salam kabool kijiye -
22nd June 2002, 11:23 PM
phaley tu apka bahut bahut shukriya humko tareef dene ka jis ke hum qabeel nahi shukriya janab apki nazam dil cho gayi kasam se kia baat hai kia uthi hai yeh nazam but aisa laag raha hai ke ap humain jantey ho hum nahi maan saktey ke ap ghair ho waise janab is ghazal ka maqsad hum samjh na sakey shahyed hamari zindagi se jori kuch kariyan hain is main ap kon humain batao plz kush raho khiyal rakhna......
chal pari hain kashtiyan samandar door hai kinara
in majoon se phooch leyhna kia haal hai hamaraa
----------------------------------------------------------------
jaab jaab milta hoon ek ajeeb si uljhaan hoti hai
pass honey ke bawajood teri kami mehsoos hoti hai
Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....
______________________
Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
|