Showing Visitor Messages 1 to 4 of 4
-
Me anjana nahi me diwana sahi,
Me shama nahi me parwana sahi.
Wo Pariyon Ki Duniya Ki Malika Hogi,
Me Sharabi Hu Mere Liye maikhana sahi...
-
Hoto Pe Aaj Unka Nam Aa Gaya,
Pyase Ke Hath Me Aaj Jaam Aa Gaya.
Dole Kadam To Gire Unki Bahon Me Jakar.
Aaj To Peena Bhi Humare Kaam Aa Gaya...
-
Agr wo apni Mohabbat Hume bana le,
Hum Unka har khawab apni palko pe saja le.
Karegi kaise maut hume juda unse,
Agar wo hume apni Rooh me basa le...
-
Mujhe in pattharo ka dar na hota,
Agar shishe ka mera ghar na hota.
Yaqinan hum bhi khelte pyar ki baazi,
Agar dil tutne ka dar na hota...