Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Un hi se zikr-e-haal karte hain
Old
  (#1)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
Un hi se zikr-e-haal karte hain - 24th December 2014, 12:40 PM

Un hi se zikr-e-haal karte hain
Jo hamara khayaal karte hain

zikr-e-haal- Mention about health/ Condition

Ghar ki har cheez aap hi ki hai
Hum to bas istemaal karte hain

Muskurake jawaab dete hain oh
Hum jo koi sawaal karte hain

Apni baton se jeet te hain dil
aap sachmuch kamaal karte hain

Phool juude men khos kar dekho
Kaise dilkash Jamaal karte hain

Juude- Top-knot
Khosna- Clip/ To tuck in, Jamaal- Get-up/ Beauty

Dar nahin lagta bol kar kuch bhi
Is liye hum majaal karte hain

Majaal- Dare

Unse Parwaaz koi eh keh de
Pyar hum bemisaal karte hain

Bemisaal- Unmatched


By Mujeeb Parwaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
24th December 2014, 12:43 PM

Ghar ki har cheez aap hi ki hai
Hum to bas istemaal karte hain

Apni baton se jeet te hain dil
aap sachmuch kamaal karte hain

Phool juude men khos kar dekho
Kaise dilkash Jamaal karte hain


waaaaaahh Mujib saahab .. waaah..

maza aa gaya yeh dil-nasheeN ghazal phaD kar ..
bohat hii meethy meethy se alfaaz haiN.....
kia kehny saahab.. bas waah hii waaah...

teh-e-dil se nikli dherooN daad qabool kejiye...!


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
24th December 2014, 01:03 PM

Ghar ki har cheez aap hi ki hai
Hum to bas istemaal karte hain

Muskurake jawaab dete hain oh
Hum jo koi sawaal karte hain

Apni baton se jeet te hain dil
aap sachmuch kamaal karte hain

Waah.....Kamaal hi kiya hai aapne mujeeb ji...bahut khoobsurat nazuk se ehsaas...padkar sukoon mila...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
24th December 2014, 01:41 PM

bohut bohut shukriya hasan Sb.

Duaon ke saath
Mujeeb Parwaaz.
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
24th December 2014, 01:43 PM

bohut bohut shukriya madhu Sahiba.

Duaon ke saath

Mujeeb Parwaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
26th December 2014, 09:15 PM

Waah Parwaz sahib bahut hi dilkash thi aapki ye ghazal ..

Pyar hum bemissal karte haiN

Cha gaye aap tau bas mehfil meiN , na jaane kitno ka dil loot liya aap ne



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
mujib66
Registered User
mujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to beholdmujib66 is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 409
Join Date: Nov 2006
Rep Power: 26
27th December 2014, 02:31 PM

Bohut bohut shukriya Hamdam Sb.

meri shayri to bas aisi hi hai...jo mood hota hai kalaam men pesh kardeta hun. baith kar ghanton takhliqaat men waqt nahin de pata.

Yun hi saath dete rahiye

Duaon ke saath.
Mujeeb Parwaaz.
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com