Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 3 votes, 5.00 average. Display Modes
Main Jag Mein Pyar Ke Liye Firti Hoon
Old
  (#1)
Ye Zindagi
Registered User
Ye Zindagi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 84
Join Date: May 2013
Location: Mumbai, Maharastara
Rep Power: 0
Love Main Jag Mein Pyar Ke Liye Firti Hoon - 25th May 2013, 12:51 AM

Main Jag Jiveen Ka Bhaar Liye Firti Hoon
Phir Bhi Jiveen Mein Pyar Ke Liye Firti Hoon,

Kar Diya Kisi Ne Jankart Jinko Chukar
Main Saanson Ke do Taar Liye Firti Hoon,

Main Isneh-Sura Ka Paan Karti Hoon
Main Kabhi Na Jag Ka Dhyan Kiya Karti Hoon,

Jag Pouch Raha Hain Unko, Jo Jag Ki Gaate
Main Apne Man Ka Gaan Kiya Karti Hoon,

Main Youvan Ka Unmaad Liye Firti Hoon
Unmaadon Mein Dard Liye Firti Hoon,

Jo Mujhko Bahr Hasaa, Rulati Bhitar
Main Haay Kiski Yaad Liye Firti Hoon,

Main Royi, Isko Tum Kahte Ho Gaana
Main Foot Padi, Tum Kahte, Hasti Hoon,

Duniya Kuyn Bebas Kahkar Mujhe Apnaaye
Main Ek Nayi Deewani, Duniya Ki Hoon,

Main deewani Ka Roop Liye Firti Hoon
Main Jag Mein Pyar Ke Liye Firti Hoon..



_Simran_
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Tanha sUdh!r
Registered User
Tanha sUdh!r has a spectacular aura aboutTanha sUdh!r has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 69
Join Date: May 2013
Rep Power: 0
25th May 2013, 01:01 AM



Bahot Hi Badiya Khayalat Hain Aapke..Likhte Rahiyega..Khush Rahiye..




Quote:
Originally Posted by Ye Zindagi View Post
Main Jag Jiveen Ka Bhaar Liye Firti Hoon
Phir Bhi Jiveen Mein Pyar Ke Liye Firti Hoon,

Kar Diya Kisi Ne Jankart Jinko Chukar
Main Saanson Ke do Taar Liye Firti Hoon,

Main Isneh-Sura Ka Paan Karti Hoon
Main Kabhi Na Jag Ka Dhyan Kiya Karti Hoon,

Jag Pouch Raha Hain Unko, Jo Jag Ki Gaate
Main Apne Man Ka Gaan Kiya Karti Hoon,

Main Youvan Ka Unmaad Liye Firti Hoon
Unmaadon Mein Dard Liye Firti Hoon,

Jo Mujhko Bahr Hasaa, Rulati Bhitar
Main Haay Kiski Yaad Liye Firti Hoon,

Main Royi, Isko Tum Kahte Ho Gaana
Main Foot Padi, Tum Kahte, Hasti Hoon,

Duniya Kuyn Bebas Kahkar Mujhe Apnaaye
Main Ek Nayi Deewani, Duniya Ki Hoon,

Main deewani Ka Roop Liye Firti Hoon
Main Jag Mein Pyar Ke Liye Firti Hoon..



_Simran_








   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
25th May 2013, 09:39 AM

hmmmmmmmmmmmmmmm, interesting, bahut saare thoughts aapne isme daale haiN, ek guldaste ki tarah, fine polishing ki jarurat hai par vo waqt ke saath hi aati hai, baaNki aapne khayaaloN ko bahut umda tareeke se parosa hai, aage bhi bas yuNhi likhti raheN...



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
:)
Old
  (#4)
Ye Zindagi
Registered User
Ye Zindagi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 84
Join Date: May 2013
Location: Mumbai, Maharastara
Rep Power: 0
:) - 28th December 2013, 09:31 AM

Thankssssssssssssss Bhai... Bhot Bahot Sukriyann...........))))))))))))((()))))))))(((( ((())))))))))(((((((((())))))))))


Quote:
Originally Posted by Taish View Post
hmmmmmmmmmmmmmmm, interesting, bahut saare thoughts aapne isme daale haiN, ek guldaste ki tarah, fine polishing ki jarurat hai par vo waqt ke saath hi aati hai, baaNki aapne khayaaloN ko bahut umda tareeke se parosa hai, aage bhi bas yuNhi likhti raheN...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
shakir ali 01
Registered User
shakir ali 01 has a spectacular aura aboutshakir ali 01 has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 297
Join Date: Oct 2013
Rep Power: 12
30th December 2013, 02:11 PM

Main Jag Jiveen Ka Bhaar Liye Firti Hoon
Phir Bhi Jiveen Mein Pyar Ke Liye Firti Hoon,

Kar Diya Kisi Ne Jankart Jinko Chukar
Main Saanson Ke do Taar Liye Firti Hoon,

Main Isneh-Sura Ka Paan Karti Hoon
Main Kabhi Na Jag Ka Dhyan Kiya Karti Hoon,

Jag Pouch Raha Hain Unko, Jo Jag Ki Gaate
Main Apne Man Ka Gaan Kiya Karti Hoon,

Main Youvan Ka Unmaad Liye Firti Hoon
Unmaadon Mein Dard Liye Firti Hoon,

Jo Mujhko Bahr Hasaa, Rulati Bhitar
Main Haay Kiski Yaad Liye Firti Hoon,

Main Royi, Isko Tum Kahte Ho Gaana
Main Foot Padi, Tum Kahte, Hasti Hoon,

Duniya Kuyn Bebas Kahkar Mujhe Apnaaye
Main Ek Nayi Deewani, Duniya Ki Hoon,

Main deewani Ka Roop Liye Firti Hoon
Main Jag Mein Pyar Ke Liye Firti Hoon..



_Simran_

simran ji aapko shakir ka salaam
aapne bahut hi aachi kavita likhi hai
likhte rahe khush rahe
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Masoom Pyar
Registered User
Masoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura aboutMasoom Pyar has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 519
Join Date: Dec 2013
Rep Power: 0
30th December 2013, 02:46 PM

Thanksssssssssssssssssssssss ........................................
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Ye Zindagi
Registered User
Ye Zindagi is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 84
Join Date: May 2013
Location: Mumbai, Maharastara
Rep Power: 0
30th December 2013, 04:12 PM

thankssssssss alllllllll my all frndzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz.. ......................................
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
30th December 2013, 04:20 PM

Quote:
Originally Posted by Ye Zindagi View Post

Kar Diya Kisi Ne Jankart Jinko Chukar
Main Saanson Ke do Taar Liye Firti Hoon,

Jag Pouch Raha Hain Unko, Jo Jag Ki Gaate
Main Apne Man Ka Gaan Kiya Karti Hoon,

Main Youvan Ka Unmaad Liye Firti Hoon
Unmaadon Mein Dard Liye Firti Hoon,

Jo Mujhko Bahr Hasaa, Rulati Bhitar
Main Haay Kiski Yaad Liye Firti Hoon,

Main Royi, Isko Tum Kahte Ho Gaana
Main Foot Padi, Tum Kahte, Hasti Hoon,

Duniya Kuyn Bebas Kahkar Mujhe Apnaaye
Main Ek Nayi Deewani, Duniya Ki Hoon,

Main deewani Ka Roop Liye Firti Hoon
Main Jag Mein Pyar Ke Liye Firti Hoon..

Waah waah..............
Bahot hi khub, Simranji.................
Daad aapko



ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता



http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
10th January 2014, 07:48 PM

very nice creation..................



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Reply

Tags
aru, dhaval, lamha, naresh_mehra110, taish

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com