Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ab hame bhool jana bahut zarooree hai
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
ab hame bhool jana bahut zarooree hai - 4th July 2007, 12:40 AM

makan kee dekhbhal karenee kee zimmedaree thee
par ab jana niyat kuch aur hee tumahree thee

jo neev se jude the jo neev men rahe the
jo neev se har bulandee ko bas dekh rahe the
un par hee imarat ko hilane ka ilzam jaga hai
ye ghar kee rakhwalee nahee gharwalon se daga hai

saja kee inteha haii ilzam kee inteha hai
ye ghar hamara nahee hota to rukte nahee ham
ilzamo ke baad ruknana munasib nahee hota
kaise jayen ek kadam door jam gaye hain kadam

abhee bhee bakee hai ek hal hamree mazbooree ka
hame dhakel ke utha ka kaheen door phenk ayo
ham khud nahee ja sakenge door deewaron se iskee
yahee karo aur jeet ka ek jashn tum manayo
ham ghar ko nahee bhool sakte mazbooree hai
ghar walon se kaho aaj hame bhool jayo
ab hame bhool jana bahut zarooree hai
ham ghar ko nahee bhool sakte mazbooree hai


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai

Last edited by masoomshayer; 4th July 2007 at 12:42 AM.. Reason: spelling mistakes
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
4th July 2007, 11:29 AM

bahut khub masoom ji

masoom ek bahut hi behtarin rachna ko rubaru karwaya hai.

dil se nikle ehsaas hamien bahut hi pasand aaye daad hazir hai janab

ese hi mehfil sajate rahiyega
aapka dost
merul



Quote:
Originally Posted by masoomshayer View Post
makan kee dekhbhal karenee kee zimmedaree thee
par ab jana niyat kuch aur hee tumahree thee

jo neev se jude the jo neev men rahe the
jo neev se har bulandee ko bas dekh rahe the
un par hee imarat ko hilane ka ilzam jaga hai
ye ghar kee rakhwalee nahee gharwalon se daga hai

saja kee inteha haii ilzam kee inteha hai
ye ghar hamara nahee hota to rukte nahee ham
ilzamo ke baad ruknana munasib nahee hota
kaise jayen ek kadam door jam gaye hain kadam

abhee bhee bakee hai ek hal hamree mazbooree ka
hame dhakel ke utha ka kaheen door phenk ayo
ham khud nahee ja sakenge door deewaron se iskee
yahee karo aur jeet ka ek jashn tum manayo
ham ghar ko nahee bhool sakte mazbooree hai
ghar walon se kaho aaj hame bhool jayo
ab hame bhool jana bahut zarooree hai
ham ghar ko nahee bhool sakte mazbooree hai


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#3)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
4th July 2007, 11:50 AM

bahut bahut shukriya merul tum bhee bas ate raha karo jab kuch likhoon yahan
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Bhul Jana Hame PREM_LOVE Shayri-e-Ishq 2 10th April 2009 07:37 PM
Mujhe bhool na jana.... Irfan Hakeem Ghazal Section 2 6th September 2006 01:24 PM
bhool jana kishor Shayri-e-Dard 0 25th September 2005 03:52 PM
Bhool Na Jana CoolAmit Shayri-e-Ishq 0 25th April 2004 06:04 PM
bhool jana guriya82 Shayri-e-Dard 8 2nd November 2001 10:46 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com