Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Bekhudi mein.....
Old
  (#1)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Arrow Bekhudi mein..... - 26th May 2004, 12:29 PM

terey waadey per jiye ham, to ye jaan jhooT jaana
ke khushi se mar na jaatey agar aitbaar hota
--Galib

Dil-e-nazuuk ko mere yoon na sataao tum
Deke *paiman-e-wafa mujhko na mitaao tum

Promise

Arzoo-e-ishq ne dee maat humko umr bhar
Deke khud ko meri jaan is dil ko jeetaao tum

Tumko paaya hai taye karke duniya ka safar
Dein kisko tohfa-e-mohabbat ye bataao tum

Zikr-e-rukhsat na karo dil toot sa jaata hai
*Hijr kee shab hai na *sehar ko bulaao tum

Night of parting
Morning

Sunlo ankhon se khamoshi ka sabab tum
Bekhudi-e-chahat hai, na hosh mein laao tum

lo pyaar ke behkaave mein aa gaye phir
Chot khaayi humne phirse na muskuraao tum

Rahe salamat wo 'Paras' Tark-e-ta-aluq karke
*Rag-e-dil ko ehsaas-e-fanaa ab na dilaao tum

nerve of the heart


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan

Last edited by Parastaar; 26th May 2004 at 12:38 PM..
   
Reply With Quote
Re: Bekhudi mein.....
Old
  (#2)
manoj kureel
Kureel
manoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of lightmanoj kureel is a glorious beacon of light
 
manoj kureel's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Jul 2003
Location: new delhi INDIA
Rep Power: 28
Re: Bekhudi mein..... - 26th May 2004, 05:48 PM

priye paars
kuch nazare aise hopte hai jinko jitni bhi baar dekho jee nahin bharta,,kuch pyale aise hote hai ki ek baar peeo aur hosh nahin rehta.......kuch yunhi aapki yeh gazal hai....jitni bhi baar padho naya ehsaas de jati hai....dil se likhi jo hai....yun to saari hi gazal khubsurati ka aaina hai ,,magar jin "aainon" mein "aksh" bilkool saaaaaf dikhta hai wo yeh hai....


Zikr-e-rukhsat na karo dil toot sa jaata hai
*Hijr kee shab hai na *sehar ko bulaao tum

Sunlo ankhon se khamoshi ka sabab tum
Bekhudi-e-chahat hai, na hosh mein laao tum

lo pyaar ke behkaave mein aa gaye phir
Chot khaayi humne phirse na muskuraao tum


hamari daad kubool kijiye.....yun hi likhte rahiye/....
take care
-MANOJ


apne usoolon par ham apne andaaz se chalte hai
karte hai jo "kureel" se gila karte rahein.
  Send a message via Yahoo to manoj kureel  
Reply With Quote
Re: Bekhudi mein.....
Old
  (#3)
majrooh
Registered User
majrooh is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 32
Join Date: Mar 2004
Location: U S of A
Rep Power: 0
Re: Bekhudi mein..... - 27th May 2004, 09:41 AM

Sahibaa,

Beshaq ek nihayat hi khubsurat kalaam likha hai apne. Dard, mohabbat aura phir ek bekasi ke aalam me lipti yeh nazm bahut asar kar gayi. khastaur se yeh sher...

Zikr-e-rukhsat na karo dil toot sa jaata hai
Hijr kee shab hai na sehar ko bulaao tum

Sunlo ankhon se khamoshi ka sabab tum
Bekhudi-e-chahat hai, na hosh mein laao tum

niyazmand


majrooh

zindagii aise jiyo tum dushmano.n ko rashk ho
maut ho aisii ke duniyaa der tak maatam kare
--Nawaz Deobandi
   
Reply With Quote
hello
Old
  (#4)
san04
ansoon aur muskan....
san04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nice
 
san04's Avatar
 
Offline
Posts: 751
Join Date: Mar 2004
Rep Power: 24
hello - 27th May 2004, 10:39 AM

dear paras ji
apki ye nazm bahut hi khoobsoorat h ai,,kabhi kabhi simey bepanah mohabbat ki khooshboo ati hai,,to kabhi kabhi,,ek tootey dil ki pukar sunayi deti hai,,aur kabhi kabhi,,ek majboori jo pana bahut chahati hai,,per..wo nahi mil pata,..
jazbaton ko jis tarah apne nazm ke roop me utara hai,,wo wastav mein kabil-e-tareef hai..apki kuch lines ne dil ko jhajkor diya...
Tumko paaya hai taye karke duniya ka safar
Dein kisko tohfa-e-mohabbat ye bataao tum

