Bujho Toh Jaane........(paheliyaan Hi Paheliyaan) -
11th January 2008, 12:50 PM
mein pehli baar koi game shuru kar rahi hun...
aap sabko maloom hoga PAHELIYON ke baare mein..bas yeh game bhi wahi hai BUJHO TOH JAANE...
yahan aap jo chahe paheliyaan puch sakte ho
toh shuru karein...
meri PAHELI ajeeb hai...aajtak mein bhi iska answer nahi search kar payi...may be aap GENIOUS log kar paoge
I M A THING.......
TEACHERS HATE ME, COWS LIKES ME, MONKEYS EAT ME, I M A 9 LETTER WORDS
O_ _ _ M_ _ Y_
dekhun toh zara kon hai yahan GENIOUS
SHWETA
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai
uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai
kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Kyun kuhu.Is choti si umar mein tujhe yee taklif ho gayi hain jo aise sab kar rahin hain.....................HEEEEEEEEEEEEE...It ne bade bade bold fonts main likhne ki kya zaroorat thiAisa lag raha hain saare fonts Pc se nikalkar.Muh pe girenge...............Kaunsa no aa gaya hain chasme ka tujhe........................Ek kaam kar..Mujhe Pm kar dena tere chasme ka ilaj main batadungi.........
Teri paheli ka answer nahin aata..kripya karke tum hi bata do.........Koi genious nahin hain yaha..................
Jaane kya samjha woh mujhe Jaane kya samjhi main useN
Mausam ji Dhaval ji
mujhe bhi iska answer nahi malloom thts y yahan aaker aap sabse pooch rahi hu...mujhe SMS aaya tha yeh..or pichle ek saal se iska answer search rahi hu..shayad koi bata de
SHWETA
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai
uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai
kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai
jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Mausam ji Dhaval ji
mujhe bhi iska answer nahi malloom thts y yahan aaker aap sabse pooch rahi hu...mujhe SMS aaya tha yeh..or pichle ek saal se iska answer search rahi hu..shayad koi bata de
Accha tumhara dimag ghum gaya isisliye hamara bhi ghuma diya....hmmmm..jisne SMS kiya usko poochnta tha na iska answer
Jaane kya samjha woh mujhe Jaane kya samjhi main useN
Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
Last edited by mausam; 22nd January 2008 at 01:34 PM..
ek ghar hai lakdi kaa.
usme sab chig lakdi ki hai.
ghar me ek palag hai,us par ek maij hai,
maij par ek kurishi hai,kurshi par ek lamp rkha hai,
us lemp par ek murgi baithi hai,
ab murgi ne andda diya.
par vo tuta nhi..
aik aesi hi paheli mere paas bhi thi jiska jawab mujhe kisi ne nahi dia agar mujhe woh yaad hoti main bhi yahan poochti wesay mujhe paheliyan solve kerne se bohat chirr hoti hai ..... maza aya mausam di ki baaton se
Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin