Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Aaj kahin jaane ka mann nahi….
Old
  (#1)
ruchika
Chahat
ruchika is a name known to allruchika is a name known to allruchika is a name known to allruchika is a name known to allruchika is a name known to allruchika is a name known to all
 
ruchika's Avatar
 
Offline
Posts: 121
Join Date: Oct 2005
Location: delhi
Rep Power: 24
Aaj kahin jaane ka mann nahi…. - 23rd May 2014, 04:10 PM

Aaj kahin jaane ka mann nahi….
Kuch pane ka mann nahi…
Bhuli-bisri un yaadon ko…..
Dil main dabane ka mann nahi…..

Aaj kahin jaane ka mann nahi….
Dil ko sach samjhane ka mann nahi…
Palko main chupe in, aansoo ko….
Aaj chalkane ka mann nahi…

Aaj kahin jaane ka mann nahi….
Rahe-pathoron se takrane ka mann nahi….
Chupaa le kahi tere aachal main, mere aks ko…
Is Duniya se roo-ba-roo hone ka mann nahi
….


Mudattein hui… Mulakat hue….
Suno… Aie… Zindagi…..
Is bar jate jate….
Jara milti jana……

   
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
23rd May 2014, 05:23 PM

Quote:
Originally Posted by ruchika View Post
Aaj kahin jaane ka mann nahi….
Kuch pane ka mann nahi…
Bhuli-bisri un yaadon ko…..
Dil main dabane ka mann nahi…..

Aaj kahin jaane ka mann nahi….
Dil ko sach samjhane ka mann nahi…
Palko main chupe in, aansoo ko….
Aaj chalkane ka mann nahi…

Aaj kahin jaane ka mann nahi….
Rahe-pathoron se takrane ka mann nahi….
Chupaa le kahi tere aachal main, mere aks ko…
Is Duniya se roo-ba-roo hone ka mann nahi
….
Waahh ruchika ji kyaa kahne aapki is khoobsurat peshkash ke.... dard me doobaa huaa kalaam likhaa hai aapne har baar ki tarah is baar bhii.. ehsaason ke kyaa kahne.... bahot pasand aayee mujhe aapki ye peshkash... likhti rahiye..

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
6th June 2014, 04:26 PM

ruchika jee.....bahut hee sundar khyalaat hain aapke........mehfil mein aati raha kariye.....



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#4)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
6th June 2014, 08:38 PM

Quote:
Originally Posted by ruchika View Post
Aaj kahin jaane ka mann nahi….
Kuch pane ka mann nahi…
Bhuli-bisri un yaadon ko…..
Dil main dabane ka mann nahi…..

Aaj kahin jaane ka mann nahi….
Dil ko sach samjhane ka mann nahi…
Palko main chupe in, aansoo ko….
Aaj chalkane ka mann nahi…

Aaj kahin jaane ka mann nahi….
Rahe-pathoron se takrane ka mann nahi….
Chupaa le kahi tere aachal main, mere aks ko…
Is Duniya se roo-ba-roo hone ka mann nahi
….
Uff kitna dard hai ismein, agar mann pareshaan hai toh bhagwaan apko sukoon de.

Dard se nikle iss ansoo ke liye mera salaam kabool kijiye.

Regards
Masti
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
6th June 2014, 11:20 PM

Quote:
Originally Posted by ruchika View Post
Aaj kahin jaane ka mann nahi….
Kuch pane ka mann nahi…
Bhuli-bisri un yaadon ko…..
Dil main dabane ka mann nahi…..

Aaj kahin jaane ka mann nahi….
Dil ko sach samjhane ka mann nahi…
Palko main chupe in, aansoo ko….
Aaj chalkane ka mann nahi…

Aaj kahin jaane ka mann nahi….
Rahe-pathoron se takrane ka mann nahi….
Chupaa le kahi tere aachal main, mere aks ko…
Is Duniya se roo-ba-roo hone ka mann nahi
….
Khoob ehsaas pesh kiye hai aapne ruchika ji...khayaalat behad umda tareeke se alfaazon mein dhaale hai aapne..itna hi kehnaa chahugaa ki mujhe is nazm mein shayad kafiye ka her pher laga..aapki nazm ke matle mein roo-ba-roo hone ka mann nahi kahi kahi aapki nazm mein apne hi radeef ko sawaalat kar raha hai...

umeed hai aap ise ek suggestion ki tarah se lengii...

aapka apnaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#6)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
9th June 2014, 12:16 PM

Quote:
Originally Posted by ruchika View Post
Aaj kahin jaane ka mann nahi….
Kuch pane ka mann nahi…
Bhuli-bisri un yaadon ko…..
Dil main dabane ka mann nahi…..

Aaj kahin jaane ka mann nahi….
Dil ko sach samjhane ka mann nahi…
Palko main chupe in, aansoo ko….
Aaj chalkane ka mann nahi…

Aaj kahin jaane ka mann nahi….
Rahe-pathoron se takrane ka mann nahi….
Chupaa le kahi tere aachal main, mere aks ko…
Is Duniya se roo-ba-roo hone ka mann nahi
….
Ruchikaji,
bahot hi khubsurat hai yeh rachnaa... dil se daad qabul kareN..



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
ruchika
Chahat
ruchika is a name known to allruchika is a name known to allruchika is a name known to allruchika is a name known to allruchika is a name known to allruchika is a name known to all
 
ruchika's Avatar
 
Offline
Posts: 121
Join Date: Oct 2005
Location: delhi
Rep Power: 24
10th June 2014, 03:16 PM

Thank u Shaadji, Arvindji, & aadeilji. Aapka naam nahi janti but aapke suggestions ke liye thank u "Mast- ek aashiq" aage se dhyan rakhne ki koshsih karungi. Pyari si nanhi pariji, aapki duaoo ke liye sukriya....


Mudattein hui… Mulakat hue….
Suno… Aie… Zindagi…..
Is bar jate jate….
Jara milti jana……

   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com