![]() |
zaalim zamana
1 Attachment(s)
Us nay mera dil tod diya
mujhe akela chor diya phir b dua karta hoon main khush rahay woh agar mar b jaoon main. Dil kehta hai us ko bohat pyaar karoon har waqt us k saath rahoon uff magar yeh zaalim zamana mushkil hai is ko samjhana. Tu he meri jaan mera armaan hai tu he to mere jeenay ka samaan hai jis din tu mujhe chor k chali jaye gi us din meri zindagi khatam ho jaye gi. Jaanta hoon main k tum mujh say pyaar karti ho apnay dil main mera aik maqaam rakhti ho par agar tum rahi khamosh is waqt kahin dunia say na ho jaon main ruksat *********** love u guys SANAM |
All times are GMT +5.5. The time now is 04:01 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2022, Jelsoft Enterprises Ltd.