Shayri.com

Shayri.com (http://www.shayri.com/forums/index.php)
-   Shayri-e-Mashahoor Shayar (http://www.shayri.com/forums/forumdisplay.php?f=13)
-   -   shayri (http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=19969)

Yatin905 1st March 2004 06:05 AM

shayri
 
Chand se pyari chandni, chandni se bhi pyari raat
Rat se pyari zindgi, aur zindgi se bhi pyare aap


Kaate nahi kat te yeh jalwe intzaar ke
Nazare jamaye bethe hain, raste pe yaar ke
Dil ne kaha dekhe jo jalwe husna yaar ke
Laya hain kaun inhe palko se utaarke



Kitni Khushi milti hai tujhko

Dil mera todhkar,

Kitni khushi milti hai tujhko

Dil mera todhkar..

Lekin ye dil bhi to hai

teri hi amanat....

Dekhein kab tak tu khush rahta hai



barbaad-e-dil ko kya roye
aanso bhi nahin rone ke liye
hum tumse juda ho gaye
paya tha tumhe khone ke liye



Woh kuch raat hee aise thee
dil kee baat hee kuch aise thee
bun na suki hamari baat
Shayeed kismut hee hamari aisee thee



Humne socha sirf hum hi chahte hain aapko
par tume chahne walon ka to kafila nikla
dil ne kaha shikayat kare khuda se
par wo khuda bhi tera chahne wala nikla


chaand se hasin hai chaandni,chaandni se hasin hai raat,raat se hasin hai zindagi,aur woh zindagi hai aap.


Tumhe dil main basaye rakhta hoon
Aur duniya ko bhoolaye rakhta hoon
Tumhe meri nazar na lag jaye
Iss liye nazarein jukaye rakhta hoon


Har zubaan per suna tera naam,
Har Kagaz per likha tera naam,
Yaha taak jaab koi pucha mera naam,
Kaha deta tera naam.


kash tere chere pe chichek ke dag hote ,
chand to tum ho hi sitarein bhi saat hote



ek din mila ek pari se
aur ho gaya usseh pyaar.
dil baichan hua usseh milne ko
hazaron maut bhi kabool the mujhe,
useh ek jhalak dekhne ko.



Aarzo hai tumhe dekhana ki,
khareeb aana nahi chahatha,
tamanna nahi tumhe paana ki,
magar khona bhi nahi chahatha


All times are GMT +5.5. The time now is 10:10 AM.

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.