHU BALA bahut pyara pyara likha hai...sach meiN SDC par aik se badkar aik shayar hai, Madhu aapne bahut bareeki se pada hai sabko, tabhi to sahi sahi likha hai sabke liye, par maiN to ab likhti hi nahi hu phir bhi meri maujoodgi aapko sakoon deti hai...yeh padkar accha lga.

dil se chahti hu ki yeh aapsi pyar har member ka yu hi bana rhe....ameen

love u...sweet huggs
dii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
8th May 2015, 02:43 AM

Madhoo jee

Aik achhii koshish.dil se daad


Aapka

Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
8th May 2015, 11:59 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
wowwwwwwwwwwwwww i am speechless Madhu ji.......... simply superb and mind blowing..... behad gahraai se aapne sabhii doston ke hunar ko bayaan kiyaa hai.... aur meri khushkismatii jo aapne mujh nakaara ko bhi apni khoobsurat ghazal me panaah dii........ main jiske laayaq bhi nahi samjahta khud ko......

duaa hai rab se ke aap accha aur acchaa likhtii rahen, khush rahen salaamat rahen.. likhtiii rahiyegaa.....

Shaad........
Behad shukriya...adna sii koshish ko pasand karne ke liye...
khush rahein...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
11th May 2015, 09:48 AM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post
Madhu jee...

Meri baat rakhne ky liye manoon hooN!

aur waaah .. kia khoobsorat ashaaroN sy ghazal sajaayi hy ...
dilkash o dil-nasheeN...

kisi musawwir ki mussawari ki jhalak hy ...
aap kii khoobsorat rooh ki tasveer hy ....

yeh andaaz-e-bayaaN aap ka dil chu gaya ...
aur kia kahooN..

likhte rahiye..
khush rahiye ..
Shukriyaaaaaa hassan jii is khoobsoorat farmaish liye....sabke bare me apne ehsaas jatane ka mauka roz kahaan milta hai.....apki vajah se ye arzoo bhi poori huyi........

Aapko koshish pasand aayi achcha laga.....
khush rahein...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
12th May 2015, 11:36 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
oye hoye meri MADHU BALA bahut pyara pyara likha hai...sach meiN SDC par aik se badkar aik shayar hai, Madhu aapne bahut bareeki se pada hai sabko, tabhi to sahi sahi likha hai sabke liye, par maiN to ab likhti hi nahi hu phir bhi meri maujoodgi aapko sakoon deti hai...yeh padkar accha lga.

dil se chahti hu ki yeh aapsi pyar har member ka yu hi bana rhe....ameen

love u...sweet huggs
dii
Namstey di..
aapko koshish pasand aayi shukriya...aap likhti bhale hee na hon ab ya yoon kahe ki maine hee kam padha hai aapko...par jitna padha hai..apke ehsaas hamesha dil me utarne wale hote hain..aur beshak aapki maujoodgi mujhe bahut sukoon deti hai.....
bas yahi dua hai aap khush raheinn aur aapka sath hame hamesha milta rahe.....

With lv n regards
aapki madhubala.........



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
13th May 2015, 11:28 AM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Madhoo jee

Aik achhii koshish.dil se daad


Aapka

Dhaval
Bahut khushI huyi aapko yahaan dekhkar....sath dene ka behad shukriya.. ..
khush rahein..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
14th May 2015, 06:17 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
mahfil ko madhu ka adaab pahunche...
yoon to sdc me kai umda shayar huye hain par kyon ki main sabko nahi padh saki is baat ka afsos hai mujhe..
par is baat ki khushi hai kuch behtareen shayar aaj bhi yahaan par hain..jjinka sath milne se yakeenan hausla bhi milta raha hai mujhe....
Hassan ji ki farmaish par aap sab ke naam par kuch likhne ki koshish ki hai...koi gustakhi ho to mafi ki talabgaar hoon........


Andaaz e bayaan jinka sabse he nirala hai.
Un 'shaad'ki ghazlon se mahfil me ujala hai.

Hai 'mast' ka jadu dilkash hain tarane bhi
Jisne bhi padha dil ko mushkil se sambhala hai.

Ho ishq ki baatein ya koi dard ki ho mahfil
'Hsn' Dil me sama jaye har sher he aala hai.

Kuch aur sama khilta ek vo jo chali aayein
ham sab ke liye 'dii' ne haan vaqt nikala hai.

Jazbaton se bhari ye kavitayein 'aru ji'kii.
Hai inka nasha gahra koi jadu jo kala hai.

Har nazm me muhabbat jo mahkati dilon ko hai.
kya baat ki hairat me 'masti'ne bhi daala hai.

'Hamdam' hai takhallus aur shokhi bhi hai baton me
Ashaar hasiin jaise kamsin si koi bala hai.

Kahte hain 'sagar'ke nagmo me rawani hai.
Jazbaat pirote hain ya moti ki mala hai.

Sab shauk karein poore mumkin he kahaan aisa.
Padhti hai 'madhu' sab ko bas shauk ye pala hai.

Madhu ji, aapki creativity ki daad deta huN.
Bohot baRhiya, sirf ek cheez ko chhod kar: MaiN iss laayaq nahi samajhta khud ko, k itne azeem sho'ra ke saath aaapne mujhe shaamil kiya hai. Aur jiss rawani ki baat aapne kahi hai mere baare meiN, shayad wohi sabse kam paayi jaati hai meri kaavishoN meiN . Khair..

Baaki aapki rachna to kamaal ki hai. Hasb-e-ma'mool, kamaal he kamaal hai. Tah-e-dil se aapko mubaarakbaad.

Likhte rahiye. khush rahiye.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
14th May 2015, 09:57 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Madhu ji, aapki creativity ki daad deta huN.
Bohot baRhiya, sirf ek cheez ko chhod kar: MaiN iss laayaq nahi samajhta khud ko, k itne azeem sho'ra ke saath aaapne mujhe shaamil kiya hai. Aur jiss rawani ki baat aapne kahi hai mere baare meiN, shayad wohi sabse kam paayi jaati hai meri kaavishoN meiN . Khair..

Baaki aapki rachna to kamaal ki hai. Hasb-e-ma'mool, kamaal he kamaal hai. Tah-e-dil se aapko mubaarakbaad.

Likhte rahiye. khush rahiye.
bahut pyaree tahreer kahee hai waah


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#16)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
17th May 2015, 08:44 AM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Madhu ji, aapki creativity ki daad deta huN.
Bohot baRhiya, sirf ek cheez ko chhod kar: MaiN iss laayaq nahi samajhta khud ko, k itne azeem sho'ra ke saath aaapne mujhe shaamil kiya hai. Aur jiss rawani ki baat aapne kahi hai mere baare meiN, shayad wohi sabse kam paayi jaati hai meri kaavishoN meiN . Khair..

Baaki aapki rachna to kamaal ki hai. Hasb-e-ma'mool, kamaal he kamaal hai. Tah-e-dil se aapko mubaarakbaad.

Likhte rahiye. khush rahiye.
Shukriya janaab sagar saheb. jo aapne apna beshkeemiti vaqt meri koshish ko diya...aur aapki kavish ki jafugari se yo mahfil khud hee wakif hai...ye aur baat hai ki aapka badappan hai jo aap aisa nahi mante....

Yoon hee sath banaye reakhein.rakhein....aaate rahein...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
29th May 2015, 12:17 PM

Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
bahut pyaree tahreer kahee hai waah
Bahut khushi huyi masoom ji..aapne meri koshish ko padha aur saraha.....aapke sath ka shukriya..
aate rahiyega..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
29th May 2015, 12:30 PM

bahut sundar madhu jee ek suparv koshish achha laga pad kar
duaon ke saath

radhe radhe


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
31st May 2015, 11:16 AM

Madhu jee...bahut hee sundar koshish kee hai aapne......

Bhar de nasha apne ehsason se madhu
shayri mein milati kya ye haala hai.....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
29th June 2015, 12:31 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
bahut sundar madhu jee ek suparv koshish achha laga pad kar
duaon ke saath

radhe radhe
bahut bahut shukriya ishq ji....achcha laga aapko koshish pasand aayi....
aate rahiyega....



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
24th July 2015, 01:41 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
Madhu jee...bahut hee sundar koshish kee hai aapne......

Bhar de nasha apne ehsason se madhu
shayri mein milati kya ye haala hai.....
khushi huyi aru ji ki apko koshish pasand aayi...
sher ke liye bahut shukriya...

aate rahein...
khush rahein...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com