Zikr-e-rukhsat na karo dil toot sa jaata hai
*Hijr kee shab hai na *sehar ko bulaao tum

lo pyaar ke behkaave mein aa gaye phir
Chot khaayi humne phirse na muskuraao tum
ek sher...
"ankhon ka ye dhoka hi sahi
tum mere ho bhi ya nahi
per chahata hai dil tujhko herdum hi
ismey mere dil ki rahat hi sahi"

take care..
waiting for ur next nazm..
swati
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
28th May 2004, 01:06 PM

Parastaar Sahibaa...

Waah! Bahut achhaa likhaa hai aap ne.. Pahle sher se hi zabardast suruaat ki hai...

Dil-e-nazuuk ko mere yoon na sataao tum
Deke *paiman-e-wafa mujhko na mitaao tum

Bahut khooB likhaa hai aap ne.. <<<Ek dum dil se nikli huyi aur dil se gujarti huyi...>>>

Zikr-e-rukhsat na karo dil toot sa jaata hai
*Hijr kee shab hai na *sehar ko bulaao tum

Yah bhi bahut khoob rahi.. Jaane ki baat hi na karoo... waah!

Daad qabul farmaaiye aur likhte rahiye..

MayanK
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
hi
Old
  (#6)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 28th May 2004, 10:35 PM

parsataar..sahiba
how r u?
aap ka apna hi andaz hay
acha lagta hay parh kar ..
likhti raho..
khush raho


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
29th May 2004, 03:07 AM

Sunlo ankhon se khamoshi ka sabab tum
Bekhudi-e-chahat hai, na hosh mein laao tum

lo pyaar ke behkaave mein aa gaye phir
Chot khaayi humne phirse na muskuraao tum


Bahut khoob Paras ji!!!

Words can't always express the beauty of heart!!!

Silence can speak much louder than that!!!



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Re: Re: Bekhudi mein.....
Old
  (#8)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Re: Re: Bekhudi mein..... - 29th May 2004, 05:41 PM

Manoj...

Iss gazal ke liye daad mein aapka bhi haq hai...jo mujhse keh keh kar dard kee or se thoda sarkaya...meri koshish aapko pasand aayi...bahut bahut shukriya...aur hamesha saath dene ke liye shukriya...aap iss andaaz se tareef kareinge tau dil tau chahega na ki baar baar iske haqdaar banein...apna khayaal rakhna...

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Re: Re: Bekhudi mein.....
Old
  (#9)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Re: Re: Bekhudi mein..... - 29th May 2004, 05:42 PM

Majrooh Sahib...

Aap yoonhi hamara likha padte rahein...hum likhte raheinge...tareef ke liye tahe dil se shukriya...

duaaon ke saath

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Re: hello
Old
  (#10)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Re: hello - 30th May 2004, 11:37 AM

Swati jee...

Aap tau khud bahut hee khuubsurat likhti hain...hum tau bus ulta seedha shabdon ko jodh kar sochte hain ki shayar ho gaye...lol...aapki hausla afzaayee ka dil kee gehraayion se shukriyaa...

duaon ke saath

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
30th May 2004, 11:45 AM

Mayank...

yahan aane aur protsahan dene ke liye shukriyaa...aapki iss line pe barbas hansi aa gayi...

Yah bhi bahut khoob rahi.. Jaane ki baat hi na karoo... waah!

lol...aap padhte rehna hamein...ok

khush rahein

paras

------------------

Jee khan bhayyia...

chaliye aapne hamara alag andaaz tau pehchana

sada hanste rahein...

paras

-------------------

Chahat...

thank you so much for coming...jee haan...hai na sach...main kayi baar khamoshi ko mehsoos karti hoon...tau lagta hai...kitna kuch mujhse keh rahi hai meri khamoshi...there is a whole new world out there hidden in one's silence...

take care

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
31st May 2004, 10:14 PM

Arzoo-e-ishq ne dee maat humko umr bhar
Deke khud ko meri jaan is dil ko jeetaao tum

Khoobsurat,behadd Khubsurat..

Paras,sach mein ye ghazal kamaal ki kahi tumne..ek ek sheyr hazaron zalazale chupaaye rakhe hai khud me..

Mubarak ho..

Varinder
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
1st June 2004, 11:10 AM

paras,

....................
meena
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
1st June 2004, 05:49 PM

Paras ji,

Hamesha ki tarah is baar bhi bahut umda kalam pesh ki hai aapne... It reaches the soul directly... Do keep writing and Take Care..


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
4th June 2004, 11:15 AM

Shukriya bhai sahib...

bus hum tau aapse hee yeh sab seekhe hain...achha hua aapko sab samajh mein aa gaya... i hold my hands tight just in case i i am tempted to use those wonderful urdu words jo meri aur aapki dono kee samajh ke bahir hain...lol

luv
paras


----------------------

Meena jee...

come on meena jee, main budhoo hoon...khamoshi nahin samajh pati hoon...aap plz...zara khul ke is khamoshi ko samjhayieygaa...

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
4th June 2004, 11:21 AM

Dear pulkit...

twice in a day!...bumped into your computer again...that was sweet....'It reaches the soul directly...' i think may be the bumping today will shake off my stumped brain and it might start churning up some good shayri...take care

and pulkit i do love your choice of shayri...keep posting...

paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
4th June 2004, 11:22 AM

Meena jee...

come on meena jee, main budhoo hoon...khamoshi nahin samajh pati hoon...aap plz...zara khul ke is khamoshi ko samjhayieygaa...

hahaahhaahhaha...

paras.......

kya karu.... budhhu maie bhi hu...
taarif thhik se kar nahi paati.... thhoda tum mera maun samaj lo... thooda bayaan maie bhi karne lagoongi.
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
4th June 2004, 11:28 AM

Ohh meena jee...

yeh bhi khuub rahi! ha ha ha!

budhoo se buddhoo mila...aur kya,
jo na socha tha wahi mila...lol

mere hisaab se tareef tareef hoti hai...isme galat ya theek kee kya baat hai...aap kar ke dekhiey...hamein aasmaan pe payeingi...

aapki paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
15th January 2016, 04:05 PM

waaahh!!! Kya lutf aaya hai padkar...

Nacheez ki daad qubool farmaiyega.....

Regards
Madhu.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
2nd February 2016, 04:01 PM

Quote:
Originally Posted by Parastaar View Post
terey waadey per jiye ham, to ye jaan jhooT jaana
ke khushi se mar na jaatey agar aitbaar hota
--Galib

Dil-e-nazuuk ko mere yoon na sataao tum
Deke *paiman-e-wafa mujhko na mitaao tum

Promise

Arzoo-e-ishq ne dee maat humko umr bhar
Deke khud ko meri jaan is dil ko jeetaao tum

Tumko paaya hai taye karke duniya ka safar
Dein kisko tohfa-e-mohabbat ye bataao tum

Zikr-e-rukhsat na karo dil toot sa jaata hai
*Hijr kee shab hai na *sehar ko bulaao tum

Night of parting
Morning

Sunlo ankhon se khamoshi ka sabab tum
Bekhudi-e-chahat hai, na hosh mein laao tum

lo pyaar ke behkaave mein aa gaye phir
Chot khaayi humne phirse na muskuraao tum

Rahe salamat wo 'Paras' Tark-e-ta-aluq karke
*Rag-e-dil ko ehsaas-e-fanaa ab na dilaao tum

nerve of the heart


diii...........arse baad aaj phir aapko padna, aik sukhad ehsaas rha...aap to jaanti hi hai ki aapka likha muje kyu bhaata hai

love u dii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Bekhudi Brijinder Aapki Shayri 0 29th June 2007 02:33 AM
Bekhudi Brijinder Aapki Shayri 0 30th July 2006 05:55 AM
Alam-e-bekhudi... Parastaar Shayri-e-Dard 20 4th September 2005 11:55 AM
bekhudi mein.... talib Shayri-e-Dard 12 13th October 2003 08:43 PM
Bekhudi Badsha_e_gham Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 15th March 2003 03:03 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com