Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ghazal: na hota ishq agar tujhse.
Old
  (#1)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
ghazal: na hota ishq agar tujhse. - 15th November 2011, 11:54 AM

sdc pariwaar ke sabhi sadasyo ko is naacheej ka namaskaar.kagaj ki kisthi hoon ke baad apni yeh doosri gajal aapke samane pesh kar rahaa hoon.aapki beshkeemtee raay ka intazaar rahenga.
tera wazood meri aahon men bikhara ek nisha hota.
na hota ishq agar tujhse to jaane phir kahaan hota.

tera hona meree aawaaragee ko naqsh deta hai,
meri pachaan kya hotee jo tera naam na hota.

tumharee gamgusaree ka bharam jo dil men na rakhate,
ye aansu aankh se girke na gaalo par rooka hota.

phaqat neend thee,maut na thee, zag jaate zagane se,
pukara door se tumne qareeb aakar chhuaa hota.

isee dar se sapheena dil ka ye girdaab men rakhaa,
ki saahil jaane kab laharo men ghulkar bah gaya hota.

main teri rahgujar men chaar-das kadamo pe simata hoon,
isee jad men bhala rahakar koi kab tak chala hota.

badhee muddat huyee "uffak" abas mayoos rahate ho,
gam e dil bhulkar logo se tu hanskar mila hota.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
15th November 2011, 12:08 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post

kyaa likhte h yaar tum............. kamal hai.... hairaan huN ki kafiye galat,,,, behr ek se jydaaa... magar kuch sher .. ek dam pakki behr maiN.... aur itne behtreen ki bas............... hatss of to u...

jaldi aataa hun ghazal pe... tasbare ke sath
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#3)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
15th November 2011, 12:14 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
sdc pariwaar ke sabhi sadasyo ko is naacheej ka namaskaar.kagaj ki kisthi hoon ke baad apni yeh doosri gajal aapke samane pesh kar rahaa hoon.aapki beshkeemtee raay ka intazaar rahenga.
tera wazood meri aahon men bikhara ek nisha hota.
na hota ishq agar tujhse to jaane phir kahaan hota.

tera hona meree aawaaragee ko naqsh deta hai,
meri pachaan kya hotee jo tera naam na hota.

tumharee gamgusaree ka bharam jo dil men na rakhate,
ye aansu aankh se girke na gaalo par rooka hota.

phaqat neend thee,maut na thee, zag jaate zagane se,
pukara door se tumne qareeb aakar chhuaa hota.

isee dar se sapheena dil ka ye girdaab men rakhaa,
ki saahil jaane kab laharo men ghulkar bah gaya hota.

main teri rahgujar men chaar-das kadamo pe simata hoon,
isee jad men bhala rahakar koi kab tak chala hota.

badhee muddat huyee "uffak" abas mayoos rahate ho,
gam e dil bhulkar logo se tu hanskar mila hota.
mashallah!!! kya baat hai....
uffak saheb bahut gehraayee tak le gaye aap apne ehsaasoN ko is ghazal ke zariye....padh kar bahut bahut achha laga....dheroN daad aur mubaraqbaad....
aap agar bura na maane to ek baat kehna chaahta huN....aap talafuz pe thoda mashq kijiye aur phir dekhiye kya kamaal hota hai...aapke "j" aur "z" meN thodi dikkat hai baqi to sab kamaal hi kamaal hai....
agar aapko mera yuN kehna bura laga ho to mere kahe ko dar kinaar kar deN aur muaf bhi kar deN....lekin aapne itna achha likha hai ki mujh se raha hi nahi gaya....

aapka dost,
vikram 'mast'

'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....

vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#4)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
15th November 2011, 04:58 PM

Quote:
Originally Posted by janumanu View Post
kyaa likhte h yaar tum............. kamal hai.... hairaan huN ki kafiye galat,,,, behr ek se jydaaa... magar kuch sher .. ek dam pakki behr maiN.... aur itne behtreen ki bas............... hatss of to u...

jaldi aataa hun ghazal pe... tasbare ke sath
fikr sahab,aadab.mujhe achchha laga ki aapko gajal ke kuch sher pasand aaye.aur usse bhee achchha laga ki aapne meri kamiya bataayee.fikr sahab sach poochhiye to bahar ke baare men main bahut jyada nahi jaanta hoon.agar aap kuch rahnumai kar sake to aapki navajish hogi .waiting 4 reply
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
15th November 2011, 05:09 PM

Quote:
Originally Posted by vikramjethi View Post
mashallah!!! kya baat hai....
uffak saheb bahut gehraayee tak le gaye aap apne ehsaasoN ko is ghazal ke zariye....padh kar bahut bahut achha laga....dheroN daad aur mubaraqbaad....
aap agar bura na maane to ek baat kehna chaahta huN....aap talafuz pe thoda mashq kijiye aur phir dekhiye kya kamaal hota hai...aapke "j" aur "z" meN thodi dikkat hai baqi to sab kamaal hi kamaal hai....
agar aapko mera yuN kehna bura laga ho to mere kahe ko dar kinaar kar deN aur muaf bhi kar deN....lekin aapne itna achha likha hai ki mujh se raha hi nahi gaya....

aapka dost,
vikram 'mast'
mast sahab, namaskar.ye kya baat huyi ek aur aap mujhe apna dost likhte hai wahi muaphi aur bura lagne jaisee bate karate hai.in friendship.....no sorry ......no thanks.baharaahaal apne meri gajal ko is hadh tak pasand kiya iske liye bahut-2 shukriya.main aapki beshkeemti raay ko dimag men rakhte huye talafuz ka khas khyal rakhoonga.bas aap yun hee hausla badhaate rahiye.
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
15th November 2011, 07:05 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
sdc pariwaar ke sabhi sadasyo ko is naacheej ka namaskaar.kagaj ki kisthi hoon ke baad apni yeh doosri gajal aapke samane pesh kar rahaa hoon.aapki beshkeemtee raay ka intazaar rahenga.
tera wazood meri aahon men bikhara ek nisha hota.
na hota ishq agar tujhse to jaane phir kahaan hota.

tera hona meree aawaaragee ko naqsh deta hai,
meri pachaan kya hotee jo tera naam na hota.

tumharee gamgusaree ka bharam jo dil men na rakhate,
ye aansu aankh se girke na gaalo par rooka hota.

phaqat neend thee,maut na thee, zag jaate zagane se,
pukara door se tumne qareeb aakar chhuaa hota.

isee dar se sapheena dil ka ye girdaab men rakhaa,
ki saahil jaane kab laharo men ghulkar bah gaya hota.

main teri rahgujar men chaar-das kadamo pe simata hoon,
isee jad men bhala rahakar koi kab tak chala hota.

badhee muddat huyee "uffak" abas mayoos rahate ho,
gam e dil bhulkar logo se tu hanskar mila hota.
Bahut Khoob ... Bahut KamaaL Ke Sher Kahe HaiN ... !

Umdaa ... BehtreeN ... Laajawaab Peshkash ... !

Dilee Daad O Mubaaraqbaad !!!

YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...

---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#7)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
15th November 2011, 07:12 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
fikr sahab,aadab.mujhe achchha laga ki aapko gajal ke kuch sher pasand aaye.aur usse bhee achchha laga ki aapne meri kamiya bataayee.fikr sahab sach poochhiye to bahar ke baare men main bahut jyada nahi jaanta hoon.agar aap kuch rahnumai kar sake to aapki navajish hogi .waiting 4 reply
bhayee apko behr aati hi hai.,........ aisa lagtaa hai sba jaanboojh ke miX up kiya hai
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#8)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
16th November 2011, 10:57 AM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
Bahut Khoob ... Bahut KamaaL Ke Sher Kahe HaiN ... !

Umdaa ... BehtreeN ... Laajawaab Peshkash ... !

Dilee Daad O Mubaaraqbaad !!!
naresh jee, namaskar.aapko mere sher pasand aaye ye mere liye khushi ki baat hai.daad o mubaraqbaad ke liye apka shukrgujar hoon.take care
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
18th November 2011, 12:52 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
sdc pariwaar ke sabhi sadasyo ko is naacheej ka namaskaar.kagaj ki kisthi hoon ke baad apni yeh doosri gajal aapke samane pesh kar rahaa hoon.aapki beshkeemtee raay ka intazaar rahenga.
tera wazood meri aahon men bikhara ek nisha hota.
na hota ishq agar tujhse to jaane phir kahaan hota.

tera hona meree aawaaragee ko naqsh deta hai,
meri pachaan kya hotee jo tera naam na hota.

tumharee gamgusaree ka bharam jo dil men na rakhate,
ye aansu aankh se girke na gaalo par rooka hota.

phaqat neend thee,maut na thee, zag jaate zagane se,
pukara door se tumne qareeb aakar chhuaa hota.

isee dar se sapheena dil ka ye girdaab men rakhaa,
ki saahil jaane kab laharo men ghulkar bah gaya hota.

main teri rahgujar men chaar-das kadamo pe simata hoon,
isee jad men bhala rahakar koi kab tak chala hota.

badhee muddat huyee "uffak" abas mayoos rahate ho,
gam e dil bhulkar logo se tu hanskar mila hota.
Boht Acha Likha Hai Bhai........ Go-Ke Ghazal KA Matla Theak Nahi Hai ..... Magar Phir Bhi Boht Achi Lagi..... Ghazal Ki Rawani Or Andaz-e-Bayan Boht BHaya........ Takhayyul Bhi Khooob Raha........

ALLAH Kare Zor-e-Qalam Or Ziada......... Mehnat Jari Rakhiye Or Khush Rahen

Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL

Last edited by AHMAD SHAKIL; 18th November 2011 at 12:57 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
18th November 2011, 03:38 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Boht Acha Likha Hai Bhai........ Go-Ke Ghazal KA Matla Theak Nahi Hai ..... Magar Phir Bhi Boht Achi Lagi..... Ghazal Ki Rawani Or Andaz-e-Bayan Boht BHaya........ Takhayyul Bhi Khooob Raha........

