Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Anjuman-e-Shayri (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=27)
-   -   Chalo Aaj Dard Bante................! (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=57061)

krenil 20th December 2007 11:07 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 262733)
bahut khub KRENIL................

Ehsaan doston pe jatane nahi hote,
karz bhi koi chukane nahi hote,
bas salaamat rahe ye dosti hamari,
ye wo rishte hai jo kabhi purane nahi hote.


very nice lamha

zikra hua jab khuda ki rahemato ka
hum ne khud ko sabse khushnaseeb paya
tamanna thi ek pyaare se dost ki to
khuda khud dost bankar aapke roop me chala aaya

LAMHA 20th December 2007 11:32 PM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 262737)
very nice lamha

zikra hua jab khuda ki rahemato ka
hum ne khud ko sabse khushnaseeb paya
tamanna thi ek pyaare se dost ki to
khuda khud dost bankar aapke roop me chala aaya


bahut khub KRENIL................

dua karte hai khuda se hum sar ko jukaye,
ae dost, tu apni manzil ko paaye,
agar kabhi teri rahon me andhera aaye,
roshni ke liye khuda hum ko jalaye.........

krenil 20th December 2007 11:37 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 262750)
bahut khub KRENIL................

dua karte hai khuda se hum sar ko jukaye,
ae dost, tu apni manzil ko paaye,
agar kabhi teri rahon me andhera aaye,
roshni ke liye khuda hum ko jalaye.........


very good lamha bahut hi achha hai

nibhani hai dosti saans lene se pahele
na ho yakeen to imtihaan koi le le
hum saath honge tere har mushkil kadam pe
ye jaan bhi niklegi tere aansu nikalne se pahele

dineshdharvi 20th December 2007 11:38 PM

Na koi Kisi ke pass hota hai Na koi Kisi se dur hota hai. dost khud b khud chal kar aata hai jab koi Kisi ke naseeb mein hota hai.

LAMHA 20th December 2007 11:41 PM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 262754)
very good lamha bahut hi achha hai

nibhani hai dosti saans lene se pahele
na ho yakeen to imtihaan koi le le
hum saath honge tere har mushkil kadam pe
ye jaan bhi niklegi tere aansu nikalne se pahele



wahhhhhhhhhh KRENIL, maan gaye aapko....jawab nahi aap ka............

khuda se thoda rehem kharid lete,
aap ke zakhmo ka marham kharid lete,
agar kahi bikti khushiya hamari,
to saari bechkar , aap ka har gham kharid lete.........

krenil 20th December 2007 11:46 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 262759)
wahhhhhhhhhh KRENIL, maan gaye aapko....jawab nahi aap ka............

khuda se thoda rehem kharid lete,
aap ke zakhmo ka marham kharid lete,
agar kahi bikti khushiya hamari,
to saari bechkar , aap ka har gham kharid lete.........


bahut khub lamha ab ye suno


kash khushiyo ki koi dukaan hoti
jiski hame pahechan hoti
bhar dete tere aanchal ko khushiyo se
chahe uski kimmat meri jaan hoti

dineshdharvi 20th December 2007 11:50 PM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 262762)
bahut khub lamha ye raha aapka jawab

kash khushiyo ki koi dukaan hoti
jiski hame pahechan hoti
bhar dete tere aanchal ko khushiyo se
chahe uski kimmat meri jaan hoti


wah dost bahut khub yaar kafi acha liha hai tumne
Sabki Zindagi Mein Khusiyan Dene Wale Dost, Teri Zindagi Mein Koi Gam Na Ho,Tujhe Tab Bhi Dost Milte Rahen, Jab Duniya Mai Hum Na Ho….

LAMHA 20th December 2007 11:51 PM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 262762)
bahut khub lamha ab ye suno


kash khushiyo ki koi dukaan hoti
jiski hame pahechan hoti
bhar dete tere aanchal ko khushiyo se
chahe uski kimmat meri jaan hoti



wahhhhhhhhhhhhh dost, kya baat hai..........

ab itne ache sher ka hum kya jawab de?????????

krenil 20th December 2007 11:56 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 262765)
wahhhhhhhhhhhhh dost, kya baat hai..........

ab itne ache sher ka hum kya jawab de?????????


koi baat nahi dear hum jawab dete hai

bikta agar pyaar kaun nahi kharidata
bikti agar khishiya kaun use bechta
dard agar bikta to hum aapse kharid lete
aapki khushiyo ke liye khud ko bhi bech dete

krenil 21st December 2007 01:01 AM

Quote:

Originally Posted by dineshdharvi (Post 262764)
wah dost bahut khub yaar kafi acha liha hai tumne
Sabki Zindagi Mein Khusiyan Dene Wale Dost, Teri Zindagi Mein Koi Gam Na Ho,Tujhe Tab Bhi Dost Milte Rahen, Jab Duniya Mai Hum Na Ho….


wah dost bahut khub likha hai aapka jawab

agar kal hum yaha na bhi rahe
hamari yaad sada tumhare dil me rahegi
sirf nazar uthake chand ko dekh lena
hamari dosti ki tasveer waha bhi nazar aayegi

acharya_mj 21st December 2007 01:28 AM

tasweer
 
muddato.n pahale jab tujh se taarruf bhii na thaa
terii tasviir banaate the Khayaalat mere
[Unknown]


manu

krenil 21st December 2007 02:37 AM

Quote:

Originally Posted by acharya_mj (Post 262787)
muddato.n pahale jab tujh se taarruf bhii na thaa
terii tasviir banaate the Khayaalat mere
[Unknown]


manu



bahut hi achha hai manu

na tasveer hai tumhari jo didar kiya jaye
na tum pass ho jo pyaar kiya jaye
ye kaun sa dard diya hai aapne
na kuch kaha jaye na tum bin raha jaye

dineshdharvi 21st December 2007 11:35 AM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 262781)
wah dost bahut khub likha hai aapka jawab

agar kal hum yaha na bhi rahe
hamari yaad sada tumhare dil me rahegi
sirf nazar uthake chand ko dekh lena
hamari dosti ki tasveer waha bhi nazar aayegi

WAH DOST TUMARA JAWAB NAHI
Dost Subah teri ho or sham meri ho, din tera or raat meri ho,
Hasi teri ho or udasi meri ho, jab mot aye to a dost kabar teri ho aur usme LASH MERI HO,

LAMHA 21st December 2007 07:27 PM

Quote:

Originally Posted by acharya_mj (Post 262787)
muddato.n pahale jab tujh se taarruf bhii na thaa
terii tasviir banaate the Khayaalat mere
[Unknown]


manu


teri surat se kisi ki nahi milti surat,
hum jahan me teri tasveer liye firte hai(nm)

LAMHA 21st December 2007 07:32 PM

Quote:

Originally Posted by dineshdharvi (Post 262801)
WAH DOST TUMARA JAWAB NAHI
Dost Subah teri ho or sham meri ho, din tera or raat meri ho,
Hasi teri ho or udasi meri ho, jab mot aye to a dost kabar teri ho aur usme LASH MERI HO,



maut par bhi hai yakeen,un par bhi aitbaar hai,
dekhte hai pehle kaun aata hai,dono ka intezaar hai...... (NM)

dineshdharvi 21st December 2007 09:39 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 262846)
maut par bhi hai yakeen,un par bhi aitbaar hai,
dekhte hai pehle kaun aata hai,dono ka intezaar hai...... (NM)

yuhi intzaar kiya nahi karte, agar hota humare pass jine ka wakt to appko chhodkar hum yuhi na marte. agar aitbaar hi tha hum per to aj app intzaar ki sikayat nahi kiya karte.

krenil 21st December 2007 10:43 PM

Quote:

Originally Posted by dineshdharvi (Post 262864)
yuhi intzaar kiya nahi karte, agar hota humare pass jine ka wakt to appko chhodkar hum yuhi na marte. agar aitbaar hi tha hum per to aj app intzaar ki sikayat nahi kiya karte.


