![]() |
soch
socha rhe gazal hum bhi banayenge
unki yaad se use nahlayenge likhne ki bari aayi to dil samaj na paye intezar ki dastaan to ab kya sunaye pal pal badta pyaar ,badta hi jaye ek ehsaas sukhd nikhar samne aaye intezar me bhi pyaar samaye pyaar hi pyaar ki baat man ko bhaye |
Quote:
Nice Effort .......... ! |
kuch koshise kuch tarife
alfaz sukriya ke hamare ala ala gazlo ke bitch adna si lino pe jo nazar dale bahut bahut dhanywad nareshji aapka |
waah aapka andaaze reply bhi bbahot khoob hai veena jee... keep writing.. khush rahiye
Shaad... |
Quote:
aap jaise aasman ko chute sitare hum bhi dharti ke prani pyare sikh hi lete hai dekhkar in unchi hastiyo ko jinse wo bekhabar aur hamare vare nyare |
Quote:
Veenaa jee maine sahi kahaa tha ke aapka reply karne ka andaaz bahot khoob hai.. har insaan me kuch na kuch khaas zaroor hotaa hai aur hame aapki yeh adaa bahot pasand aai.. Aap yaqeenan bahot khoob likhti hain, bas yuNhi likhti rahiye aur is kalaa ko aur bhi nikhaaarti rahiye... shukriyaa Shaad... |
accha likha hai aapne veena jiii...........................:)
|
Quote:
sun tarane ,khil ute man ke aashiyane sukriya to bahut chota,aapke samne sukriya |
Quote:
sham ko subhah hum likte per aap ki tarif se , din hamare badlate sukriya |
Quote:
|
Quote:
sukriya ji sukriya khuskismati hamari ------------------ andaz shayrana mijaj ka fir kya thikana dil me pyaar to geet bante apne aap ---------- |
Ab itne bade logon ke reply main kya reply du..mujhe to is tarah mehsus ho raha hai ki-
Teri mehfil me aarzoo meri,is tarah dilme simti jati hai.. Jaise dehaat ki koi ladki sahar me pehli baar aati hai.. |
Quote:
aap hum choto ki reply isi tarah de diya kare dehataan badi furtili sikhe sahar ke nakhre anek bilkul thik shayri ke mahfil me naye naye shabd jod tod like jaise sayane jaiese dehat se koi ladki sahar me pahli baar aye |
All times are GMT +5.5. The time now is 04:33 PM. |
Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2022, Jelsoft Enterprises Ltd.