ALLAH Kare Zor-e-Qalam Or Ziada......... Mehnat Jari Rakhiye Or Khush Rahen
bhai, bahut accha laga aapko is thread main dekhkar.mujhe khushi hai ki ghazal aapko pasand aayi.taariph ke liye bahut-2 shukriya.
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
18th December 2011, 03:35 PM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
sdc pariwaar ke sabhi sadasyo ko is naacheej ka namaskaar.kagaj ki kisthi hoon ke baad apni yeh doosri gajal aapke samane pesh kar rahaa hoon.aapki beshkeemtee raay ka intazaar rahenga.
tera wazood meri aahon men bikhara ek nisha hota.
na hota ishq agar tujhse to jaane phir kahaan hota.

tera hona meree aawaaragee ko naqsh deta hai,
meri pachaan kya hotee jo tera naam na hota.

tumharee gamgusaree ka bharam jo dil men na rakhate,
ye aansu aankh se girke na gaalo par rooka hota.

phaqat neend thee,maut na thee, zag jaate zagane se,
pukara door se tumne qareeb aakar chhuaa hota.

isee dar se sapheena dil ka ye girdaab men rakhaa,
ki saahil jaane kab laharo men ghulkar bah gaya hota.

main teri rahgujar men chaar-das kadamo pe simata hoon,
isee jad men bhala rahakar koi kab tak chala hota.

badhee muddat huyee "uffak" abas mayoos rahate ho,
gam e dil bhulkar logo se tu hanskar mila hota.
Iss behtareen ghazal ke liye dher saare daad qabool kareiN, Uffak Ji...!

4th one hamara pasandidaa sher hai...!

Keep it up with such amazing creations and take care of yourself, ok...?

Regards

Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Old
  (#12)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
19th December 2011, 10:09 AM

Quote:
Originally Posted by Amanush... View Post
Iss behtareen ghazal ke liye dher saare daad qabool kareiN, Uffak Ji...!

4th one hamara pasandidaa sher hai...!

Keep it up with such amazing creations and take care of yourself, ok...?

Regards

bahut -2 acchaa lagaa jee aapko is thread men dekhkar. daad dene ke liye main aapka behad shukrguzar hu.aage bhee aakar isee tarah hauslaa badhate rahe.
khush rahe.
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 6th January 2012, 11:45 AM

Quote:
Originally Posted by uff ak View Post
sdc pariwaar ke sabhi sadasyo ko is naacheej ka namaskaar.kagaj ki kisthi hoon ke baad apni yeh doosri gajal aapke samane pesh kar rahaa hoon.aapki beshkeemtee raay ka intazaar rahenga.
tera wazood meri aahon men bikhara ek nisha hota.
na hota ishq agar tujhse to jaane phir kahaan hota.

tera hona meree aawaaragee ko naqsh deta hai,
meri pachaan kya hotee jo tera naam na hota.

tumharee gamgusaree ka bharam jo dil men na rakhate,
ye aansu aankh se girke na gaalo par rooka hota.

phaqat neend thee,maut na thee, zag jaate zagane se,
pukara door se tumne qareeb aakar chhuaa hota.

isee dar se sapheena dil ka ye girdaab men rakhaa,
ki saahil jaane kab laharo men ghulkar bah gaya hota.

main teri rahgujar men chaar-das kadamo pe simata hoon,
isee jad men bhala rahakar koi kab tak chala hota.

badhee muddat huyee "uffak" abas mayoos rahate ho,
gam e dil bhulkar logo se tu hanskar mila hota.

bahot khub uff ak sahab
achchi ghazal par daad qabul farmayen

Regards

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#14)
Rahul33
Registered User
Rahul33 is a jewel in the roughRahul33 is a jewel in the roughRahul33 is a jewel in the roughRahul33 is a jewel in the rough
 
Rahul33's Avatar
 
Offline
Posts: 108
Join Date: May 2007
Location: U.P.(INDIA)
Rep Power: 20
Love 14th April 2012, 11:13 AM

Uffak ji,

Aap Bahot Umda Shayri Likhte Hain... Daad Kabool Kijiye... GOD Bless u n ur Family...

Tum Bin...
  Send a message via Yahoo to Rahul33  
Reply With Quote
Old
  (#15)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
16th April 2012, 07:28 AM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
bahot khub uff ak sahab
achchi ghazal par daad qabul farmayen

Regards

bahut -2 shukriya aapka............................................. ........
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
17th April 2012, 09:38 AM

Quote:
Originally Posted by Rahul33 View Post
Uffak ji,

Aap Bahot Umda Shayri Likhte Hain... Daad Kabool Kijiye... GOD Bless u n ur Family...
bahut -2 shukriya aapka...................rahul jee.
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
benuro_jiya
Registered User
benuro_jiya is a jewel in the roughbenuro_jiya is a jewel in the roughbenuro_jiya is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 70
Join Date: Feb 2012
Location: Kolkata ,WB .
Rep Power: 15
18th April 2012, 06:25 PM

aapki rachna hume bahot pasand aayi
khus rahiye

:-ek bujhaa hua dhumil

palak jhapakte hi jo aankh se hu'aa ojhal

woh lauT kar nahiiN aayaa gaye dinoN ki taraH
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com