wah dost bahut hi khub ab ye suno

kisi fakir ka kabhi aitbaar mat karna
dosti ki hado ko kabhi paar mat karna
kho donge use hamesha ke liye jo achha lagta hai
isiliye kabhi usse pyaar mat karna

dineshdharvi 22nd December 2007 03:06 PM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 262867)
wah dost bahut hi khub ab ye suno

kisi fakir ka kabhi aitbaar mat karna
dosti ki hado ko kabhi paar mat karna
kho donge use hamesha ke liye jo achha lagta hai
isiliye kabhi usse pyaar mat karna

wah dost tumara jawab ek dum sahi hota hai
Har baat ka matlab pyar nahi hota, Duriyo se kabhi pyar kam nahi hota, Waqt bewaqt ho jati hai aankhein nam, Kyonki yaado ka koi mausam nahi hota

acharya_mj 22nd December 2007 04:14 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 262845)
teri surat se kisi ki nahi milti surat,
hum jahan me teri tasveer liye firte hai(nm)

Hamein to kaatni hai sham-e-gham mein zindagi apni
Jahan woh hain wahin aiye chaand le jaa chaandni apni


- 'Shairi Bhopali'

regards
manu

nihar 22nd December 2007 07:35 PM



na chand kisi ka hota hain
na chandani chand chod payegi
jinse ki hain humne muhobbat
woh hum bin kaise reh payegi

krenil 22nd December 2007 07:49 PM

Quote:

Originally Posted by nihar (Post 263035)

na chand kisi ka hota hain
na chandani chand chod payegi
jinse ki hain humne muhobbat
woh hum bin kaise reh payegi


wah dost bahut khub

hame koi gam nahi hai ki
aap hame nahi mile are
jakar jara usse puchho
jise hum nahi mile

nihar 22nd December 2007 07:57 PM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 263045)
wah dost bahut khub

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 263045)

hame koi gam nahi hai ki
aap hame nahi mile are
jakar jara usse puchho
jise hum nahi mile




NAHOT HI KHUB DEAR KRENIL

SUNO AAP KA JAWAB


MILNA NA MILNA UUPAR WALE KE HAATH HOTA HAIN
HUM TO KATPUTLIYAAN HAIN KAHA KISAT KA SAH HOTA HAIN
PYAR TO KARLETE HAIN HUM YAARO DIL E JIGAR SE KISIKO
PAR PYAR PANA BHI TO NASIB WALO KE HATH HOTA HAIN

krenil 22nd December 2007 08:15 PM

Quote:

Originally Posted by nihar (Post 263047)


NAHOT HI KHUB DEAR KRENIL

SUNO AAP KA JAWAB


MILNA NA MILNA UUPAR WALE KE HAATH HOTA HAIN
HUM TO KATPUTLIYAAN HAIN KAHA KISAT KA SAH HOTA HAIN
PYAR TO KARLETE HAIN HUM YAARO DIL E JIGAR SE KISIKO
PAR PYAR PANA BHI TO NASIB WALO KE HATH HOTA HAIN


wah dost bahut hi khub ab ye suno

khushiya hi khushiya mili zindagi me pyar ke naam pe
hame to har waqt wafa hi mili uske saath se
pyaar hi pyaar tha itna zindagi me hamari ki
bhagwan ko bhi zukna pad hamari mahobat ke anjaam pe

LAMHA 22nd December 2007 08:22 PM

Quote:

Originally Posted by acharya_mj (Post 263007)
Hamein to kaatni hai sham-e-gham mein zindagi apni
Jahan woh hain wahin aiye chaand le jaa chaandni apni


- 'Shairi Bhopali'

regards
manu



bahut khub MANU...........
Hum to samjethe ISHQ ek zakham hai,
shayad bhar jayega....
kya khabar thi ke wo to rug-e-jaan me utar jayega..........

