Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tere bin kaise jiyooN
Old
  (#1)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
Tere bin kaise jiyooN - 17th January 2015, 10:52 PM

Tujhe dekh looN tau mer jaooN ,
Bin dekhe bhi maiN Kaise jiyooN.

Mere khuda ab tu ker ye fainsala ,
JaaN Nissar doon ya tujh bin jiyuN

Mera dil tau hai teri giraft meiN ,
Use apna kaise maiN maan looN .

Meri zubaan pe tera hi naam hai,
Apne dil se ye sab maiN kaise kahuN.

Madhosh huN teri ankhon ke jaam se ,
Ab hosh mein maiN kyun rahun.

Bus Teri pyas hai aur yahi aas hai ,
Tere saath maiN herdam kaise rahuN

Tere Ishq ka jaam maiN peeta raha ,
Na pyas bujhi na jaam khali hua .

Main behosh huN teri chah meiN,
Apne hosh meiN ab kaise rahuN.

Mohabbat ke jaam me Saqi kuch mila ,
ki raat bhar nashe mein hi rahun.

khule aankh tau yaar ka deedar ho ,
Uske gesuon mein bus chipa rahuN.

Tere pyar ki aag dil me lagi hui,
Jal jayega mera sub kuch ismein abhi .

Mere paas aa Hamdam"" tu ise bujha ,
ya maiN umr bhar yuN jhulasta rahuN

khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 17th January 2015 at 11:25 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
18th January 2015, 06:28 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Tujhe dekh looN tau mer jaooN ,
Bin dekhe bhi maiN Kaise jiyooN.

Mere khuda ab tu ker ye fainsala ,
JaaN Nissar doon ya tujh bin jiyuN

Mera dil tau hai teri giraft meiN ,
Use apna kaise maiN maan looN .

Meri zubaan pe tera hi naam hai,
Apne dil se ye sab maiN kaise kahuN.

Madhosh huN teri ankhon ke jaam se ,
Ab hosh mein maiN kyun rahun.

Bus Teri pyas hai aur yahi aas hai ,
Tere saath maiN herdam kaise rahuN

Tere Ishq ka jaam maiN peeta raha ,
Na pyas bujhi na jaam khali hua .

Main behosh huN teri chah meiN,
Apne hosh meiN ab kaise rahuN.

Mohabbat ke jaam me Saqi kuch mila ,
ki raat bhar nashe mein hi rahun.

khule aankh tau yaar ka deedar ho ,
Uske gesuon mein bus chipa rahuN.

Tere pyar ki aag dil me lagi hui,
Jal jayega mera sub kuch ismein abhi .

Mere paas aa Hamdam"" tu ise bujha ,
ya maiN umr bhar yuN jhulasta rahuN

Waaaaaaaaaaaaaaaaaah

" nazm -e-aazad khayal ho,
humdam likhe me padhta rahooN"

Bohot khoob..........daad kubul kijiyega

Aapka apna
Bhushan

Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
18th January 2015, 08:11 AM

Wah sehgal saahab, Bohot he umdaah.

Madhosh huN teri ankhoN ke jaam se
Ab hosh meiN maiN kyuN rahuN

Khule aankh tau yaar ka deedar ho,
Uske gesuoN meiN bas chipa rahuN

Yeh sun kar kaun sa mehboob fida nahi hoga

Likhte raheiN

Aapka khair andesh

Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
18th January 2015, 12:02 PM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Waaaaaaaaaaaaaaaaaah

" nazm -e-aazad khayal ho,
humdam likhe me padhta rahooN"

Bohot khoob..........daad kubul kijiyega

Aapka apna
Bhushan
Bhushan bhai ...

Aap ki nek nazri aur haunsalawazai ke liye tahe dil se shukriya.

Sanjay Sehgal
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
18th January 2015, 12:07 PM

Sagar Bhai ...aapko main apke nam Jagdish Singh se address karunga.

So Jagdish bhai apki nazre inayat karne ke liye mashkoor hun aapka.

Sanjay Sehgal

khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.

Last edited by Hamdam; 18th January 2015 at 12:54 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
19th January 2015, 11:25 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
Tujhe dekh looN tau mer jaooN ,
Bin dekhe bhi maiN Kaise jiyooN.

Mere khuda ab tu ker ye fainsala ,
JaaN Nissar doon ya tujh bin jiyuN

Mera dil tau hai teri giraft meiN ,
Use apna kaise maiN maan looN .

Meri zubaan pe tera hi naam hai,
Apne dil se ye sab maiN kaise kahuN.

Madhosh huN teri ankhon ke jaam se ,
Ab hosh mein maiN kyun rahun.

Bus Teri pyas hai aur yahi aas hai ,
Tere saath maiN herdam kaise rahuN

Tere Ishq ka jaam maiN peeta raha ,
Na pyas bujhi na jaam khali hua .

Main behosh huN teri chah meiN,
Apne hosh meiN ab kaise rahuN.

Mohabbat ke jaam me Saqi kuch mila ,
ki raat bhar nashe mein hi rahun.

khule aankh tau yaar ka deedar ho ,
Uske gesuon mein bus chipa rahuN.

Tere pyar ki aag dil me lagi hui,
Jal jayega mera sub kuch ismein abhi .

Mere paas aa Hamdam"" tu ise bujha ,
ya maiN umr bhar yuN jhulasta rahuN

waahh waahh kyaa bata hai sanjay saahab... bahoyt ummdah peshkash....

likhhte rahen

shaad....

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
4th February 2015, 01:55 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waahh waahh kyaa bata hai sanjay saahab... bahoyt ummdah peshkash....

likhhte rahen

shaad....
Sameer bhai shukriya jo aap ki nazar humari or padi ..

Sanjay Sehgal

khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,796
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
17th February 2015, 10:44 PM

sanjay jee kamaal ka likha hai aapne......waaah waaaah bahit khoob।.......yun hee mehfil roshan karte rahiye..

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#9)

17th February 2015, 10:57 PM

sanjay jee kamaal ka likha hai aapne......waaah waaaah bahit khoob।.......yun hee mehfil roshan karte rahiye..

एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
20th February 2015, 08:51 PM

Quote:
Originally Posted by aru View Post
sanjay jee kamaal ka likha hai aapne......waaah waaaah bahit khoob।.......yun hee mehfil roshan karte rahiye..
Arvind bhai ..

kafi der ke baad aapke deedar hue sdc per humeiN.Bahut khushi hui aap ki
tareef pe ..Umeed karta huN ki aapki ye neknazri hum per bani rahegi aage bhi..

sanjay Sehgal

khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
26th March 2015, 02:27 PM

Bahut hee dilkash ehsaas aur andaaz...
bahut khoob sanjay jee..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
26th March 2015, 09:55 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Bahut hee dilkash ehsaas aur andaaz...
bahut khoob sanjay jee..
Yeh tau aap ki inayat hai verna humein likhna kahan aata hai abhi.

Sanjay Sehgal

khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Sabhat khan
Registered User
Sabhat khan will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 122
Join Date: Feb 2015
Rep Power: 10
28th March 2015, 12:39 PM

WAhhhhhhhhhhh HAMDAM SAHAb wahhhhhhhhhhh
   
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com