woh koun tha jo yaadein degayaa
Kahin na suni woh baatien keh gaya
Khwaab tha ya koi weham tha apna
din me koi chamakte sitare degaya
aye chaand o suraj tumhari ab zarorat nahi hame
band aankhon se jo dekhun woh dunya de gaya
Wo abtak to lout k nahi aaya aur na aayega shayad
Lekin hum wahi intezaar karenge jahan wo tanha chhod gaya