LAMHA 22nd December 2007 08:27 PM

Quote:

Originally Posted by nihar (Post 263035)

na chand kisi ka hota hain
na chandani chand chod payegi
jinse ki hain humne muhobbat
woh hum bin kaise reh payegi


bahut khub NIHAR,

muje bhulna bhi chaho to bhula na sakoge,
mai to palko pe thahar jaungi,aansoo ki tarah.......

nihar 22nd December 2007 08:27 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 263054)
bahut khub MANU...........
Hum to samjethe ISHQ ek zakham hai,
shayad bhar jayega....
kya khabar thi ke wo to rug-e-jaan me utar jayega..........



bahot khub krenil and lamha

aab yeh suno


ishq ishq karte ho
to ishq ko bhi samja karo
khuda bhi na samaj pae jab tumhare ishq ko
to ishq ko khuda se bhi upar samja karo

LAMHA 22nd December 2007 08:32 PM

Quote:

Originally Posted by nihar (Post 263058)
bahot khub krenil and lamha

aab yeh suno


ishq ishq karte ho
to ishq ko bhi samja karo
khuda bhi na samaj pae jab tumhare ishq ko
to ishq ko khuda se bhi upar samja karo



nice one dear................

suna hai ki wo mera khayal karta hai,
jhooth bolta hai magar kamaal karta hai......

krenil 22nd December 2007 08:48 PM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 263059)
nice one dear................

suna hai ki wo mera khayal karta hai,
jhooth bolta hai magar kamaal karta hai......


bahut hi khub lamha

jab khayal aaya to tumhara aaya
aankhe bandh ki to khwab tumhara aaya
socha ek pal yaad kar le khuda ko
par hoth khulte hi naam tumhara aaya

acharya_mj 22nd December 2007 11:43 PM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 263062)
bahut hi khub lamha

jab khayal aaya to tumhara aaya
aankhe bandh ki to khwab tumhara aaya
socha ek pal yaad kar le khuda ko
par hoth khulte hi naam tumhara aaya


waah waah dost

Na Dekhna kabhi aaina bhool kar dekho
Tumhaare husn ka paida jawaab kar dega
- 'Bekhud Dehlvi'


regards
manu

krenil 22nd December 2007 11:55 PM

Quote:

Originally Posted by acharya_mj (Post 263099)
waah waah dost

Na Dekhna kabhi aaina bhool kar dekho
Tumhaare husn ka paida jawaab kar dega
- 'Bekhud Dehlvi'

regards
manu


wah dost bahut hi khub ab ye suno

jab aaina dekhta hu to teri surat nazar aati hai
apni taqdeer se judi teri taqdeer yaad aati hai
chahe to koi hame juda nahi kar sakta kyunki
jo mahobat meri aankho me hai wo hi mahobat teri aankho me nazar aati hai


acharya_mj 23rd December 2007 12:17 AM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 263100)
wah dost bahut hi khub ab ye suno

jab aaina dekhta hu to teri surat nazar aati hai
apni taqdeer se judi teri taqdeer yaad aati hai
chahe to koi hame juda nahi kar sakta kyunki
jo mahobat meri aankho me hai wo hi mahobat teri aankho me nazar aati hai

Aaina moonh pe bura aur bhala kehta hai
Sach yeh hai saaf jo hota hai safa kehta hai
- 'Daag'


regards
manu

LAMHA 23rd December 2007 12:25 AM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 263100)
wah dost bahut hi khub ab ye suno

jab aaina dekhta hu to teri surat nazar aati hai
apni taqdeer se judi teri taqdeer yaad aati hai
chahe to koi hame juda nahi kar sakta kyunki
jo mahobat meri aankho me hai wo hi mahobat teri aankho me nazar aati hai



NICE ONE KRENIL.........

jab kabhi mai unke khayalo me kho si jaati hoo,
woh khud bhi baat karte hai to bura sa lagta hai...

acharya_mj 23rd December 2007 12:30 AM

Quote:

Originally Posted by LAMHA (Post 263108)
NICE ONE KRENIL.........

jab kabhi mai unke khayalo me kho si jaati hoo,
woh khud bhi baat karte hai to bura sa lagta hai...


waah waah lamha yeh bhi padh lo zaraa

Us marz ko marz-e-ishq kaha karte hain
Na dawa hoti hai jis ki na dua hoti hai

- 'Shafaq Rizvi'

regards
manu

krenil 23rd December 2007 12:37 AM

Quote:

