Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Mashahoor Shayar

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Apni aarzu-0an ka ek jahan bana lein ge.
Old
  (#1)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
Apni aarzu-0an ka ek jahan bana lein ge. - 29th January 2005, 11:00 AM

doston

naved hashmi ki ek khoobsurat ghazal aap ki nazr hai.

"Apni aarzu-oan ka ek jahan bana lein ge
jis jaga kaho ge tum aashiyaan bana lein ge

dil mein ger iraada ho saath saath chalne ka
raasta samandar ke dirmiyaan bana lein ge

mushkilon se larne ko hausla zaroori hai
patharoan ko bhi jaana kehkashaan bana lein ge

khauf kya mohabbat mein dil ko ho paraa-o ka
ham jahan pe therein ge bastiyaan bana lein ge

manzilon ki khuahish mein kyun idher udher bhatkein
ham tumhare qadmoan ko hi nishaan bana lein ge"

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Re: Apni aarzu-0an ka ek jahan bana lein ge.
Old
  (#2)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Re: Apni aarzu-0an ka ek jahan bana lein ge. - 29th January 2005, 11:27 AM

Quote:
Originally posted by musharrafhusain
doston

naved hashmi ki ek khoobsurat ghazal aap ki nazr hai.

"Apni aarzu-oan ka ek jahan bana lein ge
jis jaga kaho ge tum aashiyaan bana lein ge

dil mein ger iraada ho saath saath chalne ka
raasta samandar ke dirmiyaan bana lein ge

mushkilon se larne ko hausla zaroori hai
patharoan ko bhi jaana kehkashaan bana lein ge

khauf kya mohabbat mein dil ko ho paraa-o ka
ham jahan pe therein ge bastiyaan bana lein ge

manzilon ki khuahish mein kyun idher udher bhatkein
ham tumhare qadmoan ko hi nishaan bana lein ge"

musharrafhusain

Waah! Bhayyia...

jahan bhi kaho...ashiyaan
samander mein raasta
patharon ko kehkashaan

kya baat hai iss kalaam kee...padh kar lutf aa gaya...aap bahot khush mijaaz lag rahe hain aaj...kyaa baat hai bhayyiaaaaaaa ... ??? shhh...chupke se tau keh hee sakte hain apni behan ko....kyun

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
29th January 2005, 11:36 AM

paras behan

tum bilkul sahi samjhi ho.
is ghazel mein itni khoobsurat tashbihaat hain ke dil khud bakhud isey mehsoos kerta hai.
saadgi bhi hai aur gehraayee bhi.

jeeti raho.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Re: Apni aarzu-0an ka ek jahan bana lein ge.
Old
  (#4)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: Apni aarzu-0an ka ek jahan bana lein ge. - 31st January 2005, 01:41 PM

Quote:
Originally posted by musharrafhusain
doston

naved hashmi ki ek khoobsurat ghazal aap ki nazr hai.

"Apni aarzu-oan ka ek jahan bana lein ge
jis jaga kaho ge tum aashiyaan bana lein ge

dil mein ger iraada ho saath saath chalne ka
raasta samandar ke dirmiyaan bana lein ge

mushkilon se larne ko hausla zaroori hai
patharoan ko bhi jaana kehkashaan bana lein ge

khauf kya mohabbat mein dil ko ho paraa-o ka
ham jahan pe therein ge bastiyaan bana lein ge

manzilon ki khuahish mein kyun idher udher bhatkein
ham tumhare qadmoan ko hi nishaan bana lein ge"

musharrafhusain


mere mushi dost,

itni achhi rachna se parichit karane k liye aapka shukriaa...

aapki dost meena
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
1st February 2005, 05:31 PM

meena dost

behad shukriya aap ka is ghazal ko pasand karne ka.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Aman_rahi
Paigaam-e-Aman
Aman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really niceAman_rahi is just really nice
 
Aman_rahi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,689
Join Date: Oct 2004
Location: Patiala, Punjab, India. Now:Pune, India
Rep Power: 26
27th April 2005, 10:53 AM

Mushi ji....

pyar ka saath aur mushkiloon se ladna.....ek hausla......aur badi hi saadgi hai is gazal mein.....

shukriya aapka is.se ru-b-ru karwane ke liye....har ashaar mehssos hota hai....

aapka dost.....



**(*·.¸(`·.¸ ¸.·´)¸.·*)**
*·.¸Paigaam -e- Aman¸.·*
**(¸.·´(¸.·* *·.¸)`·.¸)**


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
inhan ankhaaon vicho kadi, tere hanju vaghe si.....
aaj ki hoye, jehda ^AMAN^ da lahoo vagda ae......

AMAN RAHI
  Send a message via Yahoo to Aman_rahi  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Parul
Registered User
Parul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the roughParul is a jewel in the rough
 
Parul's Avatar
 
Offline
Posts: 3,305
Join Date: Jun 2004
Location: Florida,USA
Rep Power: 26
27th April 2005, 11:30 PM

Wah... Wah Wah... Uss ke aage kya kahe, Taarif ke Shabd kam hai. thanks for sharing wonderful creation of "naved hashmi"

Take care!
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
29th April 2005, 01:03 PM

Mushrrafhusain saahab ...namaaskaar...Naved Hashmi saahab tak hamaara salaam pahuNche is khoobsoorat si rachna ke liye....or aapko bhi tahe dil se shukriya ise hamaare saath share karne ke liye.

Chaand


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
30th April 2005, 10:44 AM

aman dost

shukriya is post per aane ka , ise samajh ker parhne ka aur sarahne ka.
thanks a lot.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
30th April 2005, 10:46 AM

parul

ghazel ki pasandeedgi ka shukriya.
naved hashmi ki yeh ghazel waqaee shahkaar hai.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
30th April 2005, 10:48 AM

chand dost

naved hashmi tak aap ka salam pohanch gaya.
un ki taraf se shukriya qabool karein, aur meri taraf se bhi ke aap yahan aaye aur is bazm ko raunaq bakhshi.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
wah wah
Old
  (#12)
meetaparekh
Registered User
meetaparekh will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 529
Join Date: May 2004
Rep Power: 20
wah wah - 30th April 2005, 11:01 AM

dost mushi
bahot khubsurat gazal sunai hai apne. subha ki suruat achi hui, thanks dost.


meetaparekh
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
1st May 2005, 09:35 PM

mita
thanks for liking this poem.

rgds

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Aao Dosti Kar Lein... DreamHealer Aapki Shayri 0 24th February 2007 06:47 PM
**~*Hum To Chahkar Bhi Unke Dil Me Apni Jagah Bana Na Sake*~** farhana Shayri-e-Dard 20 11th February 2006 01:46 AM
Tu jahan jahan chalega- MERA SAAYA farhana Hindi/Urdu Lyrics 2 2nd December 2005 08:14 AM
Raat aankhoN meiN kati saari chalo ab so lein sharad tailang Hindi/Urdu Lyrics 0 2nd January 2004 10:43 PM
jahan jahan barsaat... cinderalla Anjuman-e-Shayri 0 25th October 2001 04:22 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com