Originally Posted by acharya_mj (Post 263109)
waah waah lamha yeh bhi padh lo zaraa

Us marz ko marz-e-ishq kaha karte hain
Na dawa hoti hai jis ki na dua hoti hai
- 'Shafaq Rizvi'

regards
manu


bahut hi khub dost ab ye suno

duao ki bheed me ek dua hamari
jisme mangi khushiya tumhari
tum jab bhi muskuraogi dil se
samajna dua kabul hui hamari

acharya_mj 23rd December 2007 12:51 AM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 263111)
bahut hi khub dost ab ye suno

duao ki bheed me ek dua hamari
jisme mangi khushiya tumhari
tum jab bhi muskuraogi dil se
samajna dua kabul hui hamari

Yahi hai zindagi apni yahi hai bandagi apni
Ke unka naam aaya aur gardan jhuk gayiee apni


- 'Maahirul Qaadri'

regards
manu

nihar 23rd December 2007 06:52 PM

NAZRO SE GIRE , JIGAR SE GIRE .
GIRE HUM AAPNI HI KADAR SE YAARO
NA AAB CHAH HE , NA JINE KI KOI GUNJAISH HAIN
AAB TO BAS PYAR HAIN AAPNI KABAR SE YAARO

dineshdharvi 23rd December 2007 07:35 PM

Quote:

Originally Posted by nihar (Post 263157)
NAZRO SE GIRE , JIGAR SE GIRE .
GIRE HUM AAPNI HI KADAR SE YAARO
NA AAB CHAH HE , NA JINE KI KOI GUNJAISH HAIN
AAB TO BAS PYAR HAIN AAPNI KABAR SE YAARO


Tab tak pyaar se pyaar mat karo,
Jab tak pyaar aapse pyaar na kare.
Agar pyaar apse pyaar kare to,
Pyaar ko itna pyaar karo,
Ki pyaar kisi aur se pyaar na kare.

dineshdharvi 23rd December 2007 07:39 PM

Quote:

Originally Posted by acharya_mj (Post 263114)
Yahi hai zindagi apni yahi hai bandagi apni
Ke unka naam aaya aur gardan jhuk gayiee apni

- 'Maahirul Qaadri'

regards
manu

yahi hai jindagi yahi hai moat
yahi hai jina yahi hai marna
yahi hai khushi hai yahi hai dard
kya huva agar unka naam aaya to koi gum nahi
hum us se pyar karte hai kya unke liye yehi kam nahi

krenil 25th December 2007 01:09 AM

Quote:

Originally Posted by dineshdharvi (Post 263170)
yahi hai jindagi yahi hai moat
yahi hai jina yahi hai marna
yahi hai khushi hai yahi hai dard
kya huva agar unka naam aaya to koi gum nahi
hum us se pyar karte hai kya unke liye yehi kam nahi


bahut hi achha hai dost

phul se puchha mujko bata tu aaj tak
kyu khilta raha tune to di sabko khushbu
tujhe kya milta raha phul ne muskurakar
kaha abhi to tu nadan hai jeevan ke sachhe
pyaar se anjaan hai dene ke badle kuch lena
vo to ek vyapar hai jo dekar bhi kuch na mange vo hi to sachha pyaar hai

acharya_mj 25th December 2007 01:18 AM

Quote:

Originally Posted by krenil (Post 263297)
bahut hi achha hai dost

phul se puchha mujko bata tu aaj tak
kyu khilta raha tune to di sabko khushbu
tujhe kya milta raha phul ne muskurakar
kaha abhi to tu nadan hai jeevan ke sachhe
pyaar se anjaan hai dene ke badle kuch lena
vo to ek vyapar hai jo dekar bhi kuch na mange vo hi to sachha pyaar hai

Gulshan ki faqt phoolo se nahee kaanTo se bhi jinat hoti hai
Is duniyaa men jeene ke liye gham ki bhee jaroorat hoti hai


regards
manu


All times are GMT +5.5. The time now is 12